Tanka pakka karne ke liye back tack ka use karte hai. Use dabane se machine ka tanka pitche chalta hai. To back tack se tanka packa karna hai. Aur baad me cutter se cut karna hai. Machine kaise chala hai uski Puri jankari ke liye ye video dekhe. th-cam.com/video/8iNOsD_tgr4/w-d-xo.html
Aap bobin ko shuttle me barabar se rakhe. Maine is video me dikhaya hai ki jab bobin ko shuttle me rakhte hai to "Tak" esi aavaz aati hai. Aap video ko barabar dekhe. Aur shuttle ko and bobin case ko barabar saaf kare.
Didi machine ko jb chalate hai to ekdam chlne lgti h ur kapde ki silai tircha ho jati h m abhi first time seekh rha hun aur ye bata dijiyega ki bobbin ka dhaga upar kese layen please help 😢😢@@iStitching
@@satyamrdx_0890 aap ye sare video ek baar dekh le. Use dhekhne se aapko sab aa jayega th-cam.com/play/PLPurx6J82AJYrPyUh9-ieOY4fouuQPA6A.html&si=ecin4oRI-pWd5_9n
बहुत ही सादार तरीके से समझाया धन्यवाद
Bahut hin acha laga sistar
Thankyou maim so Mach Maine yah dekhkar hi bobbin❤❤❤❤❤❤❤ bhara hai
Bahut aachha
Good teaching mam
Thanks....
बहोत ही बढिया मॅम 🙏थँक्स 🙏😊
Bhut achha lga thanks
AP kinti acchi tarah se samjhate ho 😊 jai hind..
Super siss achchese Samjaya aap ne thank u
Bhot accha ❤
Sukriya sister❤️🌸
Really thank thank thank thank you ❤️❤️❤️
Best video
Zoom karke video banane ke liye thank you ❤️
Thank you 😊
Nice
Thankyou so much ❤❤ maam
Bahut khoob
Tq So Much didi
Thanks mam guide karne ka shukriya
Thanks..aapne bahut achhe se samjhaya hai shukriya
Thanks main ❤
Thank u verry nice
Good
Eska bobbin bhi alag rahte hai kya.jo Chhota machin ka bobbin nhi lga sakte kya
Ha iska bobin alag hota hai. Full shuttle machine ka bobin hi lagta hai. Half shuttle machine ka bobin nahi laga sakte
Thankyou didi
Bobin mese wapas dhaga ril main dalna ho to wo kese dalte hai please bataye
Mam ye machine lene ke liye achchi hai kya bahot sal chalegi kya please bataye mam
Main ye machine tin saal se use kar rahi hu air aaj tak ek baar bhi is me koi problem nahi aaya. Aap ko ye machine lena chahiye.
Thanks mam
Kaza machin ke bare me batain
Mere paas kaza machine nahi hai.
Thank you 💕
Thanks
Aise machine k liye dhaga dusara lena hota ya no normal jo chalta h
Normal dhaga hi use karte hai. Jo dhaga ham domestic sewing machine me use karte hai vahi dhaga is industrial sewing machine me use karte hain.
Tanka pka kaisy krty Hain
And cut kaisy krty Hain. Plz tell
Thanks
Tanka pakka karne ke liye back tack ka use karte hai. Use dabane se machine ka tanka pitche chalta hai. To back tack se tanka packa karna hai. Aur baad me cutter se cut karna hai. Machine kaise chala hai uski Puri jankari ke liye ye video dekhe.
th-cam.com/video/8iNOsD_tgr4/w-d-xo.html
Meching Chalate chalate Bobbin case se daga kiu Nikal jata he.
Aap bobin ko shuttle me barabar se rakhe. Maine is video me dikhaya hai ki jab bobin ko shuttle me rakhte hai to "Tak" esi aavaz aati hai. Aap video ko barabar dekhe. Aur shuttle ko and bobin case ko barabar saaf kare.
कनटरोल करने मुझ नही आती है पलीज बता दीजिये
@@PoojaKumari-wg8nu aapko kya control karna nahi aata hai ? Please detail me puchhe?
Didi machine ko jb chalate hai to ekdam chlne lgti h ur kapde ki silai tircha ho jati h m abhi first time seekh rha hun aur ye bata dijiyega ki bobbin ka dhaga upar kese layen please help 😢😢@@iStitching
@@satyamrdx_0890 aap ye sare video ek baar dekh le. Use dhekhne se aapko sab aa jayega
th-cam.com/play/PLPurx6J82AJYrPyUh9-ieOY4fouuQPA6A.html&si=ecin4oRI-pWd5_9n
🥰
Thank you 😊
Thank you
Bobin me suta Varna Nehi Hoti o kharab hogiya to kye Karu
Jaldi batau
Muje aapka question samaj nahi aaya. Aap kya puchna chahti hai sahi se explain kare please
Nice
Good
Thank you mam
Thank you mam