अगर डाया इंच में है तो D² × 8 फॉर्मूला यूज होगा कैपीसिटी टन में आएगा... और डाया mm में हो तो D² × 12.4 ये फॉर्मूला यूज होगा कैपिसिटी kg. में आएगा इसमें 1000 से डिवाइस करेगें तो टन में आएगा ।
Kya 2 sling use karne se weight lifting capacity Double ho jaati hai ? Jaise 25 mm ki ek sling ka capacity kai 5 ton to 2 sling ek saath use karne se 10 ton utha sakte hain ?
Or double krny sa Engle ki capacity bhi km hoti ha mtlab agr 60 ki degree ha to 14% km ho gi agr 45 ki ha to 29% km ho gi agr 30% ha to 50% ho jay gi @@sanjaymanjublog
Ghalat bata raha hia janab inch ka alag hesab hia our mm ka alag hesab hia for example 30 mm ka agar app nekaltia ho to 30×30=900÷80=11.25 tone Our agar inch mia yahi nekaltia ho to 30 mm 1.18 inch ban raha hia 1.18×1.18×8=11.13 ton banraha hia sir g
Namaskar aap Jo formula se 7 se 8ton nikala hai yah formula Kiran mein beech mein use Kiya jata hai mera jo formula hai yah material uthane ke liye ye use Kiya jata hai kyunki material jab baar baar utha ayenge ceiling mudta hai jyada to uska save per pass mein 5 ton Rakha gaya hai aap 7/8ton full capacity ban jata hai to usmein accident hone ki sambhavna bahut jyada hota hai ok dhanyvad
Srikant ji bahot achha tarika se bataya apne
अगर डाया इंच में है तो D² × 8 फॉर्मूला यूज होगा कैपीसिटी टन में आएगा...
और डाया mm में हो तो D² × 12.4 ये फॉर्मूला यूज होगा कैपिसिटी kg. में आएगा इसमें 1000 से डिवाइस करेगें तो टन में आएगा ।
Very good
Very very good farmola guru ji
Thenks bade bhai
Mashallah ❤sir
Super Guru 🙏🌹
Galat bata rahe ho bhai inch me neklega 1inch ka silling hi to 1into1into8 silling capcity nikal jayega mm me nahi nikalega bhai
Ya bilkul correct ha
Good
Nice video 🙏
Super advice bro
Thank u bai
👏👏👏👏👏
Thanks bhai
🙏
Super 😘
interview pass hogihi vi tomara video daka.thank you vi
Good
@@srikantadasvlog7645 this is Bahrain
Nice
Ye 8 kis chij Ka hai
Nice sir g
Wire rope rejection ke uper video banaye kis wire rope ko use karna hai kise nahi karna hai esme bahut confusion hota he
Sir..Agar jo siling ka daya hai..wo 1inch ho to kaise krenge.. please sir bta dijiye 🙏👆👆👆👆👆🙏
Good sir
Das.da.kamon.acho
Namaste sir 🙏
Sir mujhe crane chalan sikha do
Kya 2 sling use karne se weight lifting capacity Double ho jaati hai ? Jaise 25 mm ki ek sling ka capacity kai 5 ton to 2 sling ek saath use karne se 10 ton utha sakte hain ?
25mm silling ki capcity 8ton banti hi bhai
Or double krny sa Engle ki capacity bhi km hoti ha mtlab agr 60 ki degree ha to 14% km ho gi agr 45 ki ha to 29% km ho gi agr 30% ha to 50% ho jay gi @@sanjaymanjublog
60% ka farmola .866 sa * kro ga 45% ka .707 or 30% .5sa
SANTOSHGUPTA
Sir selling joint kaise kre middle se
Hello sir
Sir aap jo bhi video banaeiye uske title me trad ka naam bhi likhiye,
Jaise ki rigger,fitter,belder etc
Wire rope se basket daal ke dikaayiye
Good thoughts sr ji👌👍
Thank you
Jo aap bata rahe hai ise inch aur mm me prove kijiye
Sir 8 kay mens, hoti hay
Ghalat bata raha hia janab inch ka alag hesab hia our mm ka alag hesab hia for example 30 mm ka agar app nekaltia ho to 30×30=900÷80=11.25 tone
Our agar inch mia yahi nekaltia ho to 30 mm 1.18 inch ban raha hia 1.18×1.18×8=11.13 ton banraha hia sir g
Aap ne bata kar prove kar diya hai. Aap sahi ho bhai, aur jo is video me bataya ja raha hai wo galat hai.
Sab kehetehe ki ek inch siling ka capaciti 7se8 ton hota he Or ye farmulame to 5ton atahee to eclea me confuse huu plz bataoge
Namaskar aap Jo formula se 7 se 8ton nikala hai yah formula Kiran mein beech mein use Kiya jata hai mera jo formula hai yah material uthane ke liye ye use Kiya jata hai kyunki material jab baar baar utha ayenge ceiling mudta hai jyada to uska save per pass mein 5 ton Rakha gaya hai aap 7/8ton full capacity ban jata hai to usmein accident hone ki sambhavna bahut jyada hota hai ok dhanyvad
Aur subtract kijiye hamara channel aur video ko like kijiega aur thoda share kijiega taki hamara channel aage badhe
@@srikantadasvlog7645 Thank you bhai
👍
Galat farmula bataya bhai ne
Sir crane pure part ke jankari our part name bataye
सीलिंग लंबा होगा तो. ।. ।
Mistake.. not mm it's inch
Carne ke bare me jankari dijye
Ok
1 inch ki capecety 8 ton ha 1*1*8=8 ya farmola ha mm man jb la ky jao gy to 12.4 sa * kro ga
Rigger job bstaaye
Sir 8 kya ha
40 ton Hoist ka samzaiye
Rong hai jab aap mm me nikal rahe hai to es ka formula hoga 12.4 hoga
25*25*12.4= 7750÷1000=7.75 ton hoga
দাদা সিলিং বুনা নিয়ে একটা ভিডিও বানালে খুব উপকার হয়
25.4 mm ik inch man hota ha
AAP INDINA MAY HI GULF MAY HI
8 Kay hai or 8 hi Q
Galat bata rahe ho.
Ye jo formula aap bata rahe ho ye wrong h
Kisi ko galat gyaan mat dijiye
Rong he
Bhai wrong formula hay yehh
Right
দাদা যদি আপনার হোয়াটসঅ্যাপ নাম্বারটা দিতেন
বাংগালী?
Good
Nice
Hello
sir