Sir ji without bricks y kam nhi kar sakte kiya... :-1st 40mm+10mm(concert) k bed iske upar(chemical) :-2nd 20mm(concert + 101lw+) k bed :-iske upar tiles kuch problem hoga kiya...
sir bajut acha video banaya h pr thoda fast ho gya, sir bathroom likege ke liye dummi pipe bhi dalte h maine bathroom plumbing ke video me dekha tha thoda uspr video baneye
Sir mai ne bathroom main pipes tak filling ki uss ke baad bajre cement sand with Dr fixit powder ka ek mixture 2 inch ki coating ki hui hai kya main tile lagane se pehley water proofing kar sakta hoon aur uss ke baad main tile lagadon. What's to be done plz suggest.
Sir maine sunken ki waterproofing karvayi thi ,kova bhi ho gaya hai,abhi bhi leaked h ab kya kare samajh nhi aa raha.kahi pipe vgairah to nhi displace ho gaye hoge
Ha yah sahi tarika hai sir ji,is video mai koi confusion nahi raha thank you..
welcome
plz share
Super and fantastic information
Thank you
Sir ji without bricks y kam nhi kar sakte kiya...
:-1st 40mm+10mm(concert) k bed iske upar(chemical)
:-2nd 20mm(concert + 101lw+) k bed
:-iske upar tiles kuch problem hoga kiya...
Dr fixit 301se terrace pe use kiya hu achha se bonding bana hai ab celling me dekhna hai jab barish hoga tab ki result sahi diya ya nhi
sir bajut acha video banaya h pr thoda fast ho gya, sir bathroom likege ke liye dummi pipe bhi dalte h maine bathroom plumbing ke video me dekha tha thoda uspr video baneye
mtlb
Sir mai ne bathroom main pipes tak filling ki uss ke baad bajre cement sand with Dr fixit powder ka ek mixture 2 inch ki coating ki hui hai kya main tile lagane se pehley water proofing kar sakta hoon aur uss ke baad main tile lagadon. What's to be done plz suggest.
Can we use Epoxy Resin for bathroom waterproofing instead of Dr Fixit
Sir how to calculate quantity? What is the area coverage for this product?
Bhaiya ji british company ki wall putty kaisi hoti hai Hamare yahan per Birla company ki putty nahin mil rahi hai
jk ki b ni mil rahi yah asian
Asian company ka mil raha hai bhaiya ji British ka waterproof putty Laga sakte hain yah Asian ka
🙏
Dr fixt के केमिकल इतने कन्फ्यू करने वाले हे की अच्छा खासा आदमी घनचक्कर बन जाए
1000 sqft roof me kitna material lag jaega
Old bathroom mai bhi kya isko use kar saktey hai ?
udar kaesi leakage hai
pics bhejo whatsapp par
Sir maine sunken ki waterproofing karvayi thi ,kova bhi ho gaya hai,abhi bhi leaked h ab kya kare samajh nhi aa raha.kahi pipe vgairah to nhi displace ho gaye hoge
Can we use it for rooftop water leakage
Sir new chandigrh me ghr bnvane me hmari help kre hme koi jankari nhi h kse kya kre
rekha mam zarur
whatsapp no discription
kuch b ho msg us
Sir hamera chat me likeg ho raha hai kyun ki ek jhaga pani jamta hai toh kya mai yea kam kar sakta hu
Brother mai to elephant shield liquid rubber use karne jaa raha tha bathroom mai.
bo b acha hai
Nepal me kaha par milta hai
pipe kab dalenge?
Sir meri chat ke upper RCC me cracks aa gye he Pani leackeg he chat dalvaye hue 8 month hue he upper rastal karva rakha he ab ky kare
pics bhej sakte ho solution btata hun
Mention the proper names of the chemicals to be used.
ईंट बिछाने के बाद सूखा माल जो डालना है -
ये सूखा माल क्या होता है।
ये सूखा माल बिछाने के बाद दो दिन की क्यूरिंग कया होती है।
link kaha hai
Dr fixit not available in my area
Kuchh nhi hota isse bevkuf bnate h company vale
sir aesa ni hai
krne ka tareka hota hai ek
@@civilsitevisit jaise Dr fixit pe likha hua tha Maine vaisa hi kiya lekin koi sealan km nhi hua tbse use Krna hi chhod diya
Mera to sahi chal Raha hai Bhai...
@@theworld8802 main khud ek civil engineer hu isliye test kiya hu in sbka
First view
thank you
Bhaai , tume sahi se process hi nahi maloom hai , adha adha kaat ke bata rahe ho ,
varsha g kaese krte hai ap btaye plz it helps
Construction build environment in India is terrible!
yes right brother
Aapka number mil sakta hai kya