Deepak Kushwahaji🙏🏼 EXCELLENT Step by step explanation👏🏼 Mein senior citizen hun. Abhi terrace gardening ki shuruvaat kiya hai. Apne tho kamaal kar diya👍🏼 Saare doubts clear hogaya. Apka classes ki details bhi padi, abhi. I wish to join. God bless you Keep up the good work💐
Deepak bhai namaskar, aap hamare inspiration ho aap jo baate gardaning ke bare maine batate hain vo haam follow karte hai aur us se bahut achcha result bhi milta hai, paar deepak bhai aap apne vedios main aapna face nahi dekhate the aur hum ye chahte the ki jo maintor itne achi baat Bata raha hai akhir vo dikhta kaisa hai vo aap kuch videos mine aab kaar rahe hai deepak bhai aap apne face ke saath videos banaya karo aapkab face bahut sunder hai aur hum sub log aapko bhut pyaar karte hai love ❤️ you deepak bhai
Watching. reached half way. aaj 3 june hai aur aaj ka temperature 43 tha aur mujhe lagta hai ki even july tak bhi temperature 25- 30 tak nahi pahunce shayad. To beej is temperature me lagayen kya?
Nice video 🙏 sir meri badi kyari hai yani mere aagan L shape me jameen hai to kya me usme direct shukhe uple ke tukde dal sakti hu dicompost kiye bina pls reply jaldi dena sir 🙏🙏 me Ahmedabad se hu or hamare ya temprature 42 rehta hai so pls reply jaldi dena 🙏🙏
Deepak ji maine apne jaise bataya tha mitti wase hi banai lakin meri mitti ma podho ke sath fungus bhi nikal rahi aisa kyo mousam ma nami ke karan ya kuchh or karan ha plz help
Bhai mene coriander ke seeds dale the magar uska result kuch nahi aaya aur seeds aap se hi liye the Is liye ke vo seeds bahar aa jate the jab me pani daalte tha
Bhai ek hi topic par ek jaise video banakar apne seeds ki marketing achhe se karte ho. Maine apki website se zaccuni aur bahut beej liye. Lekin zaccuni germination nahi ho raha
Guru pahle mere seeds germination nahin karte the ab to bahut karte Hain aapki vajah se,Thank you Guru.😊🤗
Aap keyse seedlings karte heyn please share kar dijiy thanks
बीज उगा ने के बाद इस कोकोपीट में खाद्य मिले हुए का क्या करते हैं
Deepak Kushwahaji🙏🏼
EXCELLENT
Step by step explanation👏🏼
Mein senior citizen hun.
Abhi terrace gardening ki shuruvaat kiya hai.
Apne tho kamaal kar diya👍🏼
Saare doubts clear hogaya.
Apka classes ki details bhi padi, abhi.
I wish to join.
God bless you
Keep up the good work💐
Deepak bhai namaskar, aap hamare inspiration ho aap jo baate gardaning ke bare maine batate hain vo haam follow karte hai aur us se bahut achcha result bhi milta hai, paar deepak bhai aap apne vedios main aapna face nahi dekhate the aur hum ye chahte the ki jo maintor itne achi baat Bata raha hai akhir vo dikhta kaisa hai vo aap kuch videos mine aab kaar rahe hai deepak bhai aap apne face ke saath videos banaya karo aapkab face bahut sunder hai aur hum sub log aapko bhut pyaar karte hai love ❤️ you deepak bhai
Bahut badhiya jaankari di hai aapne bhaiya
Sir me jarur es tarase seed lagakar dekhungi
पोधे को उगाने का एहसास💆कुछ अलग और🏞️☔रोमांचक होता है। यह🌞🌄mother nature🪴को हमारे पास होने का🌅एहसास देता है।
Sidhi baat no bakwas
Sare questions clear ho gaye
Thanks 🙏🙏👍
Watching. reached half way. aaj 3 june hai aur aaj ka temperature 43 tha aur mujhe lagta hai ki even july tak bhi temperature 25- 30 tak nahi pahunce shayad. To beej is temperature me lagayen kya?
Sorry. Date ko correct kar diya hai,galti se 6 type kar dia tha.
Very good idea ,I will try this method I'm from megalaya state
Varmicomst & cocopet & or mitti bhi mix karskte hei kya fir seeds lagawuga to chalega
Ultimate Information
Thanks BRO
Thank you so much . your videos are so helpful
God bless you dear ❤
Thank you so much
❤😂
Sir Seed ko Home Garden me niche zameen me bhi lga sakte h kya
Sir direct bade pot mai bhi lga sakte h kya 🙏
Sir hamare seed se ankur grow ho gya hai lekin seed mitti se bahar hai ankur ke upar to us seed pe mitti dale kya
Yes
Ek bat btaye sbjiyo ka bij ager acha nhi to phir packet wala bij kaise acha ho skta bo bi to sbji nikal kr packet me bechte hai na
Packet me acha seed nhi aata genetically modified h jo dangerous hota h
Ha Dipak ji mere sath bhi Aisa hua hai
Thanks sir... kya abhi aug.m flowers seeds lga sakte h
Sir abhi mene lgaye he beej pr unhe dhup me rakhu ya chhav me jisse wo jinda rhe podha
Sir jis pot mai lagayenge bij wo use mai rahege thodha badne k bad ya uske bad alg kahi lagana hai
Sir Kaya abhi seed grow kar sakta ha kaya raine season ka lia
Nice video 🙏 sir meri badi kyari hai yani mere aagan L shape me jameen hai to kya me usme direct shukhe uple ke tukde dal sakti hu dicompost kiye bina pls reply jaldi dena sir 🙏🙏 me Ahmedabad se hu or hamare ya temprature 42 rehta hai so pls reply jaldi dena 🙏🙏
Very good video. Will try these steps.
Great!
Deepak ji maine apne jaise bataya tha mitti wase hi banai lakin meri mitti ma podho ke sath fungus bhi nikal rahi aisa kyo mousam ma nami ke karan ya kuchh or karan ha plz help
Sir aapki website se bhindi k beej mangaye the ab ham unhi bhindi se next season k liye beej rakh sakte h kya
Om sairam thanks bhai
Seedlings ke bad use pot me kaise Lagana he
Or ye seed ugane ke liye paper glass use ho skta he kya uska size kya hona chahiye
Chitra from Chennai hi Deepak ji nice information video
Thanks and welcome
Grow bag ko kese bhare ye bhi bataye sir ...taaki wo halka rahe
Sir mera gobhi ka bij jarminet ho nhi ho Raha h do baar laga chuki hoo please kuchh bataye😔😔
Sir jo pots hote hai plants wale to kya unme hol karna jruri h ya nhi kyunki mere paas plastic ke pots hai
Suti kpde me bhigo k rakh skte h kya 24 hour k liy ..ya glass me hi rakhna h ..seeds ko
Accha video hai 👍
deepakji hands off to u
Super nice 💯
Sir aap mic use karte ho ya nhi??
47° h hmare yaha
Very nice 👍
wery good job 👍
organic bazar ke been kanpur me milenge kya ?
Kya Gili mitti me seed lga skte h
Lal mehendi bhi rahta he sath me wo bhi bataiye
Maine organic bazaar se bahut sare seeds liye hain....jitne b lagaye hain sab germinate ho gaye..
Thanks for sharing feedback about Organicbazaar Seeds
I am using Organic Bazar Seeds
Sir raat ranike seed kitne din me germinate ho jate hai aur iske liye temprecher kitna hota chahiye
Mere paas all season flower kit hai kya mai abhi uga sakta hu temp. 41°C + hai??
Nahi
@@TerraceGardening phir kb ugaunga sir??
Very usefull vdo🙏
Thanks a lot
Agar rain hoti ho to in danu mai dali rain ho rahi hai to kya kare
Sir polythene se cover krna chahie ya nhi pot ko after seed sowing ?
Mandatory nahi hai
Do tin bar Maine on line seeds magaye warmi compost aur cocopit bhi magaya magar mai seedling me sanfal nahi hua
Sir Apne kya kiya h Kon sa course kiya organic garden ke liye
sir seeds germinate hone k kitne din baad chote gmle me lga dain
Nice video sir ji
Kya flowers k beej bhi aese lga skte h
Yes but flower ke kuchh beej kafi chhote hote hain to unhe badi sabdhani se lagana hota hai
Sir tree starting ma acha grow hota pr 1 month bad me sukh jata ha kyu?
Bhai shab vermy compost original nhi milti mitti dey dete hai kha se ley pehle pusa se late they ab nhi mil rhi
Seed jarmination ke kitne din bad barish me rakhe
Sir organic vegetable jamin main laga sakte hain?
Sir plz bata dai kya hm wo plants laga sktay hain pakistan main jo india main apkay haan hota hain plz rply plz plz plz plz rply rply
Ha sab laga skta h
Head tail ko koi rule hai??
Sir Air layering method bta do
Bhai jab beej ko layaea ho to paani kitne din baad Dena hai
Bhaiya aapke website se ham March mein bij liye the Jo ham nahin uga paye the tabiyat kharab hone ki vajah se kya ab use Laga sakte hain 🙏
Bilkul laga sakte hain
Seeds lgate time mix m neem kali dalni h
aap seedling mis me thodi matra me neem khali mila sakte hain
Sir many seeds liye pr ek bhi plant nhi ugha lpe mey shi seeds kha sey lu
Aap seeds ko sahi tareek se lagaiye aur yaha se seeds lijiye organicbazar.net/collections/seeds
Organic bazaar se cash on delivery kaise kare
Bhai mere shimla mirch lal ho reha hai, mene gypsum v dala tha, par fir v
Bahi bina cocopet ke nahi laga sakte seeds
Mirchi me phul aa gaya hai par mirch nhi ban rha h pl upay bataye.
Phool tod do aur upar ki main stem ki cutting kro
Sir aapke pass adenium ke seed hai
बिज कैसे मंगाते हैं बिडियो बनाओ
Ager kisi ke pass cocobeat nahi ho to kya kare
Ek life hack me dekha tha egg tray me seeds lga diye the kya ye sahi hai?
Meri palzk ka size bada nai ho raha after 1 month
Thermaform pot kha se le
हमारी देशी खाद से नहीं होता हैं क्या
Coco pit नही मिलता हमारे
Amazon से मंगवा लो
Nice
Please send me website link of good quality seeds. Thanks
Sir me bhi Deepak kushwaha hu😂😂😂
Aap kaha se ho🤔?
Nice information
Mene bhi organic bagar he 540rs ki a beej mangaya the but lagaya bhi kuch hua hi nhi ek bhi
Bhai mene coriander ke seeds dale the magar uska result kuch nahi aaya aur seeds aap se hi liye the
Is liye ke vo seeds bahar aa jate the jab me pani daalte tha
Seeds ko dak kar rakhna chahiye ya nhi
Nahi
Plzz is site ka link de
MRP kay ha..
Hello Dude
Thank you, very informative. One question, where did you get the drainage cell, how much did it cost and what is the size?
Acchi quality k beez aap nhi sell karte ho
organicbazar.net/collections/seeds
@@TerraceGardening internet se pic nikal k daal Dene se thode na hota hai Maine kuch seed manwaya tha stock black binca jermination zero
@@itsmedharam4199 black vinca mere garden me laga hai
@@TerraceGardening to lagta hai aapne nakli seed bhej diya hai mujhe
@@TerraceGardening haati k daant khane k kuch or dikhane k kuch alag hota hai 😂
👌
Sir ap jo website ka naam bataye the us par free shipping bata raha hai par order karne par 84 shipping charge bata raha hai
Why my seedling grown is yellow?
Thanks for sharing 🙏
Mayne ishi web site se beej liye hey or ishi tarikese lagaya perlite vermiculite ka vi istamal kiya lekin result to 10% hi hey.😢
0:54 kis pas press karu😅😊😊❤🎉
😊
Sir harwain ki phalyan is mausam me laga sakte hen?
Bhai ek hi topic par ek jaise video banakar apne seeds ki marketing achhe se karte ho. Maine apki website se zaccuni aur bahut beej liye. Lekin zaccuni germination nahi ho raha
मेरे तो होते ही नहीं है 1 साल हो गया सब ट्राय किया पर नतीजा 0
online seat mangwane ke liye Khad mangwane ke liye Kitna Samay khane ke liye Mujhe online mangwana hai mujhe phone kijiye