I have made it today. It turned out exactly like pickle shop. Thank you dear. Im pregnant and i was feeling to have some thing tangy & spicy. 😍😍 can enjoy hot hot rice ghee& tomato achar. 😍🤤🤤
Assalamualaikum Aaj hum log ye banaye the I unable to express how much delicious it is I think readymade bhi fail hai iske saamne You are the best in the world ❤❤ May Allah grant u whatever you ask for 💕✨
Itni authentic aur daily khaayi jaane vaali Hyderabadi recipes share karne ke liye thank you, sis. Bawarchi style aur hotel style to badhiya hai hi, par har roz vaali authentic recipes asaani se nahi milti. Very grateful for your time and effort.
Shukriya bahuy bahut ap ka mi ksa mae rhaiti houn yae mere hubby kou bnaakae khilai mii mashallah r chothi pae ayee india voh achar banakae rakhae jazakallah bahut bahut
Lookin delicious wao Masha Allah Alhamdulillah thank you sister jazak Allahu khair
Itni recipes dekhi lakin apki recipe mujhe behadh pasand ayi ...thanks for sharing 🙏
I have made it today. It turned out exactly like pickle shop. Thank you dear. Im pregnant and i was feeling to have some thing tangy & spicy. 😍😍 can enjoy hot hot rice ghee& tomato achar. 😍🤤🤤
Pregnancy Mai kha skate kya
Yes u can
Itney details mein review nhi dena 😂😂
Mashallah Zabardast Banaye... Hyderabadi Tamate ka Achar...💯🙌🏻🙏🏻😊
Zabardast banaya abhi app ki receipy dekhker....sab log wah wah wah kareh....thank u
Mashaallah I tried this recipe today it was delicious 🤤 thank you mam for sharing this amazing recipe
First bana Rahi hu hope apki recipe se achcha bane
Walekum assalam
Ma sha allah zaberdust 👌🥰
Mashaallah bahuth achhi recipe my bhi apki video deak kar banayi zabardast thi❤
masha allah❤❤❤❤❤
Verry nice Achar
السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ خیریت بیٹ ما شاءاللہ سبحان اللہ الحمد للہ
Acha dekhra kal banake dekhtiu kaisa rahta taste mein
I have always loved South Indian pickles as I did my MBBS from Bangalore.I am from Jammu and Kashmir .
❤️
Ma shaallha dear Bahuth testy hotha achar tamatar ka Ma shaallha Ma shaallha
Jazakallah khair bahotttttyyyy behtreen
ham ne banaya hai bohat hi taste bana hai thanks❤❤❤❤
Ma shah Allah
👌
Lovely recipe
Jazak Allah Khair
Jazak Allah khair for your recipe sister may Allah almighty bless you with health wealth n happiness.ameen .
This is the best recipe for tamate ki chutney I’ve seen on TH-cam! Superb!👏👏👏
Ye achaar hai bhai chutney nahi
Salam Mashalla shakrunlilla Excellent beautiful Explanation good service to Humanity and believers Hyderabadi watching from Chicago
🥰❤️
Walekum assalam
Assalamualaikum.. Tysm for this recipe. Made yesterday it came out so perfect my husband luved it.. Loads of luv from Australia❤❤❤
Walekum assalam ❤️💐❤️❤️
Alhamdulillah good recipe mere husband ko bahut pasand I hai❤ thank you so much
Mashalla bhut achcha tamatar ka
achar banai hai .😋😋😋
.
MashaAllah!❤💚 Delicious😊
O my god its really to good , maine banya❤ thank you mam
Dekhkar munh mein Pani a raha hai❤❤❤
In sha Allah zarur try krngy ...jazak Allah
Looks so yummy tasty tamatar ka achaar 😋big like 23
nice bohat aacha hai mai banaye hu
Assalamualaikum
Aaj hum log ye banaye the I unable to express how much delicious it is
I think readymade bhi fail hai iske saamne
You are the best in the world ❤❤
May Allah grant u whatever you ask for 💕✨
Itni authentic aur daily khaayi jaane vaali Hyderabadi recipes share karne ke liye thank you, sis. Bawarchi style aur hotel style to badhiya hai hi, par har roz vaali authentic recipes asaani se nahi milti. Very grateful for your time and effort.
Your recipes are the best Mashallah
Masha.allah.bahuth.mazedar.hoga.tamato.achar
Shukriya is recipe k liye. Mai zarur inshallah isko try karungi.
Assalamualaikum wrwb,WAOW mouth watering recipe ,I will definitely make tomorrow only.🥰
Walekum assalam wa Rahmatullahi wa barakatuhu
Waah! Bohot hi lazeez Masha Allah 👌Kaafi details ke saath aapne choti choti cheez explain ki hai 😊Jazakallahu Khairan Katheera 👏
Assalamu alaikum bahut acha hai ma sha alla
Aap ki her recipe try kar thi hu bahoth ache se ban thi hai. My mere friends aur jith ne bi logon ku share kiya hai sab aap ke fans ban gaye hai.
🥰 Thanks
Mashaallah bohat zabardast lage 👆
Yes my mummy used to make it. She is no more. I miss my mummy.
App ka pakwaan bahut accha laga❤
mashallah very nice resepy jazakallahukhaira 👌🏻👌🏻
Thank you for sharing the amazing recipe!will surely try it!!!❤
Aslamalikum bahut mazedar tamatar ka achar bahut lajawab shukreya ramzan ke liye kuch khas dishesh bataye jazakallhakhair
Walekum assalam
Sure
I had tested this in Andhra Pradesh, liked very much. Will certainly try 👍
Andra me aise hi banta hai to matoo pickle but mixer me nhi piste
Aslam wrwb , hum aap k tahe ❤❤ se Shukriya ada krte hain
Kyun ki yeh saare hamare man pasand dishes hai . 🤲🤲🤲🤲👍👌
Thank you very much.My family members loved the pickle great recipe awesome taste
Assalam alikum friends mashallah good recipe mam jazakallah 👌👌👍👍❤❤❤
Mashalla mashalla zabardast perfect 👌🏻
Very nice 👍🏻🙂 and very delicious and unique 👍🏻
Api my zarur banaungi
My mom makes every 15days in bulk
We just love it 🤩
Nice Mashaallah 😋😋😋
Aap ka sound thoda zyada ho to acha hai . Achar lajawab
Walekumsalmrehmatullahiwabarakatu.Mashallah acha hai.Magar doctors jyadha oil nahi khana bolreh na khasakte?
Yah recipe cal try karungi.
Mam olive ka achar ki recipe bhi dalna
Maasha Allah zabardast 👍
Bagar thanda kar ka kyu dal na garam dala tho jo last main red mirch powder hai vo bhi cook hoo jata na tho thanda dal li kya zarorat
Yahi Hyderabad ka tareeqa hai
@@ishaqsyed6185 main bhi hyderabadi hiii hmmm aur bhoot acha sa janti hmm hyderabadi tareeqaa
Right said
Garam dalne se usme moisture ajata hai jis se wo kharab hojati kuch din baad
Lal mirch agar garam tail me dal ta bad me achar me add kerdete yo acha hota
Mashalla 👌👌👌👌
It's very delicious,i making this....from Washington
Kya Yeh bina fridge ke..... Bahar room temperature Mein rakho sakhte 1 mahine ke liye
6 days back I prepared same tomato pickle this is my mom's recipe it turned very yummy 😋
MasahaAllah MasahaAllah MasahaAllah this looks yu
Jaggery dal sakte hain??
Mashallah kyaa hing Dall na zaruri hai
Skip bhi karsakte
Okk
Very tasty and unique recipe 😉😋 thanks for this
Without fridge bahar kitne din rahat hy
MashaAllah.This looks so great and so delicious, thanks for sharing.Keep sharing more videos and keep growing
बिना इमली के बना सकते हैं क्या?इस अचार को कितने दिन तक रख सकते है फ्रिज से बाहर
Lehsan ko bina cheele use kya kyn
Your recipes are amazing.... Hyderabadi recipes are very tasty.. .....All the best.. 🎊🎊🎊🎊🎊🎊🎊
Kitne din store kar sakte hai plz reply
Imli ko skip kar sakte hai
Garlic Chikka 🧄 khate time muhh me nhii aata?? Use Kya to nhi skte fir khate time niklna padegana????
Shukriya bahuy bahut ap ka mi ksa mae rhaiti houn yae mere hubby kou bnaakae khilai mii mashallah r chothi pae ayee india voh achar banakae rakhae jazakallah bahut bahut
Yummy recipe...lehsan ke chilke moo mein to nahin ayen ge?
No
Mirch tamatar pakne k baad milaege to kacche mirch ka taste nhi aaega?
Nahi aata
Assalamalaikum, aap ke sare recipes authentic hyderabadi recipes hai, I love them. Please tamate ka cut banana bataiye authentic style main
Walekum assalam
Sure
I've tried this and it turned out super yum! Thank you for the recipe. Gonna make it again today❤
Can Do
😊
ماشاءاللہ
Kitne din tak store kar sakte hain?
Assalam walekum Baji kya Ham ise fridge mein kitne din tak store karke rakh sakte hain
kitne din tak kharab nahin hoga yah
Fridge mein rakhna honga kya
Tomato ka Achchar hai 🤔🤔ya chilli powder ka achar hai A🤔🤔
achar ma kadapana aye toh kya karna chaiye
MashaAllah ❤
Well kitni din me ye use karna hai hafte main
Bangaya baad use karle sakte
Haldi nahi dali kharab nahi hai kya
Methi skip karsakte hai kya
Yes
isku bahar rakh sakte ya refrigrate krna
15 days room temperature per rakhsakte
Aur agar fridge me rakhre to 1-2 months Tak bhi rakhsakte
Masha Allah very nice 👍
Laal mirchi ki kachi smell nahi aayegi kiya???
Nahi
Asalam alykum aap ka blog bhut behtareen he aap kha se hen btane ki jahmat gwara kren gi
Walekum assalam
Hyderabad
Btane ke liye sukriya
Looking yummy tempting Thanks for sharing us
Isme haldi nhi dalte hai kya
Dalsake
Kitne din tak rahega
to lahsan chilkay kay saath dhaala tha to dhoya tha kay aise hi dhaal diya tha behan??🤔