Good, good work and advice. But hum ney gamly mei seed se grow kar key lagaya hai 6 month old अमरूद ka plant. Hight abt 1.5 ft. What to do more to get frout amrod soon and grow well
Bhai mera pink amrood ka podha h last year july me lagaya tha ....mane last winter me aur is bar barish se pehle hard pruning k but uski growth bahut acchi h me ghar ka bana compost khaad bhu time se dalti hu gudai bhi krti hu but usme abhi tk koi flowerling nhi hui....
Kindly help me to clarify- - difference between seaweed&zyme fertilizer. -different roles of each fertilizers. - Which fertilizers are better in terrace gardening Thanks
Apne Bhut accha samjhaya mere amrud ka ped lagbhag 3 sal s uper ka h lkn usm kbhi fruiting ya flower nhi aye or vo mere garden m apne ho gya tha please btaye usk liye kya kru mene suna h k ye khud s hua h to ism fruit nhi ayenge
Aap wait kar le mere yahan anar ka plant aapne aap ho gya tha mujhe bhi essay lag raha tha ki phal accha nahi hoga Maine koi khas bhi nahi dali par phal bhut achha Aya hai seed bhi soft hai aur meeta bhi hai kai baar aapne aap ugne Bali cheej bhi acchi ho sakti hai
Sir ji amrud jamin pe lagaya hai or Naya plant hai allahabad se magwaya tha or Ranchi jharkhand me lagaya hai karib 2 sal ho gayae hai ab Tak fal nahi diya hai
Sir me ek palnt nursery re layatha aur usko gamleme lagayatha .mujha patanehin taha ki us plant me plastic ka ek tokry he sir batiyeh us plant se tokriko kese nikalna he abhi nikalenge to wo plant marto nehin jaega na
Jee mera ghar Mae amrud ka ped hai jab full khelte hai or fal lagna suru hote hi girne lagta hai pedmae fal nahi rahte hai iske liye kya madicine lagta hai or kaha milega bataiye.
सर मेरे पास 3 साल पुराना बीज द्वारा तैयार 7-8फिट ऊँचा अमरुद पेड़ है जिसे मैंने 25 इंची पॉट मे लगाया हुआ है लेकिन उसमे अभी तक कोई फल नहीं आया है क्या किया जाए जिससे फल प्राप्त किए जा सकें किर्पा मार्गदर्शन कीजिये
Or ek samsya hai mere purane Wale amrud ka ped ke fal me fal ke andar kida ho jata tha abhi mene wo ped katwa Diya pur wo fir se bad Gaya hai usme fal kaise le Or patto ke niche kuch chip chipa sa fufund jaisa ho jata hai isko kaise tik kare
@@Homegarden26 sir milibug nahi hai kuch bund bund jaisa chip chipa sa ho jata hai agar apka koi mail ya WhatsApp no ho to bataye mai apko uska photo bhej duga
Sir jaise apne pehle vdo mein btaya tha amrood ke plant per fruits bohat laga hai magar ab daily 2 4 fruits bina jale hare hi gir rahein hain koi upae btaen thanks
मेरे गमले मे अमरुद का पौधा लगा है मार्च महीने मे फूल आना शुरू हुआ मई का महीना चल रहा है लेकिन फूल झड़ कर गिर जाता है फल नहीं बन पाता है पिछले साल तीन चार फल आया था फल बनने के लिए क्या करें
बहुत अच्छी जानकारी।
सादर
Very Good information .....
Thanks
Vedio bhut achhalaga aap kakoti koti dhanyawadjai hind
Ok ji
Waah bahut achha samjhaya. Shukriya
Thanks ji
Myene aapko bahut pehle join kar Lia hai.stay cunnected
Ok ji
Nimbu ka plant grow ke liye kuch Batao Ji
Kitane din pahale lgaya hai
Very good... Information
Thanks ji
I am from Pakistan very good idea tnks
Thanks
Jay hind bhai
Very nice information given by you thank you so much 🙏🙏🙏🙏🙏
Always welcome
बहुत ही अच्छी jankari😊
Thanks ji
Nice information
Thanks
Very nice beautiful plant 🪴 good information
Thanks
Good, good work and advice. But hum ney gamly mei seed se grow kar key lagaya hai 6 month old अमरूद ka plant. Hight abt 1.5 ft. What to do more to get frout amrod soon and grow well
Ok ji
Bro lime plant ke liye fertilizer (important) pesticide ke link send karo plz
Thank you for the nice information
Welcome
Plant. Growth k liye kya kare ?
बहुत अच्छी जानकारी मिली ,धन्यवाद।
Thanks
Bhai mera pink amrood ka podha h last year july me lagaya tha ....mane last winter me aur is bar barish se pehle hard pruning k but uski growth bahut acchi h me ghar ka bana compost khaad bhu time se dalti hu gudai bhi krti hu but usme abhi tk koi flowerling nhi hui....
Plant jameen par hai ya pot me
@Homegarden26 zameen me
Dusre ghol me kya milaya h bataye
Kis me
Kindly help me to clarify-
- difference between seaweed&zyme fertilizer.
-different roles of each fertilizers.
-
Which fertilizers are better in terrace gardening
Thanks
Cow dunk always best
Mere amrood ke podhay par kali phunsy jese dag par jatay hain iska kiya ilaj he please aap zaroor batana
Fal makhi ki vajah se aisa hota hai
Informative video
Thanks ji
आवला के पेड़ पर 5 साल पुराना है उसमें एक भी आवला नहीं आ रहा है क्या किया जाए
Ek hi poudha hai
Help me. Hamare. Amrood ke podhe per. Melebug ka bahut parkop hai keya karin
Washing powder or nimbu se organic kitnashak banaye
Thanks for sharing friends 🙏
Thanks
Mango ke per ki dekhbal kaisye karey
Jarur batayege
Super sir G
Thanks j9
Mango ku phool deneka Tarika batao na sir please
Video bana chuke hai aap channel apr ek bar dekh lijiy
15 नवम्बर को ये खाद देंगे तो फूल आ सकता है। या लेट हो गये
Plant size ke upar hai
अमरूद का पौधा 3 साल का है फूल नहीं आया इस बार।अभी कोशिश करें तो क्या फूल फल आ सकता है
abhi ke mhine me karsakte hai ye parkirya
Ji kar skte hai
Apne Bhut accha samjhaya mere amrud ka ped lagbhag 3 sal s uper ka h lkn usm kbhi fruiting ya flower nhi aye or vo mere garden m apne ho gya tha please btaye usk liye kya kru mene suna h k ye khud s hua h to ism fruit nhi ayenge
Good ji
Aap wait kar le mere yahan anar ka plant aapne aap ho gya tha mujhe bhi essay lag raha tha ki phal accha nahi hoga Maine koi khas bhi nahi dali par phal bhut achha Aya hai seed bhi soft hai aur meeta bhi hai kai baar aapne aap ugne Bali cheej bhi acchi ho sakti hai
Sir vedio BHUT CHHLSzga bhut BHUT DHanyAwD
Thanks ji
keenu ka pad per jada fal ka laina ka lea kee karea
Kinnu ka idea nahi mujhe
Mere amrud per Barsat Ke fal aa gaye hain muje en par wiinter ke fal bhi lene hai kirpiya batai kya karna hai
Abhi jyada fal na le
Sir mera podha 2 saal ka hai bahot hi bada aur uncha ho gaya hai par usme fal ya ful hi nehi aa rahe plz sir help me 😢
Seed grow hai ya garft plant
@@Homegarden26 nursery se plant laya tha bahooot hi bada ho gaya hai
Uncle kya hum paan wala choona dal sakte hai
Yes kar sakte hai
Thank you sir for sharing 🙂
Thanks
Nimbu ka paudha growth nahin kar raha koi upay bataen
Pot me hai ya jameen par poudhe hai
Sir ji amrud jamin pe lagaya hai or Naya plant hai allahabad se magwaya tha or Ranchi jharkhand me lagaya hai karib 2 sal ho gayae hai ab Tak fal nahi diya hai
Garft plant hai ya sada
October me pruning kr sakte h kya
Agar flower naa aaya ho to
@@Homegarden26 5 sal ho gye ful bhi nhi aa rhe h aur na fal ho rhe h aur patti bhi mudi mudi ho gyi h
🙏🏻Sirji, is it like bordo mixture.
Yes
Apne jo black wali khad dali h kya wo dmp h ya kuch aur naam batye plz
Seeweeds ya जाइम bolate hai
Sir chara me bo plastic ka tokry rehenese ped ko kuchh hoga to Nehi na
Koi pareshani nhi
Sir chune se 🌳🌳🌳marega to nahi....
Matra ka dhyan rakhna hai
खानेवाला चुना चलेगा क्या? मेरा पैदा गमले मे है पर कभी फल नही आता. जरूर बताना.
Nhi
Amrodh k ped pr amorrodh bhut aaya hai lkin chote hi rhete hai bdte nhi please btaye kya kare
Pahali bar hai ya pahale bhi fal aa chuka hai
Abhi hamare ped per fool bhi nahi aaraha hai ped bhi five years ka ho gaya hai kya karna chahiye
Beej se ugaya hua plant hai kya
Chune wale pani dalne ke bad sinchai kab karni hai
Next 2 din bad
Aamla mai fal nahi aatey hain kripya upaya bataiye
अगर बीज से उगाया गया आंवला है तो 7:00 8 साल लग जाते हैं फलाने में
Nimbu ke phool aata hai lekin fal nahin lagta
Jab flower aaye tab khad milakr Pani dijiy
Seevead kya hota h
Fertilizer hai
Sir me ek palnt nursery re layatha aur usko gamleme lagayatha .mujha patanehin taha ki us plant me plastic ka ek tokry he sir batiyeh us plant se tokriko kese nikalna he abhi nikalenge to wo plant marto nehin jaega na
Jab lgaya tha tab hi lgana tha
Sir seed se lagaye hue amrood ke plant mai kitne din bad amrood aate hai please bataye
3,4 year
Can we use it for lemon and pomegranate trees too ?
Best only guava
Bhai . Mere amrood ke pode ke niche wale pate SAR jate hen . Koi Hal bataen.
Khad kharab to nahi de di
@@Homegarden26 Bhai . Ghobar ki khas deta hoon . Mati thori kalrathi he .
Jee mera ghar Mae amrud ka ped hai jab full khelte hai or fal lagna suru hote hi girne lagta hai pedmae fal nahi rahte hai iske liye kya madicine lagta hai or kaha milega bataiye.
Flower aane par fungicide ka spry kijiy fal chhatane par khad dijiy
Chuna matla wall putti hi h na g
Ha ji
Ped jaldi kaise Bda kare Jaam ka ?
2 Month me ek bar dap or compost dijiy
Our guava plant floured but fruits are not occurred please suggest
sir what solution you spray
Butter milk
Chiku k podhe m de sakte h
Nhi
Kya ye चूने wala Pani फल wale podho me bhi dal sakte hai ,, anaar ,neebo me bhi
Nahi
Kis kis plant m chune ka Pani daal sakte hai
Amrud me hi jyada faydemand hai
2,5 years k amrud mein bhi Dal sakte hain Chuna
Yes but kam daliy
Thanks
Sir amrood main keda lag jata hai kale ho jate hai koi treatment batayen ji aap
Mene pahale video banaye hai aap dekh lijiy
Seaweeds kahan Milenge
Sir mana abhi ye process kar dea ha ab mara plant mar jayaga kya अमरूद
Nahi marega nahi lakin abhi growth achhi nahi aayegi
Kahan Milenge
धन्यवाद
Thanks ji
Mere amrud ke ped me abhi tak 1 hi lakdi h mtlb uske 1 bhi tahni nhi aayi abhi tak
Khad kya deti hai aap
Me nursery se naya gamla leke aaya 1 mahine pehle usi me mene unse unki mitti li thi
@@Homegarden26 abhi to mene mere se koi khad nhi di
@@Homegarden26 aaj me desi gobar ki khad leke aaya hu woh usme dalunga or aap bta dijiye kya dalu
@@Homegarden26 sir reply to kijiye
Dost mene amrud lagaya he bagiche me 2 sal khub sundar lal amrud lage uske bad size chota hua aur 2sal se patte chote ho gye na phal lag rha nna phul
Khad di aapne kuch
Hamara amrud ka ped 2 Sal Ka Ho Gaya Hai lekin use per amrud Nahin lag raha hai October Ka Mahina Hai Kya Kiya Ja sakta hai
Abhi khad kya di hai aapne
Sir अमरूद के पेड़ को 6 से 7 साल हो गए लेकिन अभी तक ना ही फल फूल आ रहे है कृपया कुछ उपाय बताओ प्लीज जिससे पेड़ में फल फूल लग जाए 🙏🏻🙏🏻🙏🏻
Sir bekar plant hai dusara graft plant lga lijiy
@@Homegarden26 फल तो आते है लेकिन बहुत कम आते है
Amrood ke pode ke patte sokh kqr gir rahe hain tu kya krein
Over fertilizer to nahi ho gaya
Milibug kaise hatayn
Emida ka spry kijiy
सर मेरे पास 3 साल पुराना बीज द्वारा तैयार 7-8फिट ऊँचा अमरुद पेड़ है जिसे मैंने 25 इंची पॉट मे लगाया हुआ है लेकिन उसमे अभी तक कोई फल नहीं आया है क्या किया जाए जिससे फल प्राप्त किए जा सकें किर्पा मार्गदर्शन कीजिये
Sir 5 sal Kam se Kam man kar chaliy
Bhai m bht podhe lgay bt mera koi podha nhi chalta m 1 ya 2 din bad pani deta hun mera amrud ka podha sukh gya kya kru
Mitty me deemak to nahi
Mera yaha 3 sal se gava tree hai usame kaliya ati hai par usaka fruit nahi banta
खाद क्या देते है आप
Amrud ke paudhe Mein Phool Kamal Chhat per laga hua hai 8 feat ka
Veraiety name kya hai
Or ek samsya hai mere purane Wale amrud ka ped ke fal me fal ke andar kida ho jata tha abhi mene wo ped katwa Diya pur wo fir se bad Gaya hai usme fal kaise le
Or patto ke niche kuch chip chipa sa fufund jaisa ho jata hai isko kaise tik kare
Mili bug bolate hai use.. dva kar spry kijiy lgatar
@@Homegarden26 sir milibug nahi hai kuch bund bund jaisa chip chipa sa ho jata hai agar apka koi mail ya WhatsApp no ho to bataye mai apko uska photo bhej duga
Abhi January me kar sakte ha
Nhi
चूने की जगह कुछ और ले सकते हैं क्या?
खाने वाला चुना ले लीजिए
@@Homegarden26 thanks sir 🙏
Aa to rhe hai par phle ki tulna mai 10percent bhi nhi aa rhe purani tehniya sukh jaati hai har saal or phul jhad jata hai
Gamale me hai plant ya jameen par hai
Sir mane seed se amrood ugaya hai usme fruit aane mai kitna samay lagega ?
3,4 year
Yes 3to 4 years. Jaldi chahiye to hybrid plant lagaana chahiye
@@bhamawatterracegarden1694 ..OOk thank you sir
ਅਮਰੂਦ ਕੇ ਬੂਟੇ ਨੂੰ ਸਰੋਂ ਕੀ ਖਲ ਪਾਣੀ ਵਿਚ ਘੋਲ ਕੇ ਕੈਸੇ ਪਾਏ ?
Abhi nahi dena
Mare chiku ke plant mein flowers aate hi gir jate hai aur fal aate hi nahi hai. Mene is plant ko grow bag mein rakha hain. To uska solution kya hain
Khad dijiy month me do bar
@@Homegarden26 and am ke podhe m bhi dal sakte hna kya
Mera aam ka podha bahut bada h ful bahut aata h or fal bahu Kum aata hn ke baraber kya Kiya Jay batana meri bahut badi tention kya karu
Sir ,एक अमरूद के पेड़ पर फल नहीं लगता हैं, बहुत कोशिश की पर कोई फ़ायदा नहीं हुआ, pls advise
Kitna age hai poudhe ki
Same problem sir 5/6 year lenth 12 fit ke kareeb h par grow nhi kar rha felao nhi na fal h
Edit hut zchhz lGs aapk dilse dhanyawad jai shreeram😊
Jai siya ram ji or kaise hai aap
सर मेरे अमरूद के पेड पर फल तो आते हैं लेकीन टिक नही पातें गिर जाते हैं। इसके लिए क्या करना हैं ये भी बतायें
Ful aane se phale khad lgaye
Sir ji nimbu ka poudha jameen mai lga hua h fal ka siz bhi bahut bda h lakin unmai ras nhi he kya karna chahiye please help me, 😂😂
Baris ke mosam me ras badega
My guava are not sweet, please let me know what to do?
Change plant
@@Homegarden26 why to change plant??
Amrudh to aa rhe h boht jda ..kdak h sofat nhi h...
Ok
Apart from Guava plant, for which fruit plants can we apply the above method?
Mango,orange
@@Homegarden26 Thank you, for all Citrus type plants can we apply ?
@@Homegarden26 i
Sir jaise apne pehle vdo mein btaya tha amrood ke plant per fruits bohat laga hai magar ab daily 2 4 fruits bina jale hare hi gir rahein hain koi upae btaen thanks
Aapane Jis chune Ka liquid Banaya vah Sara liquid Nahin Dala
Plant ki age ki hisab se dalna hota hai
Hamara paudha Dhai Sal Ka Hai Barsat Mein Hi amrud Aate Hain kya Ham yah prakriya Apna sakte hain aapki
Dhai sal ke amrud Mein Kitna Chuna dalen
Thanks sir
Wwlcome
Gobar khad kha milegi?
Nursery par mil jati hai
मेरे गमले मे अमरुद का पौधा लगा है मार्च महीने मे फूल आना शुरू हुआ मई का महीना चल रहा है लेकिन फूल झड़ कर गिर जाता है फल नहीं बन पाता है पिछले साल तीन चार फल आया था फल बनने के लिए क्या करें
Khad lgaye pani ke sath
Nimbu ke ped mein fal phool aate Hain fal nahin nimbu nahin lagta
Neembu par kafi video abhi banai hai hamane channel par dekh lijiy
Mousambi achhi hoti hai pr ras me kadvahat hai kya kare?
Khad me kya de rahe hai aap
Thanks
No problem