Vineet sir thanku. Jab bhi papa muje cheqe deke bank bhejthe the to muje yeh pta nhi hota ki isko bank me jama karna hai. Iske saath parchi bhrni hai ya yeh cheque sidhe cashier ko dena hai. Phir me parchi bhrne ke baare me bank walo se puchta to wo bhi thik se baat nhi karte the. Muje nhi pta tha ki yeh kam kaise karna hai. Lekin aaj subah jab papa ne muje bank jakar cheque dalne ke liye kha to me preshaan ho gya. Jab me youTube par search kiya to bahut se video the lekin aap ke video par thumb icon, jisme sbi ki parchi thi mene click kiya tha aur meri puri samsya solve ho gyi. Isiliye sir aap ka bahut bahut dhanyavaad yeh video banane ke liye. ❤ so much
Sir, jo sabse uper me date ka column diya tha usme jis din mai cheque lagaunga us din ka date bharunga Aur jo cheque diya hai vo 2 din pahle diya tha To uska date ko niche column me fill up krenge Aur jb usne diya tha uska daye alag hoga To kya alag alag hi date bharna hoga Plz bataiye Aap dono date ek hi liye hai video me Cheque dene wale ka bhi, aur jo jayega cheque lagane uska bhi
Thanku sir best information ....... Aur cheque related videos banao sir....... Aur muze 1 lakh ya use bhi jyada rakkam hone par konsi sawdhaniya rakhe.......... Kanuni tarikese.......🙏🙏
Sir upar me Date jo hota hai wo jis jama karna lekin check no ke bad jo Date hota jis Date ko check issue hua hai wo hoga ya wahi jis Date me deposit karenge wahi higa
Sir, check 'Rekha kumari' ke naam se hai, par bank account mei jaha muje yeh check deposit Karna hai waha par bank holder ka naam 'Rekha' hai toh check clear ho jaayegaa Naa????
Sir mera pas BOB Ki check hai mera khata sbi ki dusri branch me hai... Mai dusri jgh rhta hu to kya main pas ki sbi k dusari branch me check lga skta hu..... Please reply sir
Sir mera jese cheque ICICI Bank ka hai prudent fund ka aur Mera khata SBI mein hai lekin home branch kahin aur hai to koi aur branch mein jama ho sakta hai kya cheque aur jo aap bata rahe ho do line vo nahi hai mere cheque mein ??
Sir 1 question hai plz jarur bataiye jaise mere pass kotak mahindra ka check hai jis pr 16 tarik padi huyi hai or mai agar us check ko apne SBI banck mai 15 tarik ko laga skta hu bina us 16 tarik ko kate huye koi problem to nahi hogi agar wo 15 tarik ko lga du to
वैसे तो बैंक चेक की तारीख देख कर चेक क्लीयरिंग में लगाता है लेकिन बाई चांस यदि फ्यूचर डेट का चेक लग जाए तो वह बाउंस हो जाता आप 1 दिन रुक कर बैंक को चेक देना 3 महीने की वैलिडिटी होती है चेक की चेक क्लियर हो जाएगा या आप आज उसके चेक दो बॉक्स में डाल दो तो वह कल ही क्लियर होने के लिए प्रेजेंट होगा
Sir jaise khate me naam shri mati rekha devi naam hai aur cheque jisne diya hai o rekha devi ke naam se diya hai tb bank wale cheque jama kar lenge ki nhi kripya batayen 🙏🙏
Sir maine bank mai cheque jama kiya aur 7 din ke baad msg aaya ki aapke aacount mai paise credit Ho Gaye bt available balance mai vi rakkam nahi dikh rahi hai.... please reply
चेक क्लीयरिंग से जुड़े अहम सवालों के जवाब जानने के लिए यह वीडियो देख सकते हैं 🙏th-cam.com/video/3p-7-BD1OE0/w-d-xo.html
q
qqq1qqqqqqq1qqqqq
q1111qqq1qqqqqqqqqqqqqqqqqqqqqq
Vineet sir thanku. Jab bhi papa muje cheqe deke bank bhejthe the to muje yeh pta nhi hota ki isko bank me jama karna hai. Iske saath parchi bhrni hai ya yeh cheque sidhe cashier ko dena hai. Phir me parchi bhrne ke baare me bank walo se puchta to wo bhi thik se baat nhi karte the. Muje nhi pta tha ki yeh kam kaise karna hai. Lekin aaj subah jab papa ne muje bank jakar cheque dalne ke liye kha to me preshaan ho gya. Jab me youTube par search kiya to bahut se video the lekin aap ke video par thumb icon, jisme sbi ki parchi thi mene click kiya tha aur meri puri samsya solve ho gyi. Isiliye sir aap ka bahut bahut dhanyavaad yeh video banane ke liye. ❤ so much
Bhai to cheque kisko Dena he aur check Dene ke baad bank employee mujhe koyi form dega kyaa
Super very clear, thank you so much
Paisa kitne der m account m ata hai?
Thanks sir apki video itni clear easy hai mujhe bhi problem thi check fill karne me ab bilkul nahi hai ese hi video plz banate rahe
Bhut bhut sukriya sir apka itte asani se samjhane ke liye ☺️☺️☺️
Best youTube channel for knowledge. Your every question is solved. Thanku vineet sir
Good. Enjoy🙏👍
Aap limited gyan hi Nahi balki bahut ache se batate hai
Sachhi tx sir..kam a gaya video 😂
Thanks sir all people use full message or good video
sir🙏
I am form Yamunanagar thanx to make this video 👍👍👍
Bahut acchi tarah information dee BHAI
Thank you so much ❤️🥰 bhai nice information....
Good presentation Sir.❤
Thank you very much sir aapka video kam a Gaya
Worked directly no error 🙏
Good work bro
Very very helpful thanks 🙏
Good information..
Helpful..thank you 🙏
Good job
Saini sahab
Sir, jo sabse uper me date ka column diya tha usme jis din mai cheque lagaunga us din ka date bharunga
Aur jo cheque diya hai vo 2 din pahle diya tha
To uska date ko niche column me fill up krenge
Aur jb usne diya tha uska daye alag hoga
To kya alag alag hi date bharna hoga
Plz bataiye
Aap dono date ek hi liye hai video me
Cheque dene wale ka bhi, aur jo jayega cheque lagane uska bhi
Jiske acc mein jma krna hai uska jana jruri h bank m ya koi b ja k jma kr skta h
very informative 👍tysm
Veri veri nice video
Thanks ,good information sir
Wow explained well 👌
Thanku sir best information ....... Aur cheque related videos banao sir....... Aur muze 1 lakh ya use bhi jyada rakkam hone par konsi sawdhaniya rakhe.......... Kanuni tarikese.......🙏🙏
Thanku
Thank you So much Sir 😊 🙏
Thankyou sir ❣️☺️
Sir upar me Date jo hota hai wo jis jama karna lekin check no ke bad jo Date hota jis Date ko check issue hua hai wo hoga ya wahi jis Date me deposit karenge wahi higa
Thank you so much sir for this information
Thanks good information
Kya form ke back side bhi signature ya koi aur details bharna hai kya.please info
No need this info is full and final
Nice complete information
Sir account isi naam ka hona jaruri hai kisi dusre ke account me daal sakte hai ki nahi
Thank you sir 😇
That is correct message only
Sir, check 'Rekha kumari' ke naam se hai, par bank account mei jaha muje yeh check deposit Karna hai waha par bank holder ka naam 'Rekha' hai toh check clear ho jaayegaa Naa????
Agar jo tarikh cheque me likhi he uski avdhi ki tarikh teen mahine ho to tarikh me kolam me konsi tarikh daale abhi ki ya jo cheque me mention he woh
gud information
TQ so much
Sir mera pas BOB Ki check hai mera khata sbi ki dusri branch me hai... Mai dusri jgh rhta hu to kya main pas ki sbi k dusari branch me check lga skta hu..... Please reply sir
Receipt wali side phad ke daale machine me ya phir Bina phade
Phad kr daale
Thank you 😊
Branch mein jaha khata hai voh daalna hai ya jaha sa cheq lagwa rhe hai waha ka???
Sir mera question ye he ki cheque ke piche payee ya receiver ke sign karna jaruri he kya? If yes to kiske sign??
Kisi ke sign ki jaroorat nahi
Agar deposit slip main jis bank. Chaq hai u ska na padke jisme deposit karna hai uska pad gya hai to koi dikkat to nahi
Kya chque Mein Naam baad mein bhi Bhar sakte hain apne aap ?
Agar baki details kisi or ne bhari ho kisi or pen se
Very nice video sir
Thank you Sir,,
Sir Mera cheq dusre ke AC me var sak te hen kya
Sir ICICI Bank ka check sbi me jama kar sakte hai ki nahi
Sir mera jese cheque ICICI Bank ka hai prudent fund ka aur Mera khata SBI mein hai lekin home branch kahin aur hai to koi aur branch mein jama ho sakta hai kya cheque aur jo aap bata rahe ho do line vo nahi hai mere cheque mein ??
Cheak issu person ke behalf main kya main cheak deposit kar sakta hoo payer ke account main
Yes you can
Thnx Bhaiya
Kya kisi bhi bank ka cheque kisi dusri bank me deposit kiya ja skta h?
Ya jis bank me hmara a/c hoga only usme hi deposit krna h?
Same question bro mujhe bhi yahi puchna tha
Thank you for your guidance 🙏
Ram Kumar ke alawa dusre person account me dal nahi sakte kya sir
No
Thank you so much
Sir cheque no.k neeche date jo cheque p likhi h wo likhi h ya jis din hum cheque laga rahe h wo likhni hoti h
Sir check me jo date hai, agar mein 2 din ke baad bank me deposit karunga toh form ke upar jo box hai waha kaun sa date likhunga ??? Plz reply
Form par date jyada matter nahi karti
Sir minor ke account me bhi check lga sakte hai. please reply me
Ye deposit ho jaega
Depending As per your bank rules
Sir Allahabad bank ka check hai
2 lakh ka
Mera Madhya Bihar gramin Bank ka check Punjab National Bank me deposit ho jayega plz batye
Sir 1 question hai plz jarur bataiye jaise mere pass kotak mahindra ka check hai jis pr 16 tarik padi huyi hai or mai agar us check ko apne SBI banck mai 15 tarik ko laga skta hu bina us 16 tarik ko kate huye koi problem to nahi hogi agar wo 15 tarik ko lga du to
वैसे तो बैंक चेक की तारीख देख कर चेक क्लीयरिंग में लगाता है लेकिन बाई चांस यदि फ्यूचर डेट का चेक लग जाए तो वह बाउंस हो जाता
आप 1 दिन रुक कर बैंक को चेक देना 3 महीने की वैलिडिटी होती है चेक की चेक क्लियर हो जाएगा या आप आज उसके चेक दो बॉक्स में डाल दो तो वह कल ही क्लियर होने के लिए प्रेजेंट होगा
Ok thanks sir jankari dene ke liye
Check joma karne ke liye account mein kitne amount ka balance hona jaruri??? Please tell me.
Try to have 590 plus in account
@@VINEETSAINI thank you sir...
Sir jaise khate me naam shri mati rekha devi naam hai aur cheque jisne diya hai o rekha devi ke naam se diya hai tb bank wale cheque jama kar lenge ki nhi kripya batayen 🙏🙏
Jama ho jaega
Thanks 💐
Post Office saving account ka cheque kya non home sbi branch me deposit kr skte h kya
Sir cheque ko drop box me dalne se pahle us cheque ko bank ke karmchari se mohar lagwana padega ki nhi kripya bataiye 🙏🙏
Koi jarurat nahi aise hi daal do
@@VINEETSAINI sir slip ka ek part jama karna padta hai ki dono part kripya bataiye
@@rohitupadhyay5885 only main part bade wala
Thank u 🙏
चेक के पीछे साइन करने से क्या कैंसिल हो जाएगा
Sir check jis back ka hota hai usme dale ya transfer karna ho us back me
Jis bank main paisa chahiye us main daalo
Thanks bro
Informative for me
Date kaunsa dalna hai joh cheque mein hai ya jis din cheque deposit karna hai usi din ka date dale.
Tq so much sir
Thanks for a video..
Sir kitne din main balance apne account main aa jata hain ?
2-7 days
Sir maine bank mai cheque jama kiya aur 7 din ke baad msg aaya ki aapke aacount mai paise credit Ho Gaye bt available balance mai vi rakkam nahi dikh rahi hai.... please reply
Sir mera account kahi aur h nd m kisi aur SBI branch m cheque jama kra sakta hu kya।। Plz give me answer urgently
Yes you can
Sir ye Jo aapne Yamuna nagar likha h... Ye jis branch me cheque jma kra rhe h uska naam h ya jis brach me hamara account h uska?
Jismain hamara account hai
Sir agr mujhe check apne account me lgana ho lekin mera account dusre city me hai to kya mai khi se bhi apne bank me lga skta hu
Yes from anywhere in India
Sir me cheque no. Ke sath bank name aur branch likhna bhool gya...
To clear hoga?
कोई जरूरत नहीं है चल जाता है खाता नंबर ठीक होना चाहिए चेक क्लियर हो जाएगा
Thanks
Cheque kiey pieche signature karna jaruri h kya?
Ye inhone bataya nahi
Check seh ahgar paisa na mila ho toh Cheque wapas mil sak ta hai kya?? 🙏
Yes mil jaega
Sir jo branch fill kr rahe hai voh jis bank main deposit krenge voh branch hogi ya fir jis bank main humara account hai voh branch
Jis ranch m aapka account hai
Jinki check vahi jama Karen ya koi aur kar sakta?? Plz bato
Koi bhi kar sakta hai
Yeh sab bharke hum SBI ke counter me Nahi de sakte he kya ? I feel insure dropping in a drop box
Yes you can give it on counter and get rcpt by sign and stamp of bank
Check deposit ki kitna Din bad...deposit complete hota hai???
2-3 days
Kisi bhi SBI branch main deposit kr sakte hai kya?? Jaha khata hai wahi deposit karna padta plz rply?
Kisi bhi branch m kr sakte ho
@@VINEETSAINI ok sirji thnx
Thnku☺
Cheque ke piche account number konsa likhna hota hai? chq ke aage likha hai woh ki jis account mein deposit kar rhe hai woh?
Jis account mein deposut krrhe hau vo. Or apna naam
Yes right
Par koshish karo deposit slip ke sath do record maintain hota hai
Jiska account hai uska sign karna jaruri hai ya fir koi bhi kar sakta hai sign
चेक के ऊपर साइन अकाउंट होल्डर के होने चाहिए डिपॉजिट स्लिप पर कोई भी करके डिपाजिट करवा सकता है
Very useful
Is it apply proceing fee for cheque ..SBI branch .. account
Agar form me total amount fill karna bhul gaye but amount likha hua hai niche total nahi likhe to koi problem to nahi hoga na sir
No problem
Thank.you.sir
Sarva u.p. gramin prathama bank mai salary Check laga sakte hai
Yes bilkul lagao
@@VINEETSAINI haridwar ke koi se bhe bank se laga sakte hai
Ye cheque cash me vahi union bank ke branch se hoga jis branch ka cheque hai ya koi bhi union bank ke branch se hoga sir..???
Agar 2 line nahi lagi Account payee ki fir union bank ki base branch se cash hoga .doosri branch ki cash dene ki 25000 ki limit hoti hai ..
@@VINEETSAINI to fir mai usake means jiska cheque hai uske branch me jake sirf mera ID card dikhake paisa le skta hu
@@chitudangare8719 yes le sakte ho
Sir nice
🙏🙏🙏🙏 thanks