Light ka throw aacha hai, aur visibility increase is always better, video bhi aacha banaya. 2 aur chiz .1 Ek short bana de HM Factory m le Jaa k raat ko light ka throw ka. .2 Bas ek baat ka dhyan rakhna ki jab samne se koi aaye to light kama Dena kyuki saamne se koi itna light Marta h to kuch bhi nahi dikhta. Baaki bariya video h, kaafi informative hai and keep going.
Thank you, bhai. Mujhe andheri jaghe ka khayal hi nhi tha. Ha bhai main ase bas one way aur highway main hi use krta hun jaha bohot andhera ho. Ase lower dip vala use kr sakte hain agar use krna ho toh. Par fir bhi main utna use nhi krta vo.
Very Helpful Video Dada ❤ Par ek baat puchna tha.. Aapne to install karte samay koi relay use nahi kara ha, Maine aur ek video mein dekha tha ki relay use karne ke liye bola ha, to agar koi problem aa jata ha to wo relay fog light ko baca leta hai
Ha, relay use kr sakte ho aap. Par ea 20 watts ka hi hain toh zaruri itha hain nhi iske liye. Kam power vala hain isliye maine use nhi kiya. Zada watts ka hota toh zarur use krta main. Aap chahte ho toh laga hi sakte ho extra safety ke liye.
It's very decent fog light in low price with best quality. The light isn't that much powerful like other high power fog lights in the market. In highway, if there's any car is approaching with high beam fog light, then there's a problem to see through. You can't compare with a high power fog light in this case. But in dark roads, it's very useful. Today also, suddenly i saw a dog in front of me because of this light.
@@VenomRJ007 okay. I bought the same lights actually and i have TVS Raider in red. Wiring harness is like 1500 for dual colour so im making my own. Did you face any issues? Like battery drain, low output or blown fuses?
@Citizen-5349 only the horn gets little bit lower in sound when the lights are on. Otherwise no issue. When the technician was installing, he blows the fuse by mistake. You can see that in the video. But after that, I'm still using it for more than 4 months.
Depends on kya kya change hoga aapka abhi sab toh utha specifically yaad nhi rehta toh aapka agar engine oil change hoga aur service hoga tih aap ea video dekh lo th-cam.com/video/RU22Fo24fPM/w-d-xo.html Aur agar air filter spark plug brakes sab change hoga toh aap ea video dekh lo th-cam.com/video/6kfvCtfoZt0/w-d-xo.html Maan ke chalo average 1500 tak main hojayega.
@MDRAHIM-ue6tu ha thik hi laga par 1 litter hi engine oil lagta hain. Toh dekh lena humesha zada ka pesa toh nhi leraha. Mere saath hua tha vo chiz. Video dekhoge dono toh sab clear hojayega aapka.
Aaspas bike ka saman jaha milta hain vaha ekbaar check kijiye nhi mile toh online maine ek link diya hua hain vaha se bhi dekh sakte hain. Agar nhi mila kahi toh maine jaha se liya hain dukan ka link diya hua hain. Usse bhi aap baat krke dekh sakte hain.
Koi bike ka wire cut nhi hua hain. Aap agar wire cut krke install krte hain tab aapka warranty nhi rhega. Ea plug and play hain. Toh usmain aapka warranty nhi jayega. Toh koi bhi plug and play chiz aap ase lagva sakte ho brother. And thanks for your comment 🙏🏻
Vo maine low pe yellow aur high pe white rakhne ke liye kiya hain. Aap horizontally rakhne se high aur low nhi hoga. Vo aapke upar hain aap light kese set krna chahte hain
Battery pe effect nhi parta qki ea kam power ka hain. Main pichle almost 1 saal se use kr raha hun koi dikkat nhi aaya. Agar aapke battery main pehele se dikkat ho toh vo alag baat hain. Jese mera ea light lagane se pehele bike start nhi leta tha battery kharab hone ki vaje se par maine change krvaya battery uske baad se koi dikkat nhi aaya. Aur agar aapko ekdum risk nhi lena battery ko leke toh aap extra ek relay laga sakte hain.
Head light ke parallel nhi laga sakte. Best jaghe hain leg guard. Aur gap aapka 1 haath se zada hona chahiye. Jesa maine lagvaya hua hain. Aur sabse bari baat one way aur bohot andheri jaghe ya fog easab chor ke use mat krna samne vale ko dikhta nhi. Aur rahi baat challan krne ki toh vo aap kuch na bhi kre tab bhi krdega kisiko krna ho toh. Main 6 mahine se chala raha hun aur main easab follow krta hun toh mujhe toh dikkat nhi hua kabhi. Baaki lagva sakte hain aapko agar zarvat ho fog light ka. And thanks for your comment, Brother. ❤️
Yes, it is. But for pressure wash, you need to protect it. Here's the DIY fog light cover making video link I'm sharing with you. If you want to watch, then you can see how I make it. th-cam.com/video/nfaW3vn296w/w-d-xo.html
Original agar miljaye toh bohot achi baat hain. Aabhi is time demand bhi barh gaya hain. Demand barhne se daam kam hota hi hain. Mil raha hain original 1200 main toh lelo.
Ha pehele ka jharab hogaya tha. Replace krke naya diya tha abhi koi dikkat nhi hain almost 1 saal hone ko aaya fog light laga ke hi chala raha hun bike.
Har time jalane ke liye fog light nhi hain. Bohot andhera ho ya bohot fog ho tabhi use krna chahiye aur one way main use krna chahiye. Aur easab cases main hi main use krta hun. Koi bhi chiz ko misuse log krte hi hain. Par ea aapke upar hain aap us chiz ko achhe se use krte hain ki nhi.
Light ka throw aacha hai, aur visibility increase is always better, video bhi aacha banaya.
2 aur chiz
.1 Ek short bana de HM Factory m le Jaa k raat ko light ka throw ka.
.2 Bas ek baat ka dhyan rakhna ki jab samne se koi aaye to light kama Dena kyuki saamne se koi itna light Marta h to kuch bhi nahi dikhta.
Baaki bariya video h, kaafi informative hai and keep going.
Thank you, bhai. Mujhe andheri jaghe ka khayal hi nhi tha.
Ha bhai main ase bas one way aur highway main hi use krta hun jaha bohot andhera ho. Ase lower dip vala use kr sakte hain agar use krna ho toh. Par fir bhi main utna use nhi krta vo.
Price kitne para
@somnthdey7201 1550 ka liya tha maine. Aapko kam main bhi mil sakta hain.
Main bhi same light lunga.. Thanks bhai🎉
Lagva lo bhai achha light hain 2 color ke saath. Aur battery pe bhi utna pressure nhi hita isse.
Isiliye to lagwana hai ye wala light....
@Ridiaries_By_Aditya22 ha lelo
Very Helpful Video Dada ❤
Par ek baat puchna tha..
Aapne to install karte samay koi relay use nahi kara ha,
Maine aur ek video mein dekha tha ki relay use karne ke liye bola ha, to agar koi problem aa jata ha to wo relay fog light ko baca leta hai
Ha, relay use kr sakte ho aap. Par ea 20 watts ka hi hain toh zaruri itha hain nhi iske liye. Kam power vala hain isliye maine use nhi kiya. Zada watts ka hota toh zarur use krta main. Aap chahte ho toh laga hi sakte ho extra safety ke liye.
@@VenomRJ007 Ohh Achaa Dada, Ye Baat mujhe pata nahi tha..
Thik ha Dada Thank You ❤️
@then4850 🙏🏻
How is the performance in Highway when opposite light comes bhaau?
It's very decent fog light in low price with best quality. The light isn't that much powerful like other high power fog lights in the market.
In highway, if there's any car is approaching with high beam fog light, then there's a problem to see through. You can't compare with a high power fog light in this case.
But in dark roads, it's very useful. Today also, suddenly i saw a dog in front of me because of this light.
@VenomRJ007 thanks am also looking for budget fog light hjg mini drive or with this I should go suggestion?
Sure brother. You can go with them. I'm using it for almost 2 years now. You can find the new model's buying link in the video description.
@@VenomRJ007 thanks but asking which is better hjg mini drive or the model which you use? Comparatively
I'm using the older model. Now the newer model is available. You can get any of them.
Amazing Video Bro ❤
Thank you brother 🙏🏻
Bhai ye light lega ne ke bade me battery me yaa phir bike me koi or problems aahii hai kya ye light ki vjse?? Plz reply me fast
Nhi brother. 1 saal se upar hogaya use kr raha hun koi dikkat nhi aaya
LED light ko tvs raider ke original us jagah se laga sakte hai
Ha laga sakte ho mechanic ko bolke
Kisi bhi bike pe laga sakte hain kya ea?
Ha koi bhi bike main lagva sakte ho aap
High or low same time pe nhi jalta kya
Nhi mera 2 way switch hain isse saath main nhi jalta
@@VenomRJ007 ok thanks 👍
@premsagarprasad2824 mention not brother
Relay was not used?
It's only 20 watts. That's why i don't use it. But if you want to then please go ahead for safety.
@@VenomRJ007 okay. I bought the same lights actually and i have TVS Raider in red. Wiring harness is like 1500 for dual colour so im making my own.
Did you face any issues? Like battery drain, low output or blown fuses?
@Citizen-5349 only the horn gets little bit lower in sound when the lights are on. Otherwise no issue. When the technician was installing, he blows the fuse by mistake. You can see that in the video. But after that, I'm still using it for more than 4 months.
@@VenomRJ007 BOTH light 20 watt / single 20 watt ka hain ???
@anjanbarua212 yes
Bhai tmhra 2nd service me katna laga tha
Depends on kya kya change hoga aapka abhi sab toh utha specifically yaad nhi rehta toh aapka agar engine oil change hoga aur service hoga tih aap ea video dekh lo
th-cam.com/video/RU22Fo24fPM/w-d-xo.html
Aur agar air filter spark plug brakes sab change hoga toh aap ea video dekh lo
th-cam.com/video/6kfvCtfoZt0/w-d-xo.html
Maan ke chalo average 1500 tak main hojayega.
@@VenomRJ007 . Mera to Engine oil change hua.. Or washing hua.. Or break check hua. Bas atna me 883 rs lag giya thik liya kya
@MDRAHIM-ue6tu ha thik hi laga par 1 litter hi engine oil lagta hain. Toh dekh lena humesha zada ka pesa toh nhi leraha. Mere saath hua tha vo chiz. Video dekhoge dono toh sab clear hojayega aapka.
@@VenomRJ007 Acha.. To ap koun sa service center se kam krwate ho.. Mein to bijoy basu road me jo Service center hai waha se Service krwata hu...
@MDRAHIM-ue6tu main pehele howrah main krvata tha T.N. TVS se. Par abhi seven point se krva raha hun.
Kerosin se chain ka O ring damage hota hai bhai..deasel use karo
Acha
Ye orijnal lite kaha milega
Aaspas bike ka saman jaha milta hain vaha ekbaar check kijiye nhi mile toh online maine ek link diya hua hain vaha se bhi dekh sakte hain. Agar nhi mila kahi toh maine jaha se liya hain dukan ka link diya hua hain. Usse bhi aap baat krke dekh sakte hain.
Light installation ke bike warranty void ho sakti hey kay
Koi bike ka wire cut nhi hua hain. Aap agar wire cut krke install krte hain tab aapka warranty nhi rhega. Ea plug and play hain. Toh usmain aapka warranty nhi jayega. Toh koi bhi plug and play chiz aap ase lagva sakte ho brother.
And thanks for your comment 🙏🏻
Bro foglight body heat ho rhi hai normal hai kya issue?
Heat hoti hain but issue nhi aaya koi aab tak. Abhi toh 1 saal se upar hogaya baarish main bhi kuch hua nhi.
Light beam ko horizontally place krna hota he apne vertically place kiya he ..
Vo maine low pe yellow aur high pe white rakhne ke liye kiya hain. Aap horizontally rakhne se high aur low nhi hoga. Vo aapke upar hain aap light kese set krna chahte hain
Battery pe kitna affect hoga kyuki raider me kick nahi milta to?
Battery pe effect nhi parta qki ea kam power ka hain. Main pichle almost 1 saal se use kr raha hun koi dikkat nhi aaya. Agar aapke battery main pehele se dikkat ho toh vo alag baat hain. Jese mera ea light lagane se pehele bike start nhi leta tha battery kharab hone ki vaje se par maine change krvaya battery uske baad se koi dikkat nhi aaya. Aur agar aapko ekdum risk nhi lena battery ko leke toh aap extra ek relay laga sakte hain.
Bhai niche pin rehta h extra light lagane ka
Acha
Iske sat switch nhi milta kya
Nhi aapko switch alag se kharid ke lagana parega
20w ka nhi mil rha hai 10w me roshni rhega ki nahi
10 watt main itni roshni nhi hogi
Bhai battery me koi Issue ayeng kiya?
Nhi brother 5 6 mahinr hone ko aaya. Koi dikkat nhi hua. Harness laga lena aap chaho toh. Maine nhi lagaya hain par aap laga sakte ho.
Okay bro thanks
@tapasrath1838 most welcome brother 😊
Challan toh nhi katega isse?
Head light ke parallel nhi laga sakte. Best jaghe hain leg guard. Aur gap aapka 1 haath se zada hona chahiye. Jesa maine lagvaya hua hain. Aur sabse bari baat one way aur bohot andheri jaghe ya fog easab chor ke use mat krna samne vale ko dikhta nhi. Aur rahi baat challan krne ki toh vo aap kuch na bhi kre tab bhi krdega kisiko krna ho toh. Main 6 mahine se chala raha hun aur main easab follow krta hun toh mujhe toh dikkat nhi hua kabhi. Baaki lagva sakte hain aapko agar zarvat ho fog light ka.
And thanks for your comment, Brother. ❤️
Bhai pani me kuchha nahi hotana bhai light koo fan ke vajese. Barisha mee rata me gadi chalate samay kuchha problem nahina bhai
Nhi bhai koi problem nhi hota. Still main use kr raha hun baarish toh ho hi raha hain abhi bhi.
Bhai iska challan h kya fog lights ka please sch btana
Aapko aapke shorts ke comment pe reply kiya maine bhai pura detail main. Aap please vo dekh lo thora qki bohot lamba likha hain maine
@@VenomRJ007thanks bhai ek or question pucha h mene apse kripya uska bhi answer de do
Bhai kausa dukan hai jisne hjg pe warranty diya😮
Dekho maine shop ka google map location dediya hain
Is it waterproof
Yes, it is. But for pressure wash, you need to protect it.
Here's the DIY fog light cover making video link I'm sharing with you. If you want to watch, then you can see how I make it.
th-cam.com/video/nfaW3vn296w/w-d-xo.html
kitna ka pada bhai
1350 without installation charge and clamp.
❤❤❤
Thanks ✌🏻
Price kitni hai
Main 1350 main kharida tha brother
Improve your voice quality
Sure, brother. I'll buy a mic soon. Thanks for your valuable comment.🙏🏻
Barhiya hain toh. Main bhi lagaunga fir ea.
Ha koi bhi bike main laga sakte hain aap ea
1200 mai mil jayega
Original agar miljaye toh bohot achi baat hain. Aabhi is time demand bhi barh gaya hain. Demand barhne se daam kam hota hi hain. Mil raha hain original 1200 main toh lelo.
❤
Thanks
Link
Description main hain brother
Shayd usko pata nhi h hed kholne ki jarurat nahi hai
Ha naya naya lagaya hain
itni jaldi aapki battery down XD
Video ke end mein light ki roshini kitni kum hoagayi bhai sahaab !
What a tragedy man
Ha pehele ka jharab hogaya tha. Replace krke naya diya tha abhi koi dikkat nhi hain almost 1 saal hone ko aaya fog light laga ke hi chala raha hun bike.
Bhai samne wala jo aayega udhar se us k aankho pe ligh jaatega to aakar tumhe he thokega.
Har time jalane ke liye fog light nhi hain. Bohot andhera ho ya bohot fog ho tabhi use krna chahiye aur one way main use krna chahiye. Aur easab cases main hi main use krta hun. Koi bhi chiz ko misuse log krte hi hain. Par ea aapke upar hain aap us chiz ko achhe se use krte hain ki nhi.