बिना कार्ड के ATM Machine से पैसे कैसे निकालें |

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 18 พ.ย. 2024

ความคิดเห็น • 21

  • @indianyash7772
    @indianyash7772 4 หลายเดือนก่อน +9

    Aese hi mene Kiya tha pese bhi nahi mile account se cut ho gya lekin abhi tak bank valo ne refund nahi kiya

    • @ShanikumarGautam-or1fo
      @ShanikumarGautam-or1fo 3 หลายเดือนก่อน +2

      Sahi bole bhai mere saath bhi aaj aisa hi hua hai aur mera bhi paisa nahi nikla hai man to kar raha tha atm Tod lekin ek aadmi se puch usne bataya bhai ghabrao nahi tumhara paisa 24 hr baad tumhara paisa vaapas aa jayega

    • @affuvlogs2003
      @affuvlogs2003 2 หลายเดือนก่อน

      Bro 3 din hogya abhi tak nahi mila hai kya aapko Mila kitne din me

  • @FurkankhanFarhankhan
    @FurkankhanFarhankhan 11 หลายเดือนก่อน +5

    Jankari Galt hai ap bhi like kar diye meri trah

  • @singhisking80
    @singhisking80 หลายเดือนก่อน +2

    Or jis Bank ka account/ 🏧 ho kiya sirf ussi bank k ATM se paisee nikal skte h kiya yaa kisi bhi Bank k ATM se ..... Iss bare m pls reply karnaa genuine ......

  • @itz_vedant
    @itz_vedant 7 หลายเดือนก่อน +5

    सभी एटीएम में सुविधा उपलब्ध नहीं है

  • @singhisking80
    @singhisking80 หลายเดือนก่อน +1

    Mtlb 5k rupees sirf ek mahine k liye hi h valid yaa fir kabhi nahi nikal skte ek baar nikalne k Baad .... Agar ATM card na ho ..... Or Ghar se dur . bahar reh rhe ho toh ......

  • @DeepakSah-rf2nl
    @DeepakSah-rf2nl 2 หลายเดือนก่อน

    Mobile banking se hota

  • @aryangaur6030
    @aryangaur6030 2 หลายเดือนก่อน

    SBI yono Application sa nikal jata hai yaar

  • @SanaKhan-zd2fc
    @SanaKhan-zd2fc หลายเดือนก่อน

    Baroda ka bank hai to kisi aur atm se pin gender kar sakte hai

    • @Hussainkhanujk
      @Hussainkhanujk หลายเดือนก่อน

      Agr bank of Baroda hai toh wahi ATM se pin generate hoga ha bank of Baroda se pin generate Karne ke bad koi ATM se Nikal skte ho

  • @rohitkumarprajapati70
    @rohitkumarprajapati70 6 หลายเดือนก่อน +2

    Upi se payment ho gya aur ATM se rupaye nahi nikla unable to process dikha de to kya kare

  • @raotalib9362
    @raotalib9362 ปีที่แล้ว +4

    Main Mera ATM kho Gaya hai Ghar per hi mil Nahin Raha aur uska mere pass mein number CVV number ATM pin aur jo number link tha vah bhi kho Gaya hai To mein paise kaise nikal lo kya is tarah nikal jaenge is tarike se aapane bataya

    • @HemlataSahu-z3z
      @HemlataSahu-z3z 4 หลายเดือนก่อน

      New account khol walo😅

  • @niraj_kumar_
    @niraj_kumar_ ปีที่แล้ว +6

    Phone na ho to sirf pin se nhi nikal skte

  • @ayusharchives644
    @ayusharchives644 ปีที่แล้ว +1

    Or us acc me UPI na ho to..

  • @AnshulKumar-qm5ev
    @AnshulKumar-qm5ev 10 หลายเดือนก่อน

    Hm

  • @arivlogxyz
    @arivlogxyz ปีที่แล้ว

    Yono he n

  • @RameshKumar-co4cq
    @RameshKumar-co4cq หลายเดือนก่อน

    😂😂😂