Bhai jaan mere ko technician k sath 3 year ho gy aur abhi bhi unke saath hu, unke saath bhagdod k is kaam m machine k bare knowledge km mil paati h pr aapki video me jo knowledge h very good 👍❤ Aapne kaha s course kiya h, please bhai ji mujhe bhi batao 🙏
Bhai tumhara video dekha E3 expansion valve khrab dost mai expansion valve aapka only heating ke liye hota hai ye cooling me 2000PLS open rahega to ye close kaise ho gya jabki pcb hamesha isko cooling me open hi rakhta hai
Bhai ye hmesha close hi rehta he jb compressor start hota he tabhi ye turant open hojata he jese agar Maan lo compressor start nahi hua aur hme exv open krna he to hum pressure equalise ki setting dalte he na
Bhai agr suction line py ice aarahi ho or unit on ho k bar bar band ho raha ho.or pir dobara khud he on ho raha koi error b nhe hi.... Daikin vrv 4+ hi
@@Vrvknowledgeadda Bhai 2 unit hai 1 sath VRF X 1 Ki PCB khrab Thi replace kar di system koi error Nahi de raha Jaise compressor on hota Hai cut kar deta hai
Good work
Brilliant 👌 job experience
very good bhai
Bhot ache se samjhaya bhai thanks 👍
Shukriya bhai
Bhai shab good work ❤❤❤
Shukriya bhai
Bahot acha batye bhai
@@AmitRajbhar-g8w shukriya bhai
Useful video 👍👍👍
Kitani achi shamjhake baat bataye hai bhi,❤❤❤
Bhai apki video bahut hi knowledge wala hai
Shukriya mere bhai
Super sir
👍
❤❤❤❤
❤❤❤
Very good xpirance sir. Mega pascal ki satting hum kaise seekhte hain
Bhai mpa psi me canvard krne ke liye 145 se milti ply krenge psi me aa jaiga meri old video dekho demo bhi he
👌👌
Ase hi video bistar se banaye bhi ek ek cheej ke bare me ❤❤❤❤
Shukriya Bhai aap ka Jo aap itne sukun se dekhte he
Bhai jaan mere ko technician k sath 3 year ho gy aur abhi bhi unke saath hu, unke saath bhagdod k is kaam m machine k bare knowledge km mil paati h
pr aapki video me jo knowledge h very good 👍❤
Aapne kaha s course kiya h, please bhai ji mujhe bhi batao 🙏
Shukriya mere bhai aap ka nahi bhai mene Daikin me kuchh teachers he jinhone mujhe bahot kuchh sikhaya he
Bro settings batao na check kar ne ka expention valve
bhai aap video bahut achchhahai bhai apna group mai samil kare plz bhai
Shukriya bhai mera koi group nahi hai
Vrv ki addressing kaise karate h odu ka please batao sir
Toshiba me 6 wayr hote hai us me kitna ridig ana chahiye
Agr exp vale faulty hai to change krne me system me phir se gais charge krni padegi
bhai sub expense vale me prb ho to kya cooling ki problem aati he kya
Like low pressure solenoid valve all pcb ko kaise check kerte hai
Achha hai ki nhi
Ek video banao bhai please
Zarur bhai bilkul bnaounga kuchh time baad
Bhai aap se request hai ki out door ko kitane number ki setting se bypass karte hai vrv 3 ,vrv4 ko
Zarur bhai bnata hu kuchh time baad
Bhai sub expension valve ka kya kaam hota h
Bhai sub expension valve ka kya kaam hota h
Jo vapour condenser me liquid me nahi hua usko 💯 %liquid me convard krne ka kaam krta he
Brother wat is work of main and sub expansion valve
Bnaounga bhai exv ke uppr bhi video
Bhai tumhara video dekha E3 expansion valve khrab dost mai expansion valve aapka only heating ke liye hota hai ye cooling me 2000PLS open rahega to ye close kaise ho gya jabki pcb hamesha isko cooling me open hi rakhta hai
Bhai dono expansion valve ke function ke sath ek cycling ka video bana sakte ho aur vrv x me ek hi kiu hai vo bhi bata do
Bhai ye hmesha close hi rehta he jb compressor start hota he tabhi ye turant open hojata he jese agar Maan lo compressor start nahi hua aur hme exv open krna he to hum pressure equalise ki setting dalte he na
Bhai vo Daikin ka kuchh reason hote honge an dekha jai to accumulator bhi nahi he aur ye bahot jaruri he
Bhai Mai bhi Daikin me field per vrv ka kaam kerta hu humko video nahi bana hai iske liye mai aapko bola
Bhai ye 145 se multi kya hai
Bhai ye formula hota he mpa to psi me canvard krne ka
Bhai agr suction line py ice aarahi ho or unit on ho k bar bar band ho raha ho.or pir dobara khud he on ho raha koi error b nhe hi.... Daikin vrv 4+ hi
Error sb aate he bhai history me dekho aur ice kyo aa rahi he ye reason dhundo
E3-21 eror code Kya issue ho sakta Hai bro
Cantrol pcb wiring chack karo koii jack missing to nahi he agar sahi he to chack karo kuchh der chalne ke baad aata he ya machine chl hi nahi rahi
Bhai no to do apna kuch kaam Hai urgent
Btao bhai ji kiya kaam he
Aap ki video dekhi achhi video bnaye ho bhai
Bhai kahi fas gya hu VRV X me no do phir delete maar dena
@@Vrvknowledgeadda Bhai 2 unit hai 1 sath VRF X 1 Ki PCB khrab Thi replace kar di system koi error Nahi de raha Jaise compressor on hota Hai cut kar deta hai
@@refrigerationmaster bhai error nahi de Raha koi nahi machine ko chalne do 3 baar trip marega 4 baar me error dedega bhai
Bhai ye wal bhut hi glat hai hamare pass 70 pic pda hai
Samjha nahi bhai aap kiya kehna cha rahe ho
Sir ji kya aapka number mil sakta hai
Bhai apna number da do good work bhaiji