Bhaiya HDFC fastage online apply karne per card ke liye kitna charge karte hai (jo refundable amount nahi hota hai)... Kyo ke offline 500 hundred maang Raha hai aur 250 ka recharge karega aur 250 card ke liye charge ker raha hai....
If I purchase a second hand vehicle and fast tag has been issued on that vehicle in the name of the previous owner, how can I get the fast tag transferred in my name ?
Agar aapka HDFC me account hoga to aapko kyc ki jarurat nahi padegi and agar aapko HDFC me account nahi hoga to aapko kyc karana padega aadhar OTP se and aapko fastag aapko aapke pincode aur courier service ke uper hai but max 7 to 10 days me mil jata hai
Kishor ji aapka Hdfc me account hoga to aapko Kyc ki jarurat nahi padegi, Agar hdfc account nahi hoga to aapko Aadhar OTP se kyc karna hoga wo jab aap apply karate hai us time he aapko kyc karni hoti hai
Aap payment screen shot ya payment details ko is email id pe send karke apana application status pata kar sakte hai, fastagdisputes@hdfcbank.com ya toll free no pe call karke pata kar sakte hai toll free no - 72080 53999
Agar aapka Payment Deduct ho gya hai to aapko pareshan hone ki jarurat nahi sab Systematic hai agar aapka payment Sucess full hua hoga to aapko request no mil jayega, Agar payment faild hua hoga to 48 hours me kabhi bhi aapka paisa return ho jayega aapke Account me, Agar payment nahi aaya aur application process nahi hua to bank.se paisa dabit hua hai uska screen shot lekar Aapke Problom ko Email likh sakte hai Email ID - fastagdisputes@hdfcbank.com or fastgs.resolution@1pay.in Toll Free No - 7208053999 or 18001201243 Fir bhi aapka Problom Solve nahi hota hai to hume comment kare ..
@@kishorhatkar1993 bhai log ye scam kar rhe hain ek dusre ke upar bolte hain ki aap Paytm se baat kro HDFC wale aur Paytm wale HDFC se bhai aap bhi baat karke hme batao kya bol rhe hain
मैंने PayTm से HDFC FastTag मंगवाया. इसके दो फायदे है. FasTag active condition मे आता है. और Mini KYC ke saath आता है. इस वजह से monthly limit Rs 10000 ही है. लेकिन मेरे लिए यह limit काफी है.
@@viveklingwal4562 amazon pay icici behtr h isme amazon pay ke wallet se balance deduct hota h. Agar fastag me extra recharge ho gya h or trip pr toll km lga h to amazon pay balance ko recharge, bill payment me bhi use kr skte hn.
Mujhe fastag order karna hai par pata chala hai ki online hdfc fastag order karne pe fastag deliver nhi ho rha hai ghar pe.. Kya ab ye problem khatam hui hai ki nhi kyuki mujhe bhi fastag order karna hai hdfc ka, kya ab mai order kru ki ab ruk jau??? Please reply......
Kya HDFC fastag vehicle owner ke name se apply kar sakte hai ya koi dusra member bhi apply kar sakta hai. Pan details vehicle owner ki dalni hai ya jo apply kr rha hai uska. Mobile number vehicle owner ka dale ya other kisi ka daal sakte hai
i followed the same process, but did not received any confirmation about the fastag. i have even done the payment but still got no acknowledgement from the company.
Due to server issue , Aap Toll free no pe call kar ke details pata kar sakte hai , toll free no - 18001201234, & Email karke bhi details nikla sakte hai , Email id is - fastgsupport@1pay.in or fastagdisputes@hdfcbank.com
You have to download the application form and after that you have to fill your existing bank account (any) in it. Also, you have to process the form by uploading KYC documents.
Bhaiya HDFC fastage online apply karne per card ke liye kitna charge karte hai (jo refundable amount nahi hota hai)...
Kyo ke offline 500 hundred maang Raha hai aur 250 ka recharge karega aur 250 card ke liye charge ker raha hai....
Humne fastag apply kiya tha order cancel hogya khud uska refund kaise milega ?
48 hours me aapko waps cashback ho jayega
Refund mila?
Otp enter krne ke baad mujhe bhi same error dikhaya (jo is video mei dikhaya at 1:50) but uske mai apni list ni dekh para ? Can anyone help ?
Due to server issue pls try in after some time latter
If I purchase a second hand vehicle and fast tag has been issued on that vehicle in the name of the previous owner, how can I get the fast tag transferred in my name ?
Noc Letter & KYC FORM BHARKE AAP Apne Naam pe Transfer kar sakte hai ...
mera hdfc me account nahi hai toh kya mai apply kar sakta hoon ?
Yes , aapko kyc document uploaded karna hoga
Hi
Aaj agar apply Karega to kitna din mein ghar per aaega
Aur kya kya document chahie
From Kolkata
Agar aapka HDFC me account hoga to aapko kyc ki jarurat nahi padegi and agar aapko HDFC me account nahi hoga to aapko kyc karana padega aadhar OTP se and aapko fastag aapko aapke pincode aur courier service ke uper hai but max 7 to 10 days me mil jata hai
Fast Tag active alg karna padta hai kya aur KYC complete kaise kare
Kishor ji aapka Hdfc me account hoga to aapko Kyc ki jarurat nahi padegi, Agar hdfc account nahi hoga to aapko Aadhar OTP se kyc karna hoga wo jab aap apply karate hai us time he aapko kyc karni hoti hai
@@onlineyojana mera to active ho gya h par aya nhi h fir bhi kyc karna padega kya ..??
Agar kyc nhi Karen to kya hoga ..?
Jab Active ho gya hoga to aapko Kyc nahi karna padega , depend on paytm
I did not receive any application number after payment. even no email received.
Aap payment screen shot ya payment details ko is email id pe send karke apana application status pata kar sakte hai, fastagdisputes@hdfcbank.com
ya toll free no pe call karke pata kar sakte hai toll free no - 72080 53999
Sar adress kaun sa dalna hai apna ya RC vala
Aapko jaha pae fastag chahiye wo address mention kijiye
Mera hdfc bank me account nhi hai to kya mai fastag apply kr sakta ho hdfc ka
bhai matkarna mujhe bahut paresane hua karke
Yess if u go offline no need to any Bank details only aadhar card and pan card..
Well done 👍🏻
@@pragyanexpress901kya dikkat hui bhai mangwana chahiye ya nhi ? Detail mein btai
Bhai ji mri payment deducted ho gyi or tab show ni horrha browser m kya kru...
Agar aapka Payment Deduct ho gya hai to aapko pareshan hone ki jarurat nahi sab Systematic hai agar aapka payment Sucess full hua hoga to aapko request no mil jayega, Agar payment faild hua hoga to 48 hours me kabhi bhi aapka paisa return ho jayega aapke Account me,
Agar payment nahi aaya aur application process nahi hua to bank.se paisa dabit hua hai uska screen shot lekar Aapke Problom ko Email likh sakte hai
Email ID - fastagdisputes@hdfcbank.com or fastgs.resolution@1pay.in
Toll Free No - 7208053999 or 18001201243
Fir bhi aapka Problom Solve nahi hota hai to hume comment kare ..
Thanks
Most Welcome
mera hdfc me account nahi hai to kya apply hoga ?
yes hoga aapko kyc pan aadhar dena hoga ..
Sir 12din ho gaye hain abhi tak delivery nahi hui hai
Aap toll free no se complaint kar sakte hai
Bro abhi tak aaya aapka fastag ki nhi??
Sir jo email par pdf aati h us ka password ky hota h
first name first four letter(CAPITAL) & dob(DD/MM)
Ye process karne ke baad kyc mang raha hai...
Mera to HDFC me account nhi hai dusar ka account show ho ra hai kya karu
Aapke mobile number se kisi ka hdfc Bank link hoga wapas try kijiye kabhi kabhi server issue hota hai
Mera fastag nhi aya jabki delivery date se 2 din jayada hogaya h consumer care se baat karta hun to bolte hai ki aa jayega
Bhai mera bhi nahi aya hai, hum track kar sakte hai kya?
@@kishorhatkar1993 track hi nhi hota h server down hai
Status check aap online kar sakte hai , next video mai aapko is topic pe upload kar dunga
@@kishorhatkar1993 bhai log ye scam kar rhe hain ek dusre ke upar bolte hain ki aap Paytm se baat kro HDFC wale aur Paytm wale HDFC se bhai aap bhi baat karke hme batao kya bol rhe hain
maine just check Kiya chalu hai aap waps try kijiye
Mera hdfc main account hai to kaise fastag order karu jise kyc na karni pade
hdfc me account hai to aapko Kyc karane ki jarurat nahi..
the get wallet is not fetching anything what to do ?
Due to technical issue try some time latter .. or connect hdfc Fastag cutomer ..
मैंने PayTm से HDFC FastTag मंगवाया. इसके दो फायदे है. FasTag active condition मे आता है. और Mini KYC ke saath आता है. इस वजह से monthly limit Rs 10000 ही है. लेकिन मेरे लिए यह limit काफी है.
Kya fastag car owner ke naam se hi order krna pdega kya?
Maine bhi paytm hdfc se fastag mangaya....
Uske 2 nuksaan ho gaye... 16 din se order nahi pahuncha aur 250 rupee bhi atak gaye 😢
@@viveklingwal4562 amazon pay icici behtr h isme amazon pay ke wallet se balance deduct hota h. Agar fastag me extra recharge ho gya h or trip pr toll km lga h to amazon pay balance ko recharge, bill payment me bhi use kr skte hn.
@@viveklingwal4562bhai mila ki nahi abhi tak
Abhi tak aaya ki nhi order?
Reply
@@viveklingwal4562
Maine HDFC fastTag order kiya hai lekin muje abhi tak nahi mila hai, to kaise track kar sakte hai?
Bhai ab mil gaya
@@anuragjaguri2585 आपको मिला फास्टैग..?
Abbi tak mila ki nhi, agar mil gya hai fastag to kitne din lag gye aane me kyuki mujhe bhi order karna hai.
Reply?
@@collegediaries1008nhi mila bhai na hi milega HDFC se refund ka process ek mahine ho gyen pr na hi refund aya hai aur na hi fastag aya
@@ritikpatel8286 aapne paytm app se apply kiya tha ya phir hdfc ki website se?
Fasttag kitne din me delivery hoga?
Depend on Location, city me 3 din me aa jata hai , Village side Indian post se 7 to 10 days
Hdfc bank ke fastage mein minimum recharge kitne ka hota hai
100 minimum recharge
Mujhe fastag order karna hai par pata chala hai ki online hdfc fastag order karne pe fastag deliver nhi ho rha hai ghar pe..
Kya ab ye problem khatam hui hai ki nhi kyuki mujhe bhi fastag order karna hai hdfc ka, kya ab mai order kru ki ab ruk jau???
Please reply......
sir aapke upper hai but depend karta hai location par
Kya HDFC fastag vehicle owner ke name se apply kar sakte hai ya koi dusra member bhi apply kar sakta hai.
Pan details vehicle owner ki dalni hai ya jo apply kr rha hai uska.
Mobile number vehicle owner ka dale ya other kisi ka daal sakte hai
agar Aapke paas HDFC Bank account hai to aapko baki details Dene ki jarurat nahi , fastag RC AS PAR RC NAME HE APPLY KARE. ..
i followed the same process, but did not received any confirmation about the fastag. i have even done the payment but still got no acknowledgement from the company.
Me too same thing happened 😢
Due to server issue , Aap Toll free no pe call kar ke details pata kar sakte hai , toll free no - 18001201234, & Email karke bhi details nikla sakte hai , Email id is - fastgsupport@1pay.in or fastagdisputes@hdfcbank.com
Same thing has happened to me, called toll free number they say cant hear your voice (funny) and you have to wait in queue.
One does not have hdfc a/c then?
You have to download the application form and after that you have to fill your existing bank account (any) in it. Also, you have to process the form by uploading KYC documents.
hdfc fasttag bekar hai........
Khu bhai btao mai toh hdfc ka lene wala tha btao bhai
Me bhi lene wala tha ....
Koi issue he kya?
No , Sabko Apni apni pasand .. Mai pichle 2 saal se use kar rha hu koe dikkat nahi
Hdfc fastag mere pass bhi h koi problem nahi h