Mere pass bhi h but m bhut preshan hu or iski bettrey ki problem h jb se li tb se preshan hu abhi 4 month hi huwe na koi service h or na hi koi showroom h
में भावनगर (गुजरात) से रहेने वाला हु , मेरे पास okaya faast F4 गाड़ी है, में इससे बहोत परेशान हु, हमारे यहा सर्विस के बारे मे बहोत लापरवाही है, proper answer bhi nahi milta.
I purchased Okaya Ev from Apurva Pune. 1. Throttle failure in 700km, not covered in warranty. 2. Parking sensor failure, not covered in warranty. 3. Back pain, if drive beyond 15km. 4. Reverse switch stuck intermittent. 5. Material low quality used. I will not recommend this.
Okaya ne scrap sell kiya h market m .. bahut saree customer preshan h Okaya se ... Battrey m percentage dikhata h .. isse acha BENLING FALCON le lete meter m percentage dikhata h or boot Space bhi achi khasi h .. 2saal se chla rha hu no problem LFP FIRE PROOF BATTERY in Falcon
*Honest review* में भावनगर ( गुजरात) से okaya faat F4 ओनर हूं, हमारे यहां डीलर ने अपनी डीलरशिप कैंसल करवादी है कई महीनो पहले, सभी कस्टमर सर्विस से परेशान है,1 हफ्ते तक तो पता ही नही चलता सर्विस कहा रवानी है। कंपनी ने अभी तक कुछ प्लानिंग भी नही की यहां के कस्टमर के लिए।
Mere pass okaya ki faast f4 hai Okaya ki scooty bhi ghatiya hai aur iska service+ engineer bhi ghatiya hai service center ke chakke laga laga ke halat kharab ho gai hai
Chore company hai. 3 yera ki guarantee bolker kharb hone per thik nahi kerti water se kharab hone ka boller battery thik nahi kerti. Coustmer service very poor. Cheater company
Bahut hi ghatiya company aur ghatiya service hai. Don't buy sara paisa pani me gaya. Company ka md se lekar service center sab chor hai koi sahi answer nahi de rahe he.
Bhai Maine Li thi bohot hi ghatiya scooter hai OKAYA FREEDUM 20 days baad resale kardiya 21000 loss ke sath so please don't buy this ghatiya scooter OKAYA FREEDUM.
Scooter tagdi hai. Lfp Jo battery hai uski charging discharging 15 days mein 100 to 0 percent karte rehna hai taki bms ko reading teek mil sake. Kyonki yeh battery stable volte deta hai between 70 to 30 percent SOC iss liye BMS soc read nahi karpata. Baki battery tagdi aur safe hai nmc ke comparison mein. Mere pass faast f4 hai over 150 kmpc deta hai
Bahut gandi company hai bhai ko bhi purchase na kare warranty hote hue bhi koi sunwai nahi Maine bahut pareshan hue 4 months se service center par hai thik nahi kar rhe
Battery tagdi hai. Range ka masla BMS ke wake se araha hai. Aap 15 days mein ek bar full charge aur full discharge karate rehna Kyon ki lfp battery 70 percent to 30 percent soc mein stable discharge voltage deta hai iss liye BMS read nahi karpata. Yeh problem Tesla mein bhi hai toh woh advice Karte hein ki app apni tesla charging ke waqt full charge kiya Karein. Full charge se matlab auto cut off hone tak.
Aap Sahi bol rahe ho bhai
Thanks..
Ekdum sahi baat kaha apne break sahi nahi hai eska
काश मेने पहले आपका वीडियो देख लिया होता तो हम लौटने से बस जाते हमने कल ही यही गाड़ी खरीदी है और पछता रहा हूं
Are yr.. koi ni aap dhayn rkho..
Consumer court me complain kr dijiye....or inke malik ko tweet kre..plus parivahan mantri ko tag kr dena.
Gadi se ummed chhod di ab.
Thanks for honest review bhaiyon❤
Welcome..
Mere pass bhi h but m bhut preshan hu or iski bettrey ki problem h jb se li tb se preshan hu abhi 4 month hi huwe na koi service h or na hi koi showroom h
में भावनगर (गुजरात) से रहेने वाला हु , मेरे पास okaya faast F4 गाड़ी है, में इससे बहोत परेशान हु, हमारे यहा सर्विस के बारे मे बहोत लापरवाही है, proper answer bhi nahi milta.
Hum bhi bahut pareshan hai bhaiya is gadi se
Bhai me bhopal se hu mere pass bhi okaya freedom he me bhi iski battery se bahut pareshan hun bahut galat decision tha Mera is scooter ko lene ka
Bhai ab ky kare, sb pachta rhe hai.
Kendrapara service centre donot solve my problems.
honest review hai sala thela gadi le lo ye mat loo hum khud parsan hai
Scrap..
Maine to 3 month me 4000 km chala diya hai 😂
I purchased Okaya Ev from Apurva Pune.
1. Throttle failure in 700km, not covered in warranty.
2. Parking sensor failure, not covered in warranty.
3. Back pain, if drive beyond 15km.
4. Reverse switch stuck intermittent.
5. Material low quality used.
I will not recommend this.
Ye sb issue hum ko bhi aya hai.
Okaya ne scrap sell kiya h market m .. bahut saree customer preshan h Okaya se ... Battrey m percentage dikhata h .. isse acha BENLING FALCON le lete meter m percentage dikhata h or boot Space bhi achi khasi h .. 2saal se chla rha hu no problem LFP FIRE PROOF BATTERY in Falcon
Yes, i think ye inka experiment hai.
Bahi ma bhi pachta rha hu
Company wale b pachta rhe honge, complaints itni jo ari hongi😊😆
*Honest review*
में भावनगर ( गुजरात) से okaya faat F4 ओनर हूं, हमारे यहां डीलर ने अपनी डीलरशिप कैंसल करवादी है कई महीनो पहले, सभी कस्टमर सर्विस से परेशान है,1 हफ्ते तक तो पता ही नही चलता सर्विस कहा रवानी है। कंपनी ने अभी तक कुछ प्लानिंग भी नही की यहां के कस्टमर के लिए।
Ok fast 4 ki kabhi mat lena jindagi aur pachtaoge
Mere pass okaya ki faast f4 hai
Okaya ki scooty bhi ghatiya hai aur iska service+ engineer bhi ghatiya hai service center ke chakke laga laga ke halat kharab ho gai hai
I am from up mene galti kardi isko leke range bilkul bhekar hai
Gadi hi bakwas hai...
Koya nahi lna okaya bike
Right..
Bahut bekar gadi he mene li he new 1 month bhi nhi hua or 28 km se jayada bhi nhi chal rhi
Han issue hai ye to.
পেছনের চাকা লিক হলে খুব কষ্ট
Yes.
Range kam de rahi hai To battery kharab hogi Bhai change karao 😂
1 saal mai battery kharab frr to bekar h na gadi.
@@burnoctane5634 Aisa nhi h battery hi kharab hui h change karwa lo warranty me h to 100 me se 1,2 kharab ho hi jati h
@@shubhamsahutech jaha se gadi li thi wha 100 me se 20 case the ese.
Battery or charger sabse badi problem😢😢 or totally plastic hai esse best ola
Gadi hi problem hai.
freedom liya bahut galat decision
Mere pass bhi fast f3 hai
Mein bhi paresaan hu
10 baar to raaste me band ho gayo
Bekar hai company.
Very bad okaya I lost and sale to kabadi by 3thousands only
Totally Faltu gadi mera okiya Fast 142km charging chalta tha ek bar me abhi 50km me raste ke bich me ruk jata he
Are 🙁.
Mene to 1 month me 2000 km chalaya
Ab aage pta lagega mein bhi yahi bolti thi 😢😢
Congratulations🥳😅😂
Battery or charger sabse badi problem😢😢 or totally plastic hai esse best ola
Service is totally nunsense kuc nehi karte desha ka jo service centre ke koi ke kam ke nehi . Mera paise pane me gaya dis like
Right..
Chore company hai. 3 yera ki guarantee bolker kharb hone per thik nahi kerti water se kharab hone ka boller battery thik nahi kerti.
Coustmer service very poor. Cheater company
Han bilkul..
Bahut hi ghatiya company aur ghatiya service hai. Don't buy sara paisa pani me gaya. Company ka md se lekar service center sab chor hai koi sahi answer nahi de rahe he.
audio is not proper
Sorry, will work in next time.
फालतू का तनाव लेना है तो okayaa स्कुटी लेना।
Correct
Bhai Maine Li thi bohot hi ghatiya scooter hai OKAYA FREEDUM 20 days baad resale kardiya 21000 loss ke sath so please don't buy this ghatiya scooter OKAYA FREEDUM.
Bhai mujhe dedete leni h
@@prathamdora bhai free me bhi mahengi hai electric scooter. Bhai request hai se please mat lena.
Bahut kharab scooty hai
Yes.
Scooter tagdi hai. Lfp Jo battery hai uski charging discharging 15 days mein 100 to 0 percent karte rehna hai taki bms ko reading teek mil sake. Kyonki yeh battery stable volte deta hai between 70 to 30 percent SOC iss liye BMS soc read nahi karpata. Baki battery tagdi aur safe hai nmc ke comparison mein. Mere pass faast f4 hai over 150 kmpc deta hai
@@body5in bhai ye to 30_35 deri hai bss
@@burnoctane5634 battery bms calibrate karwalo. Uske baad charge discharge karte waqt 90 percent ke upar charging aur 20 percent se niche discharge karte raho. Mere paas 4.4 kw ka f4 hai
Bahut gandi company hai bhai ko bhi purchase na kare warranty hote hue bhi koi sunwai nahi Maine bahut pareshan hue 4 months se service center par hai thik nahi kar rhe
Battery tagdi hai. Range ka masla BMS ke wake se araha hai. Aap 15 days mein ek bar full charge aur full discharge karate rehna Kyon ki lfp battery 70 percent to 30 percent soc mein stable discharge voltage deta hai iss liye BMS read nahi karpata. Yeh problem Tesla mein bhi hai toh woh advice Karte hein ki app apni tesla charging ke waqt full charge kiya Karein. Full charge se matlab auto cut off hone tak.
Bro sb kr lia but issue to hai.