Thank you so much bhai apne bahut ache se samajaya apke baje se mujhe scooty aane lagi hai sirf tumhari baje se bhaii tum ne mera hosla bhadaya once again thank you so much bhaiii god bless you stay always happy and healthy 👌😊✨💐🙏🙏🙏🙏
Vandana ji 💐Thank you so much💐 Aap jese kuchh khass logo dwara hamare kaam ko pasand kiya jata hai Isi se hame aage badhne aur behtar kaam karne ki prerna milti hai
Hema ji , Starting me sabhi ko darr lagta hai Hame bhi laga tha isliye agr koi professional sikhane waleho inse sikho, ya family member se sikhiye Agr ye possible naa ho to hi self practice kijiye Helmet zaroor use kijiye Best of luck 👍
Thank u sir mera aj tesra din h sir apki vedo se kafi help mili sir jab mai scooti chalana sikh jaugi tb apko comment karke jarur bataugi ush din mai sabse jada khus hogi
Weight to activa , access, jupiter sabhi lagbhag ka same hi hai Bas height ka fark hai agar aapko height ke hisab se access set ho to le lijiye best two wheeler me se ek hai
Kya acess 125scooty heavy hoti hai? compare to other scooty sab kehte hai ki ye sikhana nahi aati bahut jad hoti hai hamara ghar me yahi scooty hai kya muze aayegi na
Stand se utarne k baad Jis scooty pr bethne k baad Dono per zamin pr sahi trh se touch ho rhe ho Wo scooty aap aasani se sikh skte ho Chahe wo access 125 ho ya activa Sikhte smy hr scooty heavy lgti koi bhi ho Sikh jane k baad sab halki lgne lagti hai So don't worry And keep practice continue Best of luck 👍
Thanx sir bahot help hue aap ki video dekh scooty chala ne me..but sir me achanak chalte huye gir jati pta nhi lgta kb gir gai..sambhl ne ka moka b nhi milta..plz help me
Sir main Aapki Guidance mein scooter chala na sikhna chasta Hoon to Aapka diving colleges Kahan par hai. Main Timarpur meine rahaa hoon to pleased batayen. Dhanyabad.
Year 2015 k baad sbhi scooty kam weight ki aati h So koi bhi scooty se sikh skte ho Old me scooty pep+ , scooty Es Best h New me activa ~i , Jupiter ,wego thik h
नई स्कुटी के लिए हार्दिक बधाई 💐 अगर बेलेंस नही बन रहा है तो हमारा लेसन नम्बर 5 को देखे और प्रेक्टिस कीजिये मुझे उम्मीद है आप जल्द ही स्कूटी चलाना सिख जाओगे बेस्ट ऑफ लक 👍
Sir, horn+break yaa horn+indicator switch ek saath kaise use kare...? Jab bhi dono ek sath use karne jata hu to scooty ka balance thoda bigar sa jata hai...iska solution kya hai..?
Iska solution ye hai ki dhire chalao Abhi sirf sikhne pr dhyan do jab balance bahut achchha ban jayega tab aap ye bhi sikh jaoge Horn bajane k chakkar me kai bar log gir jate hai Turn krne se 100 fit ya 50 fit pahle se indicator de do Aur koshish kro ki logo se thoda dur aur side me chalo jisse horn bajane ki zarurat kam pade Filhal sirf balance banane pr focus rakhiye baki sab dhire dhire sikh jaoge
Hamare is channel k lesson 1 and lesson 2 ko 10-10 day carefully follow kijiye Pahle videos ko dhyan se dekhiye humne in dono video me isi baat pr focus kiya hai. Ki koi bhi akele scooty kese sikh skta he You can do it Komal ji 👍
Manisha ji Is topic k liye hamare channel k Lesson 5 ko dekhiye Aur haa Honda ho ya koi aur scooty Bhari to hogi kyonki jb scooty ya kisi aur vehicle ko majbut bnate hai to wajan badhna natural hai So Don't worry Aap practice krte rhiye dhire dhire aapko halki lagne lagegi Kyonki darr ki wajah se aur slow chlne par scooty bhari lagti hai I hope you can Do it !👍 Best of Luck 👍
Ohh ! Please be careful Apne nazdik k driving institute ya Rto agent se contact kijiye Wo shayad koi apke area ka achha driving trainer provide karwa de Hum to udaipur , rajasthan me rahte hai
Ohh Very bad news Lekin apko jankar wonder hoga Mere scooty sikhte time 3 bar alag alag situation me accident hone pr dono hath aur ek per fracture hua tha Aur shayad isiliye me 7500 ladies ko scooty sikhaane ka world record bana paya tha Girna buri baat nhi fir se koshish nhi krna galat baat hai Fir se koshish krna Abki baar kisi jankar , trainer ya institute ki help lekar shuru krna Best of Luck 👍
Dekhiye phle khali road pr practice achche se kijiye fir km traffic wale area me practice lijiye ya jb traffic km rahta ho us time practice kre Don't worry Dhire Dhire traffic me chalane ki practice bhi ho jaygi Bas practice continue rakhna
Aap side wheels lagi hui scooty se hi sikhe aur wo hi chalaye Apke liye better rahega Apka positive attitude bata raha hai. Aap kar loge Best of Luck 👍
Darr lagta h ??? Kise nhi lagta ?? Sabhi ko lagta h Bas dhire dhire jab hum driving sikh jate h. To darr kam ho jata h lekin darr sabhi ko lagta h So don't worry keep practice continue Best of Luck
Sanjivani ji शुरुआत में सब को मुश्किल लगता है हमे भी लगा था लेकिन धीरे धीरे रोज थोड़ी थोड़ी देर अभ्यास करते करते हम सिख गए आप भी सिख जाओगे बस कोशिश करना मत छोड़ना एक दिन में किसी की जय जयकार नही होती कोशिश करने वालो की हार नही होती
Thank you so much bhai apne bahut ache se samajaya apke baje se mujhe scooty aane lagi hai sirf tumhari baje se bhaii tum ne mera hosla bhadaya once again thank you so much bhaiii god bless you stay always happy and healthy 👌😊✨💐🙏🙏🙏🙏
Vandana ji
💐Thank you so much💐
Aap jese kuchh khass logo dwara hamare kaam ko pasand kiya jata hai
Isi se hame aage badhne aur behtar kaam karne ki prerna milti hai
Thankyou So Much Sir Koi Etna beginning step nhi btata apne ache se btaya 🙏🙏❤️❤️
Thanks a lot 😊
Best Driving channel on youtube😊
Thanks brother
Sir ur teaching skill is very good...👍
Durga ji,
Thanks a ton 💐💐
I am happy to help 👍
Very nice sir ! U r the best trainer
Thank you soooo Much 👍
thank you so much sir this video is really really helpful......
I am Happy to Help
Welcome 👍
Teaching your consent to drive very very nice 👍
Khan Sahab
Thanks a Ton 👍
Thanks for your video sahilji muje start karne main dar lagta hai
Hema ji ,
Starting me sabhi ko darr lagta hai
Hame bhi laga tha
isliye agr koi professional sikhane waleho inse sikho, ya family member se sikhiye
Agr ye possible naa ho to hi self practice kijiye
Helmet zaroor use kijiye
Best of luck 👍
Your motivation is too good very appreciate ☺️
Thank you so much 👍
Apki driving training se Maine sqooty seekha
Great 👍
Ab video k niche Thanks ka button dabakar hame support bhi kr dijiye 😊😊
Thank u sir mera aj tesra din h sir apki vedo se kafi help mili sir jab mai scooti chalana sikh jaugi tb apko comment karke jarur bataugi ush din mai sabse jada khus hogi
Thank you so much
Mujhe ummid h aap bahut achche se sikhoge
Best of Luck 👍
@@sahildrivingcollege hello sir iam very happy aj mane dono per upar rakh ke scooti chali thank you sir
@@tanvi8392 great 👍
Thanks Bhai
Welcome 😊
Thank you brother u r best trainer
Thanks you sooo much for your Good Wishes 👍😊
Mashallah nice teaching sir👌👌👌
Jazakallah
Very good teaching i am in kerala
Respect From Rajasthan 💐💐
Bahut achha sikhate hen aap ...
Thank you so much
Very Nice.
Thank you so much
Sir me access scoty lene ka socha hai kesi hai sir girls k lie halki hai weight me ??
Weight to activa , access, jupiter sabhi lagbhag ka same hi hai
Bas height ka fark hai agar aapko height ke hisab se access set ho to le lijiye
best two wheeler me se ek hai
Sir your teaching style was osome
Thank you so much
It is a great lesson
Thanks Rohit Ji 😊
Amazing
Please second lesson jaldi banaiye gyruji 👍
Coming Soon...
Kumawat ji 👍
Thank you very much sir.
Shukriya
Ap achhese sikhate hai
Thanks
Kya acess 125scooty heavy hoti hai? compare to other scooty sab kehte hai ki ye sikhana nahi aati bahut jad hoti hai hamara ghar me yahi scooty hai kya muze aayegi na
Stand se utarne k baad
Jis scooty pr bethne k baad
Dono per zamin pr sahi trh se touch ho rhe ho
Wo scooty aap aasani se sikh skte ho
Chahe wo access 125 ho ya activa
Sikhte smy hr scooty heavy lgti koi bhi ho
Sikh jane k baad sab halki lgne lagti hai
So don't worry
And keep practice continue
Best of luck 👍
Thanks sir
Thanks ke Button par click kijiye 😊👍
Thanx sir bahot help hue aap ki video dekh scooty chala ne me..but sir me achanak chalte huye gir jati pta nhi lgta kb gir gai..sambhl ne ka moka b nhi milta..plz help me
Is week new video upload krne wale aap zaroor dekhna
Sir bike chalane ke upper bhi ek video
Usme thoda time lagega
Pahle scooty k lessons ho jaye uske baad banayenge
Thanks for watching
@@sahildrivingcollege ok sir as your choice
Love from Nepal
Muri Muri Dhanywad 💐
Sir main Aapki Guidance mein scooter chala na sikhna chasta Hoon to Aapka diving colleges Kahan par hai. Main Timarpur meine rahaa hoon to pleased batayen. Dhanyabad.
I am from
District : Udaipur
State : Rajasthan
Khup Chan sir
Excellent
Remesh ji
Thanks alot
Superb👌
Thanks
Thank you sir 🙏🙏🙏🙏
Welcome
Thanku
Thanks
Nice video
Thanks 👍
Sir konse shahr ho aap ,morshi ya amravtime ap driving school lagaiye
I am from UDAIPUR , RAJASTHAN
Thank you sir....pls btaiye apka training center kahape he
Udaipur , Rajasthan me hai
Bhai Scotty seekhna ka liya hma weight wali Scotty lani chaiya yah jo halki h woh aur please name batana scooty ka 🤔🤔🤔🤔🤔🤔
Year 2015 k baad sbhi scooty kam weight ki aati h
So koi bhi scooty se sikh skte ho
Old me scooty pep+ , scooty Es Best h
New me activa ~i , Jupiter ,wego thik h
Nice sir. 👏👏
Thank you so much
Sir dawn jaga pe kaise chalaega
Hamre aur bhi lesson hai
Wo dekhiye
Unse aapko help mil jaygi
मस्तच
धन्यवाद आहे !!
Awesome sir ji
Shukriya
Jazakallah
Brother kisi ki help lene ki jarurat hai ya hum akele he chala sakte hai?
Vese to help ki zaroorat nhi hai
But for safety reasons kisi ko 5- 7 sath me rakhna thik rahega
Sir aapki training centre kaha pe h?
City : Udaipur
State : Rajasthan
Thanks sir good
Welcome
In How many days one can learn to drive scooty
After
minimum
30 minutes per day / 7 days
to
Maximum
30 min.per day /60 days
Depends on practice level,
Fear, training, continuity etc.
I have been riding scooty for 15 days only...how many days will it take for me to drive with complete confidence?
45 days to 60 days
Sir Activa chalate same handle idar udhar bahot hota hai handle control kaise karen
Ishrat ji
Please see our lesson number 5 for this topic
Isse aapko bahut help milegi
Best of Luck 👍
Very nice
Thanks
Best drive teac👍👍👍👍
Shashi ji
Thank you so much for Appreciation 💐💐
🎉❤
Thanks
Thnxs sir hm na b nahi Scott le h but balance ni bnata h
नई स्कुटी के लिए हार्दिक बधाई 💐
अगर बेलेंस नही बन रहा है तो हमारा लेसन नम्बर 5 को देखे और प्रेक्टिस कीजिये
मुझे उम्मीद है आप जल्द ही स्कूटी चलाना सिख जाओगे
बेस्ट ऑफ लक 👍
Sir mai gali me chla lete hu to road pa chla skti hu
Pahle kam traffic ho tb practice kijiye
Uske zyada traffic me practice krna
Sir, horn+break yaa horn+indicator switch ek saath kaise use kare...? Jab bhi dono ek sath use karne jata hu to scooty ka balance thoda bigar sa jata hai...iska solution kya hai..?
Iska solution ye hai ki dhire chalao
Abhi sirf sikhne pr dhyan do jab balance bahut achchha ban jayega tab aap ye bhi sikh jaoge
Horn bajane k chakkar me kai bar log gir jate hai
Turn krne se 100 fit ya 50 fit pahle se indicator de do
Aur koshish kro ki logo se thoda dur aur side me chalo jisse horn bajane ki zarurat kam pade
Filhal sirf balance banane pr focus rakhiye baki sab dhire dhire sikh jaoge
Sir scootar to chla leti hu par pichhe kisi ko bithana voht mushkil lgta
Starting me esa sab ke sath hota hai
Practice se sahi ho jayga
Sir alka office kaha hai mujhe scoty sikhna hai
Komal ji
Hamara office Rajasthan me hai
@@sahildrivingcollege ok sir
@@sahildrivingcollege sir mujhe koi scooty nhi sikhata main kaise seekho
Hamare is channel k lesson 1 and lesson 2 ko 10-10 day carefully follow kijiye
Pahle videos ko dhyan se dekhiye humne in dono video me isi baat pr focus kiya hai. Ki koi bhi akele scooty kese sikh skta he
You can do it Komal ji 👍
Sir akele scooty kaise le jau
Sir mere se sidha nhi chal pata chalate hil jul jata h or Honda ki scooty kafi Bhari h
Manisha ji
Is topic k liye hamare channel k Lesson 5 ko dekhiye
Aur haa
Honda ho ya koi aur scooty
Bhari to hogi kyonki jb scooty ya kisi aur vehicle ko majbut bnate hai to wajan badhna natural hai
So Don't worry
Aap practice krte rhiye dhire dhire aapko halki lagne lagegi
Kyonki darr ki wajah se aur slow chlne par scooty bhari lagti hai
I hope you can Do it !👍
Best of Luck 👍
Bhai aap mujha scooty seekhao ga please ma aakskta ho aapka pass Scotty seekhna please solve My problem 🤔🤔🤔🤔🤔
Udaipur, Rajasthan
Bhai mujhe scooty chalàna ata he par turn lene me problem hota he
Is topic pr video bnayi hui hai
Aap hamre baki lesson bhi dekhiye
Apko help milegi 👍
Speed ke bare me samaj nahi a raha hai kaise karna hai
Lesson 1 aur 2 ko dhyaan se dekhiye aur samjhne ki koshish kijiye
Apko samaj aa jayga
💕💕💕💕💕💕💕
Thanks 👍
🙏🙏
Thanks
Sir aap kha se ho
Udaipur, rajasthan
Sir app kaha sa ha
Udaipur, Rajasthan
🥰🥰👏👏😍😘🥰
👍👍
Bhai ji mujhe sikha do me rishikesh rhti hu gir gyi hu aaj 😭😭😭😭
Ohh !
Please be careful
Apne nazdik k driving institute ya Rto agent se contact kijiye
Wo shayad koi apke area ka achha driving trainer provide karwa de
Hum to udaipur , rajasthan me rahte hai
Thaw mera hath bhi facture ho gya h abhi
Ohh
Very bad news
Lekin apko jankar wonder hoga
Mere scooty sikhte time 3 bar alag alag situation me accident hone pr dono hath aur ek per fracture hua tha
Aur shayad isiliye me 7500 ladies ko scooty sikhaane ka world record bana paya tha
Girna buri baat nhi fir se koshish nhi krna galat baat hai
Fir se koshish krna
Abki baar kisi jankar , trainer ya institute ki help lekar shuru krna
Best of Luck 👍
Han sir of course sikhni to hai hi kuch bhi ho or girna uthna to lga rhta h
Kismat bhi himmat walo ka hi sath deti hai
Best of Luck 👍
Muskil humko nhi laga chalane me
Lekin road par kaise chalana sikhe😰
Dekhiye phle khali road pr practice achche se kijiye fir km traffic wale area me practice lijiye ya jb traffic km rahta ho us time practice kre
Don't worry
Dhire Dhire traffic me chalane ki practice bhi ho jaygi
Bas practice continue rakhna
Sir Ek pair se Ham handicap hai 45٪
Tu Sar Ham Kaisi sikhe gadi
Aap side wheels lagi hui scooty se hi sikhe aur wo hi chalaye
Apke liye better rahega
Apka positive attitude bata raha hai. Aap kar loge
Best of Luck 👍
Koi dikkat nhi
Aap side wheels scooty se sikhiye aur use hi chlaiye
You can do it 👍
👍👍🙏
Sailaja ji
Thanks
Kya aap mujhe bike sikha skte ho kya
Coming Soon ...
Our New lessons
Like Scooty, Bike and Car Etc.
Where from uuu
Rajasthan
I std is 8
aap muje bhi aap mujhe bhi sikha do
We are from udaipur, rajasthan
🙏🙏🙏🙏
Geeta ji
Thanks
Road pe dar lagta hai
Darr lagta h ???
Kise nhi lagta ??
Sabhi ko lagta h
Bas dhire dhire jab hum driving sikh jate h. To darr kam ho jata h lekin darr sabhi ko lagta h
So don't worry keep practice continue
Best of Luck
English ?
Sorry
I can't speak English well like people speak
बहुत मुश्कील लग रहा है स्कुटी चलाना
Sanjivani ji
शुरुआत में सब को मुश्किल लगता है
हमे भी लगा था लेकिन धीरे धीरे रोज थोड़ी थोड़ी देर अभ्यास करते करते हम सिख गए
आप भी सिख जाओगे
बस कोशिश करना मत छोड़ना
एक दिन में किसी की जय जयकार नही होती
कोशिश करने वालो की हार नही होती
Nambar send Karo Bhai
Sure why not
Contact us on Facebook
" Sahil skating scooty Trainer "
Thank you so much Sir. Your video was very helpful.
It's pleasure for me that my lessons are useful for everyone
Thank you sir ❤️
Welcome
Thanks bhai
Welcome
Thank you sir
Heartly Welcome
Nice video
Shukriya Reshma ji 💐