@@cookwithanjali782 ye books fail karne ke liye kafi hain mai khud result ane ke bad ek video banaunga ki kya padhna chahiye kyuki mere pahle attempt me hi 125+ marks aa rahe hain, agar kisiko sach me pass karna h toh sirf har subject ki standard books( sirf science aur world geo ke liye ghatanchakra)+ ghatanasar +eye drishti inhi subjects ko agar multiple times revise kar lo toh kisi ka bhi uddhar ho jaye
@@vishalsaini00016 exactly, mai kafi lucky tha maine sahi samay pe ips Gaurav Tripathi sir ka video dekh liya jisme unhone bataya tha ki ghatanachakra ko chuna bhi mat time barbad hoga woh khud bahot baar pcs qualify kar chuke h, maine standard books hi multiple time revision kiya tha + ghatanasar aur eye drishti current k liye aur mere 125+ marks aa rhe h
Aapne ncert b?kis kis subject ki aur kis class tak ki padhi thi? Medieval aur ancient ke liye kaunsi book padhni chahiye, aur revision plan kaise krte hai aap please bataye..@@Rexer22222
भईया मेरे पास सारे सब्जेक्ट की परीक्षा वाणी है लेकिन उससे मुझे समझ में नहीं आता कैसे पढू क्योंकि उसमे बहुत ज्यादा है आप इस बार जब टारगेट दे तो परीक्षा वाणी को बता दीजिए कैसे पढ़ना है ओर कितना पढ़ना है इससे बहुत हेल्प हो जाएगी
Plzz aap ishe 2,3 baar read kro fir ye book aapko read krne me bahut hi mza aayega, Maine sabhi subject ki parikshavani ko 8 baar kam se kam read ki hain, Aaj main inhi books ko 1 din me 1 book ka revision kr leta hun Aur rahi baat kitna read krna hai,ye koi sawal hai hi nhi aap puri book ko achhe se read kro
Bhai main ek din bhi pad k nhi gya pehele do sal pehle tyari ki thi phir bhi main 70 questions shi krke aaya aur main yahan pe bilkul bhi jhoot nhi bol rha
Sir sabhi subject ki agr quick book with drishti classes prelims batch ki jo h agr wo ki jaye to kya work karega or spectrum pdhi hui h to kya परीक्षा वाणी करनी must hain please बताएगा
Mujhe lgta hai mahesh baranwal sir ki books bhut relevant hai pcs level k exam mai but I don't know why koi bhi teacher recommend nhi krta hai bhut jyada underestimate krte hai
Mere pass jo Book hai mai ab unhi ko phir se acche se cover karungi koi kuchh bhi btaye pahle spectrum padhana shuru krungi phir Sath sath uske questions dekhungi pyq se bas current affairs dalu update krungi ikktha nhi krungi bas@@Nitinsrivastav3126
Bhya plz reply kya kare bahut persan hai jarur btna free ho to mock me 40/ 50 galat ho rhe ky kre or current kha se kha tk pde pcs k exam kko dek kar bahut dar LG rha
Do as much practice questions as you can...n must read line by line.. learn year, dates of everything... Concept + facts both are important... NCERT doesn't require to focus on... Pick one standard book n solve MCQ as many as u can...from different sources...
@@vijayshankartiwari1918 NCERT se...?? Paper diya bhi hai tmne..?? Ek do question aane ko paper ana nhi kehte... Facts puche gye hai.. wo bhi year date wise.. NCERT conceptual clarity ke liye best hai..date year ratne ke liye ncert nhi hai..!! Aur moreover NCERT unke liye achchi hai jinhe bilkul bhi basic nhi pta hai... Agar ek level tk apne starting ki basic books pdhi hai.. geo,polity history, science ki basic knowledge hai to standard book pdhna jyada beneficial hai.. bcs NCERT ke baad bhi mains ke liye ek standard book pdhni hi padhegi..
Sir mujhe test series dhyey IAS ki nhi mili thi us time to maine pcs mantra ka test series le liya tha ab sir esme bhi doubt hai kya mujhe dhyey IAS or gs world ka test series bhi le lena chahiye please bhaiya reply 🙏🙏🙏
Sir apne strating me (old video me )history le liye drishti quick book ka bhi suggestion Diya tha aur mere pass sir whi book h kya mujhe ab history ke liye other book like-spectrum, pariksha vani Leni chahiye or nhi please bhaiya bta dijiye 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Bhaiya maine 2saal phle history geography or polity ki dhristi ias ki quick book Li thi basic source k taur p whi pdhi h 2 4 baar to kya mjhe b polity k liye laxmikanth or history k liye spectrum leni chahiye??
Sir... I'm married. Main kisi or k through books purchase krungi. Khud se lene me dekh k le skte hai, language jo achchi lge us according. To geo - parikshavani/Mahesh varnwal me se acchi book and history me b particularly koi ek book bta de - Parikshavani/spectrum me se kon si achhi rhegi.....wo le le hm. Abi tk purvavlokan hi pda hai hmesha 4-5 baar. Please sir btaiyega🙏
Sir ji maine 2022 main thodi bahut offline classes li hain 😢 to sir ji kya main fir se coaching lu kya 😢samajh nhi aa raha khud se karu hain kisi sir ka sahara lu please 🙏🙏🥺
Please bhaiya guide kijiye mai self study hi krti hoon ghar me hi mai gaav se hoon meri family support nhi karti hai ki bahar jakr rhu..pcs to unexpected ho gaya mujhe bahut zarurat hai job ki meri Puri life daanv pr lgi hai..ghar me koi support nahi krta hai lekin life khud ki hai to bahut tension hoti hai bhaiya agar family support na ho to iss pr bhi kisi vedio me bat kijiye
Kiran ki book hai mere pas...!! Usme facts kafi hai... Achchi hai bt pdhne me lengthy hai..Uska 2-3 baar revision jruri hai... Exam se phle..modern maine usi se pdhi hai..
Sir pta nh h lekin lg rha h ki is bar Hindi ka level jyda high hoga dar lg rha h Mere pas aaditya publication h kya isse Mai 55+ kr paungi Hindi pe v bat kigiye bhaiya Hindi v iss bar tough aaygi ad I feel 😢
Sir hindi ka same rhega na? (Universal book by Rajpal singh and ghatnachkra purvalokan) ? Bs itna thik h na sir?? & for current affairs - apka vardaan current affairs ????
Mera to dimag hi kaam ni kr rha uppcs prelims bhi pta nhi kya hoga aur ro aro k liye focus krne ki kosis kr rhi hu pr uppcs k exam k prelims result ki tn hone lgti h
Ghatnachakra +lucent + Pariksha vaani ki polity , history, Economic
Ghatnachakra + lucent (green cover) Science
Pariksha vaani / drishti IAS book environment
Geography mahesh varnvaal +ghatnachakra +lucent +Atlas
UP special ghatnachakra tathyasaar / pariksha vaani
Pariksha vaani (patli wali book )
Census
Agriculture Pariksha vaani
Reasoning ( C SAT pyq)
@@cookwithanjali782 thnx alot mam
Mam ki wrighting skill achhi hai..😅 thank u so much mam...
@@cookwithanjali782 ye books fail karne ke liye kafi hain mai khud result ane ke bad ek video banaunga ki kya padhna chahiye kyuki mere pahle attempt me hi 125+ marks aa rahe hain, agar kisiko sach me pass karna h toh sirf har subject ki standard books( sirf science aur world geo ke liye ghatanchakra)+ ghatanasar +eye drishti inhi subjects ko agar multiple times revise kar lo toh kisi ka bhi uddhar ho jaye
Ghatnasaar or eye drishti kin subject ke liye padhni h pls reply@@Rexer22222
@@cookwithanjali782 pariksha vani ki books achchi hai.. jaisa lengthy paper aya hai uske according... Maine bhi pdhi thi
क्रिकेट=अनिश्चताओ का खेल ❎
UPPCS =अनिश्चताओ का खेल✅
दर्द की हद से गुज़ारे तो सभी जाएँगे
जल्द या देर से मारे तो सभी जाएँगे 👍
UPPSC🙏
Sir pdhai krne se bhi UP PCS pre ni ho rha ..ab sabse bharosa uth gya h
@@aryanshinzo8395 isi liye bolte hain..gf bhi saath main banaye hote aaj...to kam se kam koi ek to saath hota. 😰
💯 True!
@@Jasmine_Jaiswalaccha nhi hua kya
Ji sahi bole ap
@@akankshayadav6234 comment hi karte rhe hoge pahle bhi...
I think now NCERT Book and self notes and lots of revision and test ..will help.thank you ❤ jai hind 🇮🇳
Sahi pakde hi😅❤
@@vishalsaini00016 exactly, mai kafi lucky tha maine sahi samay pe ips Gaurav Tripathi sir ka video dekh liya jisme unhone bataya tha ki ghatanachakra ko chuna bhi mat time barbad hoga woh khud bahot baar pcs qualify kar chuke h, maine standard books hi multiple time revision kiya tha + ghatanasar aur eye drishti current k liye aur mere 125+ marks aa rhe h
Result share karna guru jb aa jaye
@@Rexer22222
Aapne ncert b?kis kis subject ki aur kis class tak ki padhi thi? Medieval aur ancient ke liye kaunsi book padhni chahiye, aur revision plan kaise krte hai aap please bataye..@@Rexer22222
भईया मेरे पास सारे सब्जेक्ट की परीक्षा वाणी है लेकिन उससे मुझे समझ में नहीं आता कैसे पढू क्योंकि उसमे बहुत ज्यादा है आप इस बार जब टारगेट दे तो परीक्षा वाणी को बता दीजिए कैसे पढ़ना है ओर कितना पढ़ना है इससे बहुत हेल्प हो जाएगी
Kitne ki PDI h hr subject ki
Yes sir please
Plzz aap ishe 2,3 baar read kro fir ye book aapko read krne me bahut hi mza aayega,
Maine sabhi subject ki parikshavani ko 8 baar kam se kam read ki hain,
Aaj main inhi books ko 1 din me 1 book ka revision kr leta hun
Aur rahi baat kitna read krna hai,ye koi sawal hai hi nhi aap puri book ko achhe se read kro
Yes sir plzz bta de
Sir current affairs ke bare me bhi kuchh bta dijiye plz🙏🙏
Bhai main ek din bhi pad k nhi gya pehele do sal pehle tyari ki thi phir bhi main 70 questions shi krke aaya aur main yahan pe bilkul bhi jhoot nhi bol rha
Sir current affair k lye b bata dijiye sources kya follow kre
Sir hamare pas drishti ias ki notes h to kya jo books apne btaya h vo bhi lena jaruri h ya notes se ho sakta h sir plz reply me
Muje तो लगता है जो तैयारी 1 साल की है उसकी मजबूत करिए।
Sir sabhi subject ki agr quick book with drishti classes prelims batch ki jo h agr wo ki jaye to kya work karega or spectrum pdhi hui h to kya परीक्षा वाणी करनी must hain please बताएगा
Sir current k liye b kuch bta dijiye kyonki current ne bahut current lgaya h pcs me
Mujhe lagta hai jo basic hai jaise lakshmikant spectrum etc aur jyda phir se pdhna chahiye
Sahi kaha upsc toppers bhi yahi par ke prelims pass karte h
Mujhe lgta hai mahesh baranwal sir ki books bhut relevant hai pcs level k exam mai but I don't know why koi bhi teacher recommend nhi krta hai bhut jyada underestimate krte hai
Mere pass jo Book hai mai ab unhi ko phir se acche se cover karungi koi kuchh bhi btaye pahle spectrum padhana shuru krungi phir Sath sath uske questions dekhungi pyq se bas current affairs dalu update krungi ikktha nhi krungi bas@@Nitinsrivastav3126
Bhaiya pariksha vaani ki book konse..... subject ki leni chahiy imp. Konsi ? Bcz mere pass ghatna chakr geo & history ki already hi
Bhai mere pass vaani ki economics h but purani h kafi , to new le ya wahi chl jayegi
Sir ji environment aur economic ki jo book batai h apne wo drishti ki quick book h n
NCERT shuru krni pdegi kya sir in source ke alawa ???
Bhaiya aap jb bhi target de standard book se bhi btye kon se topic cover krne hai
Current ke liye bta do sir❤❤❤
Sir mai history ke liye Kiran aur polity ke liye dristi quok book kr rahi hu sahi hai ya nahi pls reply
M polity ki konsi book loo ghatna chakr y pariksha vani plz suggest me ???
Bhya plz reply kya kare bahut persan hai jarur btna free ho to mock me 40/ 50 galat ho rhe ky kre or current kha se kha tk pde pcs k exam kko dek kar bahut dar LG rha
Please Sir reply
क्या अब RO के लिए
His Geo polity की NCERT पढ़नी पड़ेगी ???
Do as much practice questions as you can...n must read line by line.. learn year, dates of everything... Concept + facts both are important...
NCERT doesn't require to focus on...
Pick one standard book n solve MCQ as many as u can...from different sources...
@@swaatigautam111 thanks dear 🙏🙏
Ncert se hi toobpaper aaya tha
Ncert se paper bana tha
@@vijayshankartiwari1918 NCERT se...?? Paper diya bhi hai tmne..?? Ek do question aane ko paper ana nhi kehte... Facts puche gye hai.. wo bhi year date wise.. NCERT conceptual clarity ke liye best hai..date year ratne ke liye ncert nhi hai..!! Aur moreover NCERT unke liye achchi hai jinhe bilkul bhi basic nhi pta hai... Agar ek level tk apne starting ki basic books pdhi hai.. geo,polity history, science ki basic knowledge hai to standard book pdhna jyada beneficial hai.. bcs NCERT ke baad bhi mains ke liye ek standard book pdhni hi padhegi..
Sir budget aur economic survey avi wala padhe ya nya wala aayga ro aro me bta digiye
Sir mujhe test series dhyey IAS ki nhi mili thi us time to maine pcs mantra ka test series le liya tha ab sir esme bhi doubt hai kya mujhe dhyey IAS or gs world ka test series bhi le lena chahiye please bhaiya reply 🙏🙏🙏
bhaiya
RO---ARO hindi ke liye decode exam ki hindi ki book hai. koi aur book add kr skte hai.
Sir plzz current affairs k liye source bta dijiye plzz sir purana current kese complete kre
Sir current affairs ke liye bata dijiye ab kya kiya jaaye 22 ke paper baad kaha se taiyar kiya jaaye kyun kee eye drishti to fail ho gayi 😢...
Bhiya CSat axa aya tha Or iske liye bs PYQs hi kia tha 2010 se 2021 tk
Sir apne strating me (old video me )history le liye drishti quick book ka bhi suggestion Diya tha aur mere pass sir whi book h kya mujhe ab history ke liye other book like-spectrum, pariksha vani Leni chahiye or nhi please bhaiya bta dijiye 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
How is quick book of drishti, please guide & review.i am thinking to buy all quick book.
Census topic thaya sar m h ky usse ho jyega sir
Is bar ro aro me numerical questions the reasoning k jgh aur science me v uspe v kuch bta digiye sir
Thankyou bhaiya ,sahi guidence dene ke liye 🙏
Bhaiya maine 2saal phle history geography or polity ki dhristi ias ki quick book Li thi basic source k taur p whi pdhi h 2 4 baar to kya mjhe b polity k liye laxmikanth or history k liye spectrum leni chahiye??
Sir mere pas mahesh barnwal ki NCERT saar hai to standard book leni hogi?
Sir current affairs ke liye bhi bata dijiye kis source se or kaise padha jaye..🙏
Dhristi quick book kaisa h ispar review de dijiye please
Nahi h axi
Spectrum jruri h
Quick book nahi
Bhai mere paas drishti ki quick book hai , geography ki usko nhi padh sakti hoon??
Nhi
Sir pic revision kya h pic kb milega
To kya arignt ki ncert notes se pdh le ya kon si book le ??
Sir Current affairs k liye source bta dijiye or ncert bhi suru Krna padhega ?
sir current k liye bhi kuch batayiye
Family me Koi support nhi karta hai lekin jb exam dekr aao to aaise expect करते hai ki bahut support kiya hai inhone...
Bilkul sahi bat h
@@manigola7439same apke sath bhi hota hai
@@manigola7439same apke sath bhi huaa kya
Sabke sath aisa hi hota hai
Sir aap Dristi ki kin books ki baat kr rhe ho.. jo quick book aati hai????
Are Bhai fir se dekh lo
Bhai nhi behen... vaise dekh kr hi puch rhi hu... @Anayachauhan23
Ha vhi hai quick
Jii
Bhaya Maine decode exam ka batch liya to sirf vhi se padhu ya books le lu
Sir jo apne pdf di thi important topics ki use hi continue krna h n?
Sir history me ugc net ke questions aaye h hu bahu
Sir pracheen history ki pappu singh parjapati ya pareksha vadi mein kaun si le Jo jyada achhi ho
Pappu best h
Sir geog k liye pmf kia hai ...kaafi hoga??
Sir history, geography, science and environment drishti ki hai sufficient hai ya nhi
RO ARO ke exam ke liye aspirants me darr ka mahol
Medival History ka source please tell Sir????????
Gyan Chand yadav
Mere notes
Sir... I'm married. Main kisi or k through books purchase krungi. Khud se lene me dekh k le skte hai, language jo achchi lge us according. To geo - parikshavani/Mahesh varnwal me se acchi book and history me b particularly koi ek book bta de - Parikshavani/spectrum me se kon si achhi rhegi.....wo le le hm. Abi tk purvavlokan hi pda hai hmesha 4-5 baar. Please sir btaiyega🙏
Thank you so much bhaiya 🙏🙏🙏
Sir Maine quick book le li h history ki usase ho jayega kya
Sir ji maine 2022 main thodi bahut offline classes li hain 😢 to sir ji kya main fir se coaching lu kya 😢samajh nhi aa raha khud se karu hain kisi sir ka sahara lu please 🙏🙏🥺
Bhaiya gs me ho nhi pa raha hai bhaiya test me question bhaut kam Ho pa raha hai please bhaiya reply
Sir current affairs kaise taiyar kre
Sir aapka koi pad course bhi h kya ro aro
Please bhaiya guide kijiye mai self study hi krti hoon ghar me hi mai gaav se hoon meri family support nhi karti hai ki bahar jakr rhu..pcs to unexpected ho gaya mujhe bahut zarurat hai job ki meri Puri life daanv pr lgi hai..ghar me koi support nahi krta hai lekin life khud ki hai to bahut tension hoti hai bhaiya agar family support na ho to iss pr bhi kisi vedio me bat kijiye
Aap pehle kisi or exam ko target kro....phir pcs pe shift krna.jaise bank
Maine railway ka ro sb dala hua form meri math nhi sahi hai bank ke liye@@aatmikaanshi9119
Bank ke liye meri maths nhi accha hai but Maine railway ka ro ka bhi dala hai@@aatmikaanshi9119
Aap oneday exam ko target kro pehle , usko crack kro Qki pcs me time and patience chahiye.
maine ro railway ka bhi dala hai@@saurabhpandey4442
History ke liye kiran publication ki book kaisi rahegi
Kiran ki book hai mere pas...!! Usme facts kafi hai... Achchi hai bt pdhne me lengthy hai..Uska 2-3 baar revision jruri hai... Exam se phle..modern maine usi se pdhi hai..
Bhaiya yojana kaha se padhe
Yes. You are right 👍
RO ARO के लिए अच्छी गुणवत्ता का किफायती आफलाइन टेस्ट शुरू कीजिए हम ज्वाइन करेंगें !!!
Sir current affair k liye abhi se kaha se taiyar kare
Sir previous years question ke liye bhi book bta dijiye konse le
Sir pta nh h lekin lg rha h ki is bar Hindi ka level jyda high hoga dar lg rha h
Mere pas aaditya publication h kya isse Mai 55+ kr paungi
Hindi pe v bat kigiye bhaiya Hindi v iss bar tough aaygi ad I feel 😢
Sir up special ke liye english me kaun si books le
Sir hindi ka same rhega na?
(Universal book by Rajpal singh and ghatnachkra purvalokan) ? Bs itna thik h na sir??
& for current affairs - apka vardaan current affairs ????
Sir RO k essay k liye kitne month ki magazine padhna jruri hai ???
Thankyou sir
M jaa rha hu apni chai stall kholne " PCS Chai wala" ab usi m mehnt krunga 😢😢
😅😅😅best of luck bro❤❤
Ye batye sir mere pass drishti IAS ki quick book hai sare kase rahegi
Sir .......plz suggest about the current affairs
Sir mentorship programm suru kijiye sr
SIR G KUCH ADVISE LENI THI AAPSE UPPCS MAINS KAI LIYE
HO TO CALL KAI LIYE NO CHAIYA
GS 5
GS6 KAI LIYE
Sir, Current Ki book bata deesiye, Please
Chronical padho monthly
Mere attempt 110 h bcuz mujhe usse zada me bhot mushkil se hi answer samjh aa rha tha..n ofcourse paper lengthy thi
Mere khud attempt 116 the
Shi kitne h
@pinkichoudhary7563 not checked yet
Up special physics chemistry s ek vhi question ni aaya
Sir current affairs aur hindi ka bhi bata dijiyega
Current affairs ka kya krna h??
Mains का कुछ बताइए,
144 attempt 114 right 30 wrong net right que 104
Sir pariksha vani english me ni ati h
Sir drishti ias ncert notes khreed le?
Sir reasoning ki UPPSC ki konsi book aati h??
Sir current ka btye kuch
Self study is the best study
Bhaiya ap daily saport kijiye
Sir please english may topic btaiye
H
Thanks Sir 🙏🙏
Thank you sir.🙏
Sir bahut confusion ho rha h
Ro aro ka exam h kab ?
Date aa gyi kya ?
Thanks
Mera to dimag hi kaam ni kr rha uppcs prelims bhi pta nhi kya hoga aur ro aro k liye focus krne ki kosis kr rhi hu pr uppcs k exam k prelims result ki tn hone lgti h
Sir mere pas geography ki book dirshti IAS ki hai, kya ye best rahegi, please 🙏🏽 btaye
Last two year se fellow kr rhi hu aap hi strategy ko mujhe kisi pe trust ni h ab
Kaun Kaun current affairs ke liye study for civil services ko follow Kiya tha