Bro this is not Steelbird's problem. Actually problem lies in our action.There is a spring inside it which make the helmet unique.The spring inside it get loosen by time . So after every 5-6 months you have to open the black round shaped portion (where the visor ends) from both sides and then tight the screw with a noraml screw driver. It takes less than 2 min. And now your helmet is ready. First when I noticed the problem , I also complained at steelbird's office.Then they gave me the solution.Now i have been using it since 2 years.In my opinion it is one of the best helmet i have used. Please Pin the comment as it will help many people to overcome the situation.
@@VenomRJ007 toh mere bhai ji aap uske comment ko pin kardo cuz aapka video top listing pe hai "Steelbird SBH-17" likhne pe. Mai toh barely bacha ye misinformation se.
Slowly krta hun tab bhi nhi hota. Tumlog ka eahi baat hain. Kisiko agar dikkat aaye aur tumhe vo dikkat na aaye kabhi toh vo chiz hohi nhi sakti kisike saath na? Baaki jolog comment kr rhe hain vo bhi jhuth bol rhe hain kya?
This is actual problem with this STEELBIRD helmet, useless crap helmet. STEELBIRD has no quality check and INDIA hai kuch bhi chalta hai. DO NOT BUY i have same problem, USELESS it is, basically all STEEL BIRD products are crap.
There are no personal issues with Steelbird company. But I've used this helmet, and i think this useless button feature is a major flaw of this helmet. Otherwise, this helmet is great.
Agree with you brother. Ordered this helmet for this really good looks. But ea vala dikkat dega ea mujhe pata nhi tha. Par maine khudse isko thik krliya hain. Video bhi bana diya hain. Agar kisike paas hain aur thik krna hain toh vo video dekh ke thik kr sakta hain. Main link deraha hun th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Bhai bol raha hai ki helmet ek hi baar lete hai. Me jo ye video dekh raha hu kyuki mera helmet 2 baar chori ho chuka hai. Ab teesri bar lene ka plan hai😂
mai batata hu button ke pass just ek screw hai usko tight kro wo fix ho jayega tight krne se wo mechanism sahi work krta hai mere pass bhi tha helmet ad tu chori ho gya
I've solved the issue myself. If you have this helmet with the same issue then you can fix the issue without throwing it away. Here's the video link below th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Check in the comments. You can see most of the people are getting this issue. Even you are also telling this sometimes you have trouble. So, also you need to trust others what they say.
Thank you for your tips, brother. 🙏🏻 I'll definitely try that out par har time itna dhyan se kisko sujhega bike chalate chalate. Aur kisi aur ko helmet dene se vo toh band hi nhi krpata hain. Aur kabhi kabhi khudse khul bhi jaata hain. By the way maine isko thik krne ka ek tarika socha hain. I'll share that with all of you soon. 😊
😶😶😶😶 Bhai par ea bohot critical issue tha. Thik krliya abhi vese isko. Video ka link deraha hun aapke paas ea helmet hain aur same issue aaye toh thik krlena th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
This person is spreading wrong information and Missguiding people for products which has no issue exactly. If you have anything unique, you must know how to use this first. This helmet has a lock in the left side so if you close it's visor properly from the left side, then it will lock correctly and you will have no problem. People with less knowledge and without knowing use of a product misleads other
Yeah. To use a helmet all of us needs to know "HOW TO USE THIS PERTICULAR HELMET". Is there any course you're selling brother? Then let us all know. We'll love to buy this helmet and then the course. 🤣🤣🤣
Ok go sell your course anywhere else. This isn't the place you're looking at. I'm using other models of steelbird helmets. So don't try to frame me like I'm targeting the brand. I was just a customer who's trying to raise a problem with this helmet and people are agreed with me. So, i don't need your concern to spread awareness.
Bohot zada dikkat horaha hain aur return ka time hain toh krdo return. Aur agar helmet ko rakhna hain return krne ka time chala gaya fir mera video aayega aaj 4 baje usmain maine thik krliya helmet ko. Toh vo dekh ke thik kr sakte ho.
mai batata hu button ke pass just ek screw hai usko tight kro wo fix ho jayega tight krne se wo mechanism sahi work krta hai mere pass bhi tha helmet ad tu chori ho gya
Same problem hain aur helmet return nhi kr sakte toh ea video ka link deraha hun apna helmet sahi krlo brother th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
mai batata hu button ke pass just ek screw hai usko tight kro wo fix ho jayega tight krne se wo mechanism sahi work krta hai mere pass bhi tha helmet ad tu chori ho gya
Shuru main kisiko dikkat nhi hota. Mujhe bhi lag raha tha ki sab kharab q bol rhe hain isko. Use kro fir pata chalega. Vese isko khud hi maine thik kiya hain. Video ka link deraha hun kabhi zarurat para toh dekh lena th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Vo toh brother aapki choice aur aapke peso se loge toh lijiye. Par ea video bhi rakh lo helmet lene se kabhi na kabhi kaam aajayega th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
mai batata hu button ke pass just ek screw hai usko tight kro wo fix ho jayega tight krne se wo mechanism sahi work krta hai mere pass bhi tha helmet ad tu chori ho gya
@@VenomRJ007 koi baat nahi bhai isko daily use ke liye rakh lo ya pita ji ko de do or IGNYTE ka ign 4 me se utha lo koi kyu ki ek badhiya dikhne wala helmet bhi aapke look ko inhance krta hai ✅
@akashgurung2753 ha par humesha toh itna carefully sab nhi krta na. Helmet hain kabhi haath se gir gaya ya kuch dab gaya kabhi zor se easab toh hohi sakta hain. Almost sabka hi problem horaha hain. Jese ki aap dekh hi sakte ho comments pe. Toh main apna thik kiya baith ke isko. Abhi thik chal raha hain.
Nhi hota brother. Ismain kharabi tha. Maine thik krliya hain isko. Aapke paas hain aur same dikkat aaye toh thik krlena. Video ka link deraha hun th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Ha par bekar main jhamela mat lo. Kisike paas already hain ea helmet aur return period chala gaya tab bi thik krke chalao fir toh vohi solution hain. Par agar naya lena hain toh dusra helmet lo brother.
There are no issues with water leaking. Only the visor lock problem happened with many of the users. If you have this helmet, then I'm sharing the video link with you about how you can fix this button problem. Here's the video link below th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
mai batata hu button ke pass just ek screw hai usko tight kro wo fix ho jayega tight krne se wo mechanism sahi work krta hai mere pass bhi tha helmet ad tu chori ho gya
Dekho bhai tumko dikkat nhi aaya mtlb ea nhi ki ea helmet achha hi hain aur kabhi dikkat nhi hoga. Itne log comment kiye hain dekho unka bhi same dikkat hain jo mujhe hua hain. Bas maine bola hain ki normal vala full face helmet lene taaki ea dikkat kisiko na ho. Baaki sabka apna apna choice
bro tumhre helmet ke opening mechanism mai dikkat hai, ye helemt proper open close hota hai. Defective unit hai tumhra Vesa ye helmet bakwas hai, poor padding, wind noise, and that vent near rider ear is worst. Isse better vega bolt lelo, ya studds drifter
Ha aap sahi bol rhe hain ase hi thik krliya tha maine isko. Ea raha video link kisiko agar dikkat ho toh usko boldijiyega ase thik krlene ke liye th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html Kya bole brother kuch log toh maante hi nhi ki helmet main dikkat hain. Unko lagta hain main jhuth bol raha hun.
Thanks for your advice. But there's no connection between them. I've solved the issue, and here's the link below. You can watch if you want. th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
The locking mechanism was not working properly. There was a malfunction to lock the visor. No matter how you lock the visor, it will open again after some time. Successfully solved the issue. Here's the video link below. th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Ha lock kharab hone se visor khul jata hain kabhi bhi aur thandi hava ghusta tha. Ase lock thik rehne se thand main koi dikkat nhi hota. Bu the way maine thik krliya hain lock ko. Video dekhna hain toh link deraha hun th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Ha bhai kya kre ase dikkat hone pe koi bhi frustrate hojaye. Aur koi meri tarhe ea na jhele isliye bol raha tha. Vese maine khudse thik kiya hain isko. Video dekhna ho toh aap dekh sakte ho th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
@@VenomRJ007 check karne ki jaroorat nhi…kyunki jo merese hota hai wohi bol raha hoon…pehle mera bhi hua tha yeh wala problem..return karne wala tha mai..lekin baad mein trick pata chala..( itna sara view aata hai..youtuber ho..yeh sab “Gina chuna wala joke suit nhi karta btw, sikh lo manner bhi)
@IzukuMLBB11 dekho bhai main samakh gaya tum kis chiz ka baat kr rhe ho. Usko thora daba ke band krna parta hain ek case main tab band hojata hain. But our case is different. Ek side se vo bahar hi rehta tha aur ek side se sat gaya tha. Aur ea problem maine isko khol ke solve krliya hain aur uska solution bhi sabko dediya hain video bana ke. Aur rhi baat manners ki tum bhi sahi se comment kiya kro bina jaane q bol rhe the? Jo dikkat humlog jhele hain isiliye video banaye hain aur log usse relate bhi krte hain. Ea raha video ka link. Kabhi tumhara bhi same issue ho toh thik krne main kaam aayega th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
@@VenomRJ007 helmet ko waise patakne wala cheez accha nhi laga mujhe..kuch log yeh wala helmet afford karne ke liye bhi bht struggle larte hai…stay calm and show the disadvantages in a good manner
@IzukuMLBB11 helmet ko abhi bhi use kr raha hun brother. Aur patka kaha? Ea video isliye banaya taaki log apna mehnat ka pesa se ea helmet kharidne se achha koi bina button vala steelbird ka helmet lele. Aur main bhi koi ameer nhi hun koi jo roz naya helmet kharidunga. Main bhi eahi helmet use krta hun aur pesa jama krke kharida hain maine.
Kya jugaru hain hum Indian log bhi. 🤣 Bohot barhiya bhai main bhi soch raha tha kych krne ka isko. 2k ka liya tha bhai fek toh sakta nhi. Thora mujhe insta pe bhejoge kya photo ki kya kiya tumne? Toh main bhi krunga vo chiz fir. Insta id venom.rj hain. Nhi mile toh description main link hain brother.
Bhai 2 year ke upr ho gye. Aajtk koi dikkt nhi aayi. Bss thoda hold krke rkhna pdta hai visor ko close krte wqt tb hi bnd hota hai Quickly bnd nhi hota. Jo koi bdi baat nhi hai. Sabse bdi problem toh ismein jo wind noise aata hai vo hai.Kaan khrab kr dene wala shor hota h ismein hawa se highway pe.
Fir aap carefully aur achhe se use kr rhe ho aur aapka luck achha hain ki aapka thik chal raha hain. Aur thin hi chale humare jese dikkat na ho. Ha wind noise toh hain hi. Visor ke bich main gap jo hain usse aata hain. Aur dikkat jo tha visor ka vo maine thik krliya hain. Link deraha hun kabhi zarvat pare toh thik kr sakte hain th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
@@VenomRJ007 tujhe pehle nahi dikh raha tha helmet me kya kami hai?? pehle kya tu chutiya tha jo sabko bol raha tha ki boht badiya helmet hai sab log kharidlo? ab jab kitno ne tere video dekhkar kharid liya to ab bol raha bekar hai.. pehle pura check karke review video banaya kar
Hmmm now I need to appoint you for my helmet's visor management 🤣🤣🤣 And only YOU know the proper way to open and close this helmet. 🤔 I think the company also secretly tells you the secret 🤣🤣🤣
Agar same helmet hain aur same problem hain toh maine thik krliya hain isko. Video banaya hua hain video dekh ke apna helmet thik kr salte ho. Ea video ka link deraha hun th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Peheli baat bluetooth ka company na mujhe pesa dega na maine collab kiya unse jo main prachar krunga. Aur dusri baat tu job krega kya jinlog ka ase dikkat horaha hain unlog ko training dene ka? "HOW TO CLOSE YOUR HELMET"
@Aejaz_Bloch batane ke liye thank you. Par maine pehele hi thik krne ka video bana ke rakha hua hain sabke liye th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
@@VenomRJ007 bhai maine phle hi dekh liya h, shukriya fir bhi link send krne k liye😊 aur bhai baton ka bura mt lagana hasi mazak to chalta rhta h☺️ aur galti se hi log sikhte hn😊
Ha bhai 6 mahine se zada time hogaya use kr raha hun pehele hojata tha abhi use krte krte nhi hota. Abhi bhi bologe ki dhang se band krne nhi aata? Aur asa helmet log lega hi q vo batao jo sabse band na ho?
Agar koi leliya hain aur ea same dikkat hain toh jo video ka link deraha hun vo dekh ke solve kr sakte ho apna problem. th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Jab tere saath same dikkat hoga same hasi hasna 🤣🤣 Aur comment pe tere jese bhi bohot hain aur jaake dekh tere jese kitne hain aur jinko dikkat aaya vese kitne hain. Fir vo dekh ke aur hasna 🤣🤣🤣
3 mahina hua...mera lock kharap ho gaya...bekar hainn
Ha isliye main ea video banaya. Taaki humare jese koi na fas jaye ea leke. 🥲
Bro this is not Steelbird's problem. Actually problem lies in our action.There is a spring inside it which make the helmet unique.The spring inside it get loosen by time .
So after every 5-6 months you have to open the black round shaped portion (where the visor ends) from both sides and then tight the screw with a noraml screw driver. It takes less than 2 min. And now your helmet is ready.
First when I noticed the problem , I also complained at steelbird's office.Then they gave me the solution.Now i have been using it since 2 years.In my opinion it is one of the best helmet i have used.
Please Pin the comment as it will help many people to overcome the situation.
I have also solved the issue. Here is the video link, brother
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Yes bro you are right 👍 ❤
So why u made a video which criticises this beauty?@@VenomRJ007
@@VenomRJ007 toh mere bhai ji aap uske comment ko pin kardo cuz aapka video top listing pe hai "Steelbird SBH-17" likhne pe. Mai toh barely bacha ye misinformation se.
@Avi_XIX19 100 baar kharab hota hain ea helmet saal main. Thik krte krte thak jaoge bhai.
Same issue I am facing right now with this helmet
Thik krlijiye. Ea raha video link
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Bhai itna speed me karega to kha se lock hoga Spring lock system he us me thoda dhire se krna padta he.
Slowly krta hun tab bhi nhi hota. Tumlog ka eahi baat hain. Kisiko agar dikkat aaye aur tumhe vo dikkat na aaye kabhi toh vo chiz hohi nhi sakti kisike saath na?
Baaki jolog comment kr rhe hain vo bhi jhuth bol rhe hain kya?
@@VenomRJ007 video me sirf speed se hi Kiya he bro .mene full video dekha he tub hi to bola .
Toh fir baaki jolog ko same problem hua hain bol rhe hain volog jhuth bol rhe hain?
Bhai tumhe shi se use karna nhi aata let's try again 🫣
🤷🏻♂️🤷🏻♂️🤷🏻♂️🤷🏻♂️
Wo sahi bol rha h kaam ni krta h button
@rajatjaiswar1185 yes brother
RE fanboy ke tarah baat kr rhe kyun!
🙄
Bhai please tell ki ye helmet large size me Activa ki underseat storage me aajayga kya?
Nhi aayega brother. Activa ke under seat storage main half face helmet aasakta hain asani se. Full face nhi aayega
Correct -I have same helmet and faced visor lock issue always. Neck pain started after waring this helmet-heavy helmet
Yes, brother. But I've solved the issue. Here's the video link
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
This is actual problem with this STEELBIRD helmet, useless crap helmet. STEELBIRD has no quality check and INDIA hai kuch bhi chalta hai. DO NOT BUY i have same problem, USELESS it is, basically all STEEL BIRD products are crap.
There are no personal issues with Steelbird company. But I've used this helmet, and i think this useless button feature is a major flaw of this helmet. Otherwise, this helmet is great.
it has been about 6 months using this helmet but i will still wait for the problems you told..😅😅
Thank to god then. 🤣
If you face that in future, this video is for you then
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Solved the issue. ✌🏻
How one festure ruined an excellent looking Helmet, probably best looking helmet.
Was about to order this helmet but can't now.
Agree with you brother. Ordered this helmet for this really good looks. But ea vala dikkat dega ea mujhe pata nhi tha.
Par maine khudse isko thik krliya hain. Video bhi bana diya hain. Agar kisike paas hain aur thik krna hain toh vo video dekh ke thik kr sakta hain. Main link deraha hun
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Bhai bol raha hai ki helmet ek hi baar lete hai. Me jo ye video dekh raha hu kyuki mera helmet 2 baar chori ho chuka hai. Ab teesri bar lene ka plan hai😂
Are bhai bhai bhai bhai🤣🤣🤣🤣
Aap exceptional case hogaye ho. But hain kon ea chichore log bhai??? Helmet leke jaata hain🙄
mai batata hu button ke pass just ek screw hai usko tight kro wo fix ho jayega tight krne se wo mechanism sahi work krta hai mere pass bhi tha helmet ad tu chori ho gya
Worst helmet I've ever bought. Faced the same issue. Thanks for bringing out this video which would help others to avoid buying this helmet.
I've solved the issue myself. If you have this helmet with the same issue then you can fix the issue without throwing it away. Here's the video link below
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Bro i bought this helmet 2 years ago and only sometime i felt this problem. I think you got a defective product.
Check in the comments. You can see most of the people are getting this issue. Even you are also telling this sometimes you have trouble. So, also you need to trust others what they say.
bahi mene bhi liya hai same problem but agar ap right hand sa left side ko push krkr close kro ho jayge
Thank you for your tips, brother. 🙏🏻
I'll definitely try that out par har time itna dhyan se kisko sujhega bike chalate chalate. Aur kisi aur ko helmet dene se vo toh band hi nhi krpata hain. Aur kabhi kabhi khudse khul bhi jaata hain.
By the way maine isko thik krne ka ek tarika socha hain. I'll share that with all of you soon. 😊
@@VenomRJ007 ha bhai parmanent solution nikalo
@praveshdobhal ha bhai soch liya hun aage video daalunga. Kuch already scheduled hain videos uske baad upload hoga vo bhi
Chutiya hai ye banda use karna sikh le fir video bana kyo bhai sahi kaha
Left side se band kar essay ho jyga
Which intercom you were using?
Here's the installation video link and the buying link is in the description of that sale video
th-cam.com/video/xFJSlLdjulw/w-d-xo.html
@@VenomRJ007 thanks
@mridulkashev9374 you're most welcome brother
Vai tumne bahot hasaya😂😂😂😂
😶😶😶😶
Bhai par ea bohot critical issue tha.
Thik krliya abhi vese isko. Video ka link deraha hun aapke paas ea helmet hain aur same issue aaye toh thik krlena
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
@@VenomRJ007 mujhe to kharidna tha but avi mujhe dusra sochna hai😄😄
Vai tumhara acting mast tha... 😀😀😂😂
@GoldenPix fir ea lelo brother
th-cam.com/video/wyKk8-VVKVI/w-d-xo.html
@@VenomRJ007 👍
Bhai Bluetooth hai ya intercom ?
Bluetooth brother. Itne saste main eahi thik hain
Best budget konsa he batao na
Ea lelo
th-cam.com/video/wyKk8-VVKVI/w-d-xo.html
Steal bird Air 7 ( flip up) kaise rahega bhai???
Bas eahi bolunga ea koi bhi button vala chiz mat lijiye. Helmet ka baat hain na sir ko bachane vala. Toh solid one peace helmet lijiye.
@@VenomRJ007 flip up helmet to sab buttan Wale hi rahte hai
@rahulverma3749 ha flip up mat lijiye. Main safety ke liye bol raha hun. Full face without flup up zada strong hoga na. Baaki aapki pasand brother.
Yes thanks for your review, I don't want to spoil my mood before riding.
Ha nhi kharide ho toh asa button vala nhi lena hi sahi hain.
This person is spreading wrong information and Missguiding people for products which has no issue exactly.
If you have anything unique, you must know how to use this first.
This helmet has a lock in the left side so if you close it's visor properly from the left side, then it will lock correctly and you will have no problem.
People with less knowledge and without knowing use of a product misleads other
Yeah. To use a helmet all of us needs to know "HOW TO USE THIS PERTICULAR HELMET". Is there any course you're selling brother? Then let us all know. We'll love to buy this helmet and then the course. 🤣🤣🤣
@@VenomRJ007 exactly brother, people need course to use one simple helmet but they are misleading people and targeting any brand without any course..
Ok go sell your course anywhere else. This isn't the place you're looking at. I'm using other models of steelbird helmets. So don't try to frame me like I'm targeting the brand. I was just a customer who's trying to raise a problem with this helmet and people are agreed with me. So, i don't need your concern to spread awareness.
You have to pull it down from left side with a little pressure and it will lock in one attempt
I agree with you.
But only applicable until your helmet's spring isn't tight enough or the gap between the lock isn't large enough to open it again.
Bhaiya please reply Mera bhi same problem hai returned policy hai kya main return kar duu
Bohot zada dikkat horaha hain aur return ka time hain toh krdo return. Aur agar helmet ko rakhna hain return krne ka time chala gaya fir mera video aayega aaj 4 baje usmain maine thik krliya helmet ko. Toh vo dekh ke thik kr sakte ho.
@@VenomRJ007 ok bhaiya waiting ❤️❤️
@varshakumari7070 video uploaded.
Here's the link below
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
mai batata hu button ke pass just ek screw hai usko tight kro wo fix ho jayega tight krne se wo mechanism sahi work krta hai mere pass bhi tha helmet ad tu chori ho gya
Vhai... Genuine Review....
Same problem hain aur helmet return nhi kr sakte toh ea video ka link deraha hun apna helmet sahi krlo brother
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
U don't know how to use , i am using same helmet from last 1.5 years
Yes, absolutely!!!
Me and others who're going through this issue, we all need a professional helmet manager like you. 🤣🤣🤣
mai batata hu button ke pass just ek screw hai usko tight kro wo fix ho jayega tight krne se wo mechanism sahi work krta hai mere pass bhi tha helmet ad tu chori ho gya
Maine bhi thik krliya brother. Ea raha video ka link
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
I also bought this helmet and the button system sucks
Then this video is for you brother. I have fixed this issue. Here's the link below
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Same problem but Maine return maar diya
Dikhne me accha h but bike chalte wakt disturb karta h ye helmet
Good decision 👏 👌🏻
Bhai, mene same helmet order kar diya, aaj hi delivery hai... Ab kya kru 😵💫😵💫😵💫
Agar acha lage toh rakh sakte ho aur ea video ka link deraha hun dekh lena rakho toh
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Bhai to konsa helmet buy kare, mujhe buy karna h
2 link deraha hun aap apne budget ke hisab se choose kr sakte hain
th-cam.com/video/XV1dS8FP7H0/w-d-xo.html
th-cam.com/video/wyKk8-VVKVI/w-d-xo.html
Use karne ana chahiye bhai, visor sahi se lagana chahiye, mere sath dikkt nahi ho rha
Shuru main kisiko dikkat nhi hota. Mujhe bhi lag raha tha ki sab kharab q bol rhe hain isko. Use kro fir pata chalega.
Vese isko khud hi maine thik kiya hain. Video ka link deraha hun kabhi zarurat para toh dekh lena
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Aaj hi Mera ye helmet ka delivery hain aur main ab cancel krne ja rha hu ye dekhne ke baad
Dusra koi helmet lelo brother easab button ka mat lena kuch.
Price kitna ha
2k tak price hain. Link deraha hun
Helmet Link of Amazon :
amzn.eu/d/iWvkRzV
Helmet Link of Flipkart :
dl.flipkart.com/s/5X2zxjuuuN
Maine order kiya hai lekin l size tight ho raha mereko xl hai nahi isliye return karke sbh 7 lunga abb
Ha easab button ka mat lena
@@VenomRJ007 okk bhaii
Very true, I had same problem with the helmet, totally waste of money
Agreed
Bhai tu kuch bol bhi lekin main toh isko hi lunga 😅😅
Vo toh brother aapki choice aur aapke peso se loge toh lijiye.
Par ea video bhi rakh lo helmet lene se kabhi na kabhi kaam aajayega
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
mai batata hu button ke pass just ek screw hai usko tight kro wo fix ho jayega tight krne se wo mechanism sahi work krta hai mere pass bhi tha helmet ad tu chori ho gya
@arshadaiyub9497 maine bhi thik krliya tha brother. Ea raha video ka link
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Yes bro the same issue with my helmet. I returned it immediately
Yup
Bhai helmet ki warranty bhi to hoti hai 1 years ki claim kar do
Aab kon kaha leke jaata isko thik karane ke liye. Khud hi thik krliya tha aur video mere channel pe aapko miljayega
Bhai ye wala nhi lene ka karan hai iska shape mtlb ajeeb sa lagta hai isse badhiya vega axor Mt IGNYTE ka le lo
Par aab main toh fas gaya 🥲
@@VenomRJ007 koi baat nahi bhai isko daily use ke liye rakh lo ya pita ji ko de do or IGNYTE ka ign 4 me se utha lo koi kyu ki ek badhiya dikhne wala helmet bhi aapke look ko inhance krta hai ✅
@220raceralpha pitaji pareshan hoke mera halva bana denge. 🤣
Ase naya toh lena parega ek. Achha helmet suggest kiye aap.
I am using this since last 2.5 years and Mera ekdum badhiya chal rha hai. Mujhe koi issue nahi aaya aisa
Then you're lucky enough.
Kabhi zarvat pare thik krne ka toh krlena. Ea raha video link
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
@@VenomRJ007 bhai ji the thing is jab aap isko close karo toh thoda firmly karo, ho jayega wo
@@VenomRJ007 thanks for the link👍
@akashgurung2753 ha par humesha toh itna carefully sab nhi krta na. Helmet hain kabhi haath se gir gaya ya kuch dab gaya kabhi zor se easab toh hohi sakta hain. Almost sabka hi problem horaha hain. Jese ki aap dekh hi sakte ho comments pe. Toh main apna thik kiya baith ke isko. Abhi thik chal raha hain.
If u want to close vesor just pushing down than buy without button lock helmets,this is lock type u have to close thight so the button locks the vesor
Nhi hota brother. Ismain kharabi tha. Maine thik krliya hain isko. Aapke paas hain aur same dikkat aaye toh thik krlena. Video ka link deraha hun
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Sahi baat hai bhai mere pass bhi yahi helmet hai yahi problem ho rahi hai us mein bhi hai🥹
Main hun na. Lo video dekh ke thik krlo. Aur subscribe zarur krdena brother. 😊
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
बरसात में हेलमेट के अंदर पानी घुसता है कि नहीं भाई ????
Nhi brother paani nhi ghusta helmet ke andar
Bro mai ye helmet order kru ya nahi problem hue tho apne jho solution bataya hai vha se theek hojayega ?
Ha par bekar main jhamela mat lo. Kisike paas already hain ea helmet aur return period chala gaya tab bi thik krke chalao fir toh vohi solution hain. Par agar naya lena hain toh dusra helmet lo brother.
It's raining season me kesa kam karegha
There are no issues with water leaking. Only the visor lock problem happened with many of the users.
If you have this helmet, then I'm sharing the video link with you about how you can fix this button problem.
Here's the video link below
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Ha bhai mere pass bhi hai usme bhi same dikkat hai 👍
Ha, brother. Share kro taaki dusre log na fas jaye humari tarhe. Mujhe itna gussa aajata hain kabhi kabhi ki helmet utar ke fek du asa lagta hain.😡
Lekin fenk nhi sakte 2000 ka hai 😁
@manojbanjare5967 vohi bhai 🥲
mai batata hu button ke pass just ek screw hai usko tight kro wo fix ho jayega tight krne se wo mechanism sahi work krta hai mere pass bhi tha helmet ad tu chori ho gya
भाई यार सारे हेलमेट एक जैसे नहीं है तुम्हारा हेलमेट डिफेक्ट है इसको रिप्लेस करो
Dekho bhai tumko dikkat nhi aaya mtlb ea nhi ki ea helmet achha hi hain aur kabhi dikkat nhi hoga. Itne log comment kiye hain dekho unka bhi same dikkat hain jo mujhe hua hain. Bas maine bola hain ki normal vala full face helmet lene taaki ea dikkat kisiko na ho. Baaki sabka apna apna choice
Bhai a beech me memes dal ke tum khud ki beijati karwa rhe ho 😂😂😂 video dekh ke asa lga jese caaryminati tumhari le rha hai😅😅
I know, brother. Kabhi kabhi entertain ktne ke liye apne aap main bhi jokes le lena chahiye.
bro tumhre helmet ke opening mechanism mai dikkat hai, ye helemt proper open close hota hai. Defective unit hai tumhra
Vesa ye helmet bakwas hai, poor padding, wind noise, and that vent near rider ear is worst.
Isse better vega bolt lelo, ya studds drifter
Ha aap sahi bol rhe hain ase hi thik krliya tha maine isko. Ea raha video link kisiko agar dikkat ho toh usko boldijiyega ase thik krlene ke liye
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Kya bole brother kuch log toh maante hi nhi ki helmet main dikkat hain. Unko lagta hain main jhuth bol raha hun.
Ye helmet sahi nahi hain, mene liya tha
Ha aapne sahi bola
Bhai, iska koe solution hai mera aaj hi deliver hua 😂
Ha brother socha toh hain isko thik krunga. Jald hi video aayega. Fek toh nhi sakta itna mehenga helmet. 🥲
Same problem mene bhi face ki h bhai jaldi se bnd nhi hota
Ea lo brother maine ghar pe fix kiya hain. Video dekh ke fix krlo
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
It's because of bluetooth installation
Wires not properly installed they are coming in between the switch mechanism 🤠
Thanks for your advice. But there's no connection between them. I've solved the issue, and here's the link below. You can watch if you want.
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Ha bhai thik bola apne mere sath vi ahi hora he
Maine solve krdiya hain. Video link deraha hun thik krlo
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Intercom name?
Video ka link deraha hun ismain instalation aapko samajh aajayega aur buying link bhi description main hain
th-cam.com/video/xFJSlLdjulw/w-d-xo.html
Your locking process is wrong
The locking mechanism was not working properly. There was a malfunction to lock the visor. No matter how you lock the visor, it will open again after some time.
Successfully solved the issue. Here's the video link below.
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Muze vahi dikhata thi screw tight kiya
Here is the video brother
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Ye batao thand me problem hoti hai ya nhi
Ha lock kharab hone se visor khul jata hain kabhi bhi aur thandi hava ghusta tha. Ase lock thik rehne se thand main koi dikkat nhi hota.
Bu the way maine thik krliya hain lock ko. Video dekhna hain toh link deraha hun
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
@@VenomRJ007 nhi wisor se nhi Mera question tha Jo hawa jaane ke liye usme chhed hain usse to problem nhi hoti thand me?
@Farhankhan-nd3ik vents aap band bhi kr sakte ho. Lock hain kholne aur band krne ke liye. Thand lage toh band kr sakte ho aap unko.
@@VenomRJ007 ha tab theek hai
@Farhankhan-nd3ik ha brother
Haaa Kbhi Mt Lena .... Kyo Ki visor nikl jata h fir lagane me bahut dikkt hota h
Sachmain brother. Afat hain ea. Isliye video bana diya taaki aur log na le. 😢
Bhai ye dikkt mujhe bhi aai 1 saal baad but mne 4 mint me dikkt thik kr li khud hi😂😂😂
Phle wale se bhut thik h
Ha bhai par dikkat toh hota hain ase hone pe
Aapne to bola the kai dikkathe he.. aur fir bolte bolte sirf ek dikkat he..😂.. baaki sab sahi he bhi bol rhe ho
Eahi dikkat hain brother. Dimag kharab hogaya tha ea helmet leke.
@@VenomRJ007 😂
@kishorevenugopal6191 🥲
1.27 minutes pure ek hi chij boln m laga di ye mat lena
Ha bhai kya kre ase dikkat hone pe koi bhi frustrate hojaye. Aur koi meri tarhe ea na jhele isliye bol raha tha.
Vese maine khudse thik kiya hain isko. Video dekhna ho toh aap dekh sakte ho
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Matlab repair nhi krwana hai pahle review jauri hai
Ea helmet lene ka soch rhe ho toh mat lo.
Agar hain. Toh link deraha hun repair krlo
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Bhai woh waise bandh nhi karte😂..and cheeze waise use nhi karte😂
Pehele comment pe jaake check kro kitne logo ko same dikkat hain. 🙄 Lag raha hain tum kuch hi gine chune logo ke liye ea helmet bana hain. 🤔
@@VenomRJ007 check karne ki jaroorat nhi…kyunki jo merese hota hai wohi bol raha hoon…pehle mera bhi hua tha yeh wala problem..return karne wala tha mai..lekin baad mein trick pata chala..( itna sara view aata hai..youtuber ho..yeh sab “Gina chuna wala joke suit nhi karta btw, sikh lo manner bhi)
@IzukuMLBB11 dekho bhai main samakh gaya tum kis chiz ka baat kr rhe ho. Usko thora daba ke band krna parta hain ek case main tab band hojata hain. But our case is different. Ek side se vo bahar hi rehta tha aur ek side se sat gaya tha.
Aur ea problem maine isko khol ke solve krliya hain aur uska solution bhi sabko dediya hain video bana ke. Aur rhi baat manners ki tum bhi sahi se comment kiya kro bina jaane q bol rhe the? Jo dikkat humlog jhele hain isiliye video banaye hain aur log usse relate bhi krte hain.
Ea raha video ka link. Kabhi tumhara bhi same issue ho toh thik krne main kaam aayega
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
@@VenomRJ007 helmet ko waise patakne wala cheez accha nhi laga mujhe..kuch log yeh wala helmet afford karne ke liye bhi bht struggle larte hai…stay calm and show the disadvantages in a good manner
@IzukuMLBB11 helmet ko abhi bhi use kr raha hun brother. Aur patka kaha? Ea video isliye banaya taaki log apna mehnat ka pesa se ea helmet kharidne se achha koi bina button vala steelbird ka helmet lele. Aur main bhi koi ameer nhi hun koi jo roz naya helmet kharidunga. Main bhi eahi helmet use krta hun aur pesa jama krke kharida hain maine.
Bhai order kar hi dia tha aapki video dekh k just cancel kr dia😅
Bach gaye bhai meri vaje se. Subscribe krdo aab isi bahane 🤣🤣🤣
@@VenomRJ007 😀👍
@namishsahu8235 Thanks, brother 🙏🏻
steelbird is the best helmet in the INDIA 🇮🇳
That's why I'm having this one. But you can see how I'm suffering. BTW solved the problem. I'll share the video soon.
@@VenomRJ007 I bought it today and see what happens 🤩 Use and After review
Take my advice. Use it gently. Otherwise, it'll not work properly.
@@VenomRJ007 Thanks for your Advice 😊
Anytime brother 😊
Mere pass bhi ye helmet hai Maine uske andar ched kr nut fit krdiyaa abb khultaa hi nahi
Kya jugaru hain hum Indian log bhi. 🤣
Bohot barhiya bhai main bhi soch raha tha kych krne ka isko. 2k ka liya tha bhai fek toh sakta nhi. Thora mujhe insta pe bhejoge kya photo ki kya kiya tumne? Toh main bhi krunga vo chiz fir. Insta id venom.rj hain. Nhi mile toh description main link hain brother.
Bhai 2 year ke upr ho gye. Aajtk koi dikkt nhi aayi. Bss thoda hold krke rkhna pdta hai visor ko close krte wqt tb hi bnd hota hai Quickly bnd nhi hota. Jo koi bdi baat nhi hai. Sabse bdi problem toh ismein jo wind noise aata hai vo hai.Kaan khrab kr dene wala shor hota h ismein hawa se highway pe.
Fir aap carefully aur achhe se use kr rhe ho aur aapka luck achha hain ki aapka thik chal raha hain. Aur thin hi chale humare jese dikkat na ho. Ha wind noise toh hain hi. Visor ke bich main gap jo hain usse aata hain.
Aur dikkat jo tha visor ka vo maine thik krliya hain.
Link deraha hun kabhi zarvat pare toh thik kr sakte hain
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Agar aap ka bamd nahi hota hai to scro tite kar di sahi ho jayega nahi to TH-cam pe reparing ka video dekh lo problem solve ho o jayega 💯
Already made a video on how can i solve this issue. Here's the video link
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
lagta hai bhai ko promotion k pure paise nahi mila 😂😂😂 that's y never believe in any youtube review videos 👍
Tujhe yaha promotion ka kya dikh gaya? Maine toh badnami ki na ismain ki ea helmet mat lena.
Tumko ulta samajhne ka bimari hain kya bhai?🤔
@@VenomRJ007 tujhe pehle nahi dikh raha tha helmet me kya kami hai?? pehle kya tu chutiya tha jo sabko bol raha tha ki boht badiya helmet hai sab log kharidlo? ab jab kitno ne tere video dekhkar kharid liya to ab bol raha bekar hai.. pehle pura check karke review video banaya kar
Mere pass 6 year ho gaya avi tak acha chal rha hai
Kisi kisika acha chalta hain. Zadatar logo ko ea button leke dikkat hain
Promotion ke baat Paisa Nehi Mila sayad . Mujhe pehle se paata hai ghatiya quality ki hai .
Sad reality eahi hain ki main itna bara youtuber nhi bana abhi tak jo mujhe promotion krne dega koi.
I am using same helmet awesome to use . Actually he don't know how to use 😅😅
Hmmm now I need to appoint you for my helmet's visor management 🤣🤣🤣
And only YOU know the proper way to open and close this helmet. 🤔
I think the company also secretly tells you the secret 🤣🤣🤣
Bhai helmet sahi hi hai 😂🎉
Hoga fir tumhare liye
Same Issue Bhai 🥹
Tension mat lo. Ea lo solve krdiya tha
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Nice explanation
Thanks brother
Osm video 😂ok bro ❤️🔥🙂
Agar same helmet hain aur same problem hain toh maine thik krliya hain isko. Video banaya hua hain video dekh ke apna helmet thik kr salte ho. Ea video ka link deraha hun
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Mera bhi same problem aa gya h 😢
Ea raha iska solution
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Same problem bhaii. Mera bhi same hai. 😢
Tension mat lo thik krliya hain maine. Video jald hi aane vala hain.
Same problem मुझे भी देखने मिली
Ha ea liniye iska solution
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Koi sense nahi hai tere bast ka...Ek side me ruk ke dono hatho se band kar sakta hai tu .. Lol
Ha aur baaki jitne log agree kiye volog toh ase hi mazak kr rhe honge tere logic se? 🤔
Thoda tight hath se band karoge to band hota hai
Bhai tight haath se bhi band krne se bhi nhi hota aur kabhi kabhi khudse khul jaata hain
Screw tight kar bhai jaldi lagega
Here is the video brother
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
After using 3 month of usage... I don't recommend this helmet... Worst helmet in the world...👎
Agree with you 💯
But I've fixed this myself. Here's the video link below
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Newton ki formula pata hai bhai .
Ha vohi hain
Bhai helmet ki burai krne aya tha ya Bluetooth ka prachar krne😂😂 aur bhai aise helmet kaun off krta h yaar😂 sahi se daba ke kr😂
Peheli baat bluetooth ka company na mujhe pesa dega na maine collab kiya unse jo main prachar krunga. Aur dusri baat tu job krega kya jinlog ka ase dikkat horaha hain unlog ko training dene ka? "HOW TO CLOSE YOUR HELMET"
@@VenomRJ007 uske liye job ki zarurt nahi hoti,😀😀 nahi training ki use repair krne ki zrurt hoti h😀😀
@Aejaz_Bloch batane ke liye thank you. Par maine pehele hi thik krne ka video bana ke rakha hua hain sabke liye
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
@@VenomRJ007 bhai maine phle hi dekh liya h, shukriya fir bhi link send krne k liye😊 aur bhai baton ka bura mt lagana hasi mazak to chalta rhta h☺️ aur galti se hi log sikhte hn😊
@Aejaz_Bloch are koi baat na brother
Dikkat to h
Ha brother. Aapke paas agar same dikkat hain toh aap ea video dekh ke thik kr sakte ho
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Bro scrue tight krlo sahi ho jayga 👍🏻
Konsa screw tight karu?
Dimak ka😅
@adiyogi3054 good one🤣🤣🤣
Bhai thoda dhang se band karo yah band hota hai tumse band nahin ho raha
Ha bhai 6 mahine se zada time hogaya use kr raha hun pehele hojata tha abhi use krte krte nhi hota. Abhi bhi bologe ki dhang se band krne nhi aata? Aur asa helmet log lega hi q vo batao jo sabse band na ho?
Bohot ghatiya helmet hai bro..😢😢
Kya kare bhai leke fas gaya 🥲
Same problem ki vaja se mene helmet return Kara Diya tha
Helmet ka looks achha tha. Par ase problem ke liye bohot dikkat hojata hain
Ye buddhiman log ke liye hai
Mai 1 sal se use kar raha hu ek bar me band ho jata hai Daly use me
Ha likha hua hona chahiye fir ki only for BUDDHIMAN PEOPLE 🤣
are bhai band ho jaa 😅😅😅
🥲🥲🥲🥲
Thanks❤
Agar koi leliya hain aur ea same dikkat hain toh jo video ka link deraha hun vo dekh ke solve kr sakte ho apna problem.
th-cam.com/video/Hlw3ECqJQjs/w-d-xo.html
Bhai ne helmet ka promotion agl hai
Ea promotion hain toh demotion kya hoga tumhare liye? 🙄
Abe yaar kitne baar bologe end tak dekhna
Mera man main 1k baar bolu🤣
@@VenomRJ007 😂😂
@Thunderbolt117 actually main frustrated hogaya tha ea helmet leke. Isliye itna baar bola taaki ea helmet koi leke mere jesa na fas jaye
@@VenomRJ007 😂👍🏻
Bekar ka video banaye ho 😂😂
Jab tere saath same dikkat hoga same hasi hasna 🤣🤣
Aur comment pe tere jese bhi bohot hain aur jaake dekh tere jese kitne hain aur jinko dikkat aaya vese kitne hain. Fir vo dekh ke aur hasna 🤣🤣🤣
Ea kya tha???🤣🤣🤣🤣🤣
Ha ea helmet mat lijiyega 🥲
Are Chaman
Bolo buman
Bhai ke pass content ki kami he
Ha kami toh hain. Aap kuch idea dedo