Prelims => 1gs= 140que Hindi =60q Factual que jyada 1 Ghatna chakra purvalokan +lucent for all subjects padhna hi hai 2 pariksha dristi= mordern, medieval, ancient 3 geo=mahesh wadbal+mapping 4 economics = pratiyogita darpan Ka atriktank 5 polity =pariksha vani 6 sci =lucent 7 env= pariksha vani 8 up spe= ghatna chakra tatya sar 9 agriculture = pariksha vani 10 population = pariksha vani se only ind +up ki jangarna 11 Current affairs- samsayiki cronical (30 rs bali ) every month Or ghatna sar compilation #Prepare your short notes # Sare up k objective question k questions se Factual notes bana lo bhut short m ==>Hindi Hardev bahri+ Vasudev nandan + Ghatna chakra purvalokan Thankyou sir 🙏 😊
RO Booklist and sylabi: 1) Adhunik Bharat : ghatnachakra purvalokan , Parikshadrishti Adhunik bharat Prachin bharat: Parikshadrishti prachin Bharat Madhyakalin Bharat: parikshadrishti Madhyakalin bharat 2) Bhugol: Ghatnachakra purvalokan , Mahesh barnwal , focus on mapping(Atlas- student or oxford publication) 3) Economy: Ghatnachakra purvalokan , Pratiyogita Darpan Atriktank (tradition ques and current updates) 4) Rajvyavshtha: Ghatnachakra purvalokan + parikshavani (imp facts in brackets) 5) Vigyan: Ghtanachakra purvalokan + lucent(science) 6) Environment: Ghatnachakra purvalokan + parikshavani 7) UP special : Ghatnachakra Tathyasaar 8) Agriculture : Parikshavani or previous year(patli si) 9) Population census: India and UP census from parikshavani 10) Current Affairs : Samsamayiki Chronicles 30 rs wali, ghatnasaar during exams containing 7-8 months compilation, Ghatnachakra Drishti(if u want to read). 11) Hindi: Hardeb Bahiri, Vasudev Nandan , Ghatnachakra purvalokan(learn by writing),shuddh vartani. Ghatnachakra purvalokan: make short notes for tough facts rememberance , learn things by writings. Lucent GS: Read 4 - 5 times (for go through and revision) Prev year papers of last 5 years like Ro, ACF, BEO, PCS conducted by UPPSC in which GS is asked compile those papers and prepare those papers. Prepare concise notes.
Bhaiya ek vedio iska bhi bnye jisme ye btye ki sachivalay Mein Kya Kam aur kaise karna Hota Hai bahut confusion hai aur iski training Kaise Kya Hogi Kuchh notes ho to usko dikha kar bataen
सर हम आपके मार्गदर्शन में समीक्षा अधिकारी एवं सहायक समीक्षा अधिकारी की तैयारी करना चाहते हैं I हम आशा करते हैं कि आप समय-समय पर हमें मार्गदर्शित करते रहेंगे ।
Pariksha Drishti publication ki book nahin mil rahi hai sir Online or offline donon jagah available nahin hai history ke liye dusre publication ki book bataen
Sir mere Eyes side week hai aur Chusma lga hua hai aur Height sirf 5 fit 2 inch hai to hum Ro ke Medical test main Nikal to nhi diye jayenge......aur sirf Madical kon kon sa hota hai ushka video bhi bata dijiye
sir english medium k liye ni bataya aapne, kya sir standard books + purvalokan acche se taiyar krke hm english medium wale clear kr sktey h ye exam + aditya publiction for hindi??? pls reply kr dijiyega sir... i need your guidance
Sir I will be preparing for RO ARO in english language. SPECTRUM for history, GC Leong for geography, Laxmikant for polity Are these book enough for preparation along with ghatna chakra ??
History ki ghantnachakra purvavlokan me Moden history Medivel history Ancient history Yeh teen hi diya hota hai ya teeno ki alag alag ghatnachakra purvavlokan Leni hogi
Sir please mujhe reply kijiyega..ro ke liye.. ncert bhi pdhana pdega.. aur jaise chaptar me fact matlab mcq pdenge ya phir..upsc ka notes banate hai waise.... please reply.me sir I'm very confused..and I'm house wife..par mujhe next ro ke liye abhi se taiyari karni hai..
th-cam.com/video/X8rAFB51iNE/w-d-xo.html
Mains k liye bhi books bta dijiye Sir please
Hi
Kya madhya Pradesh kaa selection hota hai is exam mai
Sir ji PET ke liye kon si book le 🙏
Sir arts students form fill kar sakte hai?
Prelims =>
1gs= 140que
Hindi =60q
Factual que jyada
1 Ghatna chakra purvalokan +lucent for all subjects padhna hi hai
2 pariksha dristi= mordern, medieval, ancient
3 geo=mahesh wadbal+mapping
4 economics = pratiyogita darpan
Ka atriktank
5 polity =pariksha vani
6 sci =lucent
7 env= pariksha vani
8 up spe= ghatna chakra tatya sar
9 agriculture = pariksha vani
10 population = pariksha vani se only ind +up ki jangarna
11 Current affairs- samsayiki cronical (30 rs bali ) every month
Or ghatna sar compilation
#Prepare your short notes
# Sare up k objective question k questions se Factual notes bana lo bhut short m
==>Hindi
Hardev bahri+
Vasudev nandan +
Ghatna chakra purvalokan
Thankyou sir 🙏 😊
Good💐👍
Nice❤❤❤
Thank you so much
👍
O bhai itna kaun padta hai yr itna padte padte budapa aa jayega
रविकांत नाम बहुत कम लोगो का होता है गुरु जी लेकीन जिनका होता है वो लाजवाब होते हे।❤❤
log kahte hain ki khojne se bhagwan bhi mil jata hai. galat kahte hain. pahle ek acha mentor milta hai just like you. Thank you so much sir.
💐💐
Itna genuine koi nahhin lga. Bahut sare videos dekh dale. Keep guiding sir.
RO
Booklist and sylabi:
1) Adhunik Bharat : ghatnachakra purvalokan , Parikshadrishti Adhunik bharat
Prachin bharat: Parikshadrishti prachin Bharat
Madhyakalin Bharat: parikshadrishti Madhyakalin bharat
2) Bhugol: Ghatnachakra purvalokan , Mahesh barnwal , focus on mapping(Atlas- student or oxford publication)
3) Economy: Ghatnachakra purvalokan , Pratiyogita Darpan Atriktank (tradition ques and current updates)
4) Rajvyavshtha: Ghatnachakra purvalokan + parikshavani (imp facts in brackets)
5) Vigyan: Ghtanachakra purvalokan + lucent(science)
6) Environment: Ghatnachakra purvalokan + parikshavani
7) UP special : Ghatnachakra Tathyasaar
8) Agriculture : Parikshavani or previous year(patli si)
9) Population census: India and UP census from parikshavani
10) Current Affairs : Samsamayiki Chronicles 30 rs wali, ghatnasaar during exams containing 7-8 months compilation,
Ghatnachakra Drishti(if u want to read).
11) Hindi: Hardeb Bahiri, Vasudev Nandan , Ghatnachakra purvalokan(learn by writing),shuddh vartani.
Ghatnachakra purvalokan: make short notes for tough facts rememberance , learn things by writings.
Lucent GS: Read 4 - 5 times (for go through and revision)
Prev year papers of last 5 years like Ro, ACF, BEO, PCS conducted by UPPSC in which GS is asked compile those papers
and prepare those papers.
Prepare concise notes.
Nice
Thank You.
Sir ki vjh se sir ne kafi behtar guidance di h
Bahut bahut Dhanyawad 🙏💐 sir ji 🙏🙏💐💐 itni achi jankari dene ke liye 🙏🙏
Thanku so much aapka hr content bhot hi axa hota h ager samiksha adhikari me selection ho gya sir to aapse milne jrur ayenge
सर आपसे निवेदन है कि आप अपने अनुभव के अनुसार सब्जेक्ट वाइज ro aro ke liye टॉपिक बताने की कृपा कर दें तो अति दया होगी
Ghatna chakra purvlokan and blue lucent kafi rahegi aur previous year mcq plus up ghnta chakra current affair kafi rahega
Thanku sir....mai Facebook friend hu apki.aj pahli baar apka video dekha.
Bhaiya ek vedio iska bhi bnye jisme ye btye ki sachivalay Mein Kya Kam aur kaise karna Hota Hai bahut confusion hai aur iski training Kaise Kya Hogi Kuchh notes ho to usko dikha kar bataen
Sir ji aapki video देखने से तैयारी में अच्छा suport मिलता है
Thanks sir
Bhaiya ji bahut accha bataye hai ❤❤❤ smjh me aa gya
Thanks u sir aapne kai baar bataya jo self se kr rhe unke liye amulya ratna ki trh h baate
sir प्लीज apne likhe kuch essay provide kra dijiye jisse behatar samjh bn paye niband lekhan mai 🙏🏻
Thank you for your guidance and notes☕
To the point video thank you sir 👍
सर हम आपके मार्गदर्शन में समीक्षा अधिकारी एवं सहायक समीक्षा अधिकारी की तैयारी करना चाहते हैं I हम आशा करते हैं कि आप समय-समय पर हमें मार्गदर्शित करते रहेंगे ।
मुझे भी मार्गदर्शन करें,,,,
मुझे भी मार्गदर्शन करें।
Pariksha Drishti publication ki book nahin mil rahi hai sir
Online or offline donon jagah available nahin hai history ke liye dusre publication ki book bataen
सर जी मैं आज पहली बार आप की क्लास में आई हू मुझे बहुत अच्छा लगा सर 👍🏻👍🏻🙏🏻🙏🏻🤗
💐💐
Good beta
Sir mujhe laga aapne Irfan Pathan ka photo laga rkha hai jab khola to ye to ap the
😀😀
Tq sir ap bahut ache se samjhate hi
Thanku soo much.. to the point topic discuss krne k liye..
💐💐💐
we ready sir! jai hind
Sir आपका मार्गदर्शन अति सराहनीय है
Thank you sir for nice suggestion ❤.
Sir is video ko banane ke liye bahut bahut dhanyawad...itne Kam time me revision ka sabse badiya tarika aapne bataya ❤❤
Bhut dhanyawad sir aapko hme shi maargdarshan dene ke liye
thank you so much sir for your suggestion.Its seems doable with your tips.🙏
helo
Sir gatnachakr ke sare chapter pahdne chahiye all subject k
Sir history k liye prariksha vani le ya jo apne btye
Thank you so much Sir for your guidance 🙏🏻🙏🏻😊😊🙏🏻
Sir syllabus me history h but topic kya h kaise study kru history ka to kuch smjh nhi aa, rha sir plz help
भईया शून्य से सुरु किया है कुछ पता नहीं कैसे क्या करना पर लगे है आपके बताये रास्ते से पड़ना है बहुत बहुत धन्यवाद
बहुत बहुत धन्यवाद सर 🙏🙏
Achha margdrsan krty h guru g aap 🎉❤
Sir maine jo book li Ghatna chakra purvalokan ki Single book hai usme sare topics include hai...kya yahi padhu ya fir dusri books leni padegi??
Sir english medium ke liye book bata dejiye ro ke liye please
Sir dhyeya ias wali jo RO ki aapne practice karne ke liye set btaya tha wo kaha se milega
Thank you so much bhaiya aaj jake sahi jankari mili
Sir up aps ki books bata dejiye kya padna h kaun si book se padna gs me kya pade aur hindi me kya pade
Pryaywachi or visheshan m problem aa rhi h sir ...... source decode book
Sir UPP police ke liye GK GS bata do one liner please please please 🙏🥺🤲
Thank God koi to bilkul such bol rha hai... Otherwise sab apni coching join karne ko hi bolte hain, self study best hai...
Sir please y btayiy pratiyogita darpan ko kase padhe please sir. Mera exam 2024 feb mein h
sir previous year paper dedijiye
Sir hum bhi taiyari karna chahte hai sir kaun si book padhen
Sbhi recourse ka pdf bhi de dete ap to acha hota... apke pas to hai pdf apke tab me
Sir every year vacancy nikalti ha kay?? 2024 me vacancy aaye gi kay??
भैया जो घटनाचक्र की RO ARO के लिए को बुक है उसपे पूरी gs है उससे कवर हो जाएगा क्या
Take care sir...
Sir guidance jaari rakhiyega...
Plz GS ka kuch bataiye...
And hindi aalekhan ka
Very helpful sir...pls keep updating us
Sir mere Eyes side week hai aur Chusma lga hua hai aur Height sirf 5 fit 2 inch hai to hum Ro ke Medical test main Nikal to nhi diye jayenge......aur sirf Madical kon kon sa hota hai ushka video bhi bata dijiye
Sir apk har bat ekdam true hai.
Sir priksha drishti history ki book ka review dijiye. Ye kaha milegi.
bhaiya g aap ek vdo RO ka secoond papar ke bare mai syallabus बताओ pls pls 🙏🙏🙏🙏
Jaldi btaunga
Sir other states wale kese taiyyari kre up( ro) ki pls batie
Bht hi accha se bataye bhaiya ji tq so much ❤
Sir aap upsc ro /aro ka bta dijiye ki exam ki type ka hota h means writtin ya online ..and most important. Ki kaunsi books. H
Dhanyawad margdarshan k liye
💐💐
sir english medium k liye ni bataya aapne, kya sir standard books + purvalokan acche se taiyar krke hm english medium wale clear kr sktey h ye exam + aditya publiction for hindi??? pls reply kr dijiyega sir... i need your guidance
Thank You Sir 🙏🙏🙏
Sir I will be preparing for RO ARO in english language. SPECTRUM for history,
GC Leong for geography,
Laxmikant for polity
Are these book enough for preparation along with ghatna chakra ??
Sir history ke liye kaise padhe kisse padhe
Kha milege sir पेपर आप ही दिखा dijiyega
Bhut bhut dhanyawad shiman
💐💐
Vdo vpdo KE liye v BTA dijiye sir plz
Achi advice thi.. Thanks ❤uu
💐💐
Tq sir bhut confusion thi sir❤
Thank you Ravi Kant sir
History ki ghantnachakra purvavlokan me
Moden history
Medivel history
Ancient history
Yeh teen hi diya hota hai ya teeno ki alag alag ghatnachakra purvavlokan Leni hogi
Thnks for information sir 🙏 kab tak vacancy aayegi sir??
Sir aapne kon se job jauyan kya h , kya aapne purti nirshak jauyan kya h ya ro jauyan kya h
Kam ki bat no bkvas ,weldon sir ,appreciating,honest personality
Sir aap ro aro pre ki preparation nhi karwaenge jaise aapne ro ke mains ka batch banaya h
Sir..APS ke liye bhi btaiye na please🙏🏻🙏🏻
Sir zero to hero batch se kaise jude ?
Continue video laya kariye sir
RO Mains ke liye bhi strategy btayiye...Thans in Advance
Sir total kitne rs. Ka milega ghatnachakrapurvavlokan🎉🎉❤❤
Kewal ghatna chakra ke notes bnye ya baki sabhi books ke nhi bnye
Thank you so much sir for your valuable advise
Sir mera opretion ho chuka hai peat ka kya main ar ya aro ki tayari kar sakta hu medical main koyi problam to nahi hogi. Plz 🙏🙏🙏🙏🙏
Bhaiya ek video samanya hindi evam patralekhan pr bhi ... 🙏❤️
Hello Sir.. jo authentic h plz wo bataye.. kuki youtube pr bhatkav bhut h samjh ni aata kiska video dekhe kiske notes le.. kuch samjh ni aa ra
Sir RO/ARO KE LIYE NCERT PADH SAKTE HAI YA NHI
Sir lusent ki one liner ki chalegi
Sir aapne kaha science wali Lucent se science padhe to kya samanya gyan ki Lucent se nhi shi h kya
Bahut bahut dhanyavad sir ji 🙏🙏
Thankou so much bhaiya...
Sir abhi maine ghatna chakra purvavalokan nhi liya h kya abhi cover ho jayega le le ya purwavlokan k videos se ho jayega .. sir Lucent se ho jaega
Appearing wale form fill kr skte hai kya is baar
Essay writing k jo topic syllabus me diye he 9 unme se hi aayenge kya..ya phir sample ki trh he
Sir means ko bhi achhe se xplain kr dijiye.
Thanku Bhai..koi to Mila jisne ye bola ki mene papa video nhi dekha
Sir konse gatna chakr please uske pic daal di jiye m first time tyare ker rhe hu please sir
Ok
Sir please mujhe reply kijiyega..ro ke liye.. ncert bhi pdhana pdega.. aur jaise chaptar me fact matlab mcq pdenge ya phir..upsc ka notes banate hai waise.... please reply.me sir I'm very confused..and I'm house wife..par mujhe next ro ke liye abhi se taiyari karni hai..
Mere pass Lucent 2017ki hai...kya ab mujhe new Leni chahiye