Sir tata Indica Vista ki full alignment karwi hai wheel Balance bhi karwaya phir gadi left side jaati hai steering wheel bhi heavy ho jaata hai khbi normal ho jaata hai . please reply karna Sir .
Battery ka negative wire hata do, ho jayega.EPS car main steering angle distrub ho jata hai isliye laptop lagta hai, agar battery hata doge toh problem nahi hogi
mene Hyundai elite i20 2017model ka Aliment karvaya osne computer me Hyundai elite i20 2014modal dal kar kar diya to koi dikkat to nhi or usne sirf Toe sai Kiya or Camper kingpin sai nhi Kiya mene os se bola to usne kha sirf teo Sai karne se ho jata hai to usne sai Kiya koi dikkat vali baat to ni hai ?
Hello I am from pakistan a high vibration in steering wheel of my suzuki mehran, same like indian maruti so i want to ask you that is it also wheel balancing issue in my Suzuki mehran, so could i do wheel balance of my car and what is cost of wheel balancing approximately? Plz answer!
Hi, thoda dhyan dijiye ki gaadi ek taraf pull kar rahi hai ya lahar rahi hai kya, agar aisa hoga to balancing and alignment karani hogi. Par agar vibrations hai to may be suspension ka kaam ho sakta hai
Barack lock Keya nahi vi galit Keya hai Toe in toe out adjust Keya hai .camber. casters adjust karna ha to brack lock Krna praga nahi to caster adjust nahi hoga.
Bhale hi piche ki alignment nahi karni hai but check to karna jaruri hai na agar gaadi jyadda offroad chali hai aur exel damage hua to pata chal jayega
Raste par depend karta hai, jyada highways par chalte hain to 4-5 chalakar bhi jarurat nahi hoti aur khrab raste hain to jaldi karwani padti hai. Bas dhyan dijiye ki steering me one side pull lage to jarurat hai
Mere pass alto h jb mai 80-se100 pr drive krta hu to puri car vibration kapne lg jati h 80 se kam bilkul sahi rwhti h 80 ke upr vibration krti hai kya reason ho skta h wheel balance khrb hua h kya
Maine s presso ko liye huya 3 saal ho gaye hain . 4600 km chali hai . Kya mujhe wheel balancing aur wheel alignment karwana ki jarurat hai . Maine car ki service karvayi lekin balancing and alignment nahi karvayi . Please guide.
@@SahiGaadi sir mujhe log keh rahe hain ki abhi nayee gadi hai naye gadi ko kuch nahi hota agar ek baar tyre khulwa liye or allignment check karwa li toh gadi phir pehle wali nahi rahegi . kya karoon
Ye information bilkul wrong h. Sir har maruti suzuki k chamber hote h but ye . But chamber tab krne padte h jab gadi one side seTyre ghusane lagti h to m ye hi bolna chahunga ki ye information bilkul galat h
Car ke aage Wale pariyon ki alignment to koi bhi kar deta hai pichle wale pahiye ghis jaate Hain to unke alignment karke dikhao na ki kaise alignment hoti hai aur piche wale tayre ki alignment hoti hai
Ha hote hai jyada tar car mi piche to fix hi hota par wo bhi out ho jai to sims (wasar) dal ke kar sakte or kuch car mi ata hai pice ka setteng jise Xuv500 indigo acent ett…❤
You can contact him: Mr. Sunil from Flying Wheels, Kothrud Pune. Dealer in Apollo, Yokohama, Bridgestone Tyres. Contact - Mr. Sunil dhanve - 9921435978 , 9158605978
गाड़ी के टायर में Nitrogen भरना चाहिए या नहीं? th-cam.com/video/MbaDvl1kHck/w-d-xo.html
sir apko Nitroge bharwana chaiye performance Achcha Milta Hai
Ha nitrogen he bharna chaiye
Isko Target bolte hai (senser)
Tyre ki life badhati hai
बहुत अच्छी जानकारी दी ह आपने।
Lage Raho Bhai.................
Very nice information 😊
So nice of you
Nice sirji ❤❤
Sirji kya lodding gaadi ke liye bhi alignment nikal sakte hai jaise mere paas Ashok Leyland ki dost model hai
Haan
Great info thank you 😊
Welcome Karun bhai
Sir tata Indica Vista ki full alignment karwi hai wheel Balance bhi karwaya phir gadi left side jaati hai steering wheel bhi heavy ho jaata hai khbi normal ho jaata hai . please reply karna Sir .
Suspension ke vajah se bhi hota hai aisa
Suspense or staring linkage ka checkup karbaiyea
Hyundai grand i10 nios ka perfect alignment and balancing kaise kare plz iske upar ak video bonau
Battery ka negative wire hata do, ho jayega.EPS car main steering angle distrub ho jata hai isliye laptop lagta hai, agar battery hata doge toh problem nahi hogi
Very nice information bhai
thank you
mene Hyundai elite i20 2017model ka Aliment karvaya osne computer me Hyundai elite i20 2014modal dal kar kar diya to koi dikkat to nhi or usne sirf Toe sai Kiya or Camper kingpin sai nhi Kiya mene os se bola to usne kha sirf teo Sai karne se ho jata hai to usne sai Kiya koi dikkat vali baat to ni hai ?
Body same hai to koi dikkat nahi hai, fir bhi doubt na ho islie service center me ek baar check karwa lijiye
Hello I am from pakistan a high vibration in steering wheel of my suzuki mehran, same like indian maruti so i want to ask you that is it also wheel balancing issue in my Suzuki mehran, so could i do wheel balance of my car and what is cost of wheel balancing approximately? Plz answer!
Hi, thoda dhyan dijiye ki gaadi ek taraf pull kar rahi hai ya lahar rahi hai kya, agar aisa hoga to balancing and alignment karani hogi. Par agar vibrations hai to may be suspension ka kaam ho sakta hai
Balancing problem h. Wo karwa lijiye aur sath mein aligment bhi karwa hi lijiye.
धन्यवाद जी।
Always welcome Rahul ji
total 700-800 cost for Alignment and Balancing (400 alignment and 400 balancing)
Depend karta hai ki kitna weight lag rha hai
Hamare yaha alignment 250₹ wheel Belencing ki Church 200₹Hey
Iska steering agar right side Pay ho to AP Kon c jaga chori band kree gay
Best
Thanks
Wegnor mi aliment kaise hota hai plz link send kare.
Same hi process hota hai jo is video mi hai❤
Machine kitne ka hai aur installation kitna rate aayega...
Maintenance kaise Krna hai machine ka kitne time me maintaince krna hota hai ?
Sab yehi karege😂 to customer kaha se ayege
What are the charges
Barack lock Keya nahi vi galit Keya hai Toe in toe out adjust Keya hai .camber. casters adjust karna ha to brack lock Krna praga nahi to caster adjust nahi hoga.
Alloy wheel me Weight kaha par lagaye jate hai,
Tyre ke nazdik
नमस्कार सर मेरे पास न्यू माॕडेल कि वॕगनार है तो बॕलंनसिंग जो रहेता है तो , चारो टायर बॕलंस करने पडते है क्या या सिर्फ आगेवालेच करते है!
jyadatar alignment sirf aage walo ka krna padta hai, agar wheel me problem hai to balancing ki ja sakti hai rear wheel ki
@@SahiGaadi Thanks Sir
@@SahiGaadi bhaiya peeche senser q lya gya hai agr aage alignment hota hai to
Please reply 3
Wheels balancing machine me check charo hota hai jis ko jarurat hota hai us ka balance kya jata hai
Piche ke tyre pr sensor lgna jruri hota hai kya
Bhale hi piche ki alignment nahi karni hai but check to karna jaruri hai na agar gaadi jyadda offroad chali hai aur exel damage hua to pata chal jayega
Sir me daught toe in which angle degree
Kitne km pe karaye alignment ya balancing??
Raste par depend karta hai, jyada highways par chalte hain to 4-5 chalakar bhi jarurat nahi hoti aur khrab raste hain to jaldi karwani padti hai. Bas dhyan dijiye ki steering me one side pull lage to jarurat hai
@@SahiGaadi chalti to bht kam hai gaadi.. to saal mei ek baar hi kara le bus??
Haan
Konsi jagah h sir
Kothrud Pune, description me details hain
Mere pass alto h jb mai 80-se100 pr drive krta hu to puri car vibration kapne lg jati h 80 se kam bilkul sahi rwhti h 80 ke upr vibration krti hai kya reason ho skta h wheel balance khrb hua h kya
Ho sakta hai. Engine vibration ke Karan to nahi ho rha ye check kre
Kis digre me hona chiya 06 ya 08
Maruti omni car rear tyre ghisraha hai kiya kare?
Reae suspension bushing 😊
Rear suspension bushings
Maine s presso ko liye huya 3 saal ho gaye hain . 4600 km chali hai . Kya mujhe wheel balancing aur wheel alignment karwana ki jarurat hai . Maine car ki service karvayi lekin balancing and alignment nahi karvayi . Please guide.
Depend karta hai kaise rasto par chali hai gaadi aur kaise khadi rahi hai, so ek baar karwana lena hi safe rahega
@@SahiGaadi sir mujhe log keh rahe hain ki abhi nayee gadi hai naye gadi ko kuch nahi hota agar ek baar tyre khulwa liye or allignment check karwa li toh gadi phir pehle wali nahi rahegi . kya karoon
alignment ke lie tyre kholne zaruri nhi hai, aur balancing bhi hoti hai to bhi koi pareshani nahi aane wali hai.
@@SahiGaadi sir abhi nayee gadi hi hai sirf kya uski allignment out ho sakti hai
Samay kaafi ho chuka hai na, gaadi khadi kaisi hai uspar bhi depend hota hai, so bilkul karwa lijiye
Thanks
Welcome
Charges price kya hota hai sir
Sir tyre damage ho to nhi hota alignment kya ?
Ho jata par perfect nahi hota
Sir dukan kaha par hai
बिहार्
Rear wheel toe out hogya ha nanoe kaise karu
Rear wheel to-out nahi hota hai . Or thedha ho gya hai to us ke linkage or connection ka checkup kejiye 👍
👍👍💐💐
Thanks
Ustad iski selry kitni he
Shop hi unki hai😅
This machine how many price
Price 4 to 15 lakh😊
Bhai, alignments mechanic चाहिए , koi ho to jaroor bataye
Ye information bilkul wrong h. Sir har maruti suzuki k chamber hote h but ye . But chamber tab krne padte h jab gadi one side seTyre ghusane lagti h to m ye hi bolna chahunga ki ye information bilkul galat h
Costing of Alignment
200
250
Everything showed you in video except one thing that is below the car where this mechanic tighten the bolt.
Thanks for feedback
Kine ki ati hai ye mashine
I10 kitni cost aati hai aliment or balance ki
Alignment 3-400₹ me ho jata hai but balancing depend karta hai aapki gaadi me kitna weight lagta hai.
Mujhi bhi yahi kaam karna hai adress dado bhai
Flying Wheels, Kothrud Pune. Mr. Sunil Dhanve - 9921435978 , 9158605978
Ok shaam ko call karu ga bhai mai kashmir sai hu@@SahiGaadi
@@SahiGaadi mai na whatsapp par sms kiya aap na reply nhi kiya bro
Vo numbers mere nahi hain, shop ke hain. Please unhe call kar lijiye
@@SahiGaadi bouth sms kiya aur call kiwaha koi reply nhi aaya😢😢😢
what is the total cost ?
8 lakh
@@abhilashvishwakarma642 pls dont comment whn u don't know
Between 1800 to 2000/- only.
Without brake pedal steering ki ktayi nhi hoti
Agar bich me light cli jaye to
😂 ups hota hai na bro machine ki leye
Ups hota hai na bro machine ki leye😂
Bike ke tyar ka hota he ese
Bhai sencer ka pin change kar lete
Hum b jaan te hn bahi aliment
Thanks
Car ke aage Wale pariyon ki alignment to koi bhi kar deta hai pichle wale pahiye ghis jaate Hain to unke alignment karke dikhao na ki kaise alignment hoti hai aur piche wale tayre ki alignment hoti hai
Ha hote hai jyada tar car mi piche to fix hi hota par wo bhi out ho jai to sims (wasar) dal ke kar sakte or kuch car mi ata hai pice ka setteng jise Xuv500 indigo acent ett…❤
किताने दिनो से अलिगनमेन्ट करता हे भाई तवेरा को पीछे अलिगनमेन्ट नाही होती
Camber casting
पीछे का टायर का अलाइनमेंट नही दिखाया
Video me bataya hai unhone ki har bar karne ki jarurat hi nahi hoti in gaadiyo me
तो ये तो बता ता उसने नीचे से कोनसा नट कसा
Alignment cost?
₹300-400 only
J k wheel care ulhasnagar jao
Job milega Bhai
मशीन कितने की आती हैं
8 lakh ki
7 8 lakh ki
4lakh se start ho jati h
@rajshreeshrivastav9672tumhare pass he ky
4lk
मिस्त्री को बता दो कंबर और कैस्टर भी आउट होते हैं
Alignment process is wrong
Sar mujhe alignment ka kam sikhana hai
50 lac
Apka address
You can contact him: Mr. Sunil from Flying Wheels, Kothrud Pune. Dealer in Apollo, Yokohama, Bridgestone Tyres. Contact - Mr. Sunil dhanve - 9921435978 , 9158605978
Ghanta kuch samajh nahi aaya.
Bhai Mera youtube channel hanime abhi bnaya h . Main usme achhe si video bnakar jankari dunga bilkul hi asan trike e❤
😊
Cameraman unprofessional
Working on it