@@RakeshHarmonicaLessons rakesh ji ek umar ke baad hum sab non serious students ho jate hain..aur apni learning practice me regular nahi rehte...kafi time se maine harmonica bajane band kar rakha tha........ people like you are exceptions....dil se dhanyawad....aap confirm kar sakte ho jahan tak mera khayal hai harmonica par iss song ka tutorial sirf aapne diya hai.... harmonium par hai lekin harmonica par nahi hai aur vo harmonium wala mere jaise se bajta nahi kyonki slider par kahan itni commend hai ki comfortably practice bhi ki ja sake.....aapki notations easy hoti hain isliye.thoda confidence aa jata hai, interest bhi ban jata hai......aapki ek bahut hi badi khoobi ye hai ki aap bhi ek learner hain aur ek aise learner jinke paas musical intelligence hai ...iska fayada hame ye hota hai ki aap hamari difficulties se bahut baariki se parichit hote ho...
Sir aap bahut achha bajate hain par thoda disturb lagta hai interval jab aapke notes mein lagta hai lekin phir bhi aapka achha hai bus thoda smooth ess chahiye shifting mein aapke. Mere ko aapse sikhna hai . Kya aap online sikhate hain
Beautiful Lesson!👏❤️
wonderful and easy notations
सर जी थैंक्स बहुत बहुत धन्यवाद आपका
अति सुंदर लाजवाब मिसाल । आपको कोटि कोटि नमन प्रणाम
Just seen this tutorial sir.....I think you are the first one on you tube to have given tutorial of this song ....too good....and thanks a lot
Seeing your comment after a long time!
@@RakeshHarmonicaLessons rakesh ji ek umar ke baad hum sab non serious students ho jate hain..aur apni learning practice me regular nahi rehte...kafi time se maine harmonica bajane band kar rakha tha........ people like you are exceptions....dil se dhanyawad....aap confirm kar sakte ho jahan tak mera khayal hai harmonica par iss song ka tutorial sirf aapne diya hai.... harmonium par hai lekin harmonica par nahi hai aur vo harmonium wala mere jaise se bajta nahi kyonki slider par kahan itni commend hai ki comfortably practice bhi ki ja sake.....aapki notations easy hoti hain isliye.thoda confidence aa jata hai, interest bhi ban jata hai......aapki ek bahut hi badi khoobi ye hai ki aap bhi ek learner hain aur ek aise learner jinke paas musical intelligence hai ...iska fayada hame ye hota hai ki aap hamari difficulties se bahut baariki se parichit hote ho...
🙏👍😃
Excellent. There's a very melodious old song if you can teach. "Kasti ka khamosh safar hai," sung by Kishore kumar and Sudha Malhotra.
Will try
Sham bhi hai tanhai bhi....door kinare par bajti hai sapno ki shehnai bhi 👍
Kabhi future me ho sake toh prelude or interlude ka tutorial bhi dena sir....jitna bhi apka shukria kiya jaye kam hai....once again thanks
Hello Sir,
Please make a tutorial on "Sambhala Hai Maine Bahut Apne Dil ko" by Kumar Sanu
Sirji ek request hai chalte chalte song pakiza movie ka aur masti me chhed ke tarana koi dil ka movie haqiqat in do gaano ke tutorial denge plz 🙏🙏
Sir thanks to you I was able to play a lot of song
A special request for you can you please give notation of 'zara zara' song
Sir please make a lesson on Maa tujhe salam song.
Sir aap bahut achha bajate hain par thoda disturb lagta hai interval jab aapke notes mein lagta hai lekin phir bhi aapka achha hai bus thoda smooth ess chahiye shifting mein aapke.
Mere ko aapse sikhna hai .
Kya aap online sikhate hain