Zishan bhai ham hai new carpenter hme tum ye bato kitchen chahe sidhi ho ya L sape mein ho ya U sape mein ho jab ham uske waise cabenet bnane suru krne to kaise kaise bnaye yani kis kis cheej ko kis kis khane mein de aur kis kis cheej ke liye kitne kitne ka khana chhode aur vese hi ball unite ke bakse kaise bnaye kis kis cheej ko dhhiyan mein rakhte huye bnaye Kyoki aapki video bnane ka trika bahutt achchha hai aap barik se barik cheej ko achchhe se batate ho jbhi to aap ki video khoob dekhi jati hai
Mdf sabse bekaaar board use kia hai isme 1 jagah dobara screw nahi lagta agr lga bhe dia toh loose rehta hai apne jo niche boxes ke lie board use kia hai uski jagah aap marble bhe use kr skte the
Zishan bhai ham hai new carpenter hme tum ye bato kitchen chahe sidhi ho ya L sape mein ho ya U sape mein ho jab ham uske waise cabenet bnane suru krne to kaise kaise bnaye yani kis kis cheej ko kis kis khane mein de aur kis kis cheej ke liye kitne kitne ka khana chhode aur vese hi ball unite ke bakse kaise bnaye kis kis cheej ko dhhiyan mein rakhte huye bnaye
Kyoki aapki video bnane ka trika bahutt achchha hai aap barik se barik cheej ko achchhe se batate ho jbhi to aap ki video khoob dekhi jati hai
Super sar ji😊😊❤❤
❤ superb work
Mdf sabse bekaaar board use kia hai isme 1 jagah dobara screw nahi lagta agr lga bhe dia toh loose rehta hai apne jo niche boxes ke lie board use kia hai uski jagah aap marble bhe use kr skte the
Bhai inta size ka kitchen banane me kitna kharcha hota hai..!!
80 se 90 hazar aur isse zada bhi lag sakta hai❤
It depends on you what kind of stuff you use
1लाख और भी बड़ सकता है
Superb
🙏Nice ♥️♥️ thanks 🙏
Very nice
Thik h but kuch mistake hai
Border alag se banna chahiye upar cabinet ka
Subsbhai video bhaut achha h magar har baat baat me HDHMR kiyoun bol eahai ho
Ye ek type ki board h jo termite free hota h
Kya main ET ke diwal mein bhi Sura karke Laga sakta hun gypsum screw se ya l Patti per
Ye aap ke ustaad hai
Farnichr ki door h kya
Ab ki sab video dekhta ho bhoot informative hoti hai .kitchen kit kitne rupiye Square fot lete ho sirf labour charges
gate size?
Bhai apne bilkul shi nhi kya kaam pura box banake dalna tha usko kehte kaam
Bhai mai carpenter hoon aap kaha se ho
America
Pura detail mein video banakar bataiye bhaiya
भाई एक हजार रुपये स्क्वायर फूट के बाद सामान भी देना होगा या आप लाओगे सामान
@@TetrisPlayers total making cost hai with material
Full cabinet with material kya charge h
Very Good Work Aapka Mobile no Chahiye Kahape Rahte hi
@@ShiwankarBagde-lj4wjavailable service Uttar Pradesh ( bijnor)
Yeh galat tarika hai Bina watem dekhe or bina gundu leke ke check kiye fit kar diya
50000 hajar
Mobile Number kya hai
Very nice, आपका मोबाईल नंबर दीजिए.
Very nice