Husn e Akhlaq - Aap ﷺ ki seerat ka ek khubsurat waqia - Ahmed Raza

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 24 ก.ย. 2024
  • Husn e Akhlaq ke zariye naffa kamanay mein susti nahi karni chahiye. Huzoor ﷺ ne irshad farmaya : ”Allah pak os bande par reham farmaiye jo kalam karta hai to naffa haasil karta hai ya khamosh reh kar salamti haasil karta hai.“
    Aik aur maqam par irshad farmaya : ”Achi baat ke ilawa apni zaban qaboo mein rakho kyun kay is ke zariye shaitan, insan par ghalib aa jata hai.“
    Hum nay naffa bakhsh kalam ki chand suraten bayan ki jo aapko es link mein mil jaien gi: www.mazhab.pk/...
    Allah pak hamen bhi husn e akhlaq ikhtiyar karne ki tofeeq atta farmaye. Amen
    Our Website: www.mazhab.pk/

ความคิดเห็น • 1