Ma-Shaa-ALLAH ! ! ! Well needed CLIP. Keep on doing Dawat-e-HAQ of ISLAM without Firqawariyat. May ALLAH guide all of us towards his path of TRUTH. Aameen ! ! ! TRUTH Lovers ko SALAM ! ! !
Ali bhai mein bht muhabbat krta ap sy ap ne Deen Haq Sach bta dia mjhe firka sy nikal dia mein aj sirf muesalmaan hon Ali bhai or Dr Israr Allah ka shukr ky ap jasy log hme mily
Assalam o alaikum, 1.mere teacher sawal kiy hai ki jab Allah (god) dil m hai to musjid Jane ki kya jaroorat 2. Aur jab ham school m hai to namaz kaise pade khas kar jumma ki namaz Ye sawal mere class m 3-4 martaba ho Chuka hai...
Wa Alaikum As-Salaam Warahmatullahi Wabarakatuhu, Allah Na Dil Mein Hai Na Masjid Mein. Allah Apne Arsh Par Hai Jo 7 Aasmaanon Ke Oopar Hai. Qur'an-o-Hadeeth Mein Jagah Jagah Ye Baat Aayi Hai Ke Allah Apne Arsh Par Mustavi Hai Aur Vo 7 Aasmaanon Ke Oopar Hai. Ham Masjid Isliye Nahi Jaatey Ke Wahan Allah Hai, Balke Masjid Allah Ki Ibaadat Gaah Hain Jahan Muslim Ikhatta Ho Kar Jama'at Se Namaaz Padhte Hain. Esa Karna Allah Aur Uske Rasool Muhammad sallallaahu alayhi wasallam Ka Hukm Aur Tareeqa Hai. Ek Muslim Par Daily 5 Waqt Ki Namaaz Padhna Farz Hai Aur Mard Par Jama'at Se Padhna Farz Hai, Jama'at Kamse Kam 2 Logon Se Bhi Ho Sakti Hai. Jumu'ah Ki Namaaz Bhi Muslim Par Farz Hai. Allah Ke Rasool sallallaahu alayhi wasallam Ki Hadeeth Hai Ke Jahan Khaliq (Allah) Ki Nafarmaani (Disobedience) Ho Wahan Makhlooq (Creation) Ki Ita'at (Obedience) Nahi Ki Jaa Sakti. Jin Students, Office Employees, Businessmen Ko Namaaz Ki Ahmiyat Pata Hai Vo Namaaz Padhney Ke Liye Poori Koshish Kartey Hain Aur Time Management Kartey Hain, Isi Tarah Aap Bhi Apne Environment Ke Hisab Se Time Ko Manage Karke Namaaz Padhein. How a student can pray - Dr. Zakir Naik: th-cam.com/video/sVoxQu2G35M/w-d-xo.html
Ma-Shaa-ALLAH ! ! ! Well needed CLIP. Keep on doing Dawat-e-HAQ of ISLAM without Firqawariyat. May ALLAH guide all of us towards his path of TRUTH. Aameen ! ! ! TRUTH Lovers ko SALAM ! ! !
Ali bhai mein bht muhabbat krta ap sy ap ne Deen Haq Sach bta dia mjhe firka sy nikal dia mein aj sirf muesalmaan hon Ali bhai or Dr Israr Allah ka shukr ky ap jasy log hme mily
@@quresh_qabila o
*Love you for the sake of Allah!* ❤️
Yeh comment khud karta hai yeh iss ki koi team@@sectsfreemuslim
Thanks danish bhai..❤.. for this vedio
So beautiful bayan so attractive bayan
MashaAllah TabaraKAllah very heart touching byan
May Allah grant us toufeeq to learn quran Ameen
Danish Bhai may Allah give you reward of this job
سبحان اللہ
Masha Allah very inspiring video❤
Subhanallah
Mashallah good
Bhot badhiya
Assalam o alaikum, 1.mere teacher sawal kiy hai ki jab Allah (god) dil m hai to musjid Jane ki kya jaroorat 2. Aur jab ham school m hai to namaz kaise pade khas kar jumma ki namaz
Ye sawal mere class m 3-4 martaba ho Chuka hai...
Wa Alaikum As-Salaam Warahmatullahi Wabarakatuhu,
Allah Na Dil Mein Hai Na Masjid Mein. Allah Apne Arsh Par Hai Jo 7 Aasmaanon Ke Oopar Hai. Qur'an-o-Hadeeth Mein Jagah Jagah Ye Baat Aayi Hai Ke Allah Apne Arsh Par Mustavi Hai Aur Vo 7 Aasmaanon Ke Oopar Hai.
Ham Masjid Isliye Nahi Jaatey Ke Wahan Allah Hai, Balke Masjid Allah Ki Ibaadat Gaah Hain Jahan Muslim Ikhatta Ho Kar Jama'at Se Namaaz Padhte Hain. Esa Karna Allah Aur Uske Rasool Muhammad sallallaahu alayhi wasallam Ka Hukm Aur Tareeqa Hai.
Ek Muslim Par Daily 5 Waqt Ki Namaaz Padhna Farz Hai Aur Mard Par Jama'at Se Padhna Farz Hai, Jama'at Kamse Kam 2 Logon Se Bhi Ho Sakti Hai.
Jumu'ah Ki Namaaz Bhi Muslim Par Farz Hai. Allah Ke Rasool sallallaahu alayhi wasallam Ki Hadeeth Hai Ke Jahan Khaliq (Allah) Ki Nafarmaani (Disobedience) Ho Wahan Makhlooq (Creation) Ki Ita'at (Obedience) Nahi Ki Jaa Sakti. Jin Students, Office Employees, Businessmen Ko Namaaz Ki Ahmiyat Pata Hai Vo Namaaz Padhney Ke Liye Poori Koshish Kartey Hain Aur Time Management Kartey Hain, Isi Tarah Aap Bhi Apne Environment Ke Hisab Se Time Ko Manage Karke Namaaz Padhein.
How a student can pray - Dr. Zakir Naik:
th-cam.com/video/sVoxQu2G35M/w-d-xo.html