This type of youtube channel are not very useful. They just read maual and talk abouy features but no real experience this guys never touched about settop box speed or channel changing experience this are huge difference tata play wins here
Bro, There are 2 different devices 1st Wi-Fi Router - Which is generate WiFi signals and use for Connect Mobile, Smart TV and laptop. 2nd Set Top Box - Which is use for play content on TV like Live TV Channel, OTT etc.
Without setup box deke plan 399 wala kr dena chahiye plan.. Or single house connection bhi dena chahiye ya fir airtel airfiber me jesa equipment single house ke liye launch kr dena chahiye😮
Sir maine confirm kia ke jioair pe 1024 gb data milega unlimike naam pe jo ki mko kam lag rha 5g speed ke anusaar. Upar se TV bhi chalega woh bhi internet consume karega. Aap ispe kuch batao sir.
Yes. Mere account me bhi 1000 GB limit show kar raha hai. Apko apni need ke mutabik chalna hai. Agar apko lagta hai ki data jyada consume hoga to sahi nahi hoga apke liye. But mere Ghar par 1 TV Kam se kam 12 hour on rahta hai. Iske alawa 2 mobile and 1 laptop use hota hai. Mujhe data limit ka koi issue nahi hua
Bhai DTH box me 300 rupey ke recharge se 1 mahina chal jata hai, jio box me 700 rupey mahine ke chaiye, har ghar me wifi ki jarurat nahi hai, phone ka net hi bahut hota hai
Fayde bahut hai par 2/4 khamiya bhi hai, yadi badal laga ho toh 5g ki signal bhi jayegi (air fiber mein), aapke case mein kam chance hai, ghar ke paas hi tower hai, ott mein bole gaye galiyan humari great Indian family bardast nhi karegi, share market ka chart(9:15 - 3.30pm) kya yeh run kara sakega check it once. Overall online is always better.
Apka feedback bahut hi achha laga mujhe. Thanks. Ye jo outdoor antenna laga hua hai iski distance capacity is se bhi 20 Guna jyada hai. Ye didicated hai 5G ke liye isliye koi signal problem nahi ayegi, balki thande Mausam me ye or jyada speed deta hai. 2nd OTT - ye to hum par depand karta hai ki hum kya dekhna chahte hain. Verna Live TV par bhi aajkal koi sankari karyakram nahi aate hain. 20 saal pahle wala zamana gaya. 3rd Live Share market - Ye to aap Jo bhi Live Share Market Update Wale channel lagaoge to wo isme bhi show hoga. Thanks for your feedback 🙏
@anjanj7128 single house मतलब एक अकेला घर जैसा गांव या छोटे कस्बों में होते हैं। Multi Floor Building मतलब एक ही जमीन पर 2 या 2 से ज्यादा मंजिला इमारत जिसमे कई परिवार रहते हैं ऐसा ज्यादातर शहरों में होता है।
Jio Air Fiber Booking Link - www.jio.com/selfcare/interest/airfiber/?type=agent¶m1=0705991499&JAL&RPOS&
means if my internet stopped by any reason then DTH will also not work......
Wifi ki to cable lagegi na
This type of youtube channel are not very useful. They just read maual and talk abouy features but no real experience this guys never touched about settop box speed or channel changing experience this are huge difference tata play wins here
Dear,
I have already made a video on complete Live Set Top Box Experience.
Please check my Play List on Jio Air Fiber
Dth is best 👌 ❤
I am confused.. i have jio fiber wifi box can i use it for tv or tv set of box is different and i have to pay more for that ?
Bro,
There are 2 different devices
1st Wi-Fi Router - Which is generate WiFi signals and use for Connect Mobile, Smart TV and laptop.
2nd Set Top Box - Which is use for play content on TV like Live TV Channel, OTT etc.
@@cksmartsolution apne smart tv pe jiotv download krke love tv dekh salte hai bina jio setup box liye
Actually live TV channel ke liye jio pe CABLE zaruri hai (Jio Live) 1:10
Hmm
When jio airfiber is available for normal or single connection homes??
Aisa kuchh clear nahi hai ki single home ko nahi milega. Let's see Jio kya update deta hai is par
Informative video sir.
Thanks
Without setup box deke plan 399 wala kr dena chahiye plan.. Or single house connection bhi dena chahiye ya fir airtel airfiber me jesa equipment single house ke liye launch kr dena chahiye😮
Hona to bahut kuchh chahiye lekin company ki future planning kya hai ye to hum nahi jante na bhai
Radiation kisme jada hai bataona bhaiya.please bataona
Jitni jyada high frequency hoti hai, radiation bhi utna hi jyada hota hai.
Sir maine confirm kia ke jioair pe 1024 gb data milega unlimike naam pe jo ki mko kam lag rha 5g speed ke anusaar. Upar se TV bhi chalega woh bhi internet consume karega. Aap ispe kuch batao sir.
Yes. Mere account me bhi 1000 GB limit show kar raha hai.
Apko apni need ke mutabik chalna hai.
Agar apko lagta hai ki data jyada consume hoga to sahi nahi hoga apke liye.
But mere Ghar par 1 TV Kam se kam 12 hour on rahta hai.
Iske alawa 2 mobile and 1 laptop use hota hai. Mujhe data limit ka koi issue nahi hua
1000gb per day ya per month?
@@cksmartsolution 1000gb per day ya per month?
@Vijay-ve2ol Per Month
Bhai DTH box me 300 rupey ke recharge se 1 mahina chal jata hai, jio box me 700 rupey mahine ke chaiye, har ghar me wifi ki jarurat nahi hai, phone ka net hi bahut hota hai
Fayde bahut hai par 2/4 khamiya bhi hai, yadi badal laga ho toh 5g ki signal bhi jayegi (air fiber mein), aapke case mein kam chance hai, ghar ke paas hi tower hai, ott mein bole gaye galiyan humari great Indian family bardast nhi karegi, share market ka chart(9:15 - 3.30pm) kya yeh run kara sakega check it once. Overall online is always better.
Apka feedback bahut hi achha laga mujhe. Thanks.
Ye jo outdoor antenna laga hua hai iski distance capacity is se bhi 20 Guna jyada hai.
Ye didicated hai 5G ke liye isliye koi signal problem nahi ayegi, balki thande Mausam me ye or jyada speed deta hai.
2nd OTT - ye to hum par depand karta hai ki hum kya dekhna chahte hain. Verna Live TV par bhi aajkal koi sankari karyakram nahi aate hain. 20 saal pahle wala zamana gaya.
3rd Live Share market - Ye to aap Jo bhi Live Share Market Update Wale channel lagaoge to wo isme bhi show hoga.
Thanks for your feedback 🙏
Super sir❤ from Karnataka
Thank you so much Jyotinaik Bhai 🙏🙏
I hope diwali pe all india launch ho jaye...
all india launch ka bhi fayda nhi single house install hi nhi kr rhe
Yes. Mujhe bhi yahi ummid hai
@@bigbrain-li3pfyeah par esa kyun he brother😢
Abhi start me ye limited hi rakhte Hain baad me to sab possible ho jayega
@anjanj7128 single house मतलब एक अकेला घर जैसा गांव या छोटे कस्बों में होते हैं। Multi Floor Building मतलब एक ही जमीन पर 2 या 2 से ज्यादा मंजिला इमारत जिसमे कई परिवार रहते हैं ऐसा ज्यादातर शहरों में होता है।
Another good information video
Thanks Amar Bhai. 🙏
1000gb/month ki limit h airfiber ki
Yes
TV me camera nahi hota he
Yes. Camera additional buy karna padta hai. Ya fir aap phone ka camera bhi use Kar sakte hain
latency naam ke bhi kuch hote hai sir, apne paisa kha ke woh topic uda diya 😂
Ye topic speed par nahi tha. Benefits par tha.
Mera another video dekho jisme mene Speed and range ke bare me bataya hai.
@@cksmartsolution toh kya timing zaruri topic nahi hai?
sabse kimti to waqt hi hota hai
Airtel Xtreme fiber better than jio❤❤❤
Very Good
Price toh bola hi nai
Bhai,
Abhi 30 Mbps Wale plan ke 5240 lagenge.
Agar kal ki date Tak connection karwa lete ho to 50 din ki extra validity offer chal Raha hai.
Paisa bhi me bhi utna hi farak hai.. sir ji..
Overall dekhen to benefit jyada hai. Because isme sab kuchh mil jata hai like calling, internet, Set Top Box and OTT Subscription