Bhadiya video. Mere pulsar mei race deta hu 50-55 k upar nahi jaraha. Vibrations hai handle pe. 50 tak smooth chalta hai. Carberator bhi saaf ki , andhar k butterfly change ki. Naya clutchbplate lagaya. Par kch farak nahi pada. Engine mei kaam hua tha. Uske baad 1000 km chala abtak. Mechanic bole gaadi purani hai badaldo Par solution nahi diya. Carberator naya dalo bolraha hai
Aap hamare shop per nahin a payenge main aapko filter ka link bhej dunga vah filter tabhi aapke bike mein lagega agar aapke bike ke fuel tank mein fuel pump Laga hoga tabhi vah filter aapki bike ke fuel pump mein lagega iska link main aapko deta hun kuchh time se
Bhai meri motor to comple chal rahi he phir bhi mene motor change karvaya bhai bad me motor ke vayar vo new motor ke saath joint kar diya kuch hoga to nahi na
Aap Bajaj customer care mein call karke complain darj karva dijiye ki hamari Bike ka TPS sensor बार-बार kharab ho raha hai aur service center wale banaa nahin pa rahe hain uske bad apne aap service center walon ka call a jaega aapke mobile per
@@pulsarwalebabu2013sahi baat bhai ye service centre wale kuch nahi jante. Mene bas ek baar mail dali thi official website par uske baad to esa lg raha he jese mere liye hi ye mechanic lagaye he service centre me😂😂😂😂
@@pulsarwalebabu2013 mujhe koi problem nai a rahi bhai , na koi missing na bike band ho rahi hai perfect hai sab, but fuel pump pressure 3 bar hona chahiye lekin 2.2 baar a raha hai check karne par , toh filter change karu ya motor
@@pulsarwalebabu2013 bhai Motor ka pressure kam ho gaya hai 2.2 bar jab ki 3 bar hona chahiye , toh mujhe aisa lagta hai ke kahin na kahin pickup down hua hai halka sa 10 percent, toh filter ya motor dono me se kya change karu

Bhai mera pulsar bike ka fuel pump ka wire coupler tut goya.. Motlob fuel pump ic.. Kiya milega dukan me ye??
सर्विस सेंटर में जाइए मिल जाएगा
Bhai same problem mere pulsar 180 bs 6 me aaya hai apka shop kaha hai aap bata do hum aagyenge banwane ya phir aap filter ka link dedo humko bhai
Aap hamare shop per nahin a payenge main aapko filter ka link bhej dunga vah filter tabhi aapke bike mein lagega agar aapke bike ke fuel tank mein fuel pump Laga hoga tabhi vah filter aapki bike ke fuel pump mein lagega iska link main aapko deta hun kuchh time se
Aap video ke discription mein check kariye link Diya hua hai
Bhai meri motor to comple chal rahi he phir bhi mene motor change karvaya bhai bad me motor ke vayar vo new motor ke saath joint kar diya kuch hoga to nahi na
Tank ke andar agar wire bich ke kata to nahi gaya hai hai sab kampani jaisa hoga to koi pro ni hogi
@ bhai kuch pata nahi chala phir se bolo
@ Gujarati me baat karo bhai me Gujarati hu
Kya boli bataiye
Mere pass Pulsar 220 bs6 bike hai, uska TPS sensor bar bar kharab ho raha... Iska solution kya hai
Aap Bajaj customer care mein call karke complain darj karva dijiye ki hamari Bike ka TPS sensor बार-बार kharab ho raha hai aur service center wale banaa nahin pa rahe hain uske bad apne aap service center walon ka call a jaega aapke mobile per
@@pulsarwalebabu2013sahi baat bhai ye service centre wale kuch nahi jante. Mene bas ek baar mail dali thi official website par uske baad to esa lg raha he jese mere liye hi ye mechanic lagaye he service centre me😂😂😂😂
5 no Allen key sa punp unit nikal na sa pahala keya manually petrol nikal na parta hai tank sa???
Ji ha pahale aap petrol nikal lijiye tank se pipe dal ke
Kitne km ke baad change karna chahiye
Aisa kuchh nahi ki km ke bad change karna hai agar problem aa rahi hai jaise mujhe aai hai to change kar dijiye
@@pulsarwalebabu2013 mujhe koi problem nai a rahi bhai , na koi missing na bike band ho rahi hai perfect hai sab, but fuel pump pressure 3 bar hona chahiye lekin 2.2 baar a raha hai check karne par , toh filter change karu ya motor
@@krishuexpo1118 agar koi problem ni aa rahi hai to chalne dijiye kuchh bhi badalne ki jarurat ni hai
@@pulsarwalebabu2013 bhai Motor ka pressure kam ho gaya hai 2.2 bar jab ki 3 bar hona chahiye , toh mujhe aisa lagta hai ke kahin na kahin pickup down hua hai halka sa 10 percent, toh filter ya motor dono me se kya change karu
@@krishuexpo1118 filter change kariye mother sahi hai