Never ever use crushed flax seeds in any dish or mix with any flour because within 15 minutes of crushing the oil in flax seeds begins to rancid/ spoil. So consume flax seeds within 15 minute after crushing with warm water.
Prince Kumar ji yah baat Sahi hai aap ise TRAI karke dekhen bahut hi faydemand recipe hai aur jo ismein bola gaya hai aur jo bhi kaha Gaya hai vah bilkul sahi hai dhanyvad 🙏💞♥️
Ji han yah alsi ke laddu balon ke liye aankhon ke liye haddiyon ke liye sabhi chijon ke liye bahut jyada faydemand hota hai to agar aap ise roj khaenge to yah aapke skin ko balon ko haddiyon ko bahut majbut Karega jisse ki aapka hair fall jarur ruk jaega to aap ise jarur try Karen
Chaashni me water add kar Diya ar khajoor ko ghee me bhuna bhi nhi isse laddu 6 month nhi chalega , 10 , 15 din baad laddu me fangus lagna sart ho jayega
Deepa ji pahle to aap yah Jaan lijiye ki chini ko bhiglane ke liye chashni mein Pani dalna padta hai tabhi aap chini ko acchi tarike se pighla sakte hain aur Rahi baat khajur ko bhunane ki to khajur ko bhulne ki koi bhi jarurat nahin Hoti hai khajur ko aap aise bhi kha sakte hain Bina bhune hue aur aap ise Kai mahinon Tak aise bhi store karke rakh sakte hain yah bilkul bhi kharab nahin hota to aap yah mat sochiye ki yah 10 se 15 din chalega aap ise jitna din chahe utna din banaa kar rakh sakte hain
Ji han aap ise garmi mein bhi kha sakte hain Khali ise pregnant lady pregnancy mein bilkul bhi Na khayen delivery ke bad ise bejijak kha sakte hain aur vaise ise koi bhi kha sakta hai dhanyvad 🙏💞♥️
Upasna Nirala ji thank you so much Jo aapane yah sawal poochha hai is laddu ko aap kabhi bhi banakar kha sakte hain bahut hi faydemand laddu hai aapko meri baaki ki recipes bhi bilkul issi tarah se pasand aayenge 🙏🙏💞💞♥️
Pahle aap doctor se Salah len kyunki yah laddu aap pregnancy ke bad bejhijhak kha sakte hain pregnancy mein blood badhane ke liye sabse pahle aap doctor se consult Karen
Arti Singh Ji agar aap pregnant Hain to yah laddu bilkul bhi Na khayen aur agar aapki delivery ho chuki hai to aap is laddu ko kha sakte hain kyunki yah specially takat ke liye hi khaya jata hai aur kafi fayda bhi karta hai ise koi bhi kha sakta hai purush ho ya FIR mahilayen jisse ki unki takat badhegi dhanyvad 🙏💞💞♥️♥️
@@momsmagictastyfood nhi sister .Mera abostion huaa h mai pregnant thi par nuksan ho gaya h Mera baby or mere kamar Mai dard kafi rahta h isliye puche ki kha sakte hai ki nahi
Aarti Singh Ji bahut dukh ki baat hai ki aapka abortion Ho Gaya lekin Bhagwan per Vishwas rakhiye sab kuchh theek ho jaega aur aap ise kha sakti hain yah aapki sharir ki kamjori aur kamar Dard donon mein kafi fayda Karega isase ki aap apni khoi Hui takat ko wapas pa sakti hain aur kamar Dard se chhutkara bhi dhanyvad 🙏🙏💞💞💞♥️♥️
Divya Singh Ji agar aap aata khana pasand nahin karte to aap use skip kar sakte hain aur sath hi aap uski jagah per oats naachni tekur aate ko ismein dal sakte hain ine sabhi chijon ko dalne se yah recipe aur bhi healthy aur faydemand Ho jaati hai thank u so Much🙏♥️
गैस के ऊपर रखकर उसे हल्का सा गर्म कर लो जब वह हल्का सा गर्म हो जाएगा तब आप उसके लड्डू बन सकती है खाली आपको एक बात का ध्यान रखना है की आपको गैस का फ्लेम low रखना है
Thank you so much ki aapko yah meri recipe pasand lekin main iska business nahin karti hun Khali main TH-cam per video dalti hun vahan per jakar aap ise dekhkar iski recipe
Rajesh Patel ji thank you so much for question alsi ko aapko jalana nahin hai khali aapko use halka sa garm karna hai aur kisi bhi chij ko garm karne se uske nutritious khatm nahin hote balki aur bhi badh jaate Hain to isliye aap Aisa mat sochiye kyunki sheets mein ek prakrutik oil h hota haialka sa garam karne per release hota hai jo ki hamare sharir ke liye bahut jyada faydemand hota hai 🙏💞💞♥️
To mam aap ab khoon daaan kar rahe honge n.....😂
Dhanywad bahan❤
Thank you so much aapko meri baki ki recipe bilkul ISI tarike se pasand aaegi dhanyvad 🙏❤️
Bahut achhe se samjhaya .....thanku very much
Thank you so much 🙏🙏
Never ever use crushed flax seeds in any dish or mix with any flour because within 15 minutes of crushing the oil in flax seeds begins to rancid/ spoil. So consume flax seeds within 15 minute after crushing with warm water.
Very healthy n delistious
❤
बहुत ही useful वीडियो 🙏
Wow so yummy and delicious 😋🤤
Thnx for sharing 👍
Thank you ❤️
Result outstanding 😊Mazza aa gya bhut tasty bane hai
Bohot badhiya recipe bani hai ❤️
Very nice recipe thanks
Jaayanti ji thank you so much aapko meri baaki ki recipes bhi bilkul issi tarah se pasand aayenge 🙏💞♥️
Bahut badhiya apni chij batai main bhi koshish karunga banane ke liye dhanyvad aapko
Thank you so much Ram Milan ji ❤️ I hope aapko meri yeh recipe bohot pasand aayegi 🙏🙏
क्या सितंबर में अलसी के लड्डू खाने ठीक रहेगा। कहीं गर्मी कर दें। कृपया जरुर बताएं 🙏
जी नहीं गर्मी नही करेगा आप इसे किसी भी महीने में खा सकती थी
मगर गर्मी के महीने ध्यान दीजिएगा की ज्यादा मात्रा में ना खाए इस😊😊
Nice 🎉💯🙏
Thank you so much aapko meri baki ki recipes bhi bilkul ISI tarike se pasand aayegi 💞🙏💞
बहुत अच्छा लड्डू बना है
Meera ji thank you so much aapko meri baaki ki recipes bhi bilkul issi tarah se pasand aayenge 🙏💞♥️
Nice
Thank you so much aapko meri baki ki recipes bhi bilkul ISI tarike se pasand aayegi 🙏💞💞♥️
Healthy recipe. Please give ud d measurements/ingredients in d video
TH-cam per jakar aap hamare channel moms magic tasty food recipe ko pure measurement ke sath video mein dekh sakte hain🙏💞♥️
😍
Vvvvv nice
Mam ye alsi k oil b bn jate hai kya
❤
Good👍💯💯💯💯💯💯💯 pl s
Itna khoon bnega ki aap donate krne lgoge 😂😂 me yahi dekh ke video dekhne aaya😂😂
Prince Kumar ji yah baat Sahi hai aap ise TRAI karke dekhen bahut hi faydemand recipe hai aur jo ismein bola gaya hai aur jo bhi kaha Gaya hai vah bilkul sahi hai dhanyvad 🙏💞♥️
Isse blood bhdega mam reply plese
Very nice
Calestrol wale patients kha skte h
Y aalsi k laddu hairfaal k liy khae jo to fayda hoga
Ji han yah alsi ke laddu balon ke liye aankhon ke liye haddiyon ke liye sabhi chijon ke liye bahut jyada faydemand hota hai to agar aap ise roj khaenge to yah aapke skin ko balon ko haddiyon ko bahut majbut Karega jisse ki aapka hair fall jarur ruk jaega to aap ise jarur try Karen
@momsmagictastyfood thanku mai bhut jyda presan hu hairfall se
Hall
Ek month ke liye bnaana hai samaan ki quantity btaa dijiye
Chaashni me water add kar Diya ar khajoor ko ghee me bhuna bhi nhi isse laddu 6 month nhi chalega , 10 , 15 din baad laddu me fangus lagna sart ho jayega
Deepa ji pahle to aap yah Jaan lijiye ki chini ko bhiglane ke liye chashni mein Pani dalna padta hai tabhi aap chini ko acchi tarike se pighla sakte hain aur Rahi baat khajur ko bhunane ki to khajur ko bhulne ki koi bhi jarurat nahin Hoti hai khajur ko aap aise bhi kha sakte hain Bina bhune hue aur aap ise Kai mahinon Tak aise bhi store karke rakh sakte hain yah bilkul bhi kharab nahin hota to aap yah mat sochiye ki yah 10 se 15 din chalega aap ise jitna din chahe utna din banaa kar rakh sakte hain
Bechte ho kya price
Goad ke jhh gud dal skte plese reply msm mujhe bana he
Ji ha aap gond ki jagah par gud bhi dal sakat hai 🙏♥️💞
🙏🙏mam , kya ghi ki jagah butter dal sakte h
Jo aap khate ho use dal sakte ho
Itna swadist lag raha ki😋
Lactating mother ye laddu kha skti h
Kya ise garmi me khaa skte hain
Ji han aap ise garmi mein bhi kha sakte hain Khali ise pregnant lady pregnancy mein bilkul bhi Na khayen delivery ke bad ise bejijak kha sakte hain aur vaise ise koi bhi kha sakta hai dhanyvad 🙏💞♥️
Mere bachche ko khajur nahi pasand hai to kya main ise skip kar sakti hu ?
Kya ye Ladoo sirf sardiyo me kha sakte hai
Upasna Nirala ji thank you so much Jo aapane yah sawal poochha hai is laddu ko aap kabhi bhi banakar kha sakte hain bahut hi faydemand laddu hai aapko meri baaki ki recipes bhi bilkul issi tarah se pasand aayenge 🙏🙏💞💞♥️
Hi Thank you for the recipe i can not see the ingredients listed. Can you please tell me all the ingredients. Thank you.
Pregnancy me khoon badhane liye kha sakte kiya reply jaldi dena
Zinnirah ji pregnancy mein Bina doctor ki Salah ke aisi koi bhi chij nahin khani chahie
Pahle aap doctor se Salah len kyunki yah laddu aap pregnancy ke bad bejhijhak kha sakte hain pregnancy mein blood badhane ke liye sabse pahle aap doctor se consult Karen
Didi kya ye ladu dnc hua h to kha sakte hai usme fayada karega mere do month ka baby nuksan hua h to kha sakte fayada karega isme
Arti Singh Ji agar aap pregnant Hain to yah laddu bilkul bhi Na khayen aur agar aapki delivery ho chuki hai to aap is laddu ko kha sakte hain kyunki yah specially takat ke liye hi khaya jata hai aur kafi fayda bhi karta hai ise koi bhi kha sakta hai purush ho ya FIR mahilayen jisse ki unki takat badhegi dhanyvad 🙏💞💞♥️♥️
@@momsmagictastyfood nhi sister .Mera abostion huaa h mai pregnant thi par nuksan ho gaya h Mera baby or mere kamar Mai dard kafi rahta h isliye puche ki kha sakte hai ki nahi
Aarti Singh Ji bahut dukh ki baat hai ki aapka abortion Ho Gaya lekin Bhagwan per Vishwas rakhiye sab kuchh theek ho jaega aur aap ise kha sakti hain yah aapki sharir ki kamjori aur kamar Dard donon mein kafi fayda Karega isase ki aap apni khoi Hui takat ko wapas pa sakti hain aur kamar Dard se chhutkara bhi dhanyvad 🙏🙏💞💞💞♥️♥️
@@momsmagictastyfood bahut bahut thanku didi
Mam alsi ko Ann ki category me aata he ya nhi , jese alsi ke lddu ko flahari vrat ke andar kha skte he kya
Pls reply mam
Alsi to ann nhi h me to vrt me kha leti hu
Mam
Kya aap ye laddu order pe bana dengi. Mai paisa pe kaunga. Online bhej dejiye mam. Kitna paisa lagega. Please bataiye
Mai isse v accha laddu bhej sakti hu
Aata skip nhi kar sakte h kya
Divya Singh Ji agar aap aata khana pasand nahin karte to aap use skip kar sakte hain aur sath hi aap uski jagah per oats naachni tekur aate ko ismein dal sakte hain ine sabhi chijon ko dalne se yah recipe aur bhi healthy aur faydemand Ho jaati hai thank u so Much🙏♥️
@@momsmagictastyfood ye ots nachni kya hota h maam or kaha milega
Aaty ki jgha besan add kr Len.
Sonth &gond Lena hai
Ji han shot aur Gond donon le sakte hain
Di sara mixture thnda ho gya to ab bol bn nhi rhe kaise bnaun?
गैस के ऊपर रखकर उसे हल्का सा गर्म कर लो जब वह हल्का सा गर्म हो जाएगा तब आप उसके लड्डू बन सकती है खाली आपको एक बात का ध्यान रखना है की आपको गैस का फ्लेम low रखना है
Alsi k or koe nam bty
Sakshi Tiwari ji alsi ka naam tisi aur flax seeds hai
Ye respi kitan din calga
Is recipe ko aap 6 mahine Tak kha sakte ho yah 6 mahine Tak bilkul bhi kharab nahin Hoti hai aap ise kisi bhi season mein kha sakte hain dhanyvad 🙏💞♥️
Kon si gond hai naam bataye
Reply please
यह गोंड आपको किसी भी किरणें की दुकान पर आसानी से मिल जाती है जो की खास करके इसी के लिए उसे किया जाता है
Didi gun kya pahchanta nahin gungun
Ingredient list do
मनीष जी आप हमारे यूट्यूब चैनल पर जाकर सारी इनग्रेडिएंट्स देख सकते हैं 🙏💞♥️
Alsi ko gujratima kiya kahtaha
How much... please ...mujhe keral.... mujhe chaahie.. mere pate par bhejo... main bhugataan kar doonga....
Thank you so much ki aapko yah meri recipe pasand lekin main iska business nahin karti hun Khali main TH-cam per video dalti hun vahan per jakar aap ise dekhkar iski recipe
Bana sakate hai 🙏💞♥️
@@momsmagictastyfood yes mam ..but karpe nahi yaar ....fouj me hai ....bana nahi sakte hai na....
Didi gun kya pahchanta nahin
Alsi bhun ne se alsi me rahe nutrition nasht ho nahi jayenge?
Rajesh Patel ji thank you so much for question alsi ko aapko jalana nahin hai khali aapko use halka sa garm karna hai aur kisi bhi chij ko garm karne se uske nutritious khatm nahin hote balki aur bhi badh jaate Hain to isliye aap Aisa mat sochiye kyunki sheets mein ek prakrutik oil h hota haialka sa garam karne per release hota hai jo ki hamare sharir ke liye bahut jyada faydemand hota hai 🙏💞💞♥️
@@momsmagictastyfood Madam Thank you very much for reply
mm
mmmmmmmmm
mmmmm
mmm
mmmmm
m
mmmmmmmmmmmoo
Address please
Very good
Very nice recipe thanks for
Thank you so much aapko meri baki ki recipes bhi bilkul ISI tarike se pasand aayegi 💞♥️🙏
Very nice
Kiran ji thank you so much aapko meri baki ki recipes bhi bilkul ISI tarike se pasand aayegi 🙏💞💞♥️