Mein apne walid ki ikloti beti hoon, mere walid k inteqal ko 7 saal ho gaye he. Mere walid ki zaati property mein aik 2.5 marla ghar k ilawa kuch nhi. Mere chacha k inteqal ko 2 saal ho gaye hen or ab bhai na hone ki wajha se chacha ke bete hissa lene k liye pareshan karte hen. Esi soorat mein mujhe kya karna chahiye?
Sir wakeel ne bhi paise le kar kaam nhi kiya ab to in logon se jaan churwani mushkil ho gayi he. Jin ka beta na ho to kya wo beti k liye aik ghar bhi na banayein? Ye rishtedar kisi mushkil mein kaam to aate nhi or Jo bana he us PR bhi qabza karne k koshish mein hen dewaar b torr di or mukar gaye.
Aslamolikom sir Hamny ny 2002 ma agreement karwya thaa zameen kaa sarii payment on koo dii thii ab woo name nii kar waa rhyy os time on kaa dawa cahl rha tha abii woo dawa khatm hoo giia
Aggressor never allows the partition of property agriculture or residntial despite court decree, decision or order, with the connivance of officials involved particularly revenue for agriculture and the govt.machinary for residetial property. Normally the case leads to criminal ity. Law fails and vandalism prevails.
much needed video... Thanks for knowledge Sir,
Great Teacher and great person sir Rizvi sahb
Thank you
Thanks dear Maaz
Unique
MallAa ❤❤❤
Mashallha
Excellent
Thanks
❤
سر جے رضوی صاحب اسلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ عرض یہ ہے کہ میرا ساتھ در پیش ہے
Aoa
Sir aik bt pochni thi k agr hamara lawyer he hamari court fees kha jaey or court me jma na krwaey uska kia hal hy
Mein apne walid ki ikloti beti hoon, mere walid k inteqal ko 7 saal ho gaye he. Mere walid ki zaati property mein aik 2.5 marla ghar k ilawa kuch nhi. Mere chacha k inteqal ko 2 saal ho gaye hen or ab bhai na hone ki wajha se chacha ke bete hissa lene k liye pareshan karte hen. Esi soorat mein mujhe kya karna chahiye?
File suit for partition
Sir wakeel ne bhi paise le kar kaam nhi kiya ab to in logon se jaan churwani mushkil ho gayi he. Jin ka beta na ho to kya wo beti k liye aik ghar bhi na banayein? Ye rishtedar kisi mushkil mein kaam to aate nhi or Jo bana he us PR bhi qabza karne k koshish mein hen dewaar b torr di or mukar gaye.
Jnab agr aik shakhs k pass nichli manzil ho to os ka kitna hissa mily ga
Sir g agar baaf beron mulk ho or property Barre bete k name pe le ho to os surat me betiyon ko hesab Mily ga ya nahi
Asslamu Alykum,
Apka sawal Sir ko forward ker dia gya hai, Bohat jald apko eska qanooni jawab mil jaye ga.
Shukrya.
Thanks sir
14 years ho reheun hein mera partition ka case end nai howa abi spprume Court mein pending hy koi hal batahein
File cm petition for early hearing
پاکستان میں دادا کیس کرتا ھے اور پوتا بھی دادا بن جاتا ھے مگر حل نہیں نکلتا
Aslamolikom sir
Hamny ny 2002 ma agreement karwya thaa zameen kaa sarii payment on koo dii thii ab woo name nii kar waa rhyy os time on kaa dawa cahl rha tha abii woo dawa khatm hoo giia
Apny elaqa ki adalt mein Takmeel E Agreement ka case dair kren.
Aggressor never allows the partition of property agriculture or residntial despite court decree, decision or order, with the connivance of officials involved particularly revenue for agriculture and the govt.machinary for residetial property. Normally the case leads to criminal ity. Law fails and vandalism prevails.
Qanoon ko apny hath mein na lein belkeh Adalt e Aalia se Rajoo kren.
سر جی یہ بھی بتانا چاہیے تھا کہ کتنے عرصے کے اندر اندر دعوی کیا جا سکتا ہے۔
3 saal k ander.
کیا یہ کراچی میں ہے یہ سہولت
Please reply 🙏🙏
اپ کی انگریزی کافی کمزور ہے۔ مگر اپ کا نالج بہت اعلیٰ ہے۔
Overseas Pakistani kaise dawa Kareem
Overseas may file case for redressal of his grievance in the special court of Overseas Pakistani.
اس قانون کے تھت زندگی کا کتنا ھسا گزر جاے گا
Qanoon k mutabiq within 6 months faisla krna zroori hai.
❤