Consciousness is the destination and emptiness is the door, consciousness can be reached only through emptiness. When our egoistic thoughts and feelings become void, only then do we realize consciousness which is our nature.🙏🌹🪷
Aalas aana swabhavik hai qnk aapko bahri duniya mein jeene ki aadat hai ... Ander ke jagat mein Jane pr ye swabhavik hai ... Koi paschatap na krte hue apne dhyan ko krte rahein evm daily routine mein sajag rehne ka prayas karein 🙏
Mujhe hamesha guru ka hi dhyan rehta hai dhyan me guru ki invisible chavi hamesha bani rehti hai aur anand bhi rehta hai kya koi bhul ho rahi hai mujhse .guru dhyan me anand rehta hai sadhna me man nahi tikta.kayi baar guru ke sthan par parmatma ki tasveer Lane ka asafal prayas hota hai .kripya margdarshan dijiye
Guruji ke anusar aap bhakti margi hain ,Guru evm paramatma mein koi bhi antar nahi h ,Guru poorna hote hain .... Aapko koi aur chhavi lane ki koi avasyakta nahi hai ... Bas aap sajagta badhaiye ... Sajag hokr jab aap Guru ko dekhoge /anubhav karenge wo bhi ek dhyan ban jayega ... sajagta sadhte sadhte aage chalkr Kuch ghatega Jo aapko poornta mein le jayega
Jab aap bahri jagat se alag aantarik jagat ki yatra pr chalte Hain to yeh swabhavik hai ,jab aisa ho thoda bahut walk kr liya karein . Meditation tab karein jab poori tarah se fresh ho ya khush ho
🙏🙏🙏
Om Jai Shree GaneshayNamo Namah.
Jai Mata Di.
Om Jai Shree SeetaRam Aum.
Jai Shree RadheShyam Aum
Om Namah 🕉🪔🚩 Shivay.
Om Jai Ho Shree Hanuman Ji Maharaj Ki.
Om Jai Shree Radhe Radhe Krishna Ji.
Om Jai Shree Sadh Guru Devay Namo Namah.
Follow the DrPn Dubey Spirituality channel on WhatsApp: whatsapp.com/channel/0029VaBNg3bLNSZyB68qYK25
Thank you for your Guidance Guruji. PLEASE GUIDE ON CHAITANYA TO LINK WITH SHUNAYATA
Consciousness is the destination and emptiness is the door, consciousness can be reached only through emptiness.
When our egoistic thoughts and feelings become void, only then do we realize consciousness which is our nature.🙏🌹🪷
Pranam guruji 🌺🙏🌺 aap ko bahut bahut dhanyavad Prabhu
Thanks ji
Follow the DrPn Dubey Spirituality channel on WhatsApp: whatsapp.com/channel/0029VaBNg3bLNSZyB68qYK25
Apka bahut bahut dhanyaead gurudev🙏🌹🙇
आपका बहुत-बहुत धन्यवाद गुरु जी 🙏🌷🌹🙏
Dhyan krne me alkas ana bhi Anubhav ho sakta h
Aalas aana swabhavik hai qnk aapko bahri duniya mein jeene ki aadat hai ... Ander ke jagat mein Jane pr ye swabhavik hai ... Koi paschatap na krte hue apne dhyan ko krte rahein evm daily routine mein sajag rehne ka prayas karein 🙏
Koti koti naman bhagvan koti koti dhanyawad
Mujhe hamesha guru ka hi dhyan rehta hai dhyan me guru ki invisible chavi hamesha bani rehti hai aur anand bhi rehta hai kya koi bhul ho rahi hai mujhse .guru dhyan me anand rehta hai sadhna me man nahi tikta.kayi baar guru ke sthan par parmatma ki tasveer Lane ka asafal prayas hota hai .kripya margdarshan dijiye
Guruji ke anusar aap bhakti margi hain ,Guru evm paramatma mein koi bhi antar nahi h ,Guru poorna hote hain .... Aapko koi aur chhavi lane ki koi avasyakta nahi hai ... Bas aap sajagta badhaiye ... Sajag hokr jab aap Guru ko dekhoge /anubhav karenge wo bhi ek dhyan ban jayega ... sajagta sadhte sadhte aage chalkr Kuch ghatega Jo aapko poornta mein le jayega
Apke is prashn ka jawab guruji ki voice mein video banakr share karunga jaldi hi ,aap sun lijiyega 🙏🪷
Kripya sajag hokar guru ko dekhne ka aphipray bhi apne video me aap spast kar dijiyega .pranam.
Daily Dhyan karte hue shaayad neend aa jati hai. Pata nahin chalta. Kya yeh thee hai?