Ekveera Aai mandir darshan Lonawala karlyachi ekveera Aaiche darshan

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 6 ก.พ. 2025
  • Ekvira imai Mein logon ka Gai Rishta Hai Devi se jo bhi Manga Jata Hai vah Unki ichcha Jarur Puri Karti Hai Sathi Yahan ki Kala gufayen apne aap Mein aitihasik Hai yah baudh Dharm ka Bada Kendra tha Yahan Pahad per chattanon ko Katkar ine Gufa ka Nirman kiya hai jo Dekhne Mein Ek Bade Adbhut Hai Aaj Bhi Bhagwan Buddh ki Kai moortiyan vidhmaan Hai jinmen अलग-अलग mudraon Mein Najar a rahe hain Yahan ki sabse purani Gufa 160 Isa purv Mein Banai Gai Thi Yahan ki mukhya Gufa hai Sangh ke kramank 8 Jise chaity Gufa Kahate Hain yah Aaj Bhi acchi Tarah Se surakshit Hai aaj is Chaitra Gufa ke andar Kuchh shripurushon ki moortiyan ke alava janvaron ki moortiyan bacchi hai Devi ka Bada Chamatkar Mana jata hai Jab log ki manokamna Puri Ho Jaati Hai Tabhi Devi ka Aashirwad pane ke liye Bali chadhate Hain Devika Aashirwad pane ke liye Bali bhi chadhate hain parantu Yahan ka Bali Dene Ka Tarika Bhi Bada alag hai aur Yahan Havan Kund Mein nariyal ki Uthi Di jaati hai aur Ekvira Ki Kripa Se Aam Loko per hi nahin barsati balki Unki Kripa Se Kinnar bhi Nihal Hai Kinnar Aise manushya hai ki Unki apni Duniya Badi rahsyamay Hai Magar vah bhi Devi ki Aashirwad se log kinnaron ka Aashirwad lete hain Ekvira I ne hi logon ka Kalyan karne ke liye karne ke liye Shakti Di Hai Yahan per Kisi Se Bhi Milo vah ek hi bolega Devi ki kripa parampar Hai Yahan Ke Log दूर-दूर se Aate Hain yah aane ke bad Sharir Mein sakaratmak Urja ka Bodh hota hai aisa lagta hai ki pura Sharir Mein Urja hi Bhar gaye ho

ความคิดเห็น • 5