Sir mere tractor me 3rd or fourth gear me awaaz aati he jab speed me hota he right side tire me se or jab pull se niche utrta he tab v kya dikat ho sakti he
Sir is tarah ki awaj ki bahut si vajah hoti hai 1 Crown pinion Me play hone ki vajah se bhi aise Hi awaj aati Hai 2 nidil bearing tootne par bhi awaj aati hai 3 Output shaft me play hone ki bhi vajah se Awaz Aati Hai Ok Thanks🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🔧🚜🚜🚜
Hello sir up mujhe Bata sakte Hai ki euro 50 me top ke Matha me Jo chharra. Bearing rahta Hai hum use chharra bearing jagha Pitale ka bus Bana ke success full bhai
Pahle crone pinion aata tha 6 teeth pinion 37 teeth crone Ab jo aata ha high speed me 7 teeth pinion 39 teeth crone Agar aapko speed badhani hai to 6.pi 37 cr ki jagah 7.pi 39cr daalna hoga Aapke tractor ki speed badh jayegi Par mera manna hai ki Aisa nahi karna chahie theek hai bhai🛠🔨🔧🇮🇳🇮🇳🇮🇳🚜🚜🚜🚜
Ok 5000 rupya Crown pinion assembly complete Di Hai kabadi ne aur 500 rupya packing Plus seel Plus anabond aur 1000 rupya Mistri levar total 6500 rupya kharch Hua Hai...ok thanks..😁👍👍🇮🇳🇮🇳🇮🇳🔧🔧🔨🔨🔩🔩🛠🚜🚜🚜
Agar aap ka engine Garam Hai to tappet setting karni hai. Silencer Wall.0.20 m.m aur A.c wall 0.16 m.m Agar aapka engine Thanda Hai To tablet setting karni hai silencer Wal 0.16 m.m aur A.c wall 0.12 m.m theek hai bhai aapki samajh mei AaGaya Hoga Nahi Aaya to comment repeet karna ok thanks Shukriya Aapka Dil Se mai Aapka apna dost Mistri Arshad kya aap hamari baat se sahmat hai comment Mein Jarur likhna ok 👍🇮🇳🇮🇳🛠🔧🔨🚜🚜
Sir mere tractor me 3rd or fourth gear me awaaz aati he jab speed me hota he right side tire me se or jab pull se niche utrta he tab v kya dikat ho sakti he
Sir is tarah ki awaj ki bahut si vajah hoti hai
1 Crown pinion Me play hone ki vajah se bhi aise Hi awaj aati Hai
2 nidil bearing tootne par bhi awaj aati hai
3 Output shaft me play hone ki bhi vajah se Awaz Aati Hai
Ok Thanks🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🇮🇳🔧🚜🚜🚜
@@AHPtractorcare thanks ji
Mujhe v lagta he ki crown pinion me play he kyonki jab tractor ko bhajate he or clutch dba lete he fir bhi awaaz ati he
@@HarshJatt Thanks bhai
Faromtrek 45trecor abaj fatar fatar ho rha hai kiya mistik hai bataye sir
Sir ji diesel line check kara Lijiye 🇮🇳🚜🔧
Sir mere ps mahindra 265 h uske pichle hicche s ghaaaaa ghaaaaa ki awaj aati h 1,2,3 or back gear m chlane pr kye problem h sir please reply
Ok thanks
Sir aap ke shop kha h
tractor ke dabne ke kya karn ho shkte hai
Hello sir up mujhe Bata sakte Hai ki euro 50 me top ke Matha me Jo chharra. Bearing rahta Hai hum use chharra bearing jagha Pitale ka bus Bana ke success full bhai
Ha success full ho sakte hain ok
हा हो सकता है
Bahut knowledge full video hai bhai
Shukriya bhai aapka
Veer ford 3600 crown awj krda ki problem honi aa
Yah to tractor dekhne ke bad hi pata chal payega ok
Vir agar crone pinion shota pa dyia tan speed nu kine k tak farak payuga
Samajh me nahi aaya dobara kament kijiye 🛠🔨🇮🇳🇮🇳🇮🇳🚜🚜
Agar tractor k crown change krke shota crown pa dyiea ton kya tractor ki speed badh jayegi
Pahle crone pinion aata tha
6 teeth pinion
37 teeth crone
Ab jo aata ha high speed me
7 teeth pinion
39 teeth crone
Agar aapko speed badhani hai to
6.pi 37 cr ki jagah
7.pi 39cr daalna hoga Aapke tractor ki speed badh jayegi
Par mera manna hai ki Aisa nahi karna chahie theek hai bhai🛠🔨🔧🇮🇳🇮🇳🇮🇳🚜🚜🚜🚜
Bhai ye tractar brake system kaise he disc brake ya oil disc brake
Disc break hai 🇮🇳🚜
@@AHPtractorcare oil disc brake he ya
Disc break hai Bhai🇮🇳🔧🚜
@@AHPtractorcare sukha wala disc brake kya sir
Ha
Bhai farmtrak 45 2001 model ik ghante ka 6 ltr Diesel leta hai kya kru
Dhuaaa v jyada Marta hai kya kru btao
@@deepsidhu7411 45 farm 2001 adi hota ha ja nai
Pinion dalne k liye do part krne ki kya jrurat padti h ese bhi nikl jata h
Bhai mere pass farmtrac45 usme piche aawaj thi to uski pinion change krwa di or awaj ab bhi aise hi hai pls btaye kya problem hai
Crown pinion dono ka set dalna chahie ok
Is awaj se koi problem to nhi hogi
very good Arshad bhai Assalam Walekum aapka video bahut Achcha banate Ho Awaz Bhi bahut acchi hai Allah aap ko Salamat Rakhe
Arshad bhai formertrack 45 tractor start nahi ho raha diesel pump repair kara liya fir bhi start Nahin ho raha hai
Yah aisi samasya hai yah tractor dekhne ke bad Hi Sahi pata chal Pata Hai Kyunki iski Bahut Si Kami Hoti Hai jis Karan aisa hota hai ok
Arshad ji
Mere paas ft60 h uska thermostat valve nikaal diya tha mechanic ne. Toh uske na hone se koi problume toh aa nahi hogi na plz bataiye
Sardi Ka Mausam a gaya hai isliye thermostat valve jaruri hai
🔧🇮🇳🚜
Aap kaun se city se hai
Uttarakhand Jila Haridwar ok thanks👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
Sir mahindra575 di ka fitting kijiye
Ok thanks👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
इस काम में कितना खर्चा आया है।
6500 rupaye ok thanks. 👍🇮🇳🇮🇳🇮🇳🔧🚜🚜🚜
आप सही पेसा लेते हो
Ok 5000 rupya Crown pinion assembly complete Di Hai kabadi ne aur 500 rupya packing Plus seel Plus anabond aur 1000 rupya Mistri levar total 6500 rupya kharch Hua Hai...ok thanks..😁👍👍🇮🇳🇮🇳🇮🇳🔧🔧🔨🔨🔩🔩🛠🚜🚜🚜
Mahindra 475di kitna kharcha ho sakta hai aapke hisaab se
Crown pinion change karne ka 1600 rupya lete hain ok thanks ..👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
Arjun.605.tepit.
Agar aap ka engine Garam Hai to tappet setting karni hai. Silencer Wall.0.20 m.m aur A.c wall 0.16 m.m Agar aapka engine Thanda Hai To tablet setting karni hai silencer Wal 0.16 m.m aur A.c wall 0.12 m.m theek hai bhai aapki samajh mei AaGaya Hoga Nahi Aaya to comment repeet karna ok thanks Shukriya Aapka Dil Se mai Aapka apna dost Mistri Arshad kya aap hamari baat se sahmat hai comment Mein Jarur likhna ok 👍🇮🇳🇮🇳🛠🔧🔨🚜🚜
Sar Messi standard setting kaise hota hai
drop setting
Hand wash and retail setting
@@camunda.trctorsgarage9174 Massey tractor
No 👍
Jo important Tha o nehi thekayahe
Jyada der ho gayi thi bhai jaan Nahin to bilkul dikhate ok thanks..👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
aapka number do
7409640514 my mobile number and WhatsApp number call Samay night 8:00 p.m. ok thanks.👍🇮🇳🇮🇳🛠🔧🔨🚜🚜
Ok sir
Samajh mein a Gaya
Ok thanks sir aapka👍🇮🇳🇮🇳🛠🔧🔨🚜🚜