bluetooth speaker no sound problem fix || bluetooth speaker volume button not working || GT-113

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 28 ต.ค. 2024

ความคิดเห็น • 667

  • @BabluKumar-xv2kj
    @BabluKumar-xv2kj 3 ปีที่แล้ว +1

    My name is Vipin Kumar very good aur aise hi video banayiye

  • @b7chandan
    @b7chandan 2 ปีที่แล้ว +1

    Bahut acha bataye.
    Mera boat bluetooth speaker ka purna 1000mah battery ke jagha, me power bank ka 1 Lithium cell join kiya to thoda sa smoke nikla circuit me se. Aur speaker chalu nhi hora ab.
    Sir please bataye kya hua hoga.

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Bhai men ic kharab ho chuki hai aap use replace kare

    • @b7chandan
      @b7chandan 2 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi thank you bhai

  • @blackstrom8928
    @blackstrom8928 3 ปีที่แล้ว +2

    Bhai Kya TG113 kit m ek or ic add kr skte hai Kya agar kr skte hai to kese kr skte hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai agar board me ek or ic ki jagah de rakhi hai to aap ad kar sakte ho main bohot jaldi uspar bhi ek video bana duga

    • @blackstrom8928
      @blackstrom8928 3 ปีที่แล้ว

      Bhai ic kee jagah Diya hua hai bro ek jldi video bnado

  • @md.arrafitahmid9595
    @md.arrafitahmid9595 3 ปีที่แล้ว +1

    agar volyoom thoda badha diya jae, to speekar ka pet pet awaj kare. kya yah bhee saund ich kee samasya hai?

  • @reavergaurav7017
    @reavergaurav7017 3 ปีที่แล้ว +2

    Kya isme LED bulb Wala ic Kam karega

  • @kamleshprajapati8341
    @kamleshprajapati8341 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir tango 113 bluetooth speaker mein dual IC 2018A he isme se ek IC kharab hai or ek IC working mein hai us Ek Aisi per do output Lena chahta hun left right To Kya Ek ic per dono left right gain de sakta hu???
    Gain input dene ke liye series Mein capacitor Lagana padega ya resistance ya direct de du please reply

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Ha bhai ke sakte hai lekin kisi kisi ic me ye kam karta hai kisi me nahi to aap ek bar try kar ke jarur dekhe

  • @karimj2220
    @karimj2220 3 ปีที่แล้ว

    Good bahut Achcha kam hai very good👍💖👌

  • @boosterbagbadge459
    @boosterbagbadge459 ปีที่แล้ว +1

    Kiya kisi v number ki ic ko dusra number ki ic se replace kar sakte hain?

  • @krishnagorai6279
    @krishnagorai6279 3 ปีที่แล้ว +5

    Sir plz volume bhaut slow aa rhi haikuch isske uper v bana do

  • @abdulmotin464
    @abdulmotin464 3 ปีที่แล้ว +2

    Thank you SO much Yaar 😄😄😄🥰🥰

  • @JituPadavle
    @JituPadavle 2 หลายเดือนก่อน

    बहुत अच्छे है व्हिडिओ

  • @lcsheth1
    @lcsheth1 3 ปีที่แล้ว +1

    Very informative and well explained.keep it up

  • @kmmadhu391
    @kmmadhu391 2 ปีที่แล้ว +1

    Single HA2018 IC par 3W k 2 speaker use lar skte hai ,mere module board me SP1 pr HAA2018 IC lgaya hai lekin SP2 pr koi IC n lgaya hai....kya ek hi IC se 2 speaker connect kar du

  • @nilu7369
    @nilu7369 2 ปีที่แล้ว +1

    Sir mere speaker loud krne pr disconnect ho jata h battery badal chuki hu fr bhi aisa ho rha kya ye bhi prblm ic se h ??

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Bhai maine ic ko replace kare bhai

    • @nilu7369
      @nilu7369 2 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi mil ni rhi

  • @maazkhan7871
    @maazkhan7871 3 ปีที่แล้ว +1

    Mere audionic portable Bluetooth speaker me sound nahe araha bss baqi sab theek hae display nahe arha or is k ilawa ap ne bola he k sound ic ke pehchaan he ke us ke 8 pins honge per mere mae 10 hn q ?

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Bhai abhi tak mere pass jitne bhi speaker aye hai usme 8 pin se jada maine kisi speaker me sound ic nahi dekhi hai agar kabhi 10 pin wali sound ic wala speaker mere pass repairing ke liye ayega to mai jaruri line check kar ke video banauga

    • @maazkhan7871
      @maazkhan7871 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi thankyou

  • @jotioptics4133
    @jotioptics4133 3 ปีที่แล้ว +1

    god bless you sir, good vedio

  • @anassalmani8927
    @anassalmani8927 3 ปีที่แล้ว +6

    Bilkul yahi same problem hai mere speaker mein bhi

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      👍

    • @SeatCoverWala7379
      @SeatCoverWala7379 3 ปีที่แล้ว +1

      I same

    • @dzbasspoint3701
      @dzbasspoint3701 3 ปีที่แล้ว

      Mere Bluetooth speaker
      ( YO 590 Z2 series)
      Ki avaj fati aa rahi hai aour sound bilkul dhik hai aap MERI help kare avaj bahut fat rahi hai aap ISS problem Ka solution do jaldi se jaldi sir.

  • @johny8014
    @johny8014 2 ปีที่แล้ว +1

    Bro rc car ke ic istamal kar sakte he?

  • @VijayKumar-dt4zn
    @VijayKumar-dt4zn 3 ปีที่แล้ว +2

    Sir ic kaise check kare ki kharab hai ya nahi

  • @Arun_singhbeldar26
    @Arun_singhbeldar26 ปีที่แล้ว +1

    Thanks bhai 😊

  • @shekharshukla6035
    @shekharshukla6035 3 ปีที่แล้ว +1

    Charge karate hai to thodi der lal light jaltee hai aur apne aap band ho jatee hai ser kya problam hai ser place reply

  • @VivekKumar-pl9pz
    @VivekKumar-pl9pz 2 ปีที่แล้ว +2

    Thanks Sir

  • @madakiyamanaf2869
    @madakiyamanaf2869 3 ปีที่แล้ว +1

    Koi bhi sound ic use kar sakte he

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai kisi kisi speaker kisi or number ki ic kam kar jati hai or kisi kisi speaker me kam nahi karti achha hoga ki aap same number ki ic hi use kare

  • @sontohkolikoli7370
    @sontohkolikoli7370 2 ปีที่แล้ว +2

    Thankiu sir

  • @vaibhav_tatasteel
    @vaibhav_tatasteel 3 ปีที่แล้ว +2

    Simply simply problem solve ho gayi😁

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      भाई अगर आपको वीडियो पसंद आई है तो चैनल को सब्सक्राइब भी करें वीडियो को लाइक 👍भी करें और घंटे के बैल 🔔आइकन पर क्लिक करके ऑल नोटिफिकेशन को ऑन करें ताकि आने वाली हमारी लेटेस्ट वीडियो की जानकारी आने आपको सबसे पहले मिल सके

    • @vaibhav_tatasteel
      @vaibhav_tatasteel 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi kar diya guru

  • @crazyvideos862
    @crazyvideos862 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai ye IC kaha se milta hai kya ye speaker repairing shop me milega kya plz reply karo aur nahi toh mujhe kis board se lena padega😭😭

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Sorry bhai ye ic market me nahi milti hai maine bhi yaha ke market me bohot dukan par pata kiya tha par is ic ko aap kisi dusare speaker ke board se nikal kar lagaye

    • @crazyvideos862
      @crazyvideos862 3 ปีที่แล้ว +1

      It's ok bhai no problem thank you for reply 😁

  • @iloveislam4659
    @iloveislam4659 3 ปีที่แล้ว +3

    Sounds ic me jumping dalsakte hain kya

    • @VijayiSingh-jt7hx
      @VijayiSingh-jt7hx 3 ปีที่แล้ว

      आईसी कितने की मिलेगी मैया

  • @vanshkushwaha7437
    @vanshkushwaha7437 3 ปีที่แล้ว +1

    Thank u sir😎😎😎🔥🔥🔥👍🙏🎉🙏🎉🙏🎉🎉🙏🎉

  • @SurajKumar-it4xc
    @SurajKumar-it4xc 2 ปีที่แล้ว +1

    Mast..👌👌

  • @satyacreation3739
    @satyacreation3739 ปีที่แล้ว

    Koe aur no. Ki ic kaam kregi kya?

  • @naveengehlot2342
    @naveengehlot2342 2 ปีที่แล้ว +1

    Suprb sir

  • @anassalmani8927
    @anassalmani8927 3 ปีที่แล้ว +2

    Hello ye kaam hamse nahin hoga abhi bhi so rupye mein theek karaya tha fir se kharab ho gaya ab kya karen batana jara

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai kharab hone ka to kisi ko pata nahi hota ha kyo ki ye sab china device hoti hai bhai chal jaye to pata nahi kitne din chal jaye nahi to usi time kharab hi jaye koi pata nahi hota bhai

    • @anassalmani8927
      @anassalmani8927 3 ปีที่แล้ว +1

      Haan vaise ye baat to hai 😔😞😟

  • @Nishant_Thakur_077
    @Nishant_Thakur_077 3 ปีที่แล้ว +1

    thanks sir very helpful detail

  • @ashishsinghrajput5240
    @ashishsinghrajput5240 3 ปีที่แล้ว

    Sir koi bhi ic kisi bhi speaker mai lg skta hai kya

  • @VikashKumar-ep3ns
    @VikashKumar-ep3ns 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai ic change karne me kitna rupaye liye a raj bhai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai mai to 80 rupaye leta hu baki sabhi dukan dar ka apna apna ret hota hai

  • @manwar4631
    @manwar4631 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai is box ke kit me jo sound ic laga hai uska Number kya hai.....

  • @akshaypanchal6972
    @akshaypanchal6972 3 ปีที่แล้ว +1

    Pls kuch btye sir model h sp 6790

  • @fearofevileprincemcoc6072
    @fearofevileprincemcoc6072 3 ปีที่แล้ว +2

    Sound ic ko multimeter se chek kese krte h bhai wo bhi bta dena aap

  • @apache_6152
    @apache_6152 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai mere pass ek bluetooth speaker hai jisme awaj ruk ruk kar ati hai or awaj full karte hi band ho jata hai eske uper vidio banao

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      Bhai aap sab se pahle battery badal kar try karo uske bad speaker badal ke try karo nahi to bhai sound ic badal ke dekho

  • @adilelectrician3799
    @adilelectrician3799 3 ปีที่แล้ว

    Ye ic kis board se nikala blutooth wali plate se ya bina blutooth plate se batao

  • @gopalmodi6993
    @gopalmodi6993 3 ปีที่แล้ว +1

    Sariya sound IC kitne ki hai aur kaun se number ki hai please reply

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      12Qvt90 sorry bhai ye ic new market me nahi milti aapko kisi purane board se nikal kar lagana padega

    • @gopalmodi6993
      @gopalmodi6993 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi Sar ji aapka bahut bahut thank you Sar ji Aage bhi aap guide Karen

    • @gopalmodi6993
      @gopalmodi6993 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi Sar ji reply ke liye thanks

  • @mhendarkumawat8170
    @mhendarkumawat8170 2 ปีที่แล้ว +1

    Thank sir

  • @miss9621ak
    @miss9621ak 3 ปีที่แล้ว +2

    Mujhe koi trick btao bhai..
    Mera Bluetooth spk me charge lga kr on krne pe red light barta hai or off krne pr red light bhi off ho jata hai but kuch aawaj ni aata hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Charging pin ke 1 number track me diode laga hota hai aap us diode ko check kare

    • @miss9621ak
      @miss9621ak 3 ปีที่แล้ว +1

      @@TechnicalJugaadHindi accha aap kaha se hoo

  • @dilipprasad8940
    @dilipprasad8940 3 ปีที่แล้ว

    Very very nice video 👍👍👍👍👍👍

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      भाई अगर आपको वीडियो पसंद आई है तो चैनल को सब्सक्राइब भी करें वीडियो को लाइक 👍भी करें और घंटे के बैल 🔔आइकन पर क्लिक करके ऑल नोटिफिकेशन को ऑन करें ताकि आने वाली हमारी लेटेस्ट वीडियो की जानकारी आने आपको सबसे पहले मिल सके

  • @abdulfattahkhan5034
    @abdulfattahkhan5034 3 ปีที่แล้ว +1

    Nice

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      भाई अगर आपको वीडियो पसंद आई है तो चैनल को सब्सक्राइब भी करें वीडियो को लाइक 👍भी करें और घंटे के बैल 🔔आइकन पर क्लिक करके ऑल नोटिफिकेशन को ऑन करें ताकि आने वाली हमारी लेटेस्ट वीडियो की जानकारी आने आपको सबसे पहले मिल सके

  • @madhavjhaji6138
    @madhavjhaji6138 3 ปีที่แล้ว +1

    How to contact with u bro...i need to repair my sound bar...help me plzz

  • @Aditya63936
    @Aditya63936 ปีที่แล้ว +2

    Bhai sound ic kaha se kharide please 🙏batao please please please please 🙏😢😭😫😊please

  • @RHEXPERIMENT
    @RHEXPERIMENT 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai mere pass same to same circuit hai Lekin usmein double sound IC Hota Hai lekin mera ismein sirf Ek sound IC hai to kya main Main Aur Ek sound IC Laga sakta hun uske liye extra sound IC ka jagah Chhoda gaya hai Kya Main usmein Aur Ek sound IC Laga sakta hun Kyunki Mujhe a 2 separate speaker bajana hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai aap usi ek ic me aapne dono speaker ki wire jod do aapka usi ic se kam chal jaye ga or agar aapke pass usi same number ka ic hai to aap ek bar us ic ko laga kar try kar lo bhai

    • @sandipmarkam5959
      @sandipmarkam5959 3 ปีที่แล้ว

      Sem 2 bhai mera bhi waisa hi h

  • @anuraggoel4742
    @anuraggoel4742 2 ปีที่แล้ว +1

    But how did u come to know about that the issue is with the sound IC? U didn't clarify! A normal person will probably look for broken wires from speaker may be due to that sound is not coming. So please explain.

  • @biglifeesamvlogs6255
    @biglifeesamvlogs6255 3 ปีที่แล้ว

    IC banwanese kitna cost parega?

  • @kaderkhemiri3882
    @kaderkhemiri3882 2 ปีที่แล้ว +2

    Tank you

  • @Naren-vv9rr
    @Naren-vv9rr 5 หลายเดือนก่อน

    Bhai eas ic se jo output nikla hai 2 speaker ke liye, ea speaker series mein connection hai yaha parrele connection mein hai.

  • @mohankushwaha1385
    @mohankushwaha1385 ปีที่แล้ว +1

    Sound ic ki supply check kaise kare ki ye sahi hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  ปีที่แล้ว +1

      Bhai is topic par bhi maine full detail se video bana rakhi hai aap mere TH-cam channel par Jake meri us video ko dekh sakte ho

  • @technicalindiantopic5838
    @technicalindiantopic5838 3 ปีที่แล้ว +1

    Ye speaker original hai ya fake please reply me

  • @trugatenote8746
    @trugatenote8746 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir TG113 mai konse number ki sound ic use hote hai

  • @dzbasspoint3701
    @dzbasspoint3701 3 ปีที่แล้ว +1

    Mere Bluetooth speaker
    ( YO 590 Z2 series)
    Ki avaj fati aa rahi hai aour sound bilkul dhik hai aap MERI help kare avaj bahut fat rahi hai aap ISS problem Ka solution do jaldi se jaldi sir.

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai ye problem 2 hi wajah se hoti hai aap sab se pahle speaker ki badal kar try kare agar dusare speaker me bhi same problem ho to sound ic badal kar try kare

  • @SIMAR_GAMING4546
    @SIMAR_GAMING4546 3 ปีที่แล้ว +1

    Tg113ki plate mil ti ha kya

  • @chaitanyaambelkar2872
    @chaitanyaambelkar2872 ปีที่แล้ว

    Sir mere pass bhi ye speaker hain usme battery se chalate samay aawaj fatati hain or speaker hit hota hain or thodi der bad automatic band hota hain
    Par jab charging pr lagakar use karata hu to sahi tarike se chalata hain
    Iska solution batao

  • @sachinsran9930
    @sachinsran9930 3 ปีที่แล้ว +1

    Ase board me left and right audio Hota h ya nahj

  • @vipulkumar8611
    @vipulkumar8611 2 ปีที่แล้ว +1

    Sir g mere peotronix ke speacker me jyada volume dene par automatic off ho jata hai....kya karen please sir g bataiye

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Bhai battery badal kar try karo

    • @vipulkumar8611
      @vipulkumar8611 2 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindiaapne meri baton ko rakha ,isliye sabse pehle to aapko main dhanyawad karta hoon......
      Sir g maine dusre battery lagakar ke check Kiya lekin problem wahi hai....
      Jyada sound dene par automatic off ho jata hai...
      Please sir g solution bataiye

  • @syedshankazi8081
    @syedshankazi8081 3 ปีที่แล้ว +1

    Bro ye ic muje kis circuit par mil sakta hai

    • @syedshankazi8081
      @syedshankazi8081 3 ปีที่แล้ว +1

      Mera speaker ki sound kharab aa rahi hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai Bluetooth speaker circuit se hi ye ic aapko milegi kyo ki ye ek sound ic hai

  • @HarendraSingh-j3c
    @HarendraSingh-j3c 2 หลายเดือนก่อน

    सर ब्लूटूथ चालू करते ही बैटरी लो आ जाता है जबकि बैटरी सही दूसरे स्पेकर् मे चार्ज बताती है और सही चलती ic मे प्रॉब्लम है कोई तरीका बताओ

  • @rohantete8591
    @rohantete8591 3 ปีที่แล้ว

    Kya AC ka Ulta lagane sahi se kharab ho sakti hai

  • @ayushgoyal3792
    @ayushgoyal3792 2 ปีที่แล้ว +1

    Cheq करके बताए कि पता कैसे करे कि exactly आईसी ही खराब है

  • @shivamvarma3271
    @shivamvarma3271 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir blutooth modul sound ic kitne number ka lagta hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Bhai sabhi Bluetooth speaker ke model me alag alag number ki sound ic use hoti hai

    • @md.arrafitahmid9595
      @md.arrafitahmid9595 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi koee samasya nahin hogee?

  • @sashankamalik9404
    @sashankamalik9404 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir ic have you stock

  • @mdasifhossen6922
    @mdasifhossen6922 2 ปีที่แล้ว +1

    A ic bajar ma milta ha kya

  • @ritesh_477
    @ritesh_477 2 ปีที่แล้ว +1

    bluetooth speaker bajane pur IC garam hojati he aur speaker automatic off hojatahe ( KDM-SP-119 )

  • @safiullah7506
    @safiullah7506 ปีที่แล้ว +1

    Or charge hota he kuch der bad charge wala light nahi jalti yani charge nahi hoti eske bare me b batana

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  ปีที่แล้ว +1

      Bhai is problem par maine full detail se video bana rakhi hai aap mere TH-cam channel par Jake meri us video ko dekh sakte ho

  • @amanfansclub6697
    @amanfansclub6697 2 ปีที่แล้ว +1

    Hlo bia speaker challa raha ha per jab full sound krra too off ho jatta ha kya problem ha bia

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Battery badal kar try kare

    • @amanfansclub6697
      @amanfansclub6697 2 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi iski battery mnna nikaal di ha direct adapter ka sath connect kia ha

  • @g.k.sstatus5g383
    @g.k.sstatus5g383 3 ปีที่แล้ว +1

    Mera sirf ek speaker bjata h doosra nhi dosra lgane pr y band ho jaata h kya kroon please tell me😥😥

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Sorry Bhai phir to circuit ko check karne ke bad hi pata chal payega ki ye problem kis wajah se ho rahi hai

  • @karimj2220
    @karimj2220 2 ปีที่แล้ว +1

    Good morning sir mera Bluetooth mein sound Aisi kam kara Nahin Hai shoulder iron madad se nikaalne ka koshish kar raha hun uska pass..c..13.. capacitor gum gaya hai iska Jagah mein kya Lagana Padega thoda bataiye please

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Bhai ye to circuit ko check karne ke bad hi pata chal payega baki aap us kharab capacitor ko tod kar nikal do or phir try karo bhai

    • @karimj2220
      @karimj2220 2 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi thank you very much bhaiya

    • @karimj2220
      @karimj2220 2 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi TRAI Karke dekhunga thank you very much I like it👍💖💖👌

  • @surendarkasana3340
    @surendarkasana3340 3 ปีที่แล้ว

    Sir ji bt113 spk m kisi or spk ki ic lag sakti h kya

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai aap try kar sakte ho gai baar kisi kisi speaker me ic kam kar jati hai or jai speaker me jam nahi karti

  • @ankeshgohe6223
    @ankeshgohe6223 3 ปีที่แล้ว

    सुपरहिट

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      भाई अगर आपको वीडियो पसंद आई है तो चैनल को सब्सक्राइब भी करें वीडियो को लाइक 👍भी करें और घंटे के बैल 🔔आइकन पर क्लिक करके ऑल नोटिफिकेशन को ऑन करें ताकि आने वाली हमारी लेटेस्ट वीडियो की जानकारी आने आपको सबसे पहले मिल सके

  • @aanandkumarsah1775
    @aanandkumarsah1775 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai mera blutooth A006 hai o achhi tarah se bajta hai lekin bajane ke baad 10 minute me sounds anant band ho jata hai jab ki speaker on and conected rahata hai and audio vi play hota rahata hai

    • @aanandkumarsah1775
      @aanandkumarsah1775 3 ปีที่แล้ว

      Jab audio ko push kar ke play karta hai ya song change karta hai tab bajne lagta hai

  • @sukhlalgope9485
    @sukhlalgope9485 3 ปีที่แล้ว +1

    Good video

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว

      भाई अगर आपको वीडियो पसंद आई है तो चैनल को सब्सक्राइब भी करें वीडियो को लाइक 👍भी करें और घंटे के बैल 🔔आइकन पर क्लिक करके ऑल नोटिफिकेशन को ऑन करें ताकि आने वाली हमारी लेटेस्ट वीडियो की जानकारी आने आपको सबसे पहले मिल सके

  • @himmatdesyboy9571
    @himmatdesyboy9571 3 ปีที่แล้ว

    Sir sound ic k pas me part 2 smd se ud gaya iski jaga konsa lage ga

  • @safiullah7506
    @safiullah7506 ปีที่แล้ว

    Jani mere sat ake pm3 he shoro me jab naya ta to tek chal raha ta bad me jaldi jaldi betray lo hota ta mene oska betray b chang keya oske bawajod b jab one karo to light jalti he laken band hojati he fm per b chalti or bluetooth mod lagate he band hojati eske bare me batana

  • @sandipbhatt5597
    @sandipbhatt5597 ปีที่แล้ว +1

    Sir ye ic ka no. Bataye... Pls...

  • @amitvlock
    @amitvlock 3 ปีที่แล้ว +1

    Hii

  • @scientificbuttruefactchann2425
    @scientificbuttruefactchann2425 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir ic ko kis chig se replace kare

  • @mkytlive
    @mkytlive 2 หลายเดือนก่อน

    Mera ek sound & battery ka print tut gayi he , ek speaker thik chal rahahe or battery bhi charge nai ho raha abb, Module bhi nai mil raha market me help pls (dual ic)

  • @SunilKumar-kd4ui
    @SunilKumar-kd4ui 3 ปีที่แล้ว +1

    Nice sir

  • @abhisheknandwani5610
    @abhisheknandwani5610 3 ปีที่แล้ว

    Bhai isme Bluetooth ka print ic k konse pin p ata h mujhe iske Bluetooth ka use krke hometheator m lgana h

  • @praveshsubba6447
    @praveshsubba6447 2 ปีที่แล้ว +1

    Sir 2 sound ic hai toh kaise repair kare?

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Bhai agar dono ic kharab ho to dono ic ko replace kar do nahi to dono speaker ka connection ek hi ic se kar do

    • @praveshsubba6447
      @praveshsubba6447 2 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi sir dono ic ko nikalna hai ki its confusing

  • @santoshnimbalkar8597
    @santoshnimbalkar8597 2 ปีที่แล้ว +1

    Sound ic ke side main ek single capacitor nikal gaya kuch solution hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  2 ปีที่แล้ว +1

      Bhai us capacitor ke nikal jane se koi dikat nahi hogi bhai

  • @archanadolly3820
    @archanadolly3820 3 ปีที่แล้ว +2

    Sir mere Bluetooth speaker power on hoo Raha haee jab minus or plus btoon too mere Bluetooth speaker cut cut awaz ata haee on bhi hoo Raha haee baj bhi Raha sir Bluetooth bhi kamm kar Raha hai buss cut cut awaz aa Raha hai lakin jab bajate hai tab cut cut Nahi hota please sir my problem solutions sir Mera Bluetooth speaker 9 Saal purana hai please solutions my problem

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai sound ic replace kare bhai bhai sound ic kharab hai

  • @RahulKumawat-ls4mi
    @RahulKumawat-ls4mi 3 ปีที่แล้ว +1

    Bhai mene 3.7 volt Bluetooth curkit me 9volt bettary jode di ab vah Bluetooth charge lagane par red light batata he par on karane par chalata nahi he????how too repair????

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Sorry bhai check karne ke bad hi pata chal sakta hai ki kya kharab hua hai

  • @gksvideos4629
    @gksvideos4629 3 ปีที่แล้ว

    Sir ham koi bhi IC lga sakte hai

  • @mharshavardhan2655
    @mharshavardhan2655 3 ปีที่แล้ว +1

    Ic name. Tell me... I will buying

  • @ajaruddinmd1464
    @ajaruddinmd1464 2 ปีที่แล้ว +1

    LM 1013 ki board milaga

  • @gourpadasarkar955
    @gourpadasarkar955 3 ปีที่แล้ว +1

    Dada hum ic change korte samay photo khichh lete hei

  • @amritbhai97
    @amritbhai97 3 ปีที่แล้ว +1

    Hi bhai mare a005 blutoot speaker us ki sound ice bhut jada gram ho rahi h to use theek kaise kare

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai agar ic bohot jada gram ho rahi hai to wo ic kabhi bhi kharab ho sakti hai agar ic kharab ho jati hai to aapko koi dusari same number ki ic use karni padegi kyo ki ic repair nahi hoti hai

  • @xpersianyt5499
    @xpersianyt5499 3 ปีที่แล้ว +1

    Mere tg-113 ka sound bohot jyada fat taa hai
    Uska koi solution dijiye sir🙏

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai kai bar ye problem speaker kharab hone ki wajah se bhi hoti hai or hai bar sound ic kharab hone ki wajah se bhi ap ek bar koi dusara speaker laga kar try karo

  • @abhishekrajssgupta8950
    @abhishekrajssgupta8950 2 ปีที่แล้ว +2

    Bluetooth mein kaise IC dwara fit Kiya jata hai uska video bluetooth ka naam TG113

  • @trugatenote8746
    @trugatenote8746 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir sound ic ka number kya please batao

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Bhai sabhi sound ic me ek jaisa number nahi hota aap led se pahachan sakte ho 6 ya phir kisi kisi sound ic me 8 leg bhi hoti hai

  • @mr.baraiya2545
    @mr.baraiya2545 3 ปีที่แล้ว +1

    Sir blutooth panel me hed phon ka shoket aukhad jaaye aor print aukhad jaaye to aus ke kaneksan kese kare aus ke aupar video banai ye sir.

  • @sandipmarkam5959
    @sandipmarkam5959 3 ปีที่แล้ว +1

    Jaldi banana sir

  • @DeepakYadav-if5no
    @DeepakYadav-if5no 3 ปีที่แล้ว +1

    ऐसी मार्केट में मिलेगा रिप्लाई में जानकारी

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Sorry bhai ye sound ic market me nahi milti maine bhi yaha ki kai shop par pata kiya tha par mujhe ye ic nahi milte aapko ye ic kisi purane board ae nikal kar hi lagani padegi

    • @DeepakYadav-if5no
      @DeepakYadav-if5no 3 ปีที่แล้ว

      @@TechnicalJugaadHindi ok

  • @abhikitech2805
    @abhikitech2805 3 ปีที่แล้ว +1

    Sarees ki IC kahan milegi Mujhe Bata dijiye please yaar Amazon per Mile To Mujhe link De Dena Mujhe leni hai mere speaker ki kharab ho gai hai IC

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +1

      Sorry bhai online maine bhi kai jagah pata kiya par mujhe ye board nahi mila bhai

    • @abhikitech2805
      @abhikitech2805 3 ปีที่แล้ว +1

      @@TechnicalJugaadHindi bhai aapko free Aisi Mili Kahan Se Mujhe bata do mujhe chahie hai

    • @TechnicalJugaadHindi
      @TechnicalJugaadHindi  3 ปีที่แล้ว +2

      Bhai meri gav me ek chhoti si repairing shop hai mere shop par led bulb Bluetooth speaker torch emergency light repairing ke liye ati rahti hai aisi bhai mere pass kafi sare purane board ekathe ho jate hai bhai