Sir mere ghar mein bahut big amrood ka tree hai or us mein bahut sweet or red amrood lagte hai par 10 months pehle kisi reason se hame katwana pda to es winter mein amrood nahi par pate aa gye hai or bahut bada bhi ho gya hai toh us par amrood kab lag ge.
Vinod ji Namaskar Mera amrood ka plant hai tress per laga hai mane February me fertilizer diya tha ab nahi dena use per flowering start ho rahi hai ab srif neem oil ka spray kar sakte hai aur calcium ke liye choke de sakte hai Please help me Thanks
Badhiya
सर आपने बहुत अच्छी जानकारी दी इसके लिए धन्यवाद
Apki baten achchi lagti hai.bahut sidhe sade tarike se batate hai 🙏
1.Bhai agar chunha jayeda de to kya hoga
2.bhai ab barish ka mousam hai August ka Mahina hai esme chunha de sakte hai kya kitna dena hoga
Very useful information
बहुत बढ़िया।
M sriganganagar rajsthan se hu.sir bahut jyada achhi jankari de rhe h.m inki hr video dekhti hu.bhai inke pass bahut Gyan h hme Lena chahiye
Very nice information 👌
बहुत सुन्दर Informetive वीडियो Sir जी 💐🙏💐
Bhai zabardast btaya mare pass 2 darkt h chooty hn maa dehan rakho gi app ki batooo ka jazak allah 🇵🇰
Bhut acchi Video 👍
Amazing sharing this video
Make more Videos sir About mango plant's 🌿💕
मैं दिल्ली में रहती हूं मेरे घर में एक अरूद का पेड़ लगा है उसमें न फूल आते हैं और नही फल आते हैं क्या करें?
Ktai chatai kriye or usko pura nutretion de
Such a very informative video friends
Bhai safed amrud ke paudhe ko red mein bhi Kiya ja sakta hai paudhe ko kuch upaye hai
Well explained
Well explained but in middle of videos you strad awy from subject
Nice information 👌
Very informative and educative video.Please advise how many times should calcium be given in a year to the guava plant.thankyou
Nice sharing
Mere amrud mithe nahi hai, please bataye kya kare
Very nice
Sir, red guvava ka graft Chahiye.
धन्यवाद् 🙏
Ram Ram ji
Sir,,, lal ...red amrud kesha hota hai kese phechal kare uski ye bta sakte ho """.... name kya us amrud ka ye bi bta do sir
Tiwan pink guava
2.5 year ke amrud main bhi Chuna Dal sakte hain
Sir mera pant nursery se lya hu hai but abhi tak phal nahi deraha hai bas bina phal wale phool ate hai aur gir jate hai
Sir mera 2 sal ka amrud hai na ful aa rhe na fal pls reply
Name ya hai uskam ye bta sir
Sir sharifa plant per bhi information share ker de
Ok
Show practically than only talking thanks for your videos
आभार 🙏
Sir mere ghar mein bahut big amrood ka tree hai or us mein bahut sweet or red amrood lagte hai par 10 months pehle kisi reason se hame katwana pda to es winter mein amrood nahi par pate aa gye hai or bahut bada bhi ho gya hai toh us par amrood kab lag ge.
👍👍
Please bataen ki calcium ke liye
Multani mitti use kar sakte hai?🙏
🙏🙏🙏🙏
👍
Sir plant ki leaves jali huyi kyu ho jati hai
Mera amrud Aisa Kyon Hota Hai ful ke sath amrud Chhota vah bhi Gir jata hai
🙏💐
Vinod ji Namaskar
Mera amrood ka plant hai tress per laga hai mane February me fertilizer diya tha ab nahi dena use per flowering start ho rahi hai ab srif neem oil ka spray kar sakte hai aur calcium ke liye choke de sakte hai
Please help me
Thanks
Hnji aap dono cheeze krskte hai .... Har hafte shyam ko 6 bje ke baad or subh 6 bje ke pehle spray krskte hai
Ji ha calcium ke liy chock daal skte hai
Pruning cutting kab Karen. Aur kya kya khad khad kab kab dalen?
आमरुद् से कौन सा फसल ले रहे हैं, उसके अनुसार कटिंग किया जाता है
Sir nitesh g ke farm ki vedio banye sir
Ok
अमरूद के 200 पेड़ों को कितना चुना चाहिए कितना पानी लैनाहै
Kire ke liye apne tambaku bataya tha
Hamara ped 3 sal ka h lekin usper phal nahi ate phul bhi nahi ate kya kare please batay
Multani mitti katkar roots k paas dal do
By
किसका स्प्रे करें, जिससे गर्मी में फल नहीं आये
Plz jo leaves boil karne hay in ke naam comment box May likh de
Mujhe amrood par hi video chaiye thi
Hlo
@@rajatkamboj6743 hi
Anchor please translate in English
Amrood se related kaam ki baat km batayi
Uncle ji ..you are a talkative person ..please be objective...faltu ki baatein bore kar deti hayn..
Saral bhasha mein samjhate hain aap ka passport hai
Humre Jahan 80 rupees kilo bechty hain