Sir mene cghs doctor's se opd k liye to referral panelled hospital me kara liye vha per private panal hospital doctor's ne vitamin D ka test likh diye wo mene bina referrral k kara liye unka medical claim nhi mil rha kya ye new policy abhi chage huaa hai iska document sath me laga de ge to medical claim k rupees mil jayege please sir help me😔😔😥🙏🙏🙏
agar aap CGHS se referral lete ho to wo 3 month tak valid rahega aur uske baad koi bhi empaneled doctor koi bhi test likhta hai jo 3000 se kam hai ,uske investigation ke endorsement ki zarurat nahi hai.. bill claim ho jayega par CAPF aayushman me chances kam hai.
Jai ho
Cghs ka reambusment offline honga ya आयुष्यमान se ऑनलाईन karna padenga pse bataye
Consumables jo use hote wo reimburse hota hai ki nhi sir
आदेश बहुत अच्छा है, लेकिन कल यानी 5 जुलाई को मैने एक रेफरल लिया हो जो सिर्फ एक महीने ही वैलिड है और क्वांटिटी में सिर्फ एक लिखा है। ऐसा क्यों है?
I month me 3 times OPD me dikha sakte hai...apko Dr ko bolna tha 3 times ke liye ...mene kal hi karya hai
Sir abhi Bina reffer letter ke Bina sirf cghs card dikhake admit ho sakte Hai kya
मुझे भी चालू करना है मै पेन्शन या दो साल हो गया मैने ए सुविधा लि नाही थी, लेकीन अब लेना चाहता हु,1000 कटवाना है,इसके लिए क्या करना पडेगा
Sir aap pdf nhi dete hn apne whatsApp channel pr
Bilkul shi kha aapne
Koi test k liye like sugar test k liye v doctor se likhwana parega?
Haaa
🎉
👍👍
Sir CGHS walo ko panal hospital mein koi payment deni hoti hai
Pensioners ke alava sabko payment karni hoti hai
Aur jinka family ka based banta hai retirement ka baad jaise mother se Beti ka unko bhi pay karna hota hai
@@govtemployeesnews jo pensionar hai wo direct pvt hospital jayenge toh charge lagega kya ya pehle cghs clinic jake refer karana hoga