8% or little bit more rhta hai, depend on your credit. lekin after complete your course 3yr tak interest nahi lagata return ho jata hai. jaisa ki ham logo ka hua tha but ye scheme continue rhega ya nhi idea nahi hai.
me UP se tha aur up government other state me jane wale student ko nahi deti check your state government is scholarship available for those who go for study in another state
didn't get your points, fee is same as general no feel deduction area their, it might be if you are below in OBC like yearly salary should be less but I'm not sure you need to submit proper documents and check yourself what is the process to avail
Sir mujhe nit Kurukshetra mila h mca k liye sir physical reporting ka koi information ni aaya h avi tak kahi, plz reply or hostel lene ki kya process hoti h?🙏🙏
official websites check krte rho, college ka bhi website dekhte rhta kahi na kahi post aayega physically sare documents verify karane ke liye ussi time hostel, mess sab allote ho jata hai online yaha se kuchh nahi hota
Bhaiya ek doubt reh gya , loan lene k uski installment kab se pay karni hogi , jese loan approve hua just juske bad ya after getting job or after graduation
education complete hone k 2 yrs k baad se but agr paise ho to jaise hi course end ho turant emi start kr skte ho, instalment depend krega aapke upper kitne k karana chahte ho for 10k,20k or more.
waise lene ki jarurat nahi padani chahiye mere hisab se bahot kam fee hai SC walo k liye, agr apne state me college loge to 100% scholarship agr dusre state me loge to ye check kr lena apke state wale dusre state me jane pe scholarship dete hai ya ni jaise NIT trichy mene liya tha me UP ka hu to UP government nhi deti agr dusre state me jaoge to MP government deti hai
bhaiya mera 2 saal gap hai jee clear nahi kar paya or financial problem ke karan btech nahi kar paya kya ab mein bca kar raha hu kya mera nit mein placement hoga
Bhai mera it jamshedpur me 1st list me aaya h aur mujhe pata h h ki second list me kurukshetra aa jaega but Kurukshetra ka 1st sem ka fee 81000 plus h aur maine suna h 1st sem ka fee hume pay krna hota h Mai kaise bhi krke counselling ka fees 30,000 to kar lunga but aage kya hoga kyunki loan to 2nd sem me milta h na Aur sc category me hone ke wajah se mujhe jamshedpur me tution fees maaf ho ja rh h Please bataiye kya kru upgradd kru college kurukshetra lu ya jamshedpur me hi admission lu pleasee
jamshedpur k liye hi try kro, usme tumhra benefit hai aur dono college me jyada difference nahi jamshedpur se amazon me age hai dost mere. bs coding skills acha kro
@@64_sycs_rajeshtyagi60Bhai SC ST ke lie tuition fee waive off hoti hai naa ? Or aisa nhi hai toh kon konsi nit hai jisme fee waive off nhi hoti SC ST ke lie ???
Bhai me up se hu and agr me other state me nit mil jjaye to kya scholarship nhi milegi kya?to phir preparation band krdu nimcet ki kyuki me afford nhi kr skta 😢?
bahot kam chance hai up government scholarship degi ham logo k time nahi deti thi may be ab ka policy change ho gya hoga, preparation kyu band karoge ham logo ko v scholarship na mila tha paise v nahi the college loan leke pade the mere ek vide dekho jaha mene achhe se bataya hai loan process.
Aisa kyu soch rhe AI ki wajah se job chali jayegi. Ache developer bano AI ki help leke apne ko aur improve kro. for example agr mere se puchhoge to me chat gpt se 80% kam karata hu bs 20% me ye dekh leta hu shi se kam kr rha hai ya nhi.
Bhaiya mai bca kr rha hu usme mai loan liya hu agr nit me admission hoga mera to kya mai eligible hu loan k liye kyuki maine UG me le rkha h pehle se hi
Bhaiya please reply dena.....mai IGNOU se BCA kr rha hu abhi 2nd year start hoga toh 2 years enough hai self-study k bad nimcet nikal sakta hai..or bhaiya mai meri family k sath rent pr rehta hu 😢...khud ka ghar nhi hai 😢.... general category or papa bhi bas 15k kamate hai... bhaiya loan approve hojayega na ya papa ka bhi CIBIL score check krenge? Mujhe apse baat krni hai mai apko apna number send karna chahta hu but yha nhi kha kru?
Mere lagbhag 1k plus juniors, seniors and classmates honge NIT ke. Kuchh jo ekdm bekar the unka v lga agr nhi lga to off campus se v kahi na khi sab settle hai, ha low package starting me ho skta hai lage but ho jata hai almost sbka.
Bhaiya mere marks k according mujhe nit patna, nit jamshedpur, bhopal, kurukshetra, Ye sb mil rha h Hamko bahut drr bhi lg rha hai... Sb bolte hai tirchy, suratkal, allahabad bahut aache hote hai. Uska placement bahut high h Mehnat kr k bhi top 3 nit nhi le paaya 😢 Koun saa lu? Aap mere metors jaise ho suggest kr do Please
1) Kurushetra 2) jamshedpur, 3) bhopal 4) patana drane ki koi baat nahi. bas kahane ko hai top ki bs top nit me aati hai aisa nahi hai aati hai har jagah bs khud ko uss level ka banao to waisi company crack kr sko. Nit jamshedpur k mere 2 dost Amazon me hai, Kurushetra se to 6,7 log top top company me hai. to tension na lo khud ko ache developer banao job jhakk mar k piche aayegi
Bro please make more videos these are very valuable.
will come soon actual I was busy to my project production, now it is almost completed videos will come soon...
Aaap ne mere poore man ki baat kardi bhaiya ❤
, Love from Varanasi ( kashi)
How u prepare
Scholarship milti hai kya gen ews ko
depend krta hai kaun se state se ho kuchh state jaise MP, Bihar dete hai kuchh nahi dete agr other state k NIT se study kr rhe ho to
Good information bade bhaiya jii ❤
Bhai reserve catagory ke liye fees waiver hote hai ya nahi agar hota hai yo please make a video on this topic....
for SC and ST category ka fee low hota hai baki sabka same OBC, GEN, OBC(PWD), GEN(PWD) sabka same hi hai
After MCA placement with nit
Bhaiya ji bhi loan lete h uska interest ki policy kese kya hoti h
Please reply 🙏
8% or little bit more rhta hai, depend on your credit. lekin after complete your course 3yr tak interest nahi lagata return ho jata hai. jaisa ki ham logo ka hua tha but ye scheme continue rhega ya nhi idea nahi hai.
Btw mai 2025 me NIMCET de raha hu self study se
HII BRO
@@ChanduChandu-cl9ei bolo bhai
@@KidsVid_06 hii bro me to preparing for 2025 nimcet....self study
@@ChanduChandu-cl9ei great men
Ek question hai agr family income less than 1lakh hai to tution fee kitne lagegi,?❤️
exact data nahi yaad but kam lagata hai agr valid proof submit kr diye to.
Please make a video regarding central sector interest subsidy scheme.
Thankyou bhaiya 🙏
Scholarship nhi milti kya ??
me UP se tha aur up government other state me jane wale student ko nahi deti check your state government is scholarship available for those who go for study in another state
Mera 55% tha 12th . I'm from sc category but mera graduation me 7+ cgpa expected he toh kya me eligible hun mca course and nit placement keliye
Ha, bas graduation ka 60% hona jaruri hai and good to know ki SC ho to most probaly ho jayega bas thoda 1 year seriously padai kr lo
Bro loan apply karne ke baad Bank Wale house pr AA kr kya dekhte hai
bas formilities hoti hai, check krte hai aap valid student ho ya nahi. Mostly apply ho jata hai don't worries about it.
Kya apna loan Nit trichy ka SBI branch sa liye tha
G
How much we get in hand if 20lpa is ctc
depend on company to company mostly we will get near about 1lakh
Hii, i want to know that in NIT
how much fees is deducted for OBC students?
didn't get your points, fee is same as general no feel deduction area their, it might be if you are below in OBC like yearly salary should be less but I'm not sure you need to submit proper documents and check yourself what is the process to avail
Sir mujhe nit Kurukshetra mila h mca k liye sir physical reporting ka koi information ni aaya h avi tak kahi, plz reply or hostel lene ki kya process hoti h?🙏🙏
official websites check krte rho, college ka bhi website dekhte rhta kahi na kahi post aayega physically sare documents verify karane ke liye ussi time hostel, mess sab allote ho jata hai online yaha se kuchh nahi hota
Bhai loan je liye security ka kya process hai
security like what?
Bhaiyo mujhe leptop lena hai education loan ke sath to leptop kitne rupee tak ka le skte hai
bill dikha k jitne ka man ho utne ka le skte ho loan me add kr liya jayega
After MCA salary with nit
Bhai loan kab se bharna hota h college khtm hone ke baad se ..?
depend on you after complete your degree 3yr tk koi na bolega
Bhaiya jesa li 1st sem ki fee khud pay karni hoti hai to kya loan lene par 1st sem jo ham pay kiye the wo wapis milti hai
ha ye depend krta hai apke upper lena hai ya nahi agr loge to baad me dena hoga agr nahi loge to utna paise reduce ho jayega
Bhaiya ek doubt reh gya , loan lene k uski installment kab se pay karni hogi , jese loan approve hua just juske bad ya after getting job or after graduation
education complete hone k 2 yrs k baad se but agr paise ho to jaise hi course end ho turant emi start kr skte ho, instalment depend krega aapke upper kitne k karana chahte ho for 10k,20k or more.
Bhai SC candidates ko bhi loan mil sakta hai ya nahi or scholarships wagaira?
waise lene ki jarurat nahi padani chahiye mere hisab se bahot kam fee hai SC walo k liye, agr apne state me college loge to 100% scholarship agr dusre state me loge to ye check kr lena apke state wale dusre state me jane pe scholarship dete hai ya ni jaise NIT trichy mene liya tha me UP ka hu to UP government nhi deti agr dusre state me jaoge to MP government deti hai
@@Kollege_Talks par MNNIT SC walo se Full fees leti hai I guess??? or NIT Kurukshetra bhi.
@@rachitkatariya me nit trichy ka bata rha 100% sure to nhi lekin hr nit me fee kam hi hona chahiye
bhaiya mera 2 saal gap hai jee clear nahi kar paya or financial problem ke karan btech nahi kar paya kya ab mein bca kar raha hu kya mera nit mein placement hoga
same situation mera v tha aaj job kr rha hu
@@Kollege_Talks apka kitne ka package laga hai nit mein
@@Harekrishna_890 abhi current salary 1lkh+ hai
is it same for sc/st? can you please tell me about per semester fee for sc/st approx?
aise smjho 100 agr obs, gen ka hoga to 30 sc walo ka hoga aur 20 to 25 st
1 lakh se kam income rahne per total fees maaf hota hai kya ?
ha but you need to check with respective college with proper documents.
Bhai mera it jamshedpur me 1st list me aaya h aur mujhe pata h h ki second list me kurukshetra aa jaega but
Kurukshetra ka 1st sem ka fee 81000 plus h aur maine suna h 1st sem ka fee hume pay krna hota h
Mai kaise bhi krke counselling ka fees 30,000 to kar lunga but aage kya hoga kyunki loan to 2nd sem me milta h na
Aur sc category me hone ke wajah se mujhe jamshedpur me tution fees maaf ho ja rh h
Please bataiye kya kru upgradd kru college kurukshetra lu ya jamshedpur me hi admission lu pleasee
jamshedpur k liye hi try kro, usme tumhra benefit hai aur dono college me jyada difference nahi jamshedpur se amazon me age hai dost mere. bs coding skills acha kro
@@Kollege_Talks okay
@@64_sycs_rajeshtyagi60Bhai SC ST ke lie tuition fee waive off hoti hai naa ? Or aisa nhi hai toh kon konsi nit hai jisme fee waive off nhi hoti SC ST ke lie ???
@@Meena_Rohit kurukshetra me nahi h bhai
Pata nhi scholarship bhi mlgi ki nhi
Bhai me up se hu and agr me other state me nit mil jjaye to kya scholarship nhi milegi kya?to phir preparation band krdu nimcet ki kyuki me afford nhi kr skta 😢?
bahot kam chance hai up government scholarship degi ham logo k time nahi deti thi may be ab ka policy change ho gya hoga, preparation kyu band karoge ham logo ko v scholarship na mila tha paise v nahi the college loan leke pade the mere ek vide dekho jaha mene achhe se bataya hai loan process.
Bhaiya OBC NCL me jinki Income 5 lakh se kaam uski fees ghat ti hai kya?
Ha bhai but iska procedure apko pta krna pdta hai college se.
Bhaiya SC/ST walo k fee wavier hota hai?
ha but bahot kam as compare to OBC and general
Bhaiya,abhi main Nimcet ke liye preparation kr rah hu ,but meri English bahut worst hai main kya karu kuch smj nhi aa rha hai
pls check my video on same topic U will get better understanding.
@@Kollege_Talks ok bhaiya
Which year r u targeting
@@vishalkumargupta2233 2025
Sir agar mai loan leke pad bhi liya par mujhe age future me Ai ke vajhe se job nhi lagi tho mera tho paise be gaye aur 3years waste be hogaye😶..
Aisa kyu soch rhe AI ki wajah se job chali jayegi. Ache developer bano AI ki help leke apne ko aur improve kro. for example agr mere se puchhoge to me chat gpt se 80% kam karata hu bs 20% me ye dekh leta hu shi se kam kr rha hai ya nhi.
Bhaiya mai bca kr rha hu usme mai loan liya hu agr nit me admission hoga mera to kya mai eligible hu loan k liye kyuki maine UG me le rkha h pehle se hi
milne ka chance to hai, but me isme 100% sure nhi hu. Apko thoda pta krna pdega. but mere hisab se dena chahiye agr NIT mil jata hai to.
Bhaiya apka placement hua..???? Aur kitna ka laga tha bhaiya aur waha jane ke baad jg jayega n placement
NIT nikalo placement ki tension na lo ho jayega.
❤❤👌👌
Bhaiya how can i contact you personally?
let me know your query will try to solve if not then will contact.
Now 2 year MCA...
abhi NIT me 3yr hi hai
Bhaiya please reply dena.....mai IGNOU se BCA kr rha hu abhi 2nd year start hoga toh 2 years enough hai self-study k bad nimcet nikal sakta hai..or bhaiya mai meri family k sath rent pr rehta hu 😢...khud ka ghar nhi hai 😢.... general category or papa bhi bas 15k kamate hai... bhaiya loan approve hojayega na ya papa ka bhi CIBIL score check krenge?
Mujhe apse baat krni hai mai apko apna number send karna chahta hu but yha nhi kha kru?
share your mail I will connect you personally
Sab to thik hai bhaiya but itna loan lene ke bad job nhi lagi to...
Mere lagbhag 1k plus juniors, seniors and classmates honge NIT ke. Kuchh jo ekdm bekar the unka v lga agr nhi lga to off campus se v kahi na khi sab settle hai, ha low package starting me ho skta hai lage but ho jata hai almost sbka.
aur NIT me jane k baad ye sb man se hi nikal do ki nahi lagega
@@Kollege_TalksThankyou so much bhaiya yhi tension tha ab sab clear ho gya hai Now I can do it
Full experience like freindly bro 💫🥴✨
Bhaiya mere marks k according mujhe nit patna, nit jamshedpur, bhopal, kurukshetra,
Ye sb mil rha h
Hamko bahut drr bhi lg rha hai...
Sb bolte hai tirchy, suratkal, allahabad bahut aache hote hai.
Uska placement bahut high h
Mehnat kr k bhi top 3 nit nhi le paaya 😢
Koun saa lu?
Aap mere metors jaise ho suggest kr do Please
1) Kurushetra 2) jamshedpur, 3) bhopal 4) patana
drane ki koi baat nahi. bas kahane ko hai top ki bs top nit me aati hai aisa nahi hai aati hai har jagah bs khud ko uss level ka banao to waisi company crack kr sko. Nit jamshedpur k mere 2 dost Amazon me hai, Kurushetra se to 6,7 log top top company me hai. to tension na lo khud ko ache developer banao job jhakk mar k piche aayegi
kitne marks hn bhai aapke?