Sir Mai sir se TH-cam se hi sahi Mistry / Tecnician bana hu. Mere ko sirf chote mote kaam aata tha pe sir ne sab kuch sahi sahi jankari Dee. Mai sir ko bhagwan Manta hu or koi adhura gyan kabhi nahi Diya. Kaash kabhi sir ke darsan laab ho jatey
Is institute se jo jo kam Sikh agar vah aadha adhura hai aur bahar jitna bhi accident hota hai ISI tarah institute se sikhane ke bad hi accident jyada hota
Sir mera ek sawal tha aap se ye jo ac gas charj kar rahe ho Jo pipe lgaye ho o 3 fit he jada se jada o Jo pipe he kam se kam kitna rahna chahiye 5 fit ki ya aap jitna 3 fit lgaye ho utna hi rahega
Hlo sir keya ham alag alag compni ke outdoor and indoor use kr skte hai jaise mere pass voltas ka non inverter ac ka outdoor hai but indoor kisi or campni ka hai keya vo chal jayega
4290 gas ko fridge Mein Kaise dalen aur fridge mein aur 290 dalte Waqt Hamen kya kya baten Dhyan rakhni chahie please Sar bataen reply me aur Sar aur 290 ka standing pressure aur head pressure aur back pressure Kitna Hona chahie 1 single door fridge mein reply mejj yy
sir ek inverter split AC hai usmein r32 gas charging kri thi hamne system par likha tha ki 950 graam gas charge krna hai hmm tolkar gas lekar aaye the Jo k 970 graam gas thi cylinder mein or system PE likha tha ki 6.7 ampear lega or jabb hamne gas charging kri to 6 ampear lene lga or jab hamne thodi c gas or daali ampear poore krne keliye to 6.7 ampear lene ki bajaye 4.5...6 ampear lene lga sir isme kya fault ho sakta hai cylinder mein gas bhi jyada nahi thi hmm ye bhi nai soch sakte ke gas jyada daaldi gai hogi
Sir.1.5 tan ke ac thi us main ne ges 410 crg kiya tha us main problem ya ho rhi hai campresar hit bhot ho rha hai our camprsar ke Coman line cle jate hai fhir tnda kr ke fhir shi cooling a jate hai our sir uksa ampir meter 9 le rhi hai jab ke us main ampir 7 ana chiya sir kuch betya kiya problem ho skte hai
@@kareemtechnicalmind8172 or sir Jese AC me gas jese R410a, R32, R22ak time pr gas or ak time pr liquid hoti hi is samaye me hamne gas ke silender ko ulta kr ke dala gas charging ki to koi problam to nahi hogi Yese ki AC ki compressor me jis line se hm ges charge krte hi use sida compressor (sac)khichta hi usse use silender ko ulta krne pr AC me liquid ja rha hi to jo compressor hi usme moter kharab hone ka khatara to nahi he?
Sir aap bahut badhiya se samjhate hai.our pratical bhi saath saath sahi se karate hai.❤🙏
Achhi Tarah samajh aa gaya.very informative video.r32 gas window ac mein charge karna sikhaiye.
मैं आज आपका 5 सब्सक्राइबर बढ़ाया और लाइक भी किया इसलिए की आपका वीडियो अच्छे से समझ आजता है एकदम आसान भाषा में बताते हो भईया 🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Respect from Pakistan nice explanation sir
Lagte Hain app ka channel subscribe karke main Kam kaneke liye Sikh jaunga. thanks istarha video deneke liye
sir ap bht acha samjaty hai mein pakistan say hu r32 pay b video banaye
अधूरा ज्ञान हमेशा खतर नाक होता है❤😂
Sahi bola bhai
Sir Mai sir se TH-cam se hi sahi Mistry / Tecnician bana hu. Mere ko sirf chote mote kaam aata tha pe sir ne sab kuch sahi sahi jankari Dee. Mai sir ko bhagwan Manta hu or koi adhura gyan kabhi nahi Diya.
Kaash kabhi sir ke darsan laab ho jatey
@@AshishGoswami kisi din acche technician se miloge.. to aap ne is sir ji se bharosa uth jayega
Galat kya h ye bhi batao ge koi
Galat kya hai App bato to Bhai
Bhut acha sumjhaya .good.
Jab gas poori ho jati hai, to discharge line suction line se kam thandi kyu ho jati hai. Video se kafi chiz clear hui.
Sir, aakhri baat -paisa Lena hai aur chole jana hai 😄😁. bye the way thanks for teaching us 🙏
Last wali line is very impressive sir, "Bas ab paisa lena hai or wapis chale aana hai"
Hii❤❤
Sir Mai aapka vedeo Saudi se dekhta hu aur aapke pass condidet bhi bheja hu
Bhai Jaan saudi me ac ka kaam India jaisa sem ac hai asaan hai ya mushkil mujhe aana hai waha karne
Same h bro I am in saudiya
Explained well
Thank you sir
Sir us ke upar Ac wali Lain ko off rakhna chahiye ki on coment ka jawab Dena sir ❤❤❤
Wiring pe aisa video bnaye jisme relay motor ho capacitor fuse jaise parts lage ho practical and theory board pe
Inverter AC ki fault finding par video banav and full Diagnosis...
Is institute se jo jo kam Sikh agar vah aadha adhura hai aur bahar jitna bhi accident hota hai ISI tarah institute se sikhane ke bad hi accident jyada hota
Kyu sir
Good work
Good job 👏 ❤❤❤❤❤❤❤
Charging ke dauran ac chalu kiya ki nahi bataya nahi
Nice ❤
Nice sir
Sar ji gas charging ke baad balb khuli he rakhna hai ya band karna h allanki se
Valve khula rahega
Vecccum karte time lanky nut on rehte h ya off ye btao please sir
On
Sir vekum हम presser meeter से कर skte है क्या
Yes
We'll come sir ji 🙏
Good information
Nice sar ji
Very nice 👍
Beautiful
Sir mera ek sawal tha aap se ye jo ac gas charj kar rahe ho Jo pipe lgaye ho o 3 fit he jada se jada o Jo pipe he kam se kam kitna rahna chahiye 5 fit ki ya aap jitna 3 fit lgaye ho utna hi rahega
3 fit
Nice video
Kuchh kam baki hai sikhne ke liye plzz reply
Hello sir kitni kg gas padti he
410
Bolo
पिछली वीडियो में इंडोर का बनाए थे उसका आउटडोर का भी बनाइए
Sir thoda wiring pe video bnaye
❤❤❤
सर वैकुम और चर्जिंग करते समय दोनों वाल खुले होने चाहिए क्या
डिस्चार्ज और सेक्शन पाइप
Yes
Think you sir
Yeh single stage vaccum pump hai ya double stage ?
Singale stage
Sir ac ki kitni lambi pipe line shi rehti he or kitni lambhi pipe line me ach shi chalta he he please jarur bataye🙏
35 fit se lambi nahi kar sakte hain
10 fit best hai
@@kareemtechnicalmind8172 thanks guru ji
Dear only 5 MTR me 100% cooling rahti hai
sir r410 ki gas charge me price kitna lena chahiye customer se
Sabhi gas ka customer se ek hi charge leter hain 2500
Sir mere pass volatage ka 1. 5 ton ka ac hai
Usme acchi cooling ke liye konsa
Gas dale
Aur kittna psi pls reply
Jo gas uss me dali gayee hai
Aur uss gas ka jitna pressure hoga utna dal do
bhai ye bhi koi puchne wali baat hai 😂 outdoor me sab likha hai aur jaisa likha hai thik waisa hi karna hai
Sir gas chadhate samay compressor band ho jata hai kya kare
Ac off kar ke gas charge kariye
Aur slowly slowly gas charge kariye
R410 Sir standing pressure 225 se 230 rehta hai na ki 260 se 270
230 - 280
Right 👍
Temperature ke hisab se badhta hai ghatata hai standing pressure
Hlo sir keya ham alag alag compni ke outdoor and indoor use kr skte hai jaise mere pass voltas ka non inverter ac ka outdoor hai but indoor kisi or campni ka hai keya vo chal jayega
Kar sakte hain
Sir ji DC motor kise AC me laga hota h Inverter ya no Inverter me
Inverter
Sir jee ac full boby open and waring video bataye
Ac Interview me pushe jane wale swal bataye bhi
Good bhai bhout bhdya ❤❤❤👍👍👍
Sir, even if the inverter is running from 1 horse, the ampere will not be known.
R410A gas top up kr sakte hai?
No
@@kareemtechnicalmind8172 ok sir
@@kareemtechnicalmind8172 sir r32 gas topup karna sikhaiye.
@@karanbatra2386 yes
4290 gas ko fridge Mein Kaise dalen aur fridge mein aur 290 dalte Waqt Hamen kya kya baten Dhyan rakhni chahie please Sar bataen reply me aur Sar aur 290 ka standing pressure aur head pressure aur back pressure Kitna Hona chahie 1 single door fridge mein reply mejj yy
Inverter AC ka b kuch bataiye sir
Ye inverter ac hi hai
@kareemtechnicalmind8😂😂😂172
Sir ek O general window ac me chalne ke bad compressor me se gas nikalne ka awaj aata hai kya foult ho sakta hai sir
Assalamu alaikum AC ka kam sikhane ka fees kitna hai
Walaikum assalam
13500
sr vacuumed karna q zarori hy tareka kya hy val kuly rhy gy ya off
Vaccum nahi karenge to gas jam ho jayegi
@@kareemtechnicalmind8172 sir, vacuum nahi karenge to gas kaise jam hoti hai??
Aur aap ko sikhaane wala kon hai? Jisne ye mahaan knowledge apko di
Kuch new bta vroo.... without expension ke kaise use kre...😮
Sir g whilpoolar fridge ka video banaya or sir compreasure ka olp trip karta hai sir kai Karan hai
kabad me fek de
Refilling procedure please
Good
Bhai aap ko helper ki jarurat hai to bata dena
R 32 gas top up kar sakte hai kya
Yes
Please use proper tools &charge according to weight & use 2 stage vaccum pump
sir ek inverter split AC hai usmein r32 gas charging kri thi hamne system par likha tha ki 950 graam gas charge krna hai hmm tolkar gas lekar aaye the Jo k 970 graam gas thi cylinder mein or system PE likha tha ki 6.7 ampear lega or jabb hamne gas charging kri to 6 ampear lene lga or jab hamne thodi c gas or daali ampear poore krne keliye to 6.7 ampear lene ki bajaye 4.5...6 ampear lene lga sir isme kya fault ho sakta hai cylinder mein gas bhi jyada nahi thi hmm ye bhi nai soch sakte ke gas jyada daaldi gai hogi
Voltage badhne se amp kam hota hai koi dikkat nahi hai cooling sahi hai kya
Vecume karte same dono ball band hone chahiye.
Pagal hai
सर क्वार्टर का पाइप ठंडा कर रहा है और क्षेत्र का पाइप नॉर्मल है सैमसंग410
Gas kam hai
Sir.1.5 tan ke ac thi us main ne ges 410 crg kiya tha us main problem ya ho rhi hai campresar hit bhot ho rha hai our camprsar ke Coman line cle jate hai fhir tnda kr ke fhir shi cooling a jate hai our sir uksa ampir meter 9 le rhi hai jab ke us main ampir 7 ana chiya sir kuch betya kiya problem ho skte hai
Flassing kro and check capisiter last sarvice and capalari chock
410 gas kon kon gas se mil kar bani h
32 410
@@kareemtechnicalmind8172kisne bata aap ko?
Kaun 2 gas h
R125 aur R32
Ac course ka kitna fee h
8000
Only AC course ka 8000?
Me kam bhi sikha hu
Bhai a c se accha hai electrical ka kaam seekh lo
jada income ac me h 😂
Bilkul sir
Gass store kese karte hai
Video bani hai dekh sakte hain
Discharge line km dandi
Or Section line jada dandi ye sare ac me. Hona compalsary hi
Ye cendision sabhi ac me hoti he
Yes
@@kareemtechnicalmind8172 or sir Jese AC me gas jese R410a, R32, R22ak time pr gas or ak time pr liquid hoti hi is samaye me hamne gas ke silender ko ulta kr ke dala gas charging ki to koi problam to nahi hogi
Yese ki AC ki compressor me jis line se hm ges charge krte hi use sida compressor (sac)khichta hi usse use silender ko ulta krne pr AC me liquid ja rha hi to jo compressor hi usme moter kharab hone ka khatara to nahi he?
Hello sir
sir ji 500 psi gauge metre hi la late
Agar vaccun. Nahi kara to
Sir mere ko bhi kam shikhna hai
Aa jao institute pe
Me abhi Kuwait me hu
Sar Caplari Blocked hai Kise Rectified kare ise Pahechane ka Kya tarika hai
cooling perfect nahin hoga aur high ampire lega
202 gas nhi R410 me r125+r32 rahti hai 50-50%🙄👍
Aap ne shi kaha
202 kaun bol diya
@@kareemtechnicalmind8172 aapne bola 3:56 me🙄
Chacha bhi aa gye hai sikhne 😂
chacha log ac work jada karte hn bro 😂
🤩🤩🤩🤩⭐⭐⭐⭐👌👌👌🤗🤗🤗😘😘😍😍
Jise dischar nata rahe aap
Wo liquid line hai
Ji han dono naam se jante hain
Tool to sahi rakh le 22 me me sidha silandar kar ke dalna hai
Mitar to 450 parisar vala lety beee
Pelha aap apna gauge change karo ye lo
Sir ro ka electrical part ke fol ka video banaya
Yah Banda khud Kam nahin jaanta hai dusron Ko sikha raha hai aur jo sikhe gawah galat
Koyee proof
gas Rong. Charging
Vaykoom 😂
Rajesh master fail ho gaya
আমি পেলে সব উরবে
Bhai aage kabhi Kam karna ho to is institute se mat sikho
Yah Jo shikha Raha hai ekadam galat hai
Ap kaha theey gyani baba ....😂😂😂😂
Pehele khud toh thik thak kam sikhlo bad mein dusro ko sikana gyani baba..😅
KAREEM TU PAGAL MT HO JAYE