Bhai isko maintain rkhna jaroori h... Aap maintain rkh sko tb to rkh lo.. car achhi h.. time to time oil change kro,,, service vgerh time pr krte rho.. iski resell value jyada nhi h ab..
Meri car me nami si aa jati hai barish me... steering gear sab chip chip krne lgta hai..car ka door kholo to uske rubber se chipkne ki awaj aati hai ekdm dry ni rehta..kidhar se aa rha nami samjh ni aa rha..kya karu
Baris ke mausam me aisa aksar hota h bhai...sari gadi pack rhti h tb nami aa jati h glass vgerh se... AC me jis side se bahr ki air aati h vo mode aap open rkho... Fir air ventilation hota rhega..
Araldite use kr skte h kya..
Nhi..usse glass jyada chipk jata h ..
good work
Thanks Sir ji
Welcome
Sir 17 model tavera ka Kya price hai Jaipur mai
Bhai confirm nhi h.. kisi party ke pas h to aap contact kr lo
Kadi dhoop me nikal jayehga kya bond .....
Ek bar to kam chal jayega
I applied it .... Thanks for your reply
Welcome ji
Mere Tavera car ka clach pendal free ho gaya hai usko Sahi karne ke liye kya karun
Vo to condition dekhni pde bhai.. kai reasons h jiski vajah se free ho skta h
Someone any reason
Sar niche vale clutch cylinder me se air nikal ke dekhe
Sir is ka price kitna
20/-
Sir tavera rkhani chahiye ya sell kar deni chahiye
Bhai isko maintain rkhna jaroori h... Aap maintain rkh sko tb to rkh lo.. car achhi h.. time to time oil change kro,,, service vgerh time pr krte rho.. iski resell value jyada nhi h ab..
@@NaveenSoniSir sir Tavera ka saman nhi milta hai yaha
Tqsm
Welcome
Back windshield me bhi laga sakte hai na...glass ke andar se dicky me paani jaa raha hai
Ha bhai lga skte h
Is that really working??
Han ji
@@NaveenSoniSir thank you❤
Bhai awaz b aati thi kya windshield se ??)
Nahi bhai
Meri car me nami si aa jati hai barish me... steering gear sab chip chip krne lgta hai..car ka door kholo to uske rubber se chipkne ki awaj aati hai ekdm dry ni rehta..kidhar se aa rha nami samjh ni aa rha..kya karu
Baris ke mausam me aisa aksar hota h bhai...sari gadi pack rhti h tb nami aa jati h glass vgerh se... AC me jis side se bahr ki air aati h vo mode aap open rkho... Fir air ventilation hota rhega..
@@NaveenSoniSir ohk..👍 Thanks
इन चीजों से कुछ भी नहीं होता यह सब कहने की बातें हैं मेन काम इसमें सिलेंन्ट का होता है जो काच को छोड़ देती है तो उसके बाद में पानी होने लग जाता है
Right bhai...ye sirf jugad h
Sahi kaise hoga bhai, permanent?
to iske liye kya kare
Sir parts nai milrey uske liye ye jugad hai or aap short solution Dey rahey ho for cost cutting?
Chal jata h bhai isse kai dino tk kaam.. jab ye solution sukh jata h tb aur apply kr denge.. ek bar khrcha jyada nhi kr skte.. body demage h
@@NaveenSoniSir rust aagaya kya sir?? Or kuch accident hua tah?
Innova 2008.modle water 💦 leakage
Abhi kuch kam karwaya phir bhi zara sa pani aahi raha hai
Bhai solution dhang se nahi lga h.. dubara check krwao
@@NaveenSoniSir zang hai glass fitting ki jaga per
Patti pura zang se bhari hai
Vo to bhai side se kholne pr pta chlega
@@NaveenSoniSir khool ke dekhne k bad hi dikha
Ha bhai.. aap vha par solution lgwa lo
Hamari new gadi hai
Whats problem
ये। ओनलाइन। भेजे।
Aap ksi bhi hardware ki shop se purchase kr skte h
Gum ka name khay hain
Pipe vgerh chipkane ke kam aati h..aap shop walo ko bol do PVC pipe chipkane h
Sir apko results mila???
Han ji
Eieieueihehei3u3ieueueueeuueueeuuruururuu4u4i48383u3u383u3i3u3u3i3ii4i4
isse kam to hojaega par complete block nhi hoga paani
Ha bhai ...lgbhag km ho jayega
Apki car ki couler kharab hua.
Phle se hi khrab tha colour