Prevez Mehdi Sings Ibn e Insha Ek Baar Kaho Tum Meri Ho in Private Mehfil in 80s.

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 4 ต.ค. 2024
  • Enjoy and leave Feedback.

ความคิดเห็น • 20

  • @vichitram7037
    @vichitram7037 3 ปีที่แล้ว +3

    Saamne ek khoobsoorat tasveer, jis mein Mehfil saji hai, aur Parvez Mehdi saaheb, harmonium par, ye piyaari sii nazm, gaate hue dikhaai de rahe hain, aur aisa lag raha hai jaise hum bhi unhein sunn rahe hain...Suman ji, aapne toh iss nazm ko jaise jinda kar diya ho iss tasveer se....Ibn e Insha ji ne, itne marm sparshi bol likhe hain, jaise ki alfaazon mein shahad hi ghol diya ho.....Hum ghoom chuke basti-ban mein, ik aas ka phaans liye mann mein, koii Saajan ho, koii Piyaara ho , koii Deepak ho, koii Taara ho, Jab jeevan-raat andheri ho, Ik baar kaho tum Merii ho....Aur aisa gaaya Parvez Mehdi ji ne, ki dil ki gehraaiyon ko chuu liya...Har ek ash'aar ko motiyon ki tarah piro kar rakh diya...Jab saawan-baadal chhaye ho.n, jab phagun phool khilaaye ho.n , jab chanda roop lutata ho, jab suraj dhoop nahaata ho, ya shaam ne basti gheri ho...Ik baar kaho tum merii ho....Alfaazo.n ka jharna saa behta hua mehsus hota hai....Mujhe to samajh nahin aa rahi, ki kis ki tareef, jiyaada karun...iss nazm ki, yaa, Jisne itne sunder andaaz se isei pesh kiya ....Dono hi shayad kabile tareef hain, shaayar, jisne itni khoobsoorat nazm likhi, aur gaayak, jisne usei utni hi khubsurati se pesh kiya...Aaj to moh liya, Parvez Mehdi saaheb ki makhmali awaaz mein gaayi iss laajavaab nazm ne....Tah e dil se shukriya, Suman ji, iss itne aalishaan upload ke liye...Hum to kab se isei repeat mode mein sunn rahe hain...Behad khushi hui Parvez Mehdi ji ki ruhani awaaz mein ye ghazal sunkar, bahut hi mithaas thi unki gaayiki mein, ek behtareen peshkash....Aapko bahut shubh kaamnayen.! 👍👌👌👌👌👌🙏

    • @sumansaurav71
      @sumansaurav71  3 ปีที่แล้ว

      Shukriya Vichitra Jee.

    • @vichitram7037
      @vichitram7037 3 ปีที่แล้ว

      @@sumansaurav71 Jee, Hausla afzaii ke liye aapka dhanyavaad,! .. Agle upload ka besabri se intezaar.! 🙏

  • @vichitram7037
    @vichitram7037 3 ปีที่แล้ว +3

    Isse khoobsoorat bhi kuchh ho sakta hai, soch bhi nahi sakte hain...Nishabd kar diya, ...Subhaan Allah.! Itni piyaari ghazal sunn kar raha nahin gaya... Sunte hi tareef karne ko mann kar aaya,,,Jitni tareef karen kam hi hogi... Itna meetha gaaya Parvez Mehdi ji ne, ruh ko chuu liya.! ...Suman ji, aapko to daad deni chahiye, kahaan se khoj ke laate hain aap ye kohinoor...Dil se shukriya 🙏...Ye to choti si tippani hai, abhi vistaar mein likhungi...Bahut aashirvaad.!

    • @sumansaurav71
      @sumansaurav71  3 ปีที่แล้ว

      Shukriya Vichitra Jee.

    • @vichitram7037
      @vichitram7037 3 ปีที่แล้ว

      Entirely my pleasure, Suman jee.!

  • @AnandAjey
    @AnandAjey 2 ปีที่แล้ว +1

    I am a JS woman, He rules my world , I do listen to various artists but by the end of the day come back to JS but this one particular ghazal is stuck with me for last 4 days. Ibn -e Insha has rocked my world with his words but this total composition is just mind blowing. Thank you for sharing. - "Ek baar kaho tum meri ho" epitome of expression of love.

    • @sumansaurav71
      @sumansaurav71  2 ปีที่แล้ว

      Shukriya mam for Feedback.

    • @MIKE-vx6wh
      @MIKE-vx6wh 3 หลายเดือนก่อน

      Listen to Insha Ji Ab Kooch Karo by Ustad Amanat Ali Khan

  • @JaydeepSinha
    @JaydeepSinha 3 ปีที่แล้ว +2

    Kya baat hai. Ek ek heera tarash k aap pesh karte ho. Nawazish.

  • @SayedSakhawatHuzoor
    @SayedSakhawatHuzoor 3 ปีที่แล้ว +2

    Wah Wah

  • @marshad5495
    @marshad5495 ปีที่แล้ว

    بہت اعلیٰ سنگر ❤️

  • @viewersdigest7258
    @viewersdigest7258 3 ปีที่แล้ว +2

    What a composition and what a rendition...magical and superb

  • @HarjitSPabla-Composer
    @HarjitSPabla-Composer 3 ปีที่แล้ว +1

    Waaaaah. Wow.

  • @usmangellani6486
    @usmangellani6486 3 ปีที่แล้ว +1

    NYC 😍