COM, mein Red wire Aur 100v mein Black wire lagane se kya hoga...??? Maine use kiya kiya tha..... Dono mein baj raha hai... Lekin, aap jo connection bataye the usmein thoda chitiii ka aawaj aa raha hai....??? Please Reply...
Sar Hamara bhi amplifier 250 ka hai aur yah donon driver unit used kar chuka hun Mahina 15 Roj Mein Jal jata hai iska Koi upay bataen main aapka aabhari rahunga dhanyvad
LMT wale ki, uska power kam or Jada kr skate hai. Kese ka power uske output pi depend karta hai. Jitna Jada power hoga utna uska sound Jada ayga, chahye voh lmt ho ya sada unit
Bahat achha laga app ka video
Thanks🙏🙏
Simple aur bohot informative hai bhai.... Gazab..
Shukrya🙏🙏
Base jabrdast bajne ke liye amplifier kon+company ka le kitna waatts le ki aawaj bahut dur tak jaye
Budget wise nx audio ka amplifier rx 3000 jo ki 2400w ka hai or speaker 700w ke do ahuja, aplus, paudio koi se bhi le sakte hai
Bahut achha laga tumhara samjhane ka tarika
Shukriya
Kya hum volt strip aur ohm strip donou aik sath use kar sakte hain?
Please reply...
Manual or company ke hisab si nhi kr sakte PR log phir bhi connect karte hai
Eska use sirf emergency pr use krna chayi
Ravindar paji good job
Dono unit ek sath chal sakate h
th-cam.com/video/LQ0ima74SZk/w-d-xo.html
Very nice bro
Ssa 250 emplifire main kese ek sath main speakers ur driver unit chalaya jata he.live vedio main setting ke sath bataye
Jarur
300 trangister amplifier machine me kitne unit laga sakte hai or kitne ka serij kare bataye bhaiya ji
Bhai Agar 3 unit chalayenge to Kaise jodenge
Normal machine awaz nikalne par kya karna padega
?
Ahuja 250m amp hai aawaj amplifier se fuul bhi kar dete hai to bhi aawaz 1 km bhi nahi jata hai kya kare sir please
COM, mein Red wire Aur 100v mein Black wire lagane se kya hoga...???
Maine use kiya kiya tha.....
Dono mein baj raha hai...
Lekin, aap jo connection bataye the usmein thoda chitiii ka aawaj aa raha hai....???
Please Reply...
AU40XT 100v Ahuja 500 DP amplifier mein kitne piece hundred volt diver unit Kitna piece Chala sakte hain please sir comment Karke bataiy🔊🔊
Supar bhai
Volt wala unit jayada aawaj karta hai ya om wala unit
Dono same sound denge, haan apaka wire lamba hone par LMT wala adhik sound dega.
Jada driver unit bajane ke liye 70v me lagaye ki 100v me
100v best rhega agar line unit hai tho
Very nice
Horn ke liye kaun sa amplifire sahi rahega
Kon sa jada range me bajta h
Jiska power Jada ho (watt)
Sar Hamara bhi amplifier 250 ka hai aur yah donon driver unit used kar chuka hun Mahina 15 Roj Mein Jal jata hai iska Koi upay bataen main aapka aabhari rahunga dhanyvad
Ham 50 w me set kare too sound achha hogi
Kis units ki awaz ziyada Hoti hai LMT wale ki ya sada wale ki
LMT wale ki, uska power kam or Jada kr skate hai. Kese ka power uske output pi depend karta hai. Jitna Jada power hoga utna uska sound Jada ayga, chahye voh lmt ho ya sada unit
Nice sir
500 waat chalega ?
Bhai amplifier k 100v line se dusra amplifier link kaise hoga
Bhai yeto glt ho gya kyuki parallel me ohms kam ho jata hey balki series me bandhta hey to parallel me 8ohm me kyu chalaye bro
4ohm pe chala chahiye na
60watt ka unit mi audio transfrma kha milaga
Good
250wat amplifier m 40wat pr unit ka switch krne pr transfarmr jl jata h bhai
Bhai.simple unit se awaj kam nikal rhi hai.80watt amp hai.mic master10 se bhi
FRE AMP KYA CONECSION KARE KYA KAM HAI.
4 unit kitne ohms par hog ko ksa
Bhai me 4ohm me 3unit 2, 100 watts box use kartahuu kuchu nehi hota
Agar 16ohm ke 3 unit use karte hai tho connection kaha karna hai 8ohm ki 4ohm?
4ohm
background music very loud
OK sorry for that next time I will improve it
भाई अब बता रहे हो वह मुझे समझ में नहीं आ रहा है जरा धीरे बताओ यार कुछ भी समझ में नहीं आ रहा है
Aponar ghor kot
भाई भेजो जरा धीरे से बता यार समझ में नहीं आ रहा है क्या बता रहे हो आप अच्छे से बताओ ना
Apna number bhejiye bhaiya ji
Nmbr dijiyr
Aap apna number do Jankari chahie
250Wad ka amplifier ki kiya kimot hai 7002190950 num pe batana