अपर निजी सचिव स्किल टेस्ट कोर्ट केस अपडेट। UPPSC APS

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 15 ธ.ค. 2024

ความคิดเห็น • 40

  • @APS549
    @APS549 2 วันที่ผ่านมา +3

    M apka hi wait kr rha tha.. Pihe se video pehle aya.. Dhanawad sir

  • @SSG2023
    @SSG2023 2 วันที่ผ่านมา +1

    Agar decision skill test dobara karwane ke liye aata hai phir to sabhi ka dobara karwana chachiye coz Mera 10 July ko skill tha or pahle sab distance banake baithe the or jab skill Bolney aai mam to sab ko chipka chipka ke baitha diya gaya or itni umas bhare mausam mai without ventilation paseena aara tha or mere comfortably likha nahi ja raha tha . Aise to aaj tak skill nahi diya Maine.. 1st time hua aisa or skill Acha nahi hua... is par b case karna chahiye aayog par or vedio dekhi Jaye tab sabhi ka skill dobara sahi se karaya Jaye... isi mai sab ka hit hoga..

  • @rkedgesir3238
    @rkedgesir3238 2 วันที่ผ่านมา +2

    29 ki date me dictation sahi se nahi bola gya tha aur bolne wale ke muh se sabd Sahi se nikal nahi rahe the kai sabd gayab the ekdum se

    • @akki2869
      @akki2869 2 วันที่ผ่านมา

      @@rkedgesir3238 ye to हर date m हुआ मूह s to उसके शब्द निकले ही नहीं 😅

  • @vishnusrivastava1652
    @vishnusrivastava1652 2 วันที่ผ่านมา +3

    Sab farzi me pareshan Hain... Zero percent error p to waise bhi sabko bahar hi hona hai😂

    • @vishalSharma-wx8qz
      @vishalSharma-wx8qz 2 วันที่ผ่านมา +1

      Tujhe notice Diya commission ne error ka

  • @APS549
    @APS549 2 วันที่ผ่านมา +3

    Muje yh smjh nhi aa rha h. Jb kisi area ka Transfarmer फुक jata hai. To phir light keval complain krne walo k घर आती है या फिर पूरे मोहल्ले में आती है, or जैसे कोई anwers key पर objection lagta h to. क्या jisne complain ki h ussi k answers shi hote h., ya phir सभी के.. है कोई jawab.. Likh kr lele yh phir se कोर्ट m jayegi bharti or जाना ही चाइये

    • @deepanshusrivastava8434
      @deepanshusrivastava8434 2 วันที่ผ่านมา

      Pr yahan pe sabke system me dikkat nhi thi.... jinhe dikkat thi unke pass apna paksha rakhne ka mauka tha

    • @APS549
      @APS549 2 วันที่ผ่านมา

      @deepanshusrivastava8434 tumhe ek batt pta hai.. Jb koi dikat hoti hai. Or log protest krte hai, center k bahar ya uppsc ayog ke bahar ya court k bahar ya, khi pr bhi to, administraion kya kehta hai.. Koi aap sbhi m keval 5-6 log hmare pass aye or apni batt rkhe, or jesa bhi decision ayega vo sbke hit m hoga.., to tum yh kh rhe ho.. Ki yh decision keval 5-6 logo ke liye aye jo, vha gye the, baki yha beth kr bhajan gaye,, kese lolak चंद aadmi ho yarr tum..

    • @deepanshusrivastava8434
      @deepanshusrivastava8434 2 วันที่ผ่านมา

      @@APS549 mr. Wo sarvajanik problem hoti hai....yahan pe typing krte time kisi ek ka system hang kr jaye to isme baki bachhon ki problem nahi hai ye uski personal problem hai na ki collective problem uss shift ke hr bachhe ki

    • @deepanshusrivastava8434
      @deepanshusrivastava8434 2 วันที่ผ่านมา

      @@APS549 28 ki shift me jo dikkat aayi wo light jane ki wajah se hui...to wo collective problem hai...jbki baki shift ke bachhon ki problem personal hai ...itni baat tumhe nii samajh aati to koi kya kare

    • @deepanshusrivastava8434
      @deepanshusrivastava8434 2 วันที่ผ่านมา

      Isiliye jb late ho jane ke liye ek bachhe ko doosra chance Mila to wo khali usse hi Mila na ki 20 din me jitne late hue the sabko doosra chance de diya gya

  • @mohitduttjoshi6162
    @mohitduttjoshi6162 2 วันที่ผ่านมา +1

    लम्बी लटकी ये फ़र्ती अब....इसका निर्णय नहीं आएगा..........
    इस भर्ती के भरोसे बैठकर अपना समय बर्बाद करना बेकार है,, 😠

  • @APS549
    @APS549 2 วันที่ผ่านมา +1

    Exam re exam 28 june ko first sift sbko esa milna chaiye.., nhi to kl k din. Yhi hoga jo compalain krega. Ussi ka hoga.. , 😂😂 hadd hai.. M likh kr de skta hu.. Yh bharti 2050 se pehle ho jaye to bahutt door ki batt h..,

    • @deroxroy1425
      @deroxroy1425 2 วันที่ผ่านมา

      Tu bahut jyada ud raha h agar tere sath galat hua h to tu court ja court ka decision Manya hoga sabko aur tu her video ke neeche comment me apni buddhi na dikhya kar

  • @roshanmaurya7381
    @roshanmaurya7381 2 วันที่ผ่านมา

    Jo log case kiye hai unki background check karvaiye pata chal jayega

  • @roshanmaurya7381
    @roshanmaurya7381 2 วันที่ผ่านมา

    Government bhi chahti hai vacancy clear na ho

  • @sscsciencespecial6274
    @sscsciencespecial6274 2 วันที่ผ่านมา

    Ye sb dubara skill m fail honge pakka kyu ki aayog ki ungli krna inko bhari pde ga spgi lucknow ki trah

    • @vidhiyadav4669
      @vidhiyadav4669 2 วันที่ผ่านมา +1

      Shi bol rhe shubham ji

  • @vinayrajpoot5710
    @vinayrajpoot5710 2 วันที่ผ่านมา +1

    Court sbka re skill kyu nhi kra rha h, agr 4 logo ko relief Mila to baki sb court chale jayenge...

    • @APS549
      @APS549 2 วันที่ผ่านมา

      Shi batt h.. Vhi to kh rhe h. Kl k din esa hi hoga.. Jo answer key pr objection krge.. Keval enhi k answer shi ho gye.. Baki se koi lena dena nhi .

    • @neelusaini6925
      @neelusaini6925 2 วันที่ผ่านมา

      To tab se court kyo nhi gye 6 month se kya kr rhe hai wo ab jb relief mil rha hai to sab court jaege

    • @APS549
      @APS549 2 วันที่ผ่านมา

      @@neelusaini6925 tum muje yarr ek batt batao.. M muradabad se or koi hapud se ho koi, gaziyabad se ho.. Uske liye har 3-4 din m kese ayega.. Or ab aage sun. Kl k din ydi sbhi ne 150 candidate petition dal dega. To., phir court , ayog or saath m tm teeno 2047 tk झुन झुना hi bajate rahoge

    • @APS549
      @APS549 2 วันที่ผ่านมา

      @@neelusaini6925 ydi sbhi ne 150 logo ne petition daal di to.. Court 2047 tk only hearing hi hoti rahegi.. Smjhe k nhi

    • @shashanktiwari9055
      @shashanktiwari9055 2 วันที่ผ่านมา

      ​@@neelusaini6925..kyuki ese cases me us batch me sabka re exam ka aadesh aa jata h

  • @rajkirannagar9449
    @rajkirannagar9449 2 วันที่ผ่านมา

    Kya abb bhi koi petitioners ban sakta h

  • @roshanmaurya7381
    @roshanmaurya7381 2 วันที่ผ่านมา

    Kuchh nahi hoga

  • @akki2869
    @akki2869 2 วันที่ผ่านมา

    3 or 9 वाले to पडी लकड़ी ले रहे हैं 3 m कोई dikkt nhi हुई किसी को मेरे दोस्त का था 3 को
    9 को भी एक दोस्त का था उस दिन भी कोई dikkt nhi hui