नया कनेक्शन करवाया है अमाउंट भी कट गया अभी मीटर नहीं लगा है मीटर लगने के बाद रसीद बाद मे निकलती है क्या अकाउंट जिसमें अकाउंट नंबर वगैरह मिलता है अकाउंट नंबर कब मिलेगा जल्द बताएं
15-5-2024 ko Domestic 2KV connection ke liye apply Kiya tha date 1-1-2024 ho gyaa hai process 3 per he ruka hua hai 118 rs ka pay ho chuka hai or Note Please Pey Your Estimation coast fee And Fill Your work Completion Till Date: 23/08/2024 ka window show ho Raha hai estimated coast ka pay kab tak hoga window agey badh he nahi Raha hai kya application rejected hai ya processing may hai.
Bhai khatuni maang rahe hai lekin khatuni me papa ka naam hai aur maine mammi ke naam se connection kiya hai mammi ka naam khtanui me nahi hai aur jo check karne aaye the wo kah rhe hai khatuni me mammi ka naam rhna chahiye nahi to reject ho Jayega plz sir bataiye mera connection hoga ya nahi i am your subscriber❤❤❤@@onlinesocietyofficial
Hii bhaiya hum logo ne new connection ke liye apply Kiya to 2500 leliya un logo ne aur bol rhe hai armed cable lana padega tabhi meter lagega isme lagbhag 3500 aur lagega
Sir 7 step pe meter no. De diya or lab bhi de diya hai par sir meter ni laga hai vhn pe bol rhe hai meter available nahi hai sir 7step Vali details pe lag jata hai kya
Bhaiya 59 ka payment krne ke baad uska print aur baki details lekr binli vibhag jana jaruari hai ya phir online hi sara process ho ajega bhaiya please reply
@@onlinesocietyofficial bhaiya abb online receipt print kaise niklega waha se back ho gye the abb step 3 process show kr rha hai usko ope. Krne se print ka option nhi aye rha hai
Bhai online connection me kaun sa meter lagta hai smart meter ya purane vale
aapki area par depend karta hai, iski jankari aap 1912 par call karke le sakte hain
@@onlinesocietyofficial ok,bhai file bijli vibhag me jma karna jaruri hai kya
@shashankyadav220 file jama karoge tabhi aayenge barna documents not received likh kar reject kar denge
bhai agar prepaid meter lgwana ho to konsa form bharna hoga?
Form same h, agar area me pre-paid meter lag rahe hoge tabhi lagega
Adhik jankari ke liye 1912 pr call kar lena
Or humare yaha koi 9k lgwane ke mang rha h or khe rha h gher me kitchen h ya nhi plzz sir btaiye
Hamare yaha to 2500 rs mai complete process ho jata h
@@Shayari_041 Bhai sab bevkoof banate hai
Bhai registery ki photo bhi upload hogi portal pe ? Kitne page
Urban area me upload hogi
नया कनेक्शन करवाया है अमाउंट भी कट गया अभी मीटर नहीं लगा है मीटर लगने के बाद रसीद बाद मे निकलती है क्या अकाउंट जिसमें अकाउंट नंबर वगैरह मिलता है अकाउंट नंबर कब मिलेगा जल्द बताएं
Meter lagne ke baad final raseed me account number milega or sms me bhi aa jaywga
cable price kitna hoga jo apne aap se dena hai unko per meter? kyuki muje 200 meter ka lagwana hai sir ?
Cable ka price fix nhi hota h aapko market me jankari leni hogi
@@onlinesocietyofficialnew connection mein kya armord cable lagwana compulsory hai? 10 mm cable mere pass hai vah lagva sakte hain
Thanks
Bhai online apply kiye huwe 1 week hogya hai abhi tak bijli vibhag se koi check karne nahi aya hai, 3 date jo select Kiya tha wo bhi nikal gayi
File ko jama nhi kiya ho aapne
@@onlinesocietyofficial Bhai kon si file, online mein jo jo document upload hote hai vo sab kar diya tha
JE se baat karo ya 1912 pr complaint karo
15-5-2024 ko Domestic 2KV connection ke liye apply Kiya tha date 1-1-2024 ho gyaa hai process 3 per he ruka hua hai 118 rs ka pay ho chuka hai or Note Please Pey Your Estimation coast fee And Fill Your work Completion Till Date: 23/08/2024 ka window show ho Raha hai estimated coast ka pay kab tak hoga window agey badh he nahi Raha hai kya application rejected hai ya processing may hai.
JE se baat karo, approval nhi diya h abhi pata karo kya kami rah gyi h
N kare to 1912 pr complaint karo
@@onlinesocietyofficial mere bhi yahe huwa tha dobara servey karne aya ab dekho kya hota hai
Sehri chetr k liye bhi file bnwani pdegi kya ? ya bs online apply kr de registry k sath ?
file sabke liye compulsory hai
Bhai agar jamin ka kagaj nahi hi par rashid hi to online canection ho sakta hi
Rural area me ho jayega file se hi
Urban area me plot ki registry deni hogi
Bhai khatuni maang rahe hai lekin khatuni me papa ka naam hai aur maine mammi ke naam se connection kiya hai mammi ka naam khtanui me nahi hai aur jo check karne aaye the wo kah rhe hai khatuni me mammi ka naam rhna chahiye nahi to reject ho Jayega plz sir bataiye mera connection hoga ya nahi i am your subscriber❤❤❤@@onlinesocietyofficial
Hii bhaiya hum logo ne new connection ke liye apply Kiya to 2500 leliya un logo ne aur bol rhe hai armed cable lana padega tabhi meter lagega isme lagbhag 3500 aur lagega
Estimated cost ka pay kiya h usi me likha hoga, agar Kaval ka paisa nhi juda h usme to lana padega
Bhai gaon me check krne aaye the tabhi unhi logo ne apply Kia aur 2500 lekar chale gye bole ki 3500 aur lagega cable aur meter lagvane mein
@itsdhamaka926 tab to keval lani hi padegi, bina keval ki fee jama ki hogi un logo ne
Rishwatkhor hai 14 hajar meter ka maang raha hai wo bhi urban area me jabki electric poll bilkul bagal me hai.
Samjh sakte h dost 1912 pr complaint karo may be kuch ho jaye
Sab ke sab chor hai 100 -500 may bikne wale
Bhai form bhardia apply krdia je na line men check krne aa nahi rha hai kya kre 3 din ho gae ha
Wait karo nhi aata h to 1912 pr complaint karna
Sir 7 step pe meter no. De diya or lab bhi de diya hai par sir meter ni laga hai vhn pe bol rhe hai meter available nahi hai sir 7step Vali details pe lag jata hai kya
14:56
Bhaiya 59 ka payment krne ke baad uska print aur baki details lekr binli vibhag jana jaruari hai ya phir online hi sara process ho ajega bhaiya please reply
Bo aayenge hi n documents submit nhi karoge to
@@onlinesocietyofficial bhaiya abb online receipt print kaise niklega waha se back ho gye the abb step 3 process show kr rha hai usko ope. Krne se print ka option nhi aye rha hai
@AchaljiUmar process pr click karke 2 step pr click karna to print aa jayega
@@onlinesocietyofficial ok done ✅
Bhaiya ye receipt ke saath kya kya document lagega commercial ke liye 1Kw ka apply kiye hai
@AchaljiUmar file lagegi poori, aadhar, bainama ya rent agreement or vidyut suraksha office ki noc chahiye commercial ke liye
Yeh se agar apply karte hai toh toh yeh kaise pata chalta hai hum prepaid meter ke liye apply kar rahe hai ya doosra wala?
Ye saare post paid lag rahe h
@@onlinesocietyofficial Nahi Nahi. Paid toh hota hai.
Mein yeh pooch raha hu ki PREPAID WALA METER lagta hai kya ?
Bhai maine to sirf 10 din me online hi krwa liya khai nhi gya sirf 2000 me
👍
Temporary connection 2hp kisan ke lia kaha se le
isi portal se apply kar sakte ho temporary connection ke liye
59 rupye ki fees katane ke baad kon kon se document lga kar file jma karni hai
Jo file ban kar aayi h bo or 59 ki fees payment receipt
Nice 👍
Thanks ✌
REGISTRY KA PHLA PAGE KONSA UPLOAD HOGA E-STAMP WALA ?
Pahla
1-2 shuru ke 1-2 last ke scan karke pdf bana lena
Sir mera 7 step par meter nhi laga lekin meter no allott ho gya ab main kya karu age
JE ko contact kare ya 1912 pr complaint kare
Meter or lab no. Aa rha h ky ab meter lag gya kya
Mera abhi tak meter nhi laga
@@ErRSSji apne ke ya bijli vibhag se contact ni kiy ki kyu nhi laga rhe hai
Bol raha hai armoured cable chahiye tabhi lagega
Bhai mere 40 meter se jada h light lagte hi nhi hai bolte h khmba lag vao or hamri puri gali. Metter h laga h sab ka
Kisi lineman se kara lo ho jayega aise chutiya banate rahenge
Usse ne poll lag diya h peper me...
Bolte h poll lag vao 41 hazr ka
8 month se light nhi h mere ghr pr Bina lights k rhe rha hu...
Agar 4-5 log ho to mil kar lagwa lo poll barna kisi mil kar koi rasta nikalo aise to bahut mahega padega
Website ka link kaha h
Check discription
Online krvayahu 2350rs liye h
total connection ke liye honge 2350
Step 3 me query ayi hai, incomplete ownership document kya kre 😢
poora bainama ki copy upload nahi huyi hogi, documents ko sahi se upload kar or reply karo
Bhai mera 7500 aa raha h processing fee
may be aapki area ka yahi ho sakta hai
40 metre se jyada line h to estimate banega lekin isme kharcha bahut jyada to koi tarika h jisse connection ho sake
Kisi lineman se contact karna kara dega
@@onlinesocietyofficial ok bhaiya
Fee kitni hai online maximum and minimum
Minimum 1365 1 kwh ke liye or maximum ka kuch confirm nhi hai
Thank you for giving me an answer.
Bhai total kitna kharcha ho jata h Miter lgwane me
Area pr depend karta h, hamare yaha 1500-3000 1kwh kharcha aa jata h
@@onlinesocietyofficial acha sir hum Delhi me Krishna nagar se h ?? Pls wha ke total price bataiye
1306 fee katne k baad 12 din ho gye lekin Miter nhi lga kya kru plz reply
JE baat karo ya 1912 pr complaint karo
Jab tak meetrr na lage chalao aram se
Registration ke baad login problem ho Rahi hai
thodi bahut der me try karna ya password ko forget karke try karna
Bhaijaan apna number de
Instragram pr contact kare
Thanks
Welcome