TV ka vate Le sakta hai jo panel bich mein aapane lagaya is ply ke upar 18 mm ki TV ka vate lega kyunki bich mein Koi support nahin Hai TV ke Jo yah clip hote hain ismein lagakar yah iska vate jail lenge yah bata do bus 🤔🤔
Bhai aapane sara kam achcha Kiya Hai usmein Koi shak nahin Hai per ek chij mujhe bata do jis per aapane TV ko lagaya hai vah uski majbuti kaise Bani Hai vah mujhe batao bus
@@shashikapoor2934 yah baat pahle hi manage ki jaati hai wall par LED panel banna hai lekin switch aur lighting ke kam pahle Ho jaaye to uske bad is tarah ki problem samne aati hai pahle hi kis baat per Dhyan Diya jaaye to yah problem fix ho sakti hai
Donon product lagbhag same hi material Mein aate Hain fark sirf design ka hota hai aap LED panel ke piche jo aapko better Lage usko Laga sakte hain donon panel best hai
@@KiranHayat-d2t yah comment meri samajh nhi aya is jankari ko aap dobara likhkar bol sakte hain taki main aapki baat ko samajh paaun Jo jankari aapko chahie mere dwara mil paye !!!
Kyunki Jo TV aapane lagaya hai Jahan per TV aapane lagaya hai uske piche to aapane Koi support hi nahin di hai na bich mein sirf chorus box Banakar aur uske upar 18 inch ki ply chipka Diya aapane jisko TV ka panel Laga matlab TV ka clip lagakar aur use per TV Laga diya hai aur cal ko yah TV gir Gaya FIR kya karoge😮
@@IndianArmyfan86 18 mm ply Mein jab screw tight hote Hain TV ka koi vate nahin hota hai Na kabhi life mein loose Ho payega kyunki 18 mm ki ply Mein jab TV ki clip per screw dedh inch ka tight hota hai to uski pakad bahut majbut hoti hai lifetime Tak vah loose nahin ho sakta
Bhai ek cheez batao.. maine same tv unit banane k liye ek jan k sath bath kara hu.. Usne 62 hazar bole. 10 feet by 8 feet ka. Usne Zyada bola hai yah kam ?
Ye price to khair Jayda hi hai lekin ye baat depend krti hai carpenter ke uper carpenter ap ke city ke hai ya bhar se aayge uske according hi price beside hota hai ap apni city ke ache carpenter se baat kre Syd price kam ho skta hai 20k Tak
bht sandar video jbrdst😮😮
बहुत बढ़िया एलईडी पैनल
1 namber 😊😊😊
Kya bat hai bhai
simple tarike se modern sofa banane ka video bhi banaye.....thanks once again
Fantastic
Good idea
bade simple tarike se banaya amajh bhi aa gaya....thanks for this informative video...mai subscribe kar raha hu.....
बहूत बडीया 👍
TV ka vate Le sakta hai jo panel bich mein aapane lagaya is ply ke upar 18 mm ki TV ka vate lega kyunki bich mein Koi support nahin Hai TV ke Jo yah clip hote hain ismein lagakar yah iska vate jail lenge yah bata do bus 🤔🤔
Bahi bahut achi trha samjhta ho ab to ma bhi ghar par bana sakta hu
Superb bro
Very Good.
Right
Bhai aapane sara kam achcha Kiya Hai usmein Koi shak nahin Hai per ek chij mujhe bata do jis per aapane TV ko lagaya hai vah uski majbuti kaise Bani Hai vah mujhe batao bus
@@IndianArmyfan86 100% majbut hai 18 mm ply per Direct TV Laga sakte ho
@MZSwoodwork thik hai bhai ji 👍
Bhai mast dis hai maine bhi aisa hi banaya hai
नाइस भाई बहुत अच्छे से समझाने के लिए 🎉😍
Achha laga
इलेक्ट्रीकल स्विचेस ओर प्लेट का colour dark brown होता तो मजा आ जाता
👍👍👍❤️❤️❤️
Good job sir 👍👍
Sir mujhe aap ka viedio bahut pasnd ata hai mai new carpenter hu. Sir hamra mistri humko kaam nahi shikta na hi karne dena.
Nice bro... Cost bhi bataya kijiye
Bhai aap asi video bantae raha karo ❤😊
Sir hamra mistri dorwer ke ander bhi sunmaika lagwata hai
Very nice ❤
Nice bhai
Khrcha kitna aaya heee....
बहुत बढिया ❤❤❤
Tv ka panel kitne mm ka use hua hai playboard
18mm
Bhai me naya carpetar hu vidiyo sahi he
Thanks Bhai Mane insta me bhe comments ki the es vedio ki liye
nice..
Very good.bai
Super ❤❤
laminate or sunbyka kis company ka hai?Kridha?
Super bro
Bhai tum best ho
Very nice
Very very nice design bhae thanks for you ❤❤❤❤
Elctrical switch bhi panel ke ander hona chayie tha
@@shashikapoor2934 yah baat pahle hi manage ki jaati hai wall par LED panel banna hai lekin switch aur lighting ke kam pahle Ho jaaye to uske bad is tarah ki problem samne aati hai pahle hi kis baat per Dhyan Diya jaaye to yah problem fix ho sakti hai
Thanks bhai
Nice video but too many joints using. You have saved wood to save money from this customer project 😂
Gjb yr
Bhai kya cost m bna ye bhi bata dete iska..
Superv
Delhi may hota h ?
What was labour cost for the wooden work ? and kinta sq foot that area
Bhaiya cost kitna aya total
Bhaiya aapki video to acchi lagti hai aap kisi ke under kam karte Ho ki vah aapke andar kam karte Hain
Bhai kaam to hum apna hi krte hai
@@MZSwoodworkKitne me ban jata ye sab lagbhag bata sakte ho kya
Demak ki porblrm hui to ye 2 sal mi hi khatm ki wall ke side me koi mica nhi lagyr he
❤😊
Switch board ka location galat hai. Or swich board ka colour b galat h
Bhai kitne din me taiyar ho gaya
Mast
Bhai pvc panal lagan accha hota h ya WPC fluted panal plz bataye??
Donon product lagbhag same hi material Mein aate Hain fark sirf design ka hota hai aap LED panel ke piche jo aapko better Lage usko Laga sakte hain donon panel best hai
WPC much harder than pvc
Kitne kharche me ye ready hoga ye with material
Bro yeh penal pr kesy lagy gy is ko diwar tak bary kil lagny hain yahn bas penal me
@@KiranHayat-d2t yah comment meri samajh nhi aya is jankari ko aap dobara likhkar bol sakte hain taki main aapki baat ko samajh paaun Jo jankari aapko chahie mere dwara mil paye !!!
Bhai profile light kese feet ki ni btaya yr
Kya iski height jayada rakh sakte hai?
@@dimplerampal9884 wall ka size jyada hai to uske hisab se bada ban sakta hai koi problem nhi
Bhai 1ich bahar kyu hai uper ka top lagaye ho
@@besuccess2023 taki daraz band hone pr face ho jaay uper ki takkar ka or daraz ka !!!
Same line y Ji 😊 borking
Aap kha kaam karte ho mujhe bhi Aapke Pass kaam karna hai
Bahiya Price kitna lagega ?? Plz DM !!
Pone 14 bala Box kaise jaam kiya?
वन आंसर कितनी प्राइस में तैयार हुआ
Tv ke sare taar nange kyun dikh raha hein....Kya fayda hua pannel banane ka?
Bhaiya ye tv panel banane m kharcha kitna hoga
31000+
total cost plz?
Isme total cost kitna a sakta hai?
Kyunki Jo TV aapane lagaya hai Jahan per TV aapane lagaya hai uske piche to aapane Koi support hi nahin di hai na bich mein sirf chorus box Banakar aur uske upar 18 inch ki ply chipka Diya aapane jisko TV ka panel Laga matlab TV ka clip lagakar aur use per TV Laga diya hai aur cal ko yah TV gir Gaya FIR kya karoge😮
@@IndianArmyfan86 18 mm ply Mein jab screw tight hote Hain TV ka koi vate nahin hota hai Na kabhi life mein loose Ho payega kyunki 18 mm ki ply Mein jab TV ki clip per screw dedh inch ka tight hota hai to uski pakad bahut majbut hoti hai lifetime Tak vah loose nahin ho sakta
@@MZSwoodwork ok
कितना खर्च आता है भाई
Kitna kharch aata h bhai
Milo mujay❤ok❤
Wadroom daraj banane ka full forses bata digiye bhai
Mujay milneka e tumse ❤
Bhai 3 inchi ki frame kitne by kitne ki he
Size ke uper depend krta hai led panel kitne size ka bnana hai
Leg nahi laga sir
Labour kya h
Brro aap ne box hight bolna bhol gaya
@@luhitd7642 12 inch box height niche farsh se
@@MZSwoodwork bro box ki dimension bhi bol dijiye thora
Length × height × breath??
Aapka address kya hai
Bhi aap ka pass kam mllaja kya bhi
😂😂😂😂😂
Video link
th-cam.com/video/pMf_4mi-v9E/w-d-xo.html
Taar dikhaai de rha....
Bhai ek cheez batao.. maine same tv unit banane k liye ek jan k sath bath kara hu..
Usne 62 hazar bole.
10 feet by 8 feet ka.
Usne Zyada bola hai yah kam ?
Ye price to khair Jayda hi hai lekin ye baat depend krti hai carpenter ke uper carpenter ap ke city ke hai ya bhar se aayge uske according hi price beside hota hai ap apni city ke ache carpenter se baat kre Syd price kam ho skta hai 20k Tak
@@MZSwoodwork same city ka hi hai wo.
Thik hai meh bat karunga
@@MZSwoodwork Thanks bhai
Contact no Kiya h
If you are interested in metal furniture, please contact us
Aap kis area main kaam karte hain aur WhatsApp no contact mobile no kya hai
*LOCAL KO DHOONDO YAAR KOI 500KM SE EK TV PANEL BANANE NAHI AAYEGA*
😂@@s.k5100
Tujhe kya pta 500km dur h @@s.k5100
Bilaspur Chhattisgarh
Q nh aa skta kisi ko apna pura ghar ka makeover krna ho to
Zeeshan Bhai number send karo
Very nice ❤