सर जी मैं आपका एक पुराना subscriber हु । मुझे आपसे विनम्र निवेदन है की आप बैटरी को फुल चार्ज करके दिखाए की कितना watt enargy liya बैटरी को फुल चार्ज करने और फिर बैटरी को फुल डिस्चार्ज कीजिए और दिखाए की कितने watt ki एनर्जी को दिया | धन्यवाद
Apke ghar ka load 300 watt plus hai to aap 150ah ki battery ke sath 900 va tak inverter le lijie 5 se 6 hours ka backup mil jaegi. Aur agar aapke paas electricity hai to ok otherwise solar system ka all appliances jarur le.
1 sawal he bhai agar 250/250 ka 2 battery or 1 (1100va ya 1050 va ) ka inverter lagayen to kesa rahega or iska backup or live condition kesa rahega ispe 1 video banaye please
भाई रिप्ले जरूर देना,स्विच बोर्ड में रेड लाइट लगी होती है तो जब हम फैन या लाइट स्टार्ट करते है तो रेड लाइट बंद हो जाती है और फैन,बल्ब कुछ भी चालू नही होता तो इसमें क्या समस्या है
Kyu galat jaankari de rahe ho pehle to ye batana chahiye ki Normal tubular battery sirf khud ke capacity ka 70% hi deti hai yaani 150ah ki battery se hum sirf 105ah hi use kar paate hain😮. Aisa isliye taaki battery ki gravity kam na ho aur iske alawa humare inverter ko kaam karne ke liye v battery se hi ek proper amount me current chahiye hota hai jo ki 9.5v-10.5v ke beech hota hai nahi to wo active hi ni hoga aur battery charge v ni kar payega😮, jinko nhi pata unke liye ye bahut interesting hoga😂.
Abe bhai tu pagal hai kya lead acid battery pura bakup thodi deti hain 150 AH battery mein 30% corrent hamesha rahta hai 30 hmm use nahi. Kar pate kisi bhi battery mein 150-30%=105 AH 105 AH ×0.8=84 AH 0.8 facture hota hai 150 AH battery ka real bakup 84 AH aayega hmme 150 AH battery 84 AH real bakup milega lagbhga 60% ka bakup deti hain lead acid battery unse pura bakup nahin milta hai ✍️✍️✍️✍️✍️✍️
Bhut sundar video h sir ji easi Tarah ki Sankari Wali video upload krte rehye❤❤❤❤❤❤❤❤🎉
Bhaya ek chota sa problem hai kiya solve ho jaye ga
Assalamualaikum Amir Bhai
Mujhe ye janna tha ki lethum battery achha h ya led acid battery...??
Hello sir luminous eco watt Neo square wave inverter par led tv chala skte hai kharab toh nahi hoga
सर जी मैं आपका एक पुराना subscriber हु । मुझे आपसे विनम्र निवेदन है की आप बैटरी को फुल चार्ज करके दिखाए की कितना watt enargy liya बैटरी को फुल चार्ज करने और फिर बैटरी को फुल डिस्चार्ज कीजिए और दिखाए की कितने watt ki एनर्जी को दिया |
धन्यवाद
Amir Bhai me shaikh Raheman me app ka har video dekhta hun me app se milna chahata hun
Me app ki es video ka muntajir hun 🙏🙂❤
Amir bhai Namaskar l,kya normal inverter aur battery ko solar pannel se charge Kiya ja sakta hai. Please bataye.
Bhai ji thanks ❤
Vice nice sir
Sir mera ghar ka lode almost 300 hai our mere pass 1250 va ka invotar hai battry kharab hoga
Ab kitna ampear ka Battery lu
Sir 200ah battery 1kw inverter aur 2kw 100ah ki 2 battery laga kar same load test kijiye aur backup air load lift check kariye
Bhai ji mcb box me three phase wiring kaise kare es par video jarur banaeye please bhai ji
Inverter se kya water pump chala sakte hain exide inverter 750 va 110ah battery
No
Bhai Mera 3 room hai mujhe 3 fan,5 bulb,1 tv chlana hai kitna Ah ka battery le please reply kre....
Apke ghar ka load 300 watt plus hai to aap 150ah ki battery ke sath 900 va tak inverter le lijie
5 se 6 hours ka backup mil jaegi.
Aur agar aapke paas electricity hai to ok otherwise solar system ka all appliances jarur le.
1 sawal he bhai agar 250/250 ka 2 battery or 1 (1100va ya 1050 va ) ka inverter lagayen to kesa rahega or iska backup or live condition kesa rahega ispe 1 video banaye please
24volt ka inverter le lo aram se 10hrs+ ka backup milega
व्हाट' को एंपियर में कैसे कन्वर्ट करें
Sir luminous 220 ah battery k liye best invetar kon sa le ❤
Bhai 200ah or 250ah ki battery lo ye bich wali series achhi nahi hai.Dhanyvad
Zelio 1100
Kabhi Etna backup nahi dega mere bhai
Lead acid battery only 60 se 70 persent efficiency hi hota hai 😂
घर का लोड निकाल ते सिखाओ
Bhai 150 ah battery se hem 70 persent he meleyga aap gelt beta rehe ho
भाई रिप्ले जरूर देना,स्विच बोर्ड में रेड लाइट लगी होती है तो जब हम फैन या लाइट स्टार्ट करते है तो रेड लाइट बंद हो जाती है और फैन,बल्ब कुछ भी चालू नही होता तो इसमें क्या समस्या है
Short circuit ki wajah se ho raha hai
Nutral Fail Ho Raha Hai Bhai....
Main Line ko Cheq karo...Input Output.......and. Wire Cheq karo.......Pakad me aa jayega
Newtral fault
Wire kamjor ho sakta hai
Andar se 20! Wire me 1 wire ka bacha hona
Kyu galat jaankari de rahe ho pehle to ye batana chahiye ki Normal tubular battery sirf khud ke capacity ka 70% hi deti hai yaani 150ah ki battery se hum sirf 105ah hi use kar paate hain😮. Aisa isliye taaki battery ki gravity kam na ho aur iske alawa humare inverter ko kaam karne ke liye v battery se hi ek proper amount me current chahiye hota hai jo ki 9.5v-10.5v ke beech hota hai nahi to wo active hi ni hoga aur battery charge v ni kar payega😮, jinko nhi pata unke liye ye bahut interesting hoga😂.
Battery real backup time worng information
150 batt nahi watt hota hain
Abe bhai tu pagal hai kya lead acid battery pura bakup thodi deti hain
150 AH battery mein 30% corrent hamesha rahta hai 30 hmm use nahi. Kar pate kisi bhi battery mein 150-30%=105 AH 105 AH ×0.8=84 AH 0.8 facture hota hai 150 AH battery ka real bakup 84 AH aayega hmme 150 AH battery 84 AH real bakup milega lagbhga 60% ka bakup deti hain lead acid battery unse pura bakup nahin milta hai ✍️✍️✍️✍️✍️✍️