Bhai aapki maine kaafi videos dekhi hai... Aap acha educate kr rahe hai... 5 years back ye sab books se pad kr seekhna padta tha... Bas ek request hai... Mere ghar ki MCBs 11 years old hone ki wajah se trip nahi hoti thi aur is wajah se pole wire mein 3 joints aa gaye... Vo bhi baar baar... Sab gadhe electrician mile... Aapne short circuit krke check krne ka tarika to kaafi bataye hai... But thermal testing kese kr sakte hai... Overload ke case mein... Kya equipments chahiye honge aur saste aur mehenge sab tareeke bata do ek video mein practical krke...
जब mcb में शार्ट सर्किट होता है ये तो ठीक है किंतु ....जब लीकेज वाला करंट भी अर्थिंग से मिलता है तब शार्ट सर्किट क्यों नही होता और करंट जमीन में चल जाता है ??? कृपया इसको भी प्रैक्टिकल करके बताये
16Amp ke MCB me jab earthing touch Kiya to trip karne me time laga or jab Neutral touch to turant trip kar Gaya . Lekin mere pas (C16 2pole ) jo MCB hai wo nutral me bhi time lga rha hai trip hone me, Neutral pipe mere ghar me lga hua hai. Or sir 1.4Ton inverter ac me kitne AMP ka MCB acca rahega
Sir, apne video me kahahe... Havells ka hai.. Achha breakers banata hai. Havells ka aur ek model crabtree hai... Kya ye bhi achha breaker hai? Crabtree ka jo packet hai usme havells ka hologram bhi laga hai. As example - Anchor by Panasonic
सर अब से जो वीडियो आप अपलोड करना, तो वीडियो के बैकग्राउंड में म्यूजिक वो वाली लगाना जो आपने केसिंग, कैपिंग/बिट वायरिंग वाले वीडियो में डाली है। बहुत अच्छी म्यूजिक है वो, बाकी रही बात वीडियो की, तो वो भी आपके हमेशा से जबरदस्त बनते आ रहे हैं। मैं आपके सारे वीडियो देखता हूं।
Sir ek sawal tha humare board mey tester mar ne se phase mey tester ka light pura jalta hey lekin nutral aur earthing point mey halka sa tester ka light jal raha hey kyu sir kya problem ho sakta hey aur khali per se computer on karne ke bd computer on ho raha hey lekin cpu ke backside su ne se short mar raha hey humne earthing test kiya bulb lagake earthing bhi thik hi aa raha hey.....kya ho sakta hey sir problem....?? rpl plz sir
Hi sriji , water geyser chalu krne ke baad.. 2 3 min ke baad mcb trip q kr rha hai... 2 3 baar mcb change kiya hu (32amp) ka mcb laga hai...koi solution bataye plz
Aap bhut hi achche se explain karte .Bhai.
Aapka all videos Best bhut best hota h
Sir I love you
U r the best teacher on Earth
Sir ap bahut achhe se samjhate hai
App bahut achhi video banate ho sir... thanks
Ye video se mera problem solve ho gya sir....
Thanks
Sir g meri ko apke viduo se bohot coch sekne ko mela ALLAH ap ko labee omar att karee
Nice video sir😊☺👍👍very nice aur aisa hi vdo banaiyee..
Sair jankare leya bahut dhanyawad.
Bhai aapki maine kaafi videos dekhi hai... Aap acha educate kr rahe hai... 5 years back ye sab books se pad kr seekhna padta tha... Bas ek request hai... Mere ghar ki MCBs 11 years old hone ki wajah se trip nahi hoti thi aur is wajah se pole wire mein 3 joints aa gaye... Vo bhi baar baar... Sab gadhe electrician mile... Aapne short circuit krke check krne ka tarika to kaafi bataye hai... But thermal testing kese kr sakte hai... Overload ke case mein... Kya equipments chahiye honge aur saste aur mehenge sab tareeke bata do ek video mein practical krke...
Mashallah g Allah pak lambi zindagi de
Bohot accha samjhaya bhai👍👍🤝
thaink bideo bana ke liye haidar ali.
Shahjad bhai salamo alaikum nice video hai
Very very nice video vaiya
Very good work sir 🙏🙏🙏
Fantastic my brother
Bradar good video
Good experiment thank you
Good video with full knowledge
Nice video sir ,bohut useful tha
Nice video
Helpful video ❤️
Nice video bhai
जब mcb में शार्ट सर्किट होता है ये तो ठीक है किंतु ....जब लीकेज वाला करंट भी अर्थिंग से मिलता है तब शार्ट सर्किट क्यों नही होता और करंट जमीन में चल जाता है ???
कृपया इसको भी प्रैक्टिकल करके बताये
Good advice....thanxs
Verynice 👌👍 🇧🇩
Very nice
Nice video.....great
Thanks sir I like your video ,you r great sir gi
Good work
Very nice video I am weiting your nex video sir..
Nice information
Thanks....very interested video
Thhanks BHAIJAN
very nice sir ji
Super video
भाइ एक भिडियो नेट्रुल का भोल्टेज कैसे चेक करे उस्के बारे मे बानये with multimetter..
Earthing wire ka connection konse mcb me dena hai ? 16 ya phir 20 ?
Nice job
super video Sir Ji.
earthing phase ko touch hogyi to RCCB trip hoga . Aisi video banao
Good for you work boss
Right
Agar double pole ka MCB na rahe to kya single pole ka do mcb lga sakte hai
Sir proper earthing hoga to phase or earth pe 25 or 32 mcb trip ho jayega kya
Nice bhai
Sir inverter ki bhi MCB lagti hai kya please bataye
I most like video
Thank you sir
Thank you so much sir. You are great. You are creative.
16Amp ke MCB me jab earthing touch Kiya to trip karne me time laga or jab Neutral touch to turant trip kar Gaya . Lekin mere pas (C16 2pole ) jo MCB hai wo nutral me bhi time lga rha hai trip hone me, Neutral pipe mere ghar me lga hua hai.
Or sir 1.4Ton inverter ac me kitne AMP ka MCB acca rahega
Mera ghar ka bill jadha as raha hai. Electrical wala bola neutral &earthling in one connection. Kitna jada sach hai.
Pls answer quick.
Main board mein rccb laga sakte
Double MCB Lagane se kya hoga
good sir
Sir fir Ghar mai earthing kyu karta hai earthing ka kya fayda hai kyukee earthing ore phase aps mai sort karta hai
Bhai mera 25amp MCB bhi earthing wire se trip ho gaya tha.
Sir, apne video me kahahe... Havells ka hai.. Achha breakers banata hai. Havells ka aur ek model crabtree hai... Kya ye bhi achha breaker hai? Crabtree ka jo packet hai usme havells ka hologram bhi laga hai.
As example - Anchor by Panasonic
Good one
सर 2 पोल 4 पोल की एमसीबी को अर्थिंग से ट्रिप करवा कर प्रैक्टिकली वीडियो बनाएं थैंक यू सर
A knowledgeable video thanks
Super boss
nice
बेस्ट
good vedeo sir
sir nutral or earth ko apas me sot krne pr Kya hoga
Mere yaha vi phase aata hai neutral ghar par hi kiya hua hai earthing ke through.
Thanks
very help ful video
Sar aap kaha tak padhai kiye hai
Nice video
Good
सर अब से जो वीडियो आप अपलोड करना, तो वीडियो के बैकग्राउंड में म्यूजिक वो वाली लगाना जो आपने केसिंग, कैपिंग/बिट वायरिंग वाले वीडियो में डाली है। बहुत अच्छी म्यूजिक है वो, बाकी रही बात वीडियो की, तो वो भी आपके हमेशा से जबरदस्त बनते आ रहे हैं। मैं आपके सारे वीडियो देखता हूं।
Please please Bhai ektu Amar Kotha Sune na make a inverter connection to Sikkim then please buy please
Ok
B 2o A. Se kitni chije challa sakte ha.
mccB में अर्थिग का कनेक्सन कसे करेगें बताएं और एक फेस एक न्यूटरल और अर्थिग जोड़ना है।
Lekag currant se bachne ki liye rccb achi hi kya sir
Ha ELCB/RCCB
mast bhai
Kaun sa company ka trip nhi krta Bhai jra bataye
Bhut campny hai video mere channel me hai
16 amp ka MCB me kitna mm ka wire lagana chahiye
Sir ek sawal tha humare board mey tester mar ne se phase mey tester ka light pura jalta hey lekin nutral aur earthing point mey halka sa tester ka light jal raha hey kyu sir kya problem ho sakta hey aur khali per se computer on karne ke bd computer on ho raha hey lekin cpu ke backside su ne se short mar raha hey humne earthing test kiya bulb lagake earthing bhi thik hi aa raha hey.....kya ho sakta hey sir problem....?? rpl plz sir
Thanks sir..
Sir mere yha earth m jyada voltage h neutral se toh hum neutral use kre ya body earth plz batiyega🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Aur ha sir neutral p trip nhi kr rha earth p hi krta h
Easa Janakati keleia dhanyaad
hmare yha 2 phase ka stabilizer laga h.. output k bad kaun si mcb laye..?
stabilizer me koi neutral wire nhi aaya h...dono phase wire hi aaye h..
Sir yea bari earth wire kiya hai..., plz tell me
Sir es prakaar k neutral wire se hum earthing bhi de sakte h kya .....MATLAB neutral or earthing Dono me ek hi wire se kaam chal jayega kya
Thank you eise tecnic bataye raho
Thanks sir video banane k liye
Wow
Sir ji erthing banane se bijli jyada khapat to nahi hota bai....
Nhi shi earthing jruri hai
Tq Sir
Nice
jb 16 amp tk kaam kr raha hai earth wire pr mcb to kya rccb ka bhi kaam kr skta hai mcb ya nahi.....plz bataye....
Rccb kam krta hai
pasand aya
Mcb ka side ka output input dekhna hai na
Sir kya me ghar me rccb mcb darete laga sakta hu srif rccb mcb
Fir RCCB ki jarurat nhi na?
Bhai earthing and nutrel se kyo trip kr rha hai mcb
40amp and 63amp Mcb tripping test kiyu nahi banaya?
Hi sriji , water geyser chalu krne ke baad.. 2 3 min ke baad mcb trip q kr rha hai... 2 3 baar mcb change kiya hu (32amp) ka mcb laga hai...koi solution bataye plz
Hamara ghar me500wattse loud kam hai kaunsa mcb lagaye