So,koi gareeb to phir shadi hi na keray ya wo jo aik separate ghar afford hi na ker sakay. Humari zyda abaadi to under privileged conditions mai reh rahi hai.Aap log kuch logon ko target ker k baat kertay hain.Millions scenarios hain poori society mai.
Hum orty to ap ki sari vedio dekhi h agr lik shohr ko sher kry kehty h humy Islam na sikhao ...mjhy maa bap ki khidmat ka masla aya hoa h Hala k hakikat ma bap ki khidmat Allah Pak ki raza k ly krti hun lekin shohr bhi salo ghr na ay ..msg rat ko thak hr k kro opr Sy Kahy ma busy hun ya formality k Tor pr call kry bacho ka poch lia...2 saal ma kbhi bhi 30 minutes call nhi ki ho Chalo na kry km Sy km msg kr skta voice msg pics wgra ...lekin opr Sy Jesi bhi that shohr ko picture bhjti phr Dil hota shaid koi msg aya ho .lekin seen ho kr bhi kbhi .... pehly samjhti thi shohr dor h Chalo yeto mery sath thik h shikaty nhi deti lekin 2 3 bar khrcha manga hr mery ebb buriya khamia nikal ai 3...pehly ik bhi bt Meri nhi nikli lekin hakikat ma jb Kaha Nan nafka Mera bhi shohr pr h wo nhi deta ap ko bhjta h ap maa bap k ap sochy mery bhi 2 bachy h ap ka ok beta uni pahrta h os k bhi Bhai par haqoq h ..lekin biwi bachy pr bhi
Aurat ki us saas k samnay kya oqat reh jati hy jiska pooray ghar mn sirf aik kamra ho or saas ka poora ghar ho, uska hal nokrun jesa hota hy sas k samnay jisky huq kuch nai lakin faraz la mehdood hoty hn ye ghulamun wala culture hy
Larkun mn itna bojh na dalen k 40 50 sal k maa baap apnay hath se kamana chor k bety pe dependent ho jatay hn ALLAH ny itni sehat di hy tou kam karein bety pe dependent na hun kya larki k maa baap apna guzar basar nai chalatay jb unki aik hi beti hoti hy? Koi sahaba ki misal de jo 40 50 sal ki umer mn farigh ho k betay se paisay lety hun sahaba ny 60 sal se bari umer honay k bawajood poori poori khilafat chalaye hy.
May ALLAH give you best of ajar for doing wonderful work ameen
SummaAameen...Dua me Yaad Rakhe
So true
Bahi tohda urdu me bat kiya karo hm jasi maon ko English samajh nahi ati
Ji talha Bhai logo ko allah ki traf bulana bht zaruri hai Jo Allah se Dre ga wo hr masle me allah ke hukm ka khyaal kre ga.
Boht acha laga ap ki bat sun kar mardo ky bary mey bol kar
Right
Sir my bhi ap sy apna aik problem share kar na chaty ho is topic pr hi please batady kasy contact karo😊😊😊😊
agar sas ki 4 bahu h 2 ko to bahut samjhti h 2 ko nahi to kya kare
So,koi gareeb to phir shadi hi na keray ya wo jo aik separate ghar afford hi na ker sakay.
Humari zyda abaadi to under privileged conditions mai reh rahi hai.Aap log kuch logon ko target ker k baat kertay hain.Millions scenarios hain poori society mai.
Bilkul 100%
Hum orty to ap ki sari vedio dekhi h agr lik shohr ko sher kry kehty h humy Islam na sikhao ...mjhy maa bap ki khidmat ka masla aya hoa h Hala k hakikat ma bap ki khidmat Allah Pak ki raza k ly krti hun lekin shohr bhi salo ghr na ay ..msg rat ko thak hr k kro opr Sy Kahy ma busy hun ya formality k Tor pr call kry bacho ka poch lia...2 saal ma kbhi bhi 30 minutes call nhi ki ho Chalo na kry km Sy km msg kr skta voice msg pics wgra ...lekin opr Sy Jesi bhi that shohr ko picture bhjti phr Dil hota shaid koi msg aya ho .lekin seen ho kr bhi kbhi .... pehly samjhti thi shohr dor h Chalo yeto mery sath thik h shikaty nhi deti lekin 2 3 bar khrcha manga hr mery ebb buriya khamia nikal ai 3...pehly ik bhi bt Meri nhi nikli lekin hakikat ma jb Kaha Nan nafka Mera bhi shohr pr h wo nhi deta ap ko bhjta h ap maa bap k ap sochy mery bhi 2 bachy h ap ka ok beta uni pahrta h os k bhi Bhai par haqoq h ..lekin biwi bachy pr bhi
Aurat ki us saas k samnay kya oqat reh jati hy jiska pooray ghar mn sirf aik kamra ho or saas ka poora ghar ho, uska hal nokrun jesa hota hy sas k samnay jisky huq kuch nai lakin faraz la mehdood hoty hn ye ghulamun wala culture hy
Saas ab bahu ko tang nhi karti ab bahu saas ko tang karti hai live just changed 😂😂
Bilkul💯
Hr jga ase ni h
Sooo true
Larkun mn itna bojh na dalen k 40 50 sal k maa baap apnay hath se kamana chor k bety pe dependent ho jatay hn ALLAH ny itni sehat di hy tou kam karein bety pe dependent na hun kya larki k maa baap apna guzar basar nai chalatay jb unki aik hi beti hoti hy? Koi sahaba ki misal de jo 40 50 sal ki umer mn farigh ho k betay se paisay lety hun sahaba ny 60 sal se bari umer honay k bawajood poori poori khilafat chalaye hy.
saas jyada tr jalim hoti he