Sir sabhi fridge me iss type ka evaporator nahi aata kuch me ek hee pipe me evaporator ka suction or capillary judi hoti hai agar usme capillary chok ho jaaye to kya kare question from Gujarat
Double door fridge ka wiring vala video banao me bhi ac freez ka cors kiya hai thora wiring ka bhi sikhenge aapki video se please aap wiring vala video banao sir
Sir assalamu alaikum ac pcb relay 3 minutes ke baad supply chodta hai ya Fir pcb hi 3 minutes baad supply deti hai relay ko sir is par video bnaiye please sir
Sir 1 fridge me same problem tha to Maine freezer with capilary, filter change kiya 2 month chala fir bhi same problem aa gaya kiya kare??godrage 1door ka h
in Refrigerator me low pressure compressor hote hai or gas 134 and 600 or jab new compressor lekar aate hai to uske Box me 1 paper nikalta hai jisme likha hua hota hai running compressor me gas liquid me nahi dalni hai
Karim sir jysa koi nahi hai sikhane walA
Kareem Sir is very Gentle and have all the qualities of a good teacher.
Respect from Bihar..🙏
Hello
Bhai aap se kuch baat karna hai
@@besuccess20255
Kahiye..
Bahot sahi samjhaye h bhaijaan😊
Sir nitroge ka use karna or btao enko ...or compressor ko khulay may nhi chlana hota yah btao ...mosituer aa jay ga oil may
Sir;Inverter refrigerator ka video dejiya
Very good 👍 sir ji ❤❤🎉
Sir fridge me ulta paresan kse Dale ispe video bnao plzz
Sukriya sar batane ke liye
Thanks you sar ji
Sir sabhi fridge me iss type ka evaporator nahi aata kuch me ek hee pipe me evaporator ka suction or capillary judi hoti hai agar usme capillary chok ho jaaye to kya kare question from Gujarat
Evaporator ko change kar dete hain
Aur alag se bhi capillary lag jati hai uske video already bani hai
32 number capillary bhi laga sakte hai kiya
Double door fridge ka wiring vala video banao me bhi ac freez ka cors kiya hai thora wiring ka bhi sikhenge aapki video se please aap wiring vala video banao sir
Video bani hai
Very useful video
Sir ye btaye mene gas charge Kiya tha flashing bhi kiya lekin condenser me Pani ajata hai please reply
A good idea is to fill the compressor with water before regassing. Then there is no need to vacuum
Sar oil konsa dale
Super
Bhi mistri ghr bnane wale hote h Mechanic bole ya engineer
Kaun si jagah hai mujhe bhi sikhana hai
Sir, what is the suction psi of R290 in deep freezer. 320 litre.
Please 🙏
18 se 20 psi suction pressure
Double door freez cooling coil changing vala video banao
Sir freezer ke ek kone me ice jm rha hai baki me nhi abhi gas charge kri hai kya problem ho sakta hai 🙏
Pipe me oil aa gaya hoga
sir capillary agar 4 ya 5 feet ki lagayae to kaam kregi
No
Sir assalamu alaikum ac pcb relay 3 minutes ke baad supply chodta hai ya
Fir pcb hi 3 minutes baad supply deti hai relay ko sir is par video bnaiye please sir
Pcb hi 3 min ke baad supply deti hai
Relay nahi
AC ka job dila sakte hain
Sir 1 fridge me same problem tha to Maine freezer with capilary, filter change kiya 2 month chala fir bhi same problem aa gaya kiya kare??godrage 1door ka h
Compressor ka oil change kar do
@@kareemtechnicalmind8172OK sir ji
Condenser chenj karna hoga to ye problem dubara nahi ayega sir ❤
Ok ye sab normal h muje ik fridge mai problem ayi h wo clear kro to Mai manu
sir compressor oil market mei milta h
Yes
🙏
Sir inverter refrigrator ka video daliye
Bro aap se kuch puchana hai bro hello
Bro aap se kuch puchana hai bro hello
❤️❤️
Deep freezer ka compressor oil change kiya fir bhi niche tak barf nhi kr raha hai plzzz reply sir
Pipe me oil aa gaya
Nitrogen nhi hai ky kare?
Char log milkar ek fridge ka maha Bharat kar rahe ho
Sexsun pipe ka air to nikala nahi Or gas charge kar diya air to chala gaya phir kiya hoga chock hi hoga
Sir meetar bhi samja do sir 10 kaha par hota hai 8 psi kaha hota hai is
Hello bro aap se kuch baat karna hai
Bhai "ail" nhi hota hai, OIL 🛢️ hota hai😅😅😅
Garam Pani rkhdo freezer me
Bhai apna no do fridge repair karna tha
Sir niche km kyo garm rahta hai iska koi reson please tell me
Sir oil se choking nahi Hoti to isku sula ke q mat lao bolte
Hello Bhai thoda aap se baat karna haj
@@besuccess20255 🙄🙄bolo
Aap kya karte ho
@@sohelkhanpathan9397 hello bro
@@besuccess20255 washing machine fridge ka kaam sikh ta
Sir rong way filling gas
Copresir oil फेक रहा होगा
Jhot bolte ho kyo kr fridge ko repair karne ke liye shop pur lane ke jarurat nahi hai
Anti chock
😂😂😂
Aap ko kaam nahi aata tum dusro ko kiya sikha rahe ho chalte compressor me kabhi bhi liquid me gas nahi dalte
Ye kaun tumhe bata diye
Agar aisa hai to R410 ko kaise daloge isko to vepor me dal hi nahi sakte
in Refrigerator me low pressure compressor hote hai or gas 134 and 600 or jab new compressor lekar aate hai to uske Box me 1 paper nikalta hai jisme likha hua hota hai running compressor me gas liquid me nahi dalni hai
Sir video kata mat karo
Tanuj ko mat di Jiye ga o pagla admi he
❤️❤️
❤️❤️
❤️❤️