Aapki bat samajhne ke liye logon ko scientific attitude lana hoga log science ka use kerte hain ,bachchon ko science padhhate hai lekin uska mahatwa nahin hone denge.logon ko moorkh banaye rahna chahte hain.sinha ji ko koti koti pranam
Thanks for the valuable teaching. I couldn't find any other source for so clearly explained these in scientific philosophical manner. And Dr. Sinha ji you are the best teacher who has been so natural while sharing your understanding about all good sources.
देखिए मूर्ति शांति का प्रतीक है।इंसान मूर्ति देखकर अशांत क्यों होता है।ये इंसान स्वयं को नहीं समझा अंदर से इंसान मूर्ख बना है।विज्ञान पड़ना,विज्ञान समझना बहुत अच्छी बात है।लगता अभी थोड़े ज्ञानी है।थोड़े बहुत छोटे बच्चे बने है।
Murti kuye se nikalne ka dwar hai ,mira bai ne murti ke dwara usko dekh liya jo saari maanyatao se pare hai ,jab ham kisi bhi manyata me jakde hai chahe vo deshi ho ya videshi ham kuye me hi hai , gyani jada se jada dusron ka khandan karne me ulajh jata hai ,vastav me ye gyan bhi ek kua hi hai ,saara gyan bhautik sansaar se sambandhit hai ,jabki bhautik jagat ke paar bhi to kuch hai ,lekin gyani me tark pradhan hota hai har cheez me tark ,vo tark bhi gyani ke liye kua ban jaata hai ,dusre ka khandan to kia jaa sakta hai tark se lekin use nahi paya jaa sakta jo tark se pare hai ,ye jo tark hai ye man aur buddhi rupi do mendhko ka nivas sthan maatra hai arthat ye bhi ek kua hai, jo isse nikal jaaye ,vo hi kuch naya jaan sakta hai ,baki sansaar me kahi bhi kuch naya hai nahi , koi admi dhoti pahne hai ,koi burkha ,koi half pent ,koi jeans isse chetna par kya fark pad jaayega ,kuch nahi ,gyaan ya vidhya bahut hai sansaar me sabka uddeshya manusya ke liye sukh aur sansadhno ki khoj karna hi hai taaki manusya sukhi ho jaaye ,ye theek hai, lekin isse dukh door nahi hota manusya ka isliye bhagwan krishn ne geeta me kaha ki " adhyatm vidhya vidhyanam " kyuki dukh se atyantik nivratti keval isi vidhya se sambhav hai ,fir adhyatm vidhya me bhi bhakti vidhya sabse uchi hai tabhi bhagwan krishn ne kaha " bhaktya tu ananya shakya aham ev vidho arjun ,gyatum drastum ch tatven pravestum ch parantap " bhakt bhi do prakar ke vyakt ishwar ke bhakt aur avyakt ishwar ke bhakt yaani sagun bhank aur nirgun bhakt ,adhyaya 12 me bhagwan krish fir kahte hai ,ki jo avyakt ko bhajne wale hai aur jo swayam mere vyakt rup ki upasna karne wale hai dono me sagun upasak hi shreshth hai , fir uska karan bhi bataya ,yesa kyu hai ? Yesa isliye hai kyuki manusya swayam sagun sakaar hai iskiye uske dwara sagun ki uoasna asaani se sambhav hai ,dehdhaari manusya ke dwara avyakt ishwar ki prapti bahut muskil se hoti hai vo kast saadhya hai, " avyakta hi gatirdukhham deh vad bhih avapyate " Isliye sagun bhakti krish dwara spast rup se pramanit hai. Shree Ram charit manas me bhi bhagwan Ram sunder kand me vibhisan se kahte hai. " sagun upasak parhit nirat neeti dridh nem ,te nar praan samaan mam jinke dwij pad prem " Sanatan dhram me bhagwan ke do rupo Ram Aur Krishn ka sthaan nisandesh sarvochh hai aur inke dwara hi Sagun bhakti pratipadit ki gayi . Koi karan avashya hoga ,ab isme tulsidaas aur vedvyaas ki galti nikaalna ,hathdharmita hai. Ab samsyaa ye hai ki ham ye maane ko taiyaar hi nahi hai ki murtipuja bhu vigyaan hai , Maharisi patanjalu ne ishwar ki uplabhi hetu astang yog ki rachna ki ,ve astaang hai " yam niyam asan pranayam prstyahaar dharna dhyan aur samadhi " ye pura vugyan hai ishwar sakshatkaar ka . Isme jo murti hai vo dharna ka hissa hai . Aur chhatve payedaan par hai ,matlab iske baad keval dhyaan hai aur uske baad samaadhi ,samadhi hi ishwar sakhatkaar hai ,samadhi ka arth hai samadhaan ,dukhho se samadhaan . Ye puri prakriya hai jo ek janm me bhi ghat sakti hai ,aur anek janm bhi lag sakte hai. Meera bai dharana par yaani murti par dridh hai unki dharna dridh hai ,yam niyam asan pranayam ye unhone purv janm me hi kare honge ya jab unhone sant ravidaas ko apna guru banaya to unke dwara karaye gaye honge ,guru ne unko ishwar pranidharn yani ushwar ke prati purn samarpan tak pahuchya ,lekin ab samsya ye hai ki samarpan ka arth hai ki ahankaar ka visarjan ,ab is ahankasr ko kis khoonti par taang de ,to khooti hai bhagwan krishn ki moorti , " mere to girdhar gopaal dusro n koi" idka arth hai saare vikalp krish ke nimitt tyag diye gaye , Dharna agar khandit nahi hoti to sthyayi dhyaan me rupantarit ho jaati hai ,aur fir samaadhi ghatir hoti hai. Samadhi bhi do prakaar ki savikalp samadhi aur nirvikalp samadhi . Savikalp samadhi ,jab manav chetna ishwar sakhatkaar ke pashchaat ishwar ki chetna ke saath saath sansaar ki chetna bhi akhti hai. Aur nirvikalp samadhi ,isme koi vikalp hi nahi rahta manav chetna ishwariya chetna me hi purn rup se nimagn rahti hai aur use bhautik sansaar ki koi chetna nahi hoti. Mera koi negativ attitude nahi hai ,jo log murti ko kua samajh rahe hai, unko ye dikhane ka prayas hai ki murti ke idhar bahut kuch hai aur udhar to anant ki yatraa hi hai.🙏
Aaj tak dekha gaya ki gyaan margio ne hamesha hi bhakti marg ka khandan kiya hai ,vo bhi vebajah ,jabki bhakti margi gyaanio ka khandan tab tak nahi karte ,jab tak koi gyani unke upar chot nahi karta ,isi se samajh lena chahiye ,ki bhakt sada hi gyani se ucch avastha me sthit hota ,bahar se ulta bhi lag sakta hai bas isi jagah gyani dhokha kha jata hai ,jaise udhav gopio se kha gaye the ,lekin jaisi gyan ki privritti hoti hai sada kaatne chhatne ki ,udhav ne bhi kosis ki lekin ,jise ve gyan se nahi prapt kar paa rahe the ,vo gopio ke prem ne unhe de diya , "Udho man n bhaye das bees " Gopio ke isi vachan me samast darshan samaya hai ,darshan shashtra me bhi man ek hi hai agar gopiyan agyani hoti to ye kaise pata tha unko , "Ek hato so gayo shyam sang ko avraadhe ish" Ek tha so chala gaya ab bacha hi nahi , Udhav ki baat samajh me aa gayi ki saari samasya man ke karan hai ,pura upadrav yahi se shuru hai. Aur ve bhi gyani se bhakt ban gaye ,aur gopio ke prem me yesi dube ki 6 maas tak hosh hi nahi aaya . Unko samajh aa gaya chetna ki amani avastja hi ishwar hai ,aur uska jeeta jaagta swarup unhone gopio me dekha , Jise ve shastron me padhte the unhone swayam apne ptatyaksh paya ,aur paya ki ye gopiya sakshat vedo ki saakaar ved richayen hai.
Aapki bat samajhne ke liye logon ko scientific attitude lana hoga log science ka use kerte hain ,bachchon ko science padhhate hai lekin uska mahatwa nahin hone denge.logon ko moorkh banaye rahna chahte hain.sinha ji ko koti koti pranam
Guru ji you are great.
Aapki bato se mind open hoojata.
Long live sir
God bless you
It's good to see broad minded people like you sir. Education is so powerful.
Thanks for the valuable teaching. I couldn't find any other source for so clearly explained these in scientific philosophical manner. And Dr. Sinha ji you are the best teacher who has been so natural while sharing your understanding about all good sources.
Murti. Pooja. Essence. Of Knowledge. True. Knowledge. Sanatan. Naman.
Bacon's Four Idols have been explained in a simple yet candid manner. Thank you Sir !
After osho today I accept you as second guru. 🙏🙏🙏🙏🙏
बहुत सुंदर स्ट्रीम।
हार्दिक आभार।
He is so beautiful and child like he is humerus long live sinhaji
Great knowledge guruji.
guru ji ko naman
Baccon is very intellectual
Wahhh nice thanks for uploading 🙏🙏🙏❤❤
गुरुजी प्रणाम 🙏🙏❤ 16/02/2022
किसान आंदोलन... अनायसही सच कह दिया.
'idol' शब्द मूर्ती/ विग्रह के लिये कभी उपयोग नहीं करना चाहिए.
In Top best 100 channels on utube.
आभार 🙏
Saadar Pranam 🙏🙏🙏
देखिए मूर्ति शांति का प्रतीक है।इंसान मूर्ति देखकर अशांत क्यों होता है।ये इंसान स्वयं को नहीं समझा अंदर से इंसान मूर्ख बना है।विज्ञान पड़ना,विज्ञान समझना बहुत अच्छी बात है।लगता अभी थोड़े ज्ञानी है।थोड़े बहुत छोटे बच्चे बने है।
सुंदर🙏🏼
True concept Sir
Murti kuye se nikalne ka dwar hai ,mira bai ne murti ke dwara usko dekh liya jo saari maanyatao se pare hai ,jab ham kisi bhi manyata me jakde hai chahe vo deshi ho ya videshi ham kuye me hi hai , gyani jada se jada dusron ka khandan karne me ulajh jata hai ,vastav me ye gyan bhi ek kua hi hai ,saara gyan bhautik sansaar se sambandhit hai ,jabki bhautik jagat ke paar bhi to kuch hai ,lekin gyani me tark pradhan hota hai har cheez me tark ,vo tark bhi gyani ke liye kua ban jaata hai ,dusre ka khandan to kia jaa sakta hai tark se lekin use nahi paya jaa sakta jo tark se pare hai ,ye jo tark hai ye man aur buddhi rupi do mendhko ka nivas sthan maatra hai arthat ye bhi ek kua hai, jo isse nikal jaaye ,vo hi kuch naya jaan sakta hai ,baki sansaar me kahi bhi kuch naya hai nahi , koi admi dhoti pahne hai ,koi burkha ,koi half pent ,koi jeans isse chetna par kya fark pad jaayega ,kuch nahi ,gyaan ya vidhya bahut hai sansaar me sabka uddeshya manusya ke liye sukh aur sansadhno ki khoj karna hi hai taaki manusya sukhi ho jaaye ,ye theek hai, lekin isse dukh door nahi hota manusya ka isliye bhagwan krishn ne geeta me kaha ki " adhyatm vidhya vidhyanam " kyuki dukh se atyantik nivratti keval isi vidhya se sambhav hai ,fir adhyatm vidhya me bhi bhakti vidhya sabse uchi hai tabhi bhagwan krishn ne kaha " bhaktya tu ananya shakya aham ev vidho arjun ,gyatum drastum ch tatven pravestum ch parantap " bhakt bhi do prakar ke vyakt ishwar ke bhakt aur avyakt ishwar ke bhakt yaani sagun bhank aur nirgun bhakt ,adhyaya 12 me bhagwan krish fir kahte hai ,ki jo avyakt ko bhajne wale hai aur jo swayam mere vyakt rup ki upasna karne wale hai dono me sagun upasak hi shreshth hai , fir uska karan bhi bataya ,yesa kyu hai ? Yesa isliye hai kyuki manusya swayam sagun sakaar hai iskiye uske dwara sagun ki uoasna asaani se sambhav hai ,dehdhaari manusya ke dwara avyakt ishwar ki prapti bahut muskil se hoti hai vo kast saadhya hai, " avyakta hi gatirdukhham deh vad bhih avapyate "
Isliye sagun bhakti krish dwara spast rup se pramanit hai.
Shree Ram charit manas me bhi bhagwan Ram sunder kand me vibhisan se kahte hai. " sagun upasak parhit nirat neeti dridh nem ,te nar praan samaan mam jinke dwij pad prem "
Sanatan dhram me bhagwan ke do rupo Ram Aur Krishn ka sthaan nisandesh sarvochh hai aur inke dwara hi Sagun bhakti pratipadit ki gayi . Koi karan avashya hoga ,ab isme tulsidaas aur vedvyaas ki galti nikaalna ,hathdharmita hai.
Ab samsyaa ye hai ki ham ye maane ko taiyaar hi nahi hai ki murtipuja bhu vigyaan hai ,
Maharisi patanjalu ne ishwar ki uplabhi hetu astang yog ki rachna ki ,ve astaang hai " yam niyam asan pranayam prstyahaar dharna dhyan aur samadhi " ye pura vugyan hai ishwar sakshatkaar ka .
Isme jo murti hai vo dharna ka hissa hai . Aur chhatve payedaan par hai ,matlab iske baad keval dhyaan hai aur uske baad samaadhi ,samadhi hi ishwar sakhatkaar hai ,samadhi ka arth hai samadhaan ,dukhho se samadhaan .
Ye puri prakriya hai jo ek janm me bhi ghat sakti hai ,aur anek janm bhi lag sakte hai.
Meera bai dharana par yaani murti par dridh hai unki dharna dridh hai ,yam niyam asan pranayam ye unhone purv janm me hi kare honge ya jab unhone sant ravidaas ko apna guru banaya to unke dwara karaye gaye honge ,guru ne unko ishwar pranidharn yani ushwar ke prati purn samarpan tak pahuchya ,lekin ab samsya ye hai ki samarpan ka arth hai ki ahankaar ka visarjan ,ab is ahankasr ko kis khoonti par taang de ,to khooti hai bhagwan krishn ki moorti ,
" mere to girdhar gopaal dusro n koi" idka arth hai saare vikalp krish ke nimitt tyag diye gaye ,
Dharna agar khandit nahi hoti to sthyayi dhyaan me rupantarit ho jaati hai ,aur fir samaadhi ghatir hoti hai.
Samadhi bhi do prakaar ki savikalp samadhi aur nirvikalp samadhi .
Savikalp samadhi ,jab manav chetna ishwar sakhatkaar ke pashchaat ishwar ki chetna ke saath saath sansaar ki chetna bhi akhti hai.
Aur nirvikalp samadhi ,isme koi vikalp hi nahi rahta manav chetna ishwariya chetna me hi purn rup se nimagn rahti hai aur use bhautik sansaar ki koi chetna nahi hoti.
Mera koi negativ attitude nahi hai ,jo log murti ko kua samajh rahe hai, unko ye dikhane ka prayas hai ki murti ke idhar bahut kuch hai aur udhar to anant ki yatraa hi hai.🙏
namastubhayam acharya shresth
Correct bacon spelling.
Thanks
Aaj tak dekha gaya ki gyaan margio ne hamesha hi bhakti marg ka khandan kiya hai ,vo bhi vebajah ,jabki bhakti margi gyaanio ka khandan tab tak nahi karte ,jab tak koi gyani unke upar chot nahi karta ,isi se samajh lena chahiye ,ki bhakt sada hi gyani se ucch avastha me sthit hota ,bahar se ulta bhi lag sakta hai bas isi jagah gyani dhokha kha jata hai ,jaise udhav gopio se kha gaye the ,lekin jaisi gyan ki privritti hoti hai sada kaatne chhatne ki ,udhav ne bhi kosis ki lekin ,jise ve gyan se nahi prapt kar paa rahe the ,vo gopio ke prem ne unhe de diya ,
"Udho man n bhaye das bees "
Gopio ke isi vachan me samast darshan samaya hai ,darshan shashtra me bhi man ek hi hai agar gopiyan agyani hoti to ye kaise pata tha unko ,
"Ek hato so gayo shyam sang ko avraadhe ish"
Ek tha so chala gaya ab bacha hi nahi ,
Udhav ki baat samajh me aa gayi ki saari samasya man ke karan hai ,pura upadrav yahi se shuru hai.
Aur ve bhi gyani se bhakt ban gaye ,aur gopio ke prem me yesi dube ki 6 maas tak hosh hi nahi aaya .
Unko samajh aa gaya chetna ki amani avastja hi ishwar hai ,aur uska jeeta jaagta swarup unhone gopio me dekha ,
Jise ve shastron me padhte the unhone swayam apne ptatyaksh paya ,aur paya ki ye gopiya sakshat vedo ki saakaar ved richayen hai.
Superb
Thanks allot........ again and again।।।।।।
I'll be thankful if someone could give the speaker 's name 🙏
🙏🏻🙏🏻
Guru ji bhut sachme hote he?apne dekhe?
Rest in peace
🙏☺️🙏
🙏🙏🙏🙏🙏
❤
👍👍👍
Dr.hs sinha is married or not.?.coz intellectuals generally don't marry.
Guruji has married
🙏🙂
Vikaas bhai western philosophy se hi gandhi, ambedkar,nehru bane hain, ye bhi spacht ho gya ab