Saari khushiyan mila k dekhein hain, Tere jaane ka gham zyada hai. Mujh ko wehshat parhayi jaati thi, Mein nay ustaad maar daala hai. . Mein hayati daraaz kyun maangu Waali-e-do'jahaan se milna hai Dunya chaho ya akhrat chaho Saara kuch hee yahan se milna hai Mujh ko jannat se waasta he nahi Mujh ko bas baagh'baan se milna hai . Tumhara hijar manaya tou mein akela tha Janoon ne hashar uthaya tou mein akela tha Dayaar e khwab tha, tum thay, tamaam dunya thi Kisi ne aa k jagaaya tou mein akela tha Koi hussaini na nikla mere rafeeqon mein Deeya bhuja k jalaya tou mein akela tha Kahan se ayi thi akhir teri talab mujh mein Khuda ne mujh ko banaya tou mein akela tha
ساری خوشیاں ملا کر دیکھیں۔۔
تیرے جانے کا غم زیادہ ہے یار۔۔
Allah Pak LeMBi aumer ATa KaRy HUSSANi❤️
Bahot umda love from Bharat ❤❤
Wah wah wah
A Vi Koi Galh A Mitha was the bap of all else poetry ...
Wah wah wah wah wah wah .shabd nhi hai tareef ke liye
Siraiki ghazal mashaALLAH subhanALLAH
Love from taunsa great poet💚
تیرے جانے کا غم زیادہ ہے
بہت شاندار
Nice 👍
AAP ko Salam
کیا کہنے۔۔۔ بہت خوب
سانجھ ادبی سنگت ۔ دھرتی واس واسطے بہوں وڈا احسان کتویے ۔۔
🙏
واااااہ واااااہ واااااہ واااااہ واااااہ کیا کہنے کیا ہی کہنے
👍
Wah Wah !!
'_______________🔥❣️
Apka naam waqt ke kamaal shayaro me hona wajib ha nadeem sahab 💓
Wah khub. Mujhko wehshat padhai jati thi... Mainey ustad maar daala hai.... Wah janab
Lovely person
کیا کہنے شانی بھائی
Are kamal❤️❤️
Kamaal hai sir ♥️💐
Sir...bohat shaandar.....love from india
Waah ! Kamaal lajawab..
خوبصورت شاعر کی لاجواب شاعری
تابوت پہ کیل ۔۔۔ ♠️
keya bat hai
wa wa wa beautiful poetry
Saari khushiyan mila k dekhein hain,
Tere jaane ka gham zyada hai.
Mujh ko wehshat parhayi jaati thi,
Mein nay ustaad maar daala hai.
.
Mein hayati daraaz kyun maangu
Waali-e-do'jahaan se milna hai
Dunya chaho ya akhrat chaho
Saara kuch hee yahan se milna hai
Mujh ko jannat se waasta he nahi
Mujh ko bas baagh'baan se milna hai
.
Tumhara hijar manaya tou mein akela tha
Janoon ne hashar uthaya tou mein akela tha
Dayaar e khwab tha, tum thay, tamaam dunya thi
Kisi ne aa k jagaaya tou mein akela tha
Koi hussaini na nikla mere rafeeqon mein
Deeya bhuja k jalaya tou mein akela tha
Kahan se ayi thi akhir teri talab mujh mein
Khuda ne mujh ko banaya tou mein akela tha
Kya kahne Khalid sir ke ❤️ speechless 😊
بہت خوب جناب شانی صاحب
Sir❣❣
Wah g wah 🙏
Amzaing poetry boht gehry Alfaz
Bhot khob
Kmaal sir❤️
wahh saab waah amazing
بہت خوب۔کافی وقت کے بعد جدید تخیلات کی شاعری سنی
Love from India..❤️❤️
واہ۔۔۔
3:20 ay vi koi gaal hai mitha ♥️
Waah
Shani bhai love you.
کوئی حسینی نہ تھا
bohat khoob saen
Bahot alha
achi shayiri acha shayar
khalid sb the great......
wah wah wah
واہ واہ
وافر کپاس سے آئے 🌷
goosebumps
کیا کہنے
سلامت رہیں
Wah Bhoot khoob (^^)
Subhanallah subhanaallah
Greatest
Zahid from new York well done sir g
❤
Best best best
Khalid sahb maine kafi search kia ap ki aik nazam hai jis mai start mai ap ne نیوٹن ka zaikar kia hai plz woh share kijye ( 🙏🏻 humble request )
❤❤
Wha wha
Yaar tum ne sher kehna kahan se seekha?
Subhanallah subhanallah
Bulle shah wali line clear krega koi
Ustad mar dala hai
Jeety raho
وافر کپاس سے آئے
Saraiki waali nazm koi translate krdo....
Momin molai wali video to upload kren na
beti bhi kaam karti hai sher ka matlab bataye
Tawaf prostitute ko kehte hein, matlab wo bhi kisi ki beti ti ek waqt.
@@mohammadashfaq bhai pore sher ka matlab batayie yeh mujhe bhi pata hai
Is ka mtlb yeh h k
Us tawaif ne kaha k ab ye wqt a gya hai k beti kam kr k maan bap ko khilati h kiyoon k hmarey muashrey mn sirf beta kmata h
Kya time zayia kia tu na 😂😂😂🖐🙌🙌🖐🖐
Lant
Wah.wah