Hello sir sir mere ak hi area me 2 room hai dono room ka servey pavti light connection 2000 ke pahele ka hai aur dono room mere maa jii ke naam per hai sir sra me mughe 2 room milega ki nhi sir
Bhaiya mai Santacruz East Kalina me Rehta hu humare yaha 2022 me biometric survey hua tha par sunne me ata hai ki current developer default ho chuka hai Rizvi Developer, kyun ki humko rehne mein pateshani ho rahi hai to soch rahe hai ground plus 1 kar de lekin log kehtey hai kabhi bhi toot sakta hai or kuchh boltey banao ab kuchh nhi banne wala hai yahan ....kya kare ghar banne me kharcha karen ya na karen
Sar mein Ghatkopar bhatwadi se bol raha hun hamare area mein sarve hua hamare darvaje ke upar number dalkar bhi cut kar diya aur hamare pass do room hai donon ka light metre ration card alag alag hai
Hii sir hum hamare ghar me 2004 se reh rahe hain aur hamare pas tabhi se sare documents hain like mere parents ka voter id then light bills but survey slip nahi hain so kya hum patr ho skte hain
Namaste sir mere pitaji ke room ka survey 2005 me hua 2006 me mere pitaji ne room ke do room banakar ek room mere nam par kar diya mere pas 2006 ka ration card 2007 ka light bill 2008 ka voter id hai mere pitaji ka annex 2 me nam hai room patra bhi hai par mera nam annex2 me nahi hai aur builder 2023 me itne salo ke bad project suru kar raha hai please help me me kya karu
Sir 2015 me Biometric survey hua tha hamara usme kuch ghr chhoot gye h or ab demolition ka process start ho gya h to kya koi rasta h fir se survey karane ka
Sir. Mera naam sanawar ansari h Golibar rod site me mere papa ka Ghar h jo ki wo ab unki deth ho chuki h 2009 me to Ghar ab meri mummy ke naam hai Our ham do bhai h lekin ham dusri jagah jhopde me rehte h yaha jo ki 198o se reay rod darukhana me ab yaha bhi sarve hone wala h jo ki pehle ye jagah Mumbai potaras ki jagah thi ab adani ne kharid liya h ab woh sab ko ghar dega ya nahi pata nahi. Ager dega to meri mummy ke naam yaha sab document h to our sra me bhi mummy ka h to aap hame meri mummy ka do do jagah naam rahega to kuchh problem to nahi hoga nahi to hame kya karna chahiye plc... Help me
सर जी कल हमारे यहां biomatruc survey हुआ पर नायाब तहसीलदार ने कई घर मे जानबूझ कर दरवाजे पर नंबर नही गिराया इसके लिए क्या करे।पूरी सोसाइटी के तरफ से sra आफिस में उस अधिकारी के विरुद्ध कंप्लेन करे या नही।resurvey के लिए क्या करे।सर structure अगर 50 squre feet से कम है तो क्या उसमे नंबर नही गिरेंगे या बायो matric सर्वे नही होगा क्या सर।कृपा कर इसका मार्गदर्शन करें।।।
अगर किसने घर खरीदा हे ऑर उसी घर के मलिक को घर भाडे से दिया हो ऑर जुने मालीक का बैयोमट्रिक हुआ हे तो क्या करना चाहिए. घर खरिदने के बाद बैयोमट्रिक हुआ हे
very valuable information
Glad you think so!
Share the video in your groups
❤ sirtaj khan
Very nice information
Share the video in your groups
Hello sir sir mere ak hi area me 2 room hai dono room ka servey pavti light connection 2000 ke pahele ka hai aur dono room mere maa jii ke naam per hai sir sra me mughe 2 room milega ki nhi sir
Nahi
Share the video in your groups
Sir golibar mein Santacruz main military camp ki jagah hai chowl me room Lena chahiye ya nahi
Agar SRA nahi hai to le sakte hai lekin wah jaldi develop nahi hoga
Share the video in your groups
Bhaiya mai Santacruz East Kalina me Rehta hu humare yaha 2022 me biometric survey hua tha par sunne me ata hai ki current developer default ho chuka hai Rizvi Developer, kyun ki humko rehne mein pateshani ho rahi hai to soch rahe hai ground plus 1 kar de lekin log kehtey hai kabhi bhi toot sakta hai or kuchh boltey banao ab kuchh nhi banne wala hai yahan ....kya kare ghar banne me kharcha karen ya na karen
Check kare abhi koi presently developer hai ya nahi agar nahi to bana sakte hai lekin agar hai to kya status hai us hisab se banaye
Share the videos in your groups
You are doing great job .. God bless you
Sar mein Ghatkopar bhatwadi se bol raha hun hamare area mein sarve hua hamare darvaje ke upar number dalkar bhi cut kar diya aur hamare pass do room hai donon ka light metre ration card alag alag hai
Apply for resurvey
Share the video in your groups please
Hi..Sir,
Main Andheri se bol raha hu Hamara sra survey hua hai . Main use online kaise check kar sakta hu
Hii sir hum hamare ghar me 2004 se reh rahe hain aur hamare pas tabhi se sare documents hain like mere parents ka voter id then light bills but survey slip nahi hain so kya hum patr ho skte hain
apke paas kya hai visit to office
Share the video in your groups and social media
Namaste sir mere pitaji ke room ka survey 2005 me hua 2006 me mere pitaji ne room ke do room banakar ek room mere nam par kar diya mere pas 2006 ka ration card 2007 ka light bill 2008 ka voter id hai mere pitaji ka annex 2 me nam hai room patra bhi hai par mera nam annex2 me nahi hai aur builder 2023 me itne salo ke bad project suru kar raha hai please help me me kya karu
Visit
Share the video in your groups
Sir jee. A bio-metric sarvey,kab se lagu hai.
2014
Share the video in your groups
Mukesh Singh ji BMC ki jagah par sra ban sakta hai kya?aur patrata k liay kya chahiey?
Yes, same documents as per SRA
Share the video in your groups
Sir mere paas 2017 k document hai to mera room patr hoga kay solution batai
Nahi
Share the video in your groups
50 sqft se kam room hai to biometric survey hota hai kya , document available hai . pls salah dijiye sir.
yes
share the videos in your group
Sir mai 1 room 2021 me kharida hai aur ab bechna sale kerna chahtahu bech sakta hu sir
clarify your issue by visiting to office
Share the video in your groups
Survey pavti 2000 ki hamare paas nahi hai par photo pass hai kya kar sakte hai
Light bill
Share the video in your groups
Biometric survey ka annxure konse office me milega
competent authority of your area
Share the video in your groups
Sir 2015 me Biometric survey hua tha hamara usme kuch ghr chhoot gye h or ab demolition ka process start ho gya h to kya koi rasta h fir se survey karane ka
Yes
Share the video in your groups
Sir. Mera naam sanawar ansari h
Golibar rod site me mere papa ka Ghar h jo ki wo ab unki deth ho chuki h 2009 me to Ghar ab meri mummy ke naam hai
Our ham do bhai h lekin ham dusri jagah jhopde me rehte h yaha jo ki 198o se reay rod darukhana me ab yaha bhi sarve hone wala h jo ki pehle ye jagah Mumbai potaras ki jagah thi ab adani ne kharid liya h ab woh sab ko ghar dega ya nahi pata nahi. Ager dega to meri mummy ke naam yaha sab document h to our sra me bhi mummy ka h to aap hame meri mummy ka do do jagah naam rahega to kuchh problem to nahi hoga nahi to hame kya karna chahiye plc... Help me
visit office
share the video in your groups
Sir aap ka office kaha h
JodPatr kab dena hota hai. Our saat main documents bhi dena hota hai ghar ka kya Society ko?
after survey and biometric
Share the video in your groups and social media
Thanks sir 🙏🏻
Sir Mai ne 2016 me ghar kharida hai mere pass First party ko 2000 ka sarvey pavti 1995 Voter record hai. Kiya mera ghar patr ho jayega
yes
Share the video in your groups
Area slum declare hua hai ki nahi kaise pata kare sir?
Gazette
Share the video in your groups
Sir kya hum individual apna survey krwa skte h??
yes
Thx and keep supporting by sharing our videos to your group, family and friends
सर जी कल हमारे यहां biomatruc survey हुआ पर नायाब तहसीलदार ने कई घर मे जानबूझ कर दरवाजे पर नंबर नही गिराया इसके लिए क्या करे।पूरी सोसाइटी के तरफ से sra आफिस में उस अधिकारी के विरुद्ध कंप्लेन करे या नही।resurvey के लिए क्या करे।सर structure अगर 50 squre feet से कम है तो क्या उसमे नंबर नही गिरेंगे या बायो matric सर्वे नही होगा क्या सर।कृपा कर इसका मार्गदर्शन करें।।।
Hoga agar paper hoga to aap resurvey ke liye application kar sakte hai aur humse bhi sunday ko mil sakte hai
Share the video in your groups
Sir surveyor 2000 k above k documents nahi le rhe hai
Lega baat karo society and developer se
Share the video in your groups please
Kya survey certificate duplicate issue karwa sakte hai
7 years ka lock period lagu hua ya nahi
GR not received
Share the video in your groups
Kya khidaki Tod ke darwaja laghane se do Ghar milte hai SRA me
Visit to office please to clear your doubt
आपको को फोन करते है फोन नाही उठाते घर के बारे मे कुछ पुछना हे
Visit to office please whatsapp for address on 7977323373 and visit on sunday
sar gumasta to band hu gya hai....
Yes
Share the video in your groups
अगर किसने घर खरीदा हे ऑर उसी घर के मलिक को घर भाडे से दिया हो ऑर जुने मालीक का बैयोमट्रिक हुआ हे तो क्या करना चाहिए. घर खरिदने के बाद बैयोमट्रिक हुआ हे
Clarify your issue and visit to our office on sunday whatsapp for address on 7977323373
Share the video in your groups
In log ki bat sunnne ka nahi
Thanks sir for your appreciation Mr Anuj Vishwakarma Ji
Share the videos in your group
प्लीज फोन उठाये
k
Share the videos in your groups
You can visit to office on sunday 11 to 5 pm