Food service nahi h ap ko bahar se Lena padega aur room clean hoti h to uski jarurat nahi padti phir bhi apko koi problem ho cleaning aur room se related to ap attended to bata sakte h wo solve kar deta h
@@jyotirao4587 ap pdf me retiring room section me dekh lo room no Wale section me waha apko pata chal jayega same room hai ya alag (pdf apke mail me aaya hoga)
Bhaiya Namaste ji Hamko 21 tarikh me anvt new delhi station se satyagrah expres (15274) hai confirm ticket hai lekin hamse dometry room book nahi ho raha hai Please kuch help kr sakte hai
@@ChaiBreakOfficial ap jab bhi apna PNR no enter karege wo automatically jitne bhi person hoge unka naam apko show kar dega uska baad check ✅ mark Tick kar ke ap aage ki processor complete kar lena
Brother aadhar card mangte hai kya mai abhi 15 din baad jane wala hu to meri bhanji bhi hogi saath mai 17 saal ki hai to koi problem nhi hogi na ki uska bhi aadhar lagega kya age issue to nhi hoga
Bhaiya reply dijiyega ..me 11:40pm ko anand vihar railway staion me ayungi Ayodhya se . But meri train next 11:25am ko ndls se train hai home return ko.Kya mujhe raat ke liye retiring room denge
@@Routeswithbhardwaj mujhe 24 hrs ke liye rehna hai aur bahar bhi jana hai lock karke, to mujhe kya platform ticket Lena padega ya booking pdf dikhane se kam chal jayega?
Bhai aap kitne din phle book kr skte h.. Meri train subh 7 bje ki h mai gurgaon rehti hu to ek din phle jaana pdega meko ...to aap bta do train schedule se kitne din phle booking kr skte h
@@prerna82941 @prerna82941 mam ye depend karti h availablity pr waise Maine booking ki thi ek din pahle jaise meri train kal subha ki h to maine aaj 2 - 4 PM ke beech apni booking ki thi subha unki portal work nahi karti h waise according to railway ap travel ke 60 days before booking karwa sakti h
Sir Anand vihar railway station me rat ko train hai sir ham other state ke hai aur subhah 4 baje train hai to sir kaun sa ticket book kara kar ruk sakte hai please reply sir
Hello!! Mujhe ye janana tha ki jaise mere grandparents ko jana hai aur unki train morning 5bje ki hai also hum 2 log unko chorne jaa rehe hai to total 4log hue 2logo ki ticket hai and 2log unko drop krne jayenge but retiring room to bss 2 logo ko allow kar raha hai jinka naam hai PNR pe😢
@@AvinashSharma- Offline Booking bhi hoti h TTE Room m contact kijiye waise m bhi jab booking kar raha tha to 2 - 4. PM ke beech hi portal par booking start huei thi
आज मैंने दिसंबर महीने के लिए आनंद विहार रेलवे स्टेशन के रिटायरिंग रूम के दो डीलक्स कमरा बुक कराया है जिनका मुझे 800 प्रती कमरा के हिसाब से 1600 रुपया और 240 रुपए जीएसटी लेकर 1840 रुपए भुगतान करना पड़ा आप कह रहे हैं कि 400 कमरे का चार्ज है
@@ajaypratapsharma6721 श्रीमान जी मैने पहले ही बताया है कि कमरे के रेट यात्रियों के संख्या पर निर्भर करती है प्रत्येक यात्री का चार्ज ४०० रुपए है और एक कमरे में २ वयस्क ही रह सकते है
@@aniketsinha9897 dono me diffrence to hai but dono station same place par situated hai ap anand vihar terminal ke last me jaoge to apko anand vihar railway station platform no 1 aur 2 mil jayega aur terminal ke 7 station hai
Jankari ke liya danywad
Very nice
Good morning
Kya station jakar turant book nahin kar sakte hain room' ,please reply sir
@@minisanga5206 good morning 🌞 ha ap kar sakti h lakin ye depend karta h availability pr agar room available hogi to mil jayegi
Offline booking hota hain?? Ek room main 2 person rehe sakte hain
Ha 2 Person stay kar sakte h double bed room m , aur ap online booking hi kigiye wo sahi rahega
Nice information 👌 ❤
Yaha par Food & House keeping services available hain ya khud se hi manage karna hota hai?
Food service nahi h ap ko bahar se Lena padega aur room clean hoti h to uski jarurat nahi padti phir bhi apko koi problem ho cleaning aur room se related to ap attended to bata sakte h wo solve kar deta h
@Routeswithbhardwaj Thank you for the quick reply
Bro which camera do you use???
Vai Mera train 15 tarikh,,,kya main 14 stay kor sakta hoon ,, please batao
@@Gobinda123-h5v Ha bilkul ap online booking kar lo abhi se
Sir R1 R2 room mila hai duluxe ac room, ye kya same rooms honge ya different same statio n Anand Vihar
@@jyotirao4587 ap pdf me retiring room section me dekh lo room no Wale section me waha apko pata chal jayega same room hai ya alag (pdf apke mail me aaya hoga)
Dormitory bed available h kya?
@@tusarmahanty4329 Nahi
Bhaiya Namaste ji
Hamko 21 tarikh me anvt new delhi station se satyagrah expres (15274) hai confirm ticket hai lekin hamse dometry room book nahi ho raha hai
Please kuch help kr sakte hai
@@nirajKumar-fx8ww ANVT me dormitory room nahi h is wajah se book nahi ho rahi h sirf dual bed AC room h
@@Routeswithbhardwaj to mai irctc se book kr sakta hu
ya fir aap book kr sakte hai
Jo Paisa hoga Mai apko pay kr dunga
@@nirajKumar-fx8ww ha ap IRCTC ke retiring room ki website se book kar ligiye
The prices are Rs1600 for 24 hours for double bed AC rooms.
Bhai mera tren 30 august ko Anand vihar rukegi or mujhe room chahiye kya waha pahunch ke milegi
Kyonki booking kaise karay yahi problem
@@RituSingh-nx9li agar available hogi to ap ko mil jayegi TTE room m ap sampark kar lena waise me recommend karuga ap online hi booking kar lo
@@RouteswithbhardwajNon Ac room book krna hai sir simple wale bina TV wifi ke facility ke ho jyega ky?
Aur kitne rupy lgenge??
@@sauravyaduvanshi7623 anvt m simple non AC room nahi h
Ek sath 2 person k liye room book krne ka kya procedure hai?? In anand vihar railway station!
@@ChaiBreakOfficial ap jab bhi apna PNR no enter karege wo automatically jitne bhi person hoge unka naam apko show kar dega uska baad check ✅ mark Tick kar ke ap aage ki processor complete kar lena
Hello Sir. If my Destination station is New Delhi, can I book IRCTC room at Anand Vihar station?
yes you can book
Brother aadhar card mangte hai kya mai abhi 15 din baad jane wala hu to meri bhanji bhi hogi saath mai 17 saal ki hai to koi problem nhi hogi na ki uska bhi aadhar lagega kya age issue to nhi hoga
@@recapefilms2649 aadhar card nahi mangte h wo booking ke time hi lagta h aur wo allow karege ya nahi is bare m mujhai koi idea nahi h
Sir kya general ticket me bhi anvt me jakar book kara sakte hai offline please reply sir
@@deepakshukla2584 nahi
Tatkal ticket me book kar sakte kya ?
Ha sirf ek condition rahti h apke pass PNR no hona chahiye
Bhaiya reply dijiyega ..me 11:40pm ko anand vihar railway staion me ayungi Ayodhya se . But meri train next 11:25am ko ndls se train hai home return ko.Kya mujhe raat ke liye retiring room denge
@@Gorgeousgirldior ap PNR no se book kigiya agar available hoga to mil jayega
Iss mein lock or chabi khud le jana parta hai ya caretaker dete hai?
@@dipanjanbhattacharya1476 apko le jana padega
@@Routeswithbhardwaj mujhe 24 hrs ke liye rehna hai aur bahar bhi jana hai lock karke, to mujhe kya platform ticket Lena padega ya booking pdf dikhane se kam chal jayega?
@@dipanjanbhattacharya1476 nahi ap ko platform ticket ki koi jarurat nahi hai ap shirf booking slip apne pass rakhiye ga
Mai book krne ka try kr rhi 12 sept k lie 9 hrs ki cost 800 show ho rhi
@@shreenejatandon32 Price, kitne person h uspe depend karta h
@@Routeswithbhardwaj single person k lie hi 800 hai
@@shreenejatandon32 nahi 400 me kafi sare logo ne book Kiya h ap phir try karo
@@Routeswithbhardwaj maine try kia single person k lie 800 nd two persons k lie b same 800
@@shreenejatandon32 shyed price increase ho gai hogi
Unmarried person yaha ruk sakte hai kya agar ek hi PNR no me dono ka ticket ho to
Ha ruke sakte h
Bhai aap kitne din phle book kr skte h..
Meri train subh 7 bje ki h mai gurgaon rehti hu to ek din phle jaana pdega meko ...to aap bta do train schedule se kitne din phle booking kr skte h
@@prerna82941 @prerna82941 mam ye depend karti h availablity pr waise Maine booking ki thi ek din pahle jaise meri train kal subha ki h to maine aaj 2 - 4 PM ke beech apni booking ki thi subha unki portal work nahi karti h waise according to railway ap travel ke 60 days before booking karwa sakti h
Sir Anand vihar railway station me rat ko train hai sir ham other state ke hai aur subhah 4 baje train hai to sir kaun sa ticket book kara kar ruk sakte hai please reply sir
@@deepakshukla2584 apke pass shirf pnr no hona chahiye kisi bhi class ka
Hello!! Mujhe ye janana tha ki jaise mere grandparents ko jana hai aur unki train morning 5bje ki hai also hum 2 log unko chorne jaa rehe hai to total 4log hue 2logo ki ticket hai and 2log unko drop krne jayenge but retiring room to bss 2 logo ko allow kar raha hai jinka naam hai PNR pe😢
@@vlogsaholic_ ha shirf 2 person hi allow hoge retiring room m jinki ticket h
Bhai mere ticket 2 September ko hai to kya 1 september ko booking ho sakte hai.. 12 hour ke liye..
@@ankitktvlogs..1740 Ha agar available hogi to mil jayegi
Keys kahase milega bhai? Room number
Ap jab booking karogi tabhi ap ko room no mil jayegi aur attended se apko room ka key mil jayega
Sir Jaise Aaj book kar rahe hain 20 din ke bad ka, vaise hoga Na sir ki nahin
@@minisanga5206 ha ho jayegi booking irctc 60 days advance booking accept karta h
Bhai bahar jana ho ghumne ke liye to ja sakte h kya
@@AvinashSharma- Ha brother Puri Freedom hoti h
@@Routeswithbhardwaj bhai mai kul pahuchunga awr online booking nhi ho rha h offline me hoskta h please kuchh bataye
@@AvinashSharma- Offline Booking bhi hoti h TTE Room m contact kijiye waise m bhi jab booking kar raha tha to 2 - 4. PM ke beech hi portal par booking start huei thi
Bina pnr ke kise kare
@@JayaDevi-ec6me Bina PNR ke booking nahi hoti h
Safe hai yaha par rukna family ke sath??
CCTV camera lagi huwi h aur jab m stay kiya tha to family bhi thi kafi sare room m
Offline ho skta hai bookingg
@@june-bf6fzha bas available ho..
24 hr ka price kitna hai
@@june-bf6fz 400 for 12 hours 1 Person
Counter per jakar book Nahin Hoga jise maloom na ho vah Kya karega
Ha ap Railway Station ki TTE office m ja kar booking kar sakte h
आज मैंने दिसंबर महीने के लिए आनंद विहार रेलवे स्टेशन के रिटायरिंग रूम के दो डीलक्स कमरा बुक कराया है जिनका मुझे 800 प्रती कमरा के हिसाब से 1600 रुपया और 240 रुपए जीएसटी लेकर 1840 रुपए भुगतान करना पड़ा आप कह रहे हैं कि 400 कमरे का चार्ज है
@@ajaypratapsharma6721 श्रीमान जी मैने पहले ही बताया है कि कमरे के रेट यात्रियों के संख्या पर निर्भर करती है प्रत्येक यात्री का चार्ज ४०० रुपए है और एक कमरे में २ वयस्क ही रह सकते है
Mai to aaj tk Delhi nhi gya 21 ka ho gya hu
अगर टिकट न रहे तो बुकिंग कर सकते है पैसा देकर
Nahi
12 hrs ka 1250 bata raha h anvt pr
Price depends on person, single person price is 400
Bhaiya hme diluxroom 1200 rs me mil rha h aap bol rhe hai 400
Bhaiya ye depend karti h person to person pr jaise me single tha to maine 400 pay kiya
Bhaiya .... person pe to depend karta hi hai baki aap kitni der stay kar rahe hain ispe bhi depend karta hai
Aap kab hoke aaye ho
July 2024
Subah 7 bjhy ki train h meri or abhi ma anadvihar railway station per hun ..kya mrko abhi room mil jyega sam s subah tk
Ap TTE room me pata kar ligiye agar available hoga to mil jayega
AVI TO BOOKING NOT AVAILABLE IN ANVT PE DIKHA RHA H
@@reach2pie ap 2-4 PM Tak try karna aur ANVT me sirf double bed AC room available h
@@RouteswithbhardwajThanks broo 👍
Ab deluxe room bata raha hai fear bhi ziyada hai 6 h ka 800
@@marketgiyan01 Rate person par Depend karta h
.
Agar dono ke pas PNR no ho
Ha bus valid pnr no hona chahiye
Sir single person ka 1250 rupay kyu bta rha hai
Ap phir se check karo koi galti huwi hogi ya apke pnr par 2 - 3 person ki booking hogi
Anand vihar alag hai or anand vihar terminal alag hai??