Ask Adv. Faiz Syed - Sawal Aur Jawab Session | Episode 20

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 3 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 50

  • @MohammedAsif-io7mq
    @MohammedAsif-io7mq 9 หลายเดือนก่อน +3

    Jazakallah khair

  • @GhouseMohiuddin-e5g
    @GhouseMohiuddin-e5g หลายเดือนก่อน

    JazakAllah khair

  • @aamerafarheen6374
    @aamerafarheen6374 9 หลายเดือนก่อน +1

    Jazak Allah khair

  • @H12123
    @H12123 9 หลายเดือนก่อน +2

    HAR WAQT HAR JAGAH HAR HALAT ZINDAGI BHAR KI DUA",ALLAH MERI ROOH KO TAQAT DETA JA"

  • @zinathsultana8465
    @zinathsultana8465 9 หลายเดือนก่อน

    Assalamu alikum wa rhematullahi wa barkatoh

  • @zinathsultana8465
    @zinathsultana8465 9 หลายเดือนก่อน

    Mashaallah.bhai jazakalha khair

  • @khusnumaparwin8739
    @khusnumaparwin8739 9 หลายเดือนก่อน

    Mahsha ALLAH 💐💐💐💐

  • @AnsariSadika-l9b
    @AnsariSadika-l9b 9 หลายเดือนก่อน +1

    Dua ki darkhas hai Walid ka intakal hoga hai

  • @kaifansari1228
    @kaifansari1228 9 หลายเดือนก่อน

    Allah hu akbar ♥️

  • @jaish1923
    @jaish1923 7 หลายเดือนก่อน

    Assalamualaikum Faiz Syed Sahab, Aap ummat ke sawalo ke jawab dete he uske liye shukriya. Humare bhi kuch sawal he, ummeed he aap apne agle episode me (Ask Adv. Faiz Syed - Sawal Aur Jawab Session) un sabhi Sawalo ka jawab tafsil se dene ki koshish karenge.
    Sawal Number 1: Saas-Sasur aur Bahu ki aapas me nahi banti he. Shohar ki job nazdiki dusre shahar me he isliye miya-biwi usi shahar me rahte he. Lekin biwi apne shohar se kahti he ki Eid par mai aapke sath aapke maa-baap ke ghar nahi jaaaungi. Kyoni aapke maa-bap mujhe pasand nahi karte he. To ab shohar kya kare? Kya shohar ko Eid apne maa-baap se sath manana chahiye yaa apni biwi ke sath?
    Sawal Number 2: Shohar baat karne me stammaring karta he. Stammaring ki wajah se shohar apni biwi ka naam thik se bol nahi paata he. Isliye shohar ne biwi ka pura naam badalwa diya. Aur aisa naam rakha he jo shohar aasani se bol sake. Biwi ke sabhi sarkari documents (Adhar Card, Pan Card, Vorter ID, Marriage Ceritficate, etc) bhi naye naam se ban gaye hai. Naya naam biwi ko bhi jyada pasand he. To kya stammering ki wajah se biwi ka naam badalne par shohar ko gunaha milega? Agar haa to iska kaffara kya hoga? Yaa fir biwi ka purana naam hi fir se sabhi documents me likhwana padega?

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 7 หลายเดือนก่อน

      sirf nikah karny se maa baap ki zimmidari khatam nai hoti. shohur keh sakta hain k mai karcha nai doonga jab tak meri biwi mery ghar akar na rhy, rukhsati k bad.
      eid k din biwi ko maa baap k ghar meh bhi leh k jana hain aur kuch dehr k liye, poory din k liye nai.
      nam jo bhi rakha hain waisy hi teek hain

  • @SKBOSS361
    @SKBOSS361 9 หลายเดือนก่อน

    KEEP IT UP 😊

  • @mohdjunaidkhan95
    @mohdjunaidkhan95 9 หลายเดือนก่อน +1

    ❤️❤️❤️

  • @rockykhan25
    @rockykhan25 9 หลายเดือนก่อน +1

    Assalam alaykum
    Mai namaj padtha hu lekin kavi kavi chot jata hai
    Muje kabar ke ajab se bahot dar lag ta hai muje tension rahta hai ki

  • @TajKhan-kl5is
    @TajKhan-kl5is 6 หลายเดือนก่อน

    ❤❤❤❤❤

  • @syedrahmathali3920
    @syedrahmathali3920 9 หลายเดือนก่อน

    Assalamualaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu
    Mobile Screen Par Daily Dhikr Wallpaper Lagana Kaisa Hai?

  • @smkhalidjamal
    @smkhalidjamal 9 หลายเดือนก่อน

    Assalamualikum im from pakistan karachi ,present in saudia arabia my question is A glass used by a Hindu's mouth, can we Muslims wash it and use it?
    Kindly plz
    JAZAKALLAH

  • @MohammedAsif-io7mq
    @MohammedAsif-io7mq 9 หลายเดือนก่อน +1

    Assalamualayikum wr....can we give zakaat before completing one year of saving? Also, if we have 1 kg silver or equivalent money, do we need to pay zakaat on it

  • @buttbutt-cj9tf
    @buttbutt-cj9tf 9 หลายเดือนก่อน

    Bilkul sahi kaha 👍

  • @shamminittehassan2797
    @shamminittehassan2797 9 หลายเดือนก่อน

    Dua me yaad rako

  • @musarratjahan3311
    @musarratjahan3311 9 หลายเดือนก่อน

    ❤❤❤

  • @mohdbilalhussain8720
    @mohdbilalhussain8720 9 หลายเดือนก่อน

    Kya khaber ki jagah layka raksakta kya

  • @shaguftaparveen8855
    @shaguftaparveen8855 3 หลายเดือนก่อน

    Apke channel me jo help gaza bol kr donation dene ka option hai woh verified aur genuine hai ?

  • @rockykhan25
    @rockykhan25 9 หลายเดือนก่อน

    Assalam alaykum
    Mai namaj padtha hu lekin kavi kavi chot jata hai
    Muje kabar ke ajab se bahot dar lag ta hai muje tension rahta hai ki

  • @smkhalidjamal
    @smkhalidjamal 9 หลายเดือนก่อน

    Assalamualikum faiz sahab kindly mere sawal next ask 21 me zaroor jawab diye ga kindly ALLAH APKO bht jazaye kher dyen.kindly plz question ye hai jo masnoi barish ki jarahi hai aj kal kia islam me iski ejazat hai quran o hadith ki rooh se bataiyega .or koi aesi qeht sali bhi nai hai tourist k liye ki jarahi hai ya ik experience k liye ki jarahi hai .mughy iska porey you tube pe ahle hadith salaf k pages chaan liye lekin iska answer nai mila.

    • @smkhalidjamal
      @smkhalidjamal 9 หลายเดือนก่อน

      Isko kia cloud seeding bhi kehte hain?

  • @beagoodperson3402
    @beagoodperson3402 9 หลายเดือนก่อน

    Assalamo alykum faiz sahab ...apse online sawalat kese karen..?

  • @shaikalimaster5115
    @shaikalimaster5115 9 หลายเดือนก่อน

    Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh Mere Vaste ji mera naam Asma Mera Sawal Main Apne Shahar ke sath bahut badi galti kar rahi hun Chori Kya Ek Gunahon ki mafi please bata sakte hain Agar Unki Baat Nahin Mane to bahut gussa Karte Hain is Dar se Unka shaadi mein Kya Karun 😞😞

  • @beagoodperson3402
    @beagoodperson3402 9 หลายเดือนก่อน

    Jibrai a.s . Se madad msg hi chahiye

  • @Weloveislam01
    @Weloveislam01 9 หลายเดือนก่อน

    Meri aye sawal hai
    Haj kya laye joo form bhar rahe hai to 70 + year walo kyo number bhi nahi laga bad raha hai to kya ap pon bhi saath may bar sakte hai kya

  • @mohammedsamiuddinansari4784
    @mohammedsamiuddinansari4784 9 หลายเดือนก่อน

    Namaz mai Quran dekh ke pad sakte hai kya ?

  • @Shahrukh____Khan
    @Shahrukh____Khan 8 หลายเดือนก่อน

    Assalamualaikum wa rahmatullah wa warkatuhu
    Kya bete ka name sirf Hadi rakh sakhte hai. Please guide me in this regard.

    • @IRCTV
      @IRCTV  8 หลายเดือนก่อน

      Walaikum Assalam Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh
      Agar Koi Sawal Ya Masla Ho To Hume Call Kare
      80-5545-5545 (8am to 10pm IST)

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 7 หลายเดือนก่อน +1

      yeh sawal mufti tariq masood k pas aya ta lekin jawab mujhy nai yad

  • @altafali6263
    @altafali6263 9 หลายเดือนก่อน

    Namaj mein Dil kese lagae

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 9 หลายเดือนก่อน

      Mufti rasheed official ki videos dekhy. Un ka namaz course bhi hain

    • @Dawn462
      @Dawn462 9 หลายเดือนก่อน

      Nmz K fzail aur ahemiyat ka pata krlen...
      Hum nmz "q "padhte ..
      Jab ye "q" in Sha'a Allah clear hojayega na tab Namz me dil bhi lagega...
      Khashiyat e ilahi 👍🏼🌼

  • @mehwishsharif3605
    @mehwishsharif3605 9 หลายเดือนก่อน

    Benmazi ko zakat dy skty hn?

  • @mehwishsharif3605
    @mehwishsharif3605 9 หลายเดือนก่อน

    Aurat aur mard ki nmz ma frq hy???

    • @reazkhan1455
      @reazkhan1455 9 หลายเดือนก่อน +1

      Nhi

    • @Dawn462
      @Dawn462 9 หลายเดือนก่อน +1

      Nhi

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 9 หลายเดือนก่อน

      Itna farq hain k aurat hayyah ki khatir simat k namaz paregi

    • @Dawn462
      @Dawn462 9 หลายเดือนก่อน

      @@razamughal4582
      Raza Mughal ...
      Sirf ek farq hai...
      IMAM k liye Apne hath pe dusra hath ka mare gi aurat agr koi ghlti hoti to
      Aur mard Subhan Allah
      Is k alawah aap jo defferens batrhe ...
      Refrence, hawal, Pesh kijiye

    • @razamughal4582
      @razamughal4582 9 หลายเดือนก่อน

      @@Dawn462 reference AQAL hain. Aurat ne apni hayyah dekhni hain.

  • @beagoodperson3402
    @beagoodperson3402 9 หลายเดือนก่อน

    😂😂