Thanks Bhai for useful information. I have 2 question 1) Can I book retiring/dermitory bed or room directly on reception at IRCTC station after I reach destination. 2) Maximum how long I can stay at IRCTC dermitory bed or room 24, 36 or 48 Hrs, Pls reply🙏
Aap apna bed jitni jaldi book karenge utna achcha hoga Otherwise seat full ho jati hai Yadi seat Khali rahi to apko bed reception se bhi mil jayega . Khali mile ye jaroori nahi hai Maximum 48 hours ke liye
Sir agar 2s ka confirm ticket hai 2 logo ka toh kya dono log ek hi room me reh sakte hai like double room 900 ka hai toh ek hi room book kare toh 2 log reh sakte
2s ke liye nahi hai ye sleeper ya ussase upar walo ke liye hai And double bed book karke do log reh sakte hain lekin wo ek hi ticket me add hone chahiye
Mene Delhi me dormitory room book karna chaha do logo m/f k liye. Par wahan alag alag room lene ka option aa raha he. Kya ladies and gents ek room me nhi reh sakte ?
Reh sakte hain yadi ticket ek hi me hua hai to sath me hi jitne bhi passenger hain unka bed book ho jayega . Yadi kisi ka dusra ticket hai to aap us ticket se login ho jaiye uske
Ap source station and destination station pe hi apne pnr se jitne passenger hai utne ka bed book kar payenge Sabhi station per room ki suvidha nahi hai
Aap us station pe jakar try kar sakte hain waha May be seat available ho Jaye Agar waha seat nahi hogi to muskil hai isiliye ticket book karne ke turant bad retiring room book kar Lena chahiye
मैं 12 जून का डॉरमेट्री बुक क्या है हावड़ा रेलवे स्टेशन में जो कि मेरा टाइम स्टार्ट होता है 8:00 रात से 8:00 सुबह तक लेकिन मेरी ट्रेन हावड़ा रेलवे स्टेशन 12:00 रात में पहुंचती है क्या मुझे 12:00 के बाद एंट्री मिलेगी या नहीं
Bilkul aap waha jakar train delay dikha kar refund ke liye apply kariye apka refund ho jayega yadi waha booking slot Khali mile to apko bed bhi de denge
Maine book karne ke liye form submit kar raha tha to vahan per onley 24 ghante dikha raha tha..12 ghanta nahin dikha raha tha aur time mein 2000 in aur out mein dikha raha tha iska matlab kya hai time ka
बहुत ही अच्छी जानकारी दी आपने
Thank you sir
nice video sir 💯 IRCTC jankari
Most welcome bro
बहुतही सुंदर तरीके से वसहज रूप से जानकारीदी
Thanks for compliment sir
बढ़िया है भाई
इस वीडियो की जानकारी आपके द्वारा मिल रहीहै
@@salahuddinkhan320 ji
Very nice information bhai.
Thanks
Sir exam k liye best he,
Thanku sir ❤🙏
Welcome
Thanks Bhai for useful information. I have 2 question 1) Can I book retiring/dermitory bed or room directly on reception at IRCTC station after I reach destination.
2) Maximum how long I can stay at IRCTC dermitory bed or room 24, 36 or 48 Hrs, Pls reply🙏
No you booked your bed before your travel date and booking availability
Aap apna bed jitni jaldi book karenge utna achcha hoga
Otherwise seat full ho jati hai
Yadi seat Khali rahi to apko bed reception se bhi mil jayega .
Khali mile ye jaroori nahi hai
Maximum 48 hours ke liye
General ticket se dormitory book kar skate hain kya
Nahi bhai
Kya m documents m DigiLocker se Aadhar id dikha sakta hu?
@@itasukisato9156 बिल्कुल दिखा सकते हैं
Ek baat retiring room book krne ke baad agr mai late pahucha to room alloted ho jayega n bhai ya nhi
Train station arrival ke 1 ghante ke andar
@@SunnyTechStudy jaise mai jaha se jaunga wahi book krunga to saam 7 baje se subah 7 bje Tak to mai gr 10 bje pahucha to room alloted krega n bhai
@@Skkhan-fk9lu aap jab destination pe pahunchenge apki booking ka slot tabhi book hoga
Train arrival timing se aap booking kar sakte hain
@@Skkhan-fk9lu Haan bilkul aap pehle se hi timing slot book kariye bilkul book hoga yadi slot Khali rahega
@@SunnyTechStudy ok sukriya bhai
Sir agar 2s ka confirm ticket hai 2 logo ka toh kya dono log ek hi room me reh sakte hai like double room 900 ka hai toh ek hi room book kare toh 2 log reh sakte
2s ke liye nahi hai ye sleeper ya ussase upar walo ke liye hai
And double bed book karke do log reh sakte hain lekin wo ek hi ticket me add hone chahiye
@@SunnyTechStudy sir maine 2s ticket me book kia aur confirm ho gya hai retiring room
@@tejaswinisrivastava7655 waha station pe wo check karenge tabhi room milega waise abhi tak allow nahi tha ho sakta hai 1july se koi change hua ho
@@SunnyTechStudy mere account se money deduct bhi ho gyi hai nd confirm bhi dikha rha
@@tejaswinisrivastava7655 Haan to confirm ho jayega
Brother agr waiting confirm nhi hua to kya nhi book hoga kya ?
Confirmed टिकट की ही बुकिंग होती है भाई
@@SunnyTechStudy acha bhai wating ki nhi hoti oky TQ Bhai very nice information
Sir waha per ruke hain to fir rukne nahi koi milne a sakta hain ki nahi
Bilkul aa sakta Milne
@@SunnyTechStudy thanku sir per uske pass ticket na hoga 2,3 ghante to ruk sakte hain na khana deke ja sakte hain
@@advik2000 bilkul plateform ticket lekar koi bhi aa sakta hai leagally baki koi check nahi karta hai
@@SunnyTechStudy thanku sir
bhai ticket agr waitlisted hai ya confirm nhi hua hai to retiring room book nhi kar skte hai kya ?
Nahi bhai ticket jab confirm rahega tabhi booking hogi
Railway rules ke anusar waitlisted ko retiring rooms nahin mil sakte hain
@@prakashtailor7268 right bhai sahab
Unreserved ticket wale ko nahi hot ky
Nahi bhai
generally every time it shows that no room or bed available
ऐसा नहीं है भाई कभी कभी बुक रहता है
Tatkal ticket pe book kr sakty hai kya?????
Bilkul bas confirm hona chahiye
Bhaiya ji 24 ghanta ka kitna charge hota hai non AC dormitory room ka
Station per depend karta hai normally 99 se shuru hota hai
@@SunnyTechStudy okay bhaiya ji
120 rupees bhai
Sir boarding time pe late hue to room cancel ho jyayegi kya
Train station pahunchne ke 1 hour ke andar booking confirmed karni hogi
Mene Delhi me dormitory room book karna chaha do logo m/f k liye. Par wahan alag alag room lene ka option aa raha he. Kya ladies and gents ek room me nhi reh sakte ?
Reh sakte hain yadi ticket ek hi me hua hai to sath me hi jitne bhi passenger hain unka bed book ho jayega . Yadi kisi ka dusra ticket hai to aap us ticket se login ho jaiye uske
टिकीट कन्फर्म नाही होतो तोच भी बुक कर सकते हैं क्या
Ticket confirmed hogi tabhi book hoga bhai
Mumbai mein kyon nahin hai Rahane ke liye free suvidha
@@SunilSabale-rj7tw hai sabhi station pe
Mera 1pnr pe 5 passenger book kiya hun..sabhi log 1 bedroom mn rh sakte hn ya nhin
या तो आप दो डबल बेड बुक करिए
या पांचों लोगो के लिए पांच डोरमेट्री बेड
क्युकी वहां चेक होता है जितने लोगो का बेड बुक होगा उतने लोगो को ही एंट्री मिलेगी
@@SunnyTechStudy thanks bro
2s wali me bhi book hogga sir
@@anilsharma-xy2jl नहीं भाई
@@anilsharma-xy2jl स्लीपर से ऊपर
@@anilsharma-xy2jl स्लीपर भी चलेगा
PNR no kya hota hai
Ticket reservation number sabhi ticket pe diya hota hai
Ek ticket me 5 passenger hai ek hi room me reh sakte hai
Haan
Couples k liye book karna ho to alag alag book karna padega kya ??
Nahi aap double bed ka option le sakte h
Alag alag station per alag alag dormetry hote hain
Sir jiske pass general ticket hai to kya unko bhi room mile ga
Nahi sleeper se suru hai
PNT Slot is not available show kr rha hai KYA KRU
Aap double bed ke liye apply kariye yadi station ke sabhi dormetry bed full ho jayege to book nahi hoga
Isme pehle ao pehle pao wali baat hoti hai
But ye shubha 8 baje se night ke 8 baje tak ka hi dikha raha but night me kaise ruke
Alag Station ka alag schedule rehta hai
1 bed lekar 2 log rah sakte hai kaya bhai
Nahi bhai
Thank you❤
You're welcome 😊
Bhubaneswar aur puri mumbai se kaise book kare
Itctc me nahi hai
Ap source station and destination station pe hi apne pnr se jitne passenger hai utne ka bed book kar payenge
Sabhi station per room ki suvidha nahi hai
Kya hum 55 person ke liye 24 july 2024 ke liye book ho jyegi ticket subki conform h
@@AnjuGupta-hk5qv us source station par utni seat honi bhi chahiye
Bhaiya 3 ac ka waiting ticket hai too kya room book kar sakte hai
Nahi bhai ye suvidha sirf confirm ticket ke liye hai
हवरा के लिये ऑनलाईन बंद है क्या ?? एरर दिखा रहा है ...
Morning me try kariye site busy rehti hai
Ek room me kitne log rha sakte hai
Double bed room lenege to 2 log dormetry lenge to 1
मुझे पुणे से मुंबई जाणा है तो मेरी रूम पुणे1 से मुंबई के लिये रूम बुक ही सकता है क्या प्लीज बताये
Kisi ek jagah hi book kar sakte hain
Pune ya Mumbai dono me se ek jagah
Wo bhi ticket confirm rahega tabhi
स्कॅन या upi से पेमेंट होता है क्या
Ji ho jayega
Sir slot is not available bata raha he kya kare please reply
Aap us station pe jakar try kar sakte hain waha May be seat available ho Jaye
Agar waha seat nahi hogi to muskil hai isiliye ticket book karne ke turant bad retiring room book kar Lena chahiye
आंफलाईन बुक कर सकते है।
@@jitendragurupanchal7825 Haan railway station per jaha retiring room hota hai waha counter se le sakte hain par bed vacant hona chahiye
Slot 3 means ??
You did not explain about that
Room no hai
Ky general ticket bale bhi book kr skte h ya phir ticket slipper bala hona chahiye
Nhi
Only confirmed reservation ticket 2S se upar waiting bhi nhi
Pnr kya hai
Passenger name record
Ye apke ticket pe Diya hota hai
Bhai ji kya off line wali conform ticket par book kar sakte h kya ji
Haan kewal confirmed ticket hona chahiye SL ya usase upar ka ticket hona chahiye
Thanks
Cuple 48 hor ka mil sakta ha siri❤
Double bed hi milta hai AC non AC only 24 hours
लखनऊ स्टेशन डामोठीरुम 577 12 घंटे का और कोई जिम्मेदारी नहीं है मोबाइल चार्ज सुविधा नहीं है सामान के बीच सुरक्षित नहीं है
बेड जैसे ट्रेन जैसे स्लीपर क्लास के रहता है
@@ShivKumar-bb4ne kuch station pe suvidha nahi hai lekin agar apko problem ho Rahi hai to aap complaint kar sakte hain 139 pe
मैं 12 जून का डॉरमेट्री बुक क्या है हावड़ा रेलवे स्टेशन में जो कि मेरा टाइम स्टार्ट होता है 8:00 रात से 8:00 सुबह तक लेकिन मेरी ट्रेन हावड़ा रेलवे स्टेशन 12:00 रात में पहुंचती है क्या मुझे 12:00 के बाद एंट्री मिलेगी या नहीं
Bilkul aap waha jakar train delay dikha kar refund ke liye apply kariye apka refund ho jayega yadi waha booking slot Khali mile to apko bed bhi de denge
Family room milti kay
Bilkul lekin entry usi ko milegi jiska ticket me naam hoga
Sirf online yah Seva hai counter per jakar yah Seva Nahin hai
@@naveenmishra7966 counter se bhi hota hai lekin bed seat kafi Kam hote hai isliye online booking jyada sahi hai for empty seat problem
Chake in or out time kay hota he dada.
Morning me 8 se rat ke 8
Rat ke 8 se din ke 8
Bahi Sab Online Payment Nahi Ho Pa Rahi Phonepe Se
Kisi aur mode se kariye kya pata apka server busy ho ya network issue ho
Kabhi kabhi booking bhi ho jati hai aap refresh karke try kariye
Ho Gai Bhai Thank you
सरकुलरटिकट की स्थिति में कौन से स्टेसन पर रिटायरिंग रूम बुक कर सकतें हैं?
Slipper se starting hoti hai aap source station and destination station me se kisi ek jagah book kar sakte hain
24 घटे कि लिऐ book kar sakte he kya
@@vishalbaap haan yadi us station pe available hua to station to station apko variation mil sakta hai
Sir ji retiring room kitne din pahle kar sakte hai ji
Jis din apne booking ki hai usi din kar sakte Hain
Bahut mehga hai
Achcha ji kitna apke hisab se kitna hona chahiye tha bahar lenge to minimum 800 se 1000 hain
Maine book karne ke liye form submit kar raha tha to vahan per onley 24 ghante dikha raha tha..12 ghanta nahin dikha raha tha aur time mein 2000 in aur out mein dikha raha tha iska matlab kya hai time ka
Alag alag station per retiring room ka rule alag alag hai
Jab ap online karenge to us station ka sabhi slot show hoga
Aap chahe to mujhe telegram per call kar lijiye
Irctc sirf booking karwata hai suvidha railways ka hota hai .
No do
Aap mere telegram PE chat kar sakte hain