Farmtrac 60 55 tractor dual clutch repairing/ft dual clutch job/फार्मट्रक ड्वल कलच रिपैरिंग
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 1 ม.ค. 2025
- #Ahptractorcare
#Farmtrac6055dualclutchrepairing
#Farmtracdoubleclutchrepairing
#doubleclutchrepairsystem
#dualclutchsystem
#clutchplateKaisechangeKaren
#tractorclutchrepairing
#ftdualclutchsystem
#Farmtrac45dualclutchrepair
#formertrac6060doubleclutchrepair
#Farmtrac6065dualclutchrepair
Farmtrac 6055 T20 tractor ka dual clutch repairing kaise hota hai Humne Usi topic per yah video banaya hai Agar aapko yah video Pasand Aaye Tu ise Apne aur doston mein share karna na Bhule aur Agar Aap Hamare channel per naye Hain To please Hamara channel subscribe Karen aur like Karen
Khuda Hafiz
Mistri ji
बहुत बढ़िया काम
Bahut bahut dhanyvad aapka 👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
Thanks bhaai ji aap ne bahut achhi traah se dikhaya hai
Ok thanks bhai jaan aapka.👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
Bahut badhiya Arshad bhai shukriya
Bahut bahut Shukriya bhai jaan aapka aap ka kam Kaise chal raha hai aur aap theek ho na bhai jaan.👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
bhai bina skeep kiye dekhi he
@@gulshershah7545 Shukriya bhai bhai aapka👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
Farmtrac mein dual clutch se double clutch karne ki vedio send karna independent clutch ke liye
Guruji very very good job 🚜🚜👍👍
Dhanyvad bhai jaan aapka.👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
Good job sir
Shukriya Ali Bhai 🔧🇮🇳🚜
Very good bhaai sahib ji 🙏🙏🙏🙏 thanks very much
Shukriya Jaswindar Bhai Aapka🔧🔨🇮🇳🇮🇳🚜🚜🚜
Very good video
Bahut bahut dhanyvad bhai sahab aapka Dil Se👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
Super vidio
Ok thanks sir aapka..👍🇮🇳🇮🇳🛠🔩🔨🔧🚜🚜
Super video
Bahut bahut dhanyvad aapka Ram Narayan Lodhi ji aur aap kaise ho theek ho na bhai..👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
good work
Thanks Naresh ji🇮🇳🚜🔧
Nice
Super good job
Chauhan Hardev .aapka bahut bahut dhanyvad...👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
exilant job
Mai Aapka Dil Se Shukriya karta hoo
Kitane ghante baad badlni padti hai...or kaise samjhe
Bhai Nikli To 5 Far Wali Clutch Plate Thi Jo Ki 6055 Me Hoti Hai Or Apne Dali 4 Far Wali Hai Jo 60 Farm Epi Me Hoti Hai , Clutch Plate To Sahi Daalte 6055 Jyada Power Ka Tractor Hai
Bhut Accha Video Arshad bhai Mere pass 855 he Farmatrac wo start nhi hota kabhi
Bahut bahut Shukriya bhai jaan aapka Dil Se👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
hello sir agar farmtrac tractor klutch shodte samay dhadkta ho to kya problem ho skti hai
Chodte Samay dhadkta hai to uski setting kharab hai
Sir mere 6055 me gear dalne me khat khat ki awaj aati h bahut buri kya problem h sir
Kitna hota hai Farmtrac 55 Ka men finger kitne Hote Hain
Sir Mahindra 575 nst bhohut dhua detahe Kay problem hogi
Dhua dene ke bahut Sare reason Hote Hain jaise ki air filter choke hona pump ki fuel setting Sahi Na
Hona. Diesel pump aur nozzle Mein kharabi Aana. Had Keval mein kharabi Aana. Aur Bhi Kaisa reason Hote Hain Sahi dekhne ke bad Pata Chalta Hai..👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
@@AHPtractorcare sir pump see avaj a Rahul he
diesel pump mechanic ko dikhaiye ok Sar thanks..👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
Farmtrac 65epi 2009 model hai dual clutch plate ka Kitna kharcha aayega
Tractor kholne ke bad Sahi Pata Chalta Hai Ki kharch Kitna aaega
Clutch plate ka price kya h
Reaply plz
4000
Noumbet send kar dijiye sar apna 👍🏾👍🏾👍🏾👍🏾👍🏾
Farmtrac 60 h 12 model 1100 gente chala h or kabi kabi jada jor lgane par bd bd ki aawaj aati h sabhi gear me ya problem ho sakti h please replay
Awaaz engine se Aati Hai Ya gearbox se 🔧🛠🇮🇳🚜🚜
mahindra 575 2002 model
लिफ्ट झटके देने का कारण
bahut se Karan hote hain lift Jhathke lene ke yah to dekhne ke bad Hi Sahi Pata Chalta Hai Ki ismein kis Karan se lift jhatke le rahi hai
Sir mahindra bhoomiputra 595 ka finger kitna mm pe set kare
Konsa clutch hai batana 👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
@@AHPtractorcare sir uska dual clutch hai
@@arundagala4017
Main fingar 40 m.m
P.t.o fingar 30 m.m
Ok dhanyvad Sir aapka
👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
Thanks sir
You're welcome.👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
Kinnar men
Mein dheek hoon Arshad bhai
Aap thik Ho Ham Aisi Hi Dua Karte Hain ok thanks..👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
Cluch slip hone se gadi kaisa ifect karta hai
Gadi power kam lagati hai
Theek hai sabji
Mera faramtrac 65
Picup nhi de rha
Clutch plate faramtrac 60ki hai
Friwheel ko face nhi karwaya tha
Kya yahi dikkat hogi plz btao ?
Dual clutch ya single clutch hai bhai
First wali clutch plate m 6 blade second wali m 4 blade aisa kyun
4 blade ki plate Pahle Se La Rakhi thi customer ne aur 4 blade bhi chal Jaati Hai ok thanks.👍🇮🇳🇮🇳🛠🔨🔧🚜🚜
आपका कॉन्टैक्ट नंबर दीजिए
Nice job sir
Thank you very much🇮🇳🚜🔧